Sangeeta ji pls 2 sal ki bachchi ke sweater ke fande aur reglon ki cuttting ka hisab bhi bataye pls
@PoojaDevi-d8w27 күн бұрын
Mam bhout acha hai
@sangeetawoolen751027 күн бұрын
Thank you so much
@PoojaDevi-d8w26 күн бұрын
Welcome mam
@foziasheikh229414 күн бұрын
Aik sal boy baby baty
@ushakiran1480Ай бұрын
Full tutorial of the sweater should be given
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Okay I will upload it soon.
@seemaponkshe1509Ай бұрын
Patt beaut hai.❤
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Thank you ❤
@saeedamuneer1022Ай бұрын
Very nice ❤
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Thankyou so much❤
@अंजलीकारेकरАй бұрын
Mam raglan cuting ke bad her ek part me upar jake kitne fande rehena chhiye
@sangeetawoolen751029 күн бұрын
Raglan cutting ke baad back side me 22 fande samne ke dono sides me 11 - 11 fande aur dono sleves me 18 - 18 fande hai is sweater me .
@अंजलीकारेकर14 күн бұрын
Raglan cuting ke bad upar kitna bunana hai
@sangeetawoolen751013 күн бұрын
Neeche 8” cutting 4” Ki hai fir gale ka boarder 1” hai is prakar sweater Ki length 13” hai
@neerugarg1775Ай бұрын
sister aap jb bhi design bataya kre tu aap no bhi tipe kre jase silai no 1 silai no 2 silai no 3 asa karne se aapko bhi esey hoga or sikhne wale ko bhi
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Theek hai ji
@अंजलीकारेकर14 күн бұрын
Raglan cutting ke bad baju me kitne fande rehatr hai
@sangeetawoolen751014 күн бұрын
Raglan cutting karne ke baad baju me upper 14 ya 15 fande rehte hai
@kumkumsharma7501Ай бұрын
6 saal k bachhe ki sweater m 3 ply ki wool m kitne fande Dale please bata dijiye
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Ji yadi 6 Sal ke bacche ka cardigon banana hai tab ham neeche se hi 85 ya 90 fande bacche Ki health ke hisab se lenge.
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Band sweater me neeche 80 boarder me aur upper 90 fande dalne par sweater ka shape accha Banta hai
@अंजलीकारेकरАй бұрын
Back part me kitne fande rhte hai cuting ke bad aur baju me kitne fande rahte hai cuting ke bad
@sangeetawoolen751029 күн бұрын
Is me back side me 64 fande rakhe hai upper cutting ke baad 22 fande bache hai
@seemaponkshe1509Ай бұрын
Front back separate banake join kiya hai kya.front ke aur back ke stichis batana ,wool 3ply4ply batana aur needle mo.thik tarahse batana
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Ji front aur back separete banaya hai .Back me 64 fande hai aur front me 32 fande aur 6 fande Patti ke hai is me 10 no. ki needle use Ki hai
@RenuKumari-sl8sfАй бұрын
Mam pura cardigan banane ki video daale
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Mam is design ke cardigon ki full video me jaldi upload karungi
@ManjitKaur-ox4kx5 ай бұрын
❤❤❤
@sangeetawoolen75105 ай бұрын
Thankyou ❤
@poonamsrivastava9667Ай бұрын
Kitana fanda gala per rakhana hai
@AnitaRathi-g5pАй бұрын
Aapne dizain ulti silai se suru kiya hai kya
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Nahi ji design seedhi side se hi shirt hoga
@AnitaRathi-g5pАй бұрын
@sangeetawoolen7510 bhot acha lga bhnji
@shibanibose2576Ай бұрын
Aap pura set step by step bnana bhi btae
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Ji next sweater me step by step bana kar video upload kar rahi hu.
@manjushasubhedar253825 күн бұрын
छान
@sangeetawoolen751023 күн бұрын
Thankyou so much.
@sulabhavadeyar2340Ай бұрын
Very beautiful cardigan. Iska ragalan cutting aur gale ka knitting batade. Please 🙏
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Thankyou mam.Iski cutting aur gale ka video me next baby sweater me bata dungi.
@sulabhavadeyar2340Ай бұрын
Thank you
@अंजलीकारेकरАй бұрын
Mam ese banana bataye
@sangeetawoolen751029 күн бұрын
Ji video me pura bataya hai
@maninderkaur4398Ай бұрын
border kesey bnaya appney btayein please
@sangeetawoolen7510Ай бұрын
Ji is me seedha na bana kar ulti - ulti 6 lines ka border banaya hai
@farhankhan32345 ай бұрын
Didi iska socks aur cap bhi bataye
@sangeetawoolen75105 ай бұрын
Ha ji socks aur cap ka video bhi send kar dungi
@indubalasaraon18184 ай бұрын
Isme wool kitne lagi hai pls btaei
@sangeetawoolen75104 ай бұрын
@@indubalasaraon1818is baby sweater me 125 gm. woolens lagi hai.aur pure set me cap ,socks aur sweater me 200 gm wool lagi hai.