Baby Tulsi Ka 45°C me transplant! Bachega ya Marega?? With Result

  Рет қаралды 196

Shashi n Gautam - Kitchen Gardeners

Shashi n Gautam - Kitchen Gardeners

Күн бұрын

45°C + me Tulsi Saplings ka Transplant
Video Shuru karne se pahle ek disclaimer
45°C + ki garmi me ye transplant anubhavi gardener ke dwara kiya gaya hai. Kripya isse apne garden me na kare, isse apme tulsi Saplings ke marne ka khatra hai.
Well, karenge nahi then sikhenge kaise. Sonvideo poora dekhe aur jaankari ke sath transplant kare.
Tulsi ke pot me ek chotu sa baby tulsi grow kar gaya hai.
Isko pot se nikalne me mother and baby dono ko khatra hai.
Nikalte wakt dono ki roots damage ho sakti hai and dono hi mar sakte hai.
Chaliye extreme garmi me plant transplant karne ki sahi practice ko follow karte hue transplant process ko start karte hai
Rule 1
Hamesha pahle pot ready kare jisme apko transplant karna hai
Soil mix 50-50 soil and matured khad se banaye
Shuru me chot pot le
Isme organic slow release granular khad dale
Hum 1 tablet
Neem cake
Soil Mix Booster and Flower Mate add karenge
Step 2
Ab plant ko pot me se nikalenge
Ue most risky part hai
Baby tulsi ya mother tulsi, jiski bhi root damahe hu wo is 46°C ki garmi me nahi bachega.
Baby plant ko agar iske root bina damage ke nikal ke transplant kiya toh iske bachne ke chance hai
But aisa karne me mother plant ki roots damahe hogi
Baby tulsi ki stem ke 1-2 inch ki doori se dheere se fingers insert karenge
Fingers ko force nahi karna hai
Mother plant ki roots ko feel karte hue baby plant ko 2 inch ki soil ke sath scoop kar ke nikal lenge.
Ab is baby sapling ko pahle se ready kiue hie pot me transfer karenge.
Isko sahi se karna bahut important hai.
Is stage me bhi plant mar sakte hai.
So carefully dekhiye and iske note bana le aone ya future plant transplant ke liye.
Yaha par even experts bhi galti karye hai. Plant ko pot me place kar dete hai.
Jisse inki roots surface ke against press ho ke ikkathi ho jati hai.
Fir in roots ko fir se spread hone me rime lag jata hai
And plant ko nutrition and moisture nahi milta jisse plant ya dormancy me chaal jata ya mar bhi jata hai
Sahi tareeka ye hai
Plant ke roits ki length ke barabar pot soil me cavity banaye plant ko isme iss tarah hang kijiye ki roots soil level ke neeche ho.
Fir dheere dhire cavity ko soil se fill kijiye
Is tarah se roots natural way soil me faili rahenge and plant ko moisture and nutrition milenge and wo new pot me adjust karke survive kar jayenge.
Soil ko dheere se press karke koi gap ho uska hata de.
Transplant poora hua bas ab pani dena baki hai
Hum All In One Plant Tonic ko mila ke pani denge.
Apne plant ko acchi organic shuruwat dene se uske survival ke chances badu jate hai.
Apke paas ji bhi achi organic khad ho wo soil mix me jaroor dale.
1-2 ml All In One Plant Tonic mila hamne baby tulsi ko pani de ke transplant process complete kar diya.
Iss transplant me hamne wo sab kiya jo nahi karne ke liye bataya jata hai.
45°C ki garmi me transplant kiya.
Root ko damage karke baby tulsi ko nikala.
Tulsi menkha nahi dalte wo bhi dala.
Toh apko kya lagata hai?
Ye plant bachega ya marega?
Chaliye wait karte hai aur apko iska update karte hai.
Our Organic Fertilizer Web-Shop:
shashingautam.in
Free WhatsApp Chat for Customers: +91 8285643316. Only Message.
Click below link to become Star channel member & get to chat on WhatsApp.
/ @shashingautam

Пікірлер: 16
47°C Ki Garmi Me Bina Green Net Ke Plant Jalne Se Bachaye
8:15
Shashi n Gautam - Kitchen Gardeners
Рет қаралды 1,3 М.
Barisho Ka Powerful Soil Mix (Easy Step By Step Method for Beginers) #pottingmix
6:45
Shashi n Gautam - Kitchen Gardeners
Рет қаралды 300
Players vs Corner Flags 🤯
00:28
LE FOOT EN VIDÉO
Рет қаралды 94 МЛН
Do you choose Inside Out 2 or The Amazing World of Gumball? 🤔
00:19
Worst flight ever
00:55
Adam W
Рет қаралды 43 МЛН
ORGANIC WHEATGRASS kaise Grow Kare (English Subtitles) #wheatgrass
5:48
Shashi n Gautam - Kitchen Gardeners
Рет қаралды 2,6 М.
Jayada Sardi  Garmi Me Tulsi Bachane Ka Secret #Tulsi
5:13
Shashi n Gautam - Kitchen Gardeners
Рет қаралды 307
Best Nursery For Pusa & CISH Mango & Fruit Plant - Pusa Nursery (Authorised)
7:09
Shashi n Gautam - Kitchen Gardeners
Рет қаралды 4,3 М.
Aam Ka Paudha Kharidte Waqt Ye 4 Galtiya Na Kare Pachtana Padega!
3:54
Shashi n Gautam - Kitchen Gardeners
Рет қаралды 663
Players vs Corner Flags 🤯
00:28
LE FOOT EN VIDÉO
Рет қаралды 94 МЛН