Good explanation and simple presentation ...... I loved it ❣️❣️❣️❣️👍👍👍👍👍
@Badminton2U2 жыл бұрын
Glad you liked it
@mdarslanrazakhan83562 жыл бұрын
@@Badminton2U it's my pleasure 💖
@suhaibkhan7314 Жыл бұрын
Excellent Video
@Badminton2U Жыл бұрын
Glad you enjoyed it
@choudharygaming98782 жыл бұрын
Thanks sir very nice dedicated 👍
@Badminton2U2 жыл бұрын
Thnx
@deshawarart8550Ай бұрын
Nice explanation sir🎉
@choudharygaming98782 жыл бұрын
Thanks ase or videos upload krte rho very nice 🙂 bacho ke traning ke lei fet hai
@Badminton2U2 жыл бұрын
Very right
@DS-lz2zf2 ай бұрын
Sir agar dono players ka. Pscore even ho ya odd ho to service kis side se karenge
@tusharsukhadeve92812 жыл бұрын
Thanks sir very nice badminton rule
@Badminton2U2 жыл бұрын
👍🏻
@Morden-phyicalEducation3 жыл бұрын
Body se sattle teatch ho jati hai to opponent ko point milega
@Badminton2U3 жыл бұрын
Yes, shuttle agar body ko touch ho jaye to foul hota hai, aur point opponent ko mil jata hai.
@bemotivator12872 жыл бұрын
@@Badminton2U shuttle jiska body pe laga uska opposite player ko point milega kya??
@Badminton2U2 жыл бұрын
Yes , opposite team ko point milega.
@pragtipanth6390 Жыл бұрын
Sarvice coin se hoti he ya koi aur tarike se
@Badminton2U Жыл бұрын
Yes,coin se hi hoti hai. First coin se toss hota hai, jo toss jitaya hai wo kis side ke court se khelega wo choose karta hai aur dusri team ye decide karti hai ki Service kon karega
@nehamakkad3654 Жыл бұрын
Thankyou alot sir😊
@Badminton2U Жыл бұрын
Welcome 👍🏻
@raghavcool2015 Жыл бұрын
Thank you sir tomorrow is my state match
@Badminton2U Жыл бұрын
Great 👍🏻
@DarshanaMakwana-xd1yn2 жыл бұрын
Agar satal net ke niche se jata ho to kya use foule nhi kha jta usko????? Ahar satal net ke niche se jata ho to bhi kya hme game ko continue rakhna he kya ???
@Badminton2U2 жыл бұрын
Shuttle hamesha net k upar se hi cross karni hoti hai. Agar niche gayi to foul. Point OVER.
@anmolsingla17032 жыл бұрын
On the line girti h chidi to out h ya in.. or service krte time on the line foul hota h kya?
@Badminton2U2 жыл бұрын
On the line shuttle hamesha IN hi hoti hai
@Badminton2U2 жыл бұрын
Service k time on the line agar touch ho to wo Foul nahi hota hai
@devendrakumargautam51443 жыл бұрын
नेट टच करती हुई यदि कोक बॉक्स में सही गिरती है सर्विस करते समय तो राईट है या रॉन्ग यह नहीं बताया
@Badminton2U3 жыл бұрын
वो भी राइट है, नेट में शटल कोक टच करने से कोई फ़ाउल नहीं होता, बस आपकी बॉडी या रैकट नेट पे टच नहीं होनी चाहिये. और सर्विस बॉक्स के अंदर ही गिरनी चाहिये.
@missjunmoyurigaming78824 ай бұрын
Singles or doubles kab hota hai
@adiamastic31713 жыл бұрын
Ek match me jab player ka racquet gir jaata hai to wo apne palm se shuttle ko hit krta hai wo foul h ki ni doubles me
@Badminton2U3 жыл бұрын
Wo to foul hai, shuttle ko only racquet se hit kar sakte hai. Body ka agar koi part ya clothes touch kare to wo bhi foul hai.
@neelamsharma-mu1pv2 жыл бұрын
ak bar relly start hone ke bad jo winner hota h whi service krta h ya koii bhi kr skta h
@Badminton2U2 жыл бұрын
As per current rules … After every service, jise point milta hai aage wahi service karta hai
@neelamsharma-mu1pv2 жыл бұрын
@@Badminton2U to agr shuttle nuche giri ho or parter ka chance ho to kya use hath se uthakr de skte h
@Badminton2U2 жыл бұрын
Yes, agar rally khatam ho jaye , to aap shuttle ko touch kar sakte ho
@neelamsharma-mu1pv2 жыл бұрын
@@Badminton2U tq
@syedfidahussainbukhari85502 жыл бұрын
Doubles court plz explain
@Badminton2U2 жыл бұрын
Sure
@Studystudio888883 жыл бұрын
Khelte samay agar line ki bahar jaaye to fall Mana jaega
@Badminton2U3 жыл бұрын
Bilkul Nahi , khelte samay aap court k bahar bhi per rakh sakte hai. Ye foul nahi mana jayega.
@Sam-yt4fd2 жыл бұрын
Mam mera ek doubt hai Agar suppose mene service ki right se or aap age left me khade ho Or jab mene shuttle ko hit kia or wo sahi disha mein ja raha hai Lekin aapne jo box rehta hai net ke pass ka (befor box or near the net) waha aake aapne hit kia to ye sahi hai ya galat hai Plz tell
@Badminton2U2 жыл бұрын
Jo service receive karta hai , uske liye rule hai ki , us ko service hote time apni jageh se move nahi karna hota jab tak saamne se shuttle racket ko hit na kar de
@Badminton2U2 жыл бұрын
Ek baar shuttle racket se hit ho jaye to saamne wala us ko aage aa ke net ke paas se bhi receive kar sakta hai , wo fault nahi hota
@riyajrsheikhramtek84362 жыл бұрын
Aapne jitani bar foul bataya hai us har jagah aponent ko point milenga kya
@Badminton2U2 жыл бұрын
Yes, bilkul milega
@pikunath79692 жыл бұрын
thank u
@Badminton2U2 жыл бұрын
👍🏻
@bhavyachadokararts823 жыл бұрын
You have missed a fault that we have not move our leg during service
@Badminton2U3 жыл бұрын
Well, you are absolutely right. During serve, players shouldn’t move their feet.