Agar gaevti 1sel ki Kam ho to kya karna chahiye ji
@sabrielectronics8 ай бұрын
Us cell me thoda acid dalkar Puri kar sakte hai. .. Ya battery ka saara achid bahar nikal kar dalogo . Tab sab mix hone ke karan sabhi cell ki gravity barabar ho jayegi.
@GayaanHouse Жыл бұрын
Sir mere ghr 24 volt system h Or gravity 1300 h + Battery 27.3 volt c upper charge nahi ho rahi To kya problem h
@sabrielectronics Жыл бұрын
Koi problem nahi hai. Aapka system ok hai.
@GayaanHouse Жыл бұрын
@@sabrielectronics backup bhii nahi dye raha sir raat ko ek ceiling fan 6 ghante bhii nahi chla
@nitinchoudhary3640 Жыл бұрын
Check every cell ELECTROLYTE level
@PoonaRamBhat2 ай бұрын
हाइड्रोमीटर मेंमें पानी कितने तक भरना है भाई जी कृपया रिप्लाई करें सर
@sabrielectronics2 ай бұрын
@@PoonaRamBhat itna bharo ki andar Bali hydrometer density Pani me Swing karne me comfortable ho.
@MukeshKumarMukeshKumar-lx8or Жыл бұрын
Thanks bhai ji
@govindjoshi6218 Жыл бұрын
1100 h to battery charge karni h battery charge karne k liye hydro meter use karte hain?
@sabrielectronics Жыл бұрын
Battery jab tak charge karni hai. Jab tak battery ka volt 12.6 se 12.9 tak na ho. Battery ka volt aap multimeter se check kar sakte hai. Rahi baat 1100 gravity ki ye acid ki concentrade hoti hai . Ki acid kitna khaara hai. Agar khoop charge karne par bhi battery ki gravity 1250 nahi aa rahi hai. To aap usme new acid dalwa sakte hai. Jisse battery backup bad jayega. Bhai acid apne haath se mat milana kyu ki pure acid bahut jyada khatarnak hota hai. Mujhe ummeed hai aap samajh gaye honge.
@govindjoshi6218 Жыл бұрын
@@sabrielectronics gravity check karne ka purpose kya h battery charge h ya discharge h y to charger or meter hi bata dega
@sabrielectronics Жыл бұрын
@@govindjoshi6218 har ek battery ka internal resistance hota hai. Jise hindi me antrik pritiroth kahte hai. Agar gravity kam hui to internal resistance bad jata hai. Jiski bajah se batter backup kam ho jaata hai. Hum samjhte hai battey discharge hai. Agar battery ka volt 12.5 se adhik hai, aur battery backup bahut kam hai. To uske peeche ki bajah battery ki kam gravity ho sakti hai.
@govindjoshi6218 Жыл бұрын
@@sabrielectronics ok so if battery gravity is 1.1 and battery showing 12v on terminal it means battery is dead . Then battery needs to replace water or needs to replace . And one more thing if battery gravity is 1.1 why u calling it discharged call it weak
@vikashkushwaha9070 Жыл бұрын
@@sabrielectronicsto o
@ShatrughanPal-vx2lbАй бұрын
Lagatar 3 mahine se gravity Giri Hui Ho to kya Karen battery kharab ho jayegi
@sabrielectronicsАй бұрын
Aap usme thoda aur acid dalkar theek kar sakte hai. Baise kitni hai gravity batana.
@babasahebnanavre18504 ай бұрын
Thank,s bhai
@taufiquealam5390 Жыл бұрын
My exide battery it900 show 1300 plus gravity, Fully charged aur discharge both condition and give me 1.5 hours backup in fully charged condition.15 days old battery.... what is solution please guide me.
@sabrielectronics Жыл бұрын
How many amp is your battery? And how much load i.e. amps are you using on it?
@mohammadsajid35 Жыл бұрын
Bhai 1300 pe to hoti hai to sail kharab hota hai kiya ye sahi hai
@sabrielectronics Жыл бұрын
Ye nahi kaha ja sakta . Agar cell kharab hai. To dusra tarika hai cell check karne ka . Gravity se ye pahchanna bahut muskil hai. Log shirf idia dete hai apni ray ka.
@shindvs Жыл бұрын
1100 kya hota Ye hota 1.1 sp gravity Koi bi acid above above 1.1 spg Agar koi oil uski gravity .85 se .97 Distilled water ya koi bi pani gravity 1.000 thoda chemistry pad lena Is acid pani mix hota lekin oil pani ki upper rahta ya tairta is liye uper rahta lekin acid pani me mix hota any acid gravity will be be more than 1.1 spg
@s.psharma3770 Жыл бұрын
Gravity har cell may 12.50 show krta hai but fir bhi charging off nahi ho rahi...kya battery kharab ho gai hai?
@AmitSharma-cu3jb Жыл бұрын
Invater mai problem ho skte hai
@nitinchoudhary3640 Жыл бұрын
Ek battery k andr 2v k 6 cell hote h koi cell khrab hota h uska asr battery pr hota h
@AmitSharma-cu3jb Жыл бұрын
@@nitinchoudhary3640 ha
@baldevsinghgillbudhsinghwa9352 Жыл бұрын
very good
@Cartooncraze123768 ай бұрын
Mera 1 month liya hua hai battery v gourd 250 ah ka uska gravity 1150 se upar nahi ja raha hai
@rishipalsingh8425 Жыл бұрын
अगर बैटरी डाउन फॉर 13 00 सो दिखाए तो क्या वह सही है
@sabrielectronics Жыл бұрын
Nahi . Agar down battery par 1300 gravity hai. Tab acid jyada khara hai. Iska matlab ye nahi ki battery sahi hai. Ya kharab hai.
@Hshshshs-l2l6 ай бұрын
Hydrometer 10. 20 30 aise h. To kaise kre
@pradipdahani7 ай бұрын
Purana be trey me Pa I or said kitne ma tar a me vorna cahaye
@sabrielectronics7 ай бұрын
Aap Hindi ya English likhe .
@yashshakurpuriya Жыл бұрын
Thank you sir
@sabrielectronics Жыл бұрын
All the best
@SUPINDERMRD Жыл бұрын
Battery mein paani kaun sa daaley
@ravikumargupta1895 Жыл бұрын
Sir Meri erikshaw battery Hai Meri gravity 1100thi fir Maine bade charger se charge Kiya 1250 grvty Kiya but 2din bad chalane K bad gravity 1150bata rahi aisa kyu