Hello, Real life milage kya hai iska?Kyuki maine bhi abhi 3201 chetak model liya hai but uska milage around 80-85 hi hai.mujhe kabhi bhi 100 nhi mila.Aur 100 percent charge karne pe bhi 112-116 km range hi dikhata hai.kya apke sath bhi yehi hota hai?
@lakshyaverma75Ай бұрын
Yes bro same yahi hai full charge pe 116 km ki range show karta hai or real life me 75-85 hi milta hai
@rahulmauryaaa18 күн бұрын
Showroom mein kitta recharge kara aur kitte der mein charge houa kitta persnt
@lakshyaverma7517 күн бұрын
@rahulmauryaaa bhai free me charge karke diyaa tha charging ko koi paisa nahi liyaa or bhai 0-100% 5 hrs ke under charge ho jaata hai
@chaitanyasharma475Ай бұрын
लक्ष्य भाई मैं इलेक्ट्रिक स्कूटर खरीदने की सोच रहा हूं, मैं गांव मैं रहता हूं और डेली लगभग 30 से 35 किलोमीटर की राइड होती है और सड़कें ऊबड़खाबड़ हैं तो आपके हिसाब से क्या चेतक खरीदना सही रहेगा
@shrikrushnadalvi3143Ай бұрын
Yes bro 😀 ap chetak aur tvs ke iqube le sakte ho
@subhendu6129Ай бұрын
Chetak ka after 25000km chalna k baad Kintna range degi???
@shrikrushnadalvi3143Ай бұрын
@@subhendu6129 kam jadya ho sakta hai depend on ur daily running
@subhendu6129Ай бұрын
@@shrikrushnadalvi3143 chetak battery replacement range kitna drop hona se hoga ?? Agar 20,000km chalna na ka baad range 80km de to battery replacement hoga ??? What about extension warrenty term and conditions?? Battery exchange cost kitna parta hai ??
@shrikrushnadalvi3143Ай бұрын
@@subhendu6129 ap kitne saal ke Warrenty Leto ho uss per hai