Bhai aap ko dil se salam garib logo ka pura dhyan rakhne wale you tuber ho ❤❤❤
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Thank you rahul bhi
@jyotirmayvlogs46062 ай бұрын
@@LavkeshChhonkerhiii
@sunboat8002 ай бұрын
Hamara Bajaj forever!!!.. proud Chetak ev owner from Bangalore!!!.. excellent range test, and beautiful video!!!!.. new subscriber to this channel…
@nakulmandal74097 ай бұрын
Thank you sir😊❤
@SumantaSarkar-vy8ek Жыл бұрын
Best youtuber Very good job sir Aise video kam ata hai, koyi nahi dikhata aisa 🙏🙏
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Thanku Samanta 😊 🙏🏻
@shivamwadhwa848 Жыл бұрын
Single passenge main aur 4 passenger main bhi range ka difference ayega bhaiya
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Haa bhi jarur
@sathishnaik9434 Жыл бұрын
Your first you tuber testing video kiya congratulations 🎉🎉 bhai thank you for making video 🎉
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Thanks to you Satish Apki bahut dino se request thi mene promise Kiya tha apse
@ashokchikate653 Жыл бұрын
भाई इसको तीन लोग बिठाकर इको मोड मे रेंज निकालना 100%चार्ज करके 0%हो जाणे तक फिर पता चलेगा सही रेंज क्या देती है
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhiya wo mene isliye nahi kiya ki Mujhe dar tha ki kahi ye raste me hi na attak jaye
@ashrafactechnician4855 Жыл бұрын
@@LavkeshChhonkerdar k aage Jeet h. Once more
@ramankhatale8285 Жыл бұрын
Bhai charging karne me kitne unit ki bijli kharch ho jaati hai please batao. Uske baad hi Per Km cost calculate kar sakte hai. 🙏
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
60 rupay ke aas paas
@akagamino_moto Жыл бұрын
अत्यधिक प्रसन्नता हो रही है! आप वाकई पेशेवर हैं!
@riyajpatel7660 Жыл бұрын
Speed mein kaun si acchi lagi Sar Mahindra Treo yah Bajaj Bajaj wali electric kaun si acchi lagi Jarur batana please aur Agar abhi pichhali comment Mein Kuchh Bhul raha ho gai Ho Galti Ho Gai ho to maaf karna please
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Nahi sir aesi koi baat nahi me apse bahut chota sirf 22 saal ka hoon apna chota bhi samjana Mahindra treo plus fast hai sir
@user-hq1zn2fp8m Жыл бұрын
Cuantos kilómetros recorre por carga completa de corriente y cuanto se tarda en recargar la bateria?
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
City - 145 km Highway - 130km Charging time - 4.30 hours
@user-hq1zn2fp8m Жыл бұрын
Y cual es su precio en dolares ?
@BittiBabuvlogs11 ай бұрын
Total isme kitni sabari aa jayegi?
@LavkeshChhonker11 ай бұрын
5 extra seat lagaakar
@AshishKumar-z3c6h Жыл бұрын
Bajaj Finance EMI card banaa hai kya auto punches ho jaega
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Yaar bhi iske baare me Mujhe idea nahi hai But me apko ak no deta hoon aap morning me call kerlena
@Paperhub00 Жыл бұрын
Ye auto all India per kab available hoga ?
@mullamujffarali7346 Жыл бұрын
Bhai sahab yah Bajaj ki electric auto rickshaw Mumbai mein kab tak aaegi???
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Najdiki bajaj agency se sampark kre
@ElectricalERickshawNakodar Жыл бұрын
Bro apne check karliya ki kitna Km chalti hai load dalkar dekhna kitna km chalti hai
@AnthonyBaruchGE Жыл бұрын
Time recharged?
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
4.30 hours
@AnthonyBaruchGE Жыл бұрын
@@LavkeshChhonker batery 100% for 100km?? Review motor please
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Already I made video of range test see to my channel list
@diovlogs2645 Жыл бұрын
Es de India o de donde es
@ShibajiDeb Жыл бұрын
Allover India main kab launch hoga
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Diwali ke aas paas
@moviemasala2.0m6 Жыл бұрын
Roof se jo aawaj aati hai isme alag se fom or kapda lagta hai phir bilkul bhi awaj nhi ati
@h.r.chouhan5814 ай бұрын
Sikar Rajasthan me available hai kya yeh Or Bhai iski company to 178KM bata Rahi hai phir yeh 220 tak kese chal sakta hai yeh nahi samjh aaya
@LavkeshChhonker4 ай бұрын
Nahi bhi ji 140km chalta hai 2 logo me
@h.r.chouhan5814 ай бұрын
@@LavkeshChhonker sikar Rajasthan me available hai kya abhi yeh
@LavkeshChhonker4 ай бұрын
Nearest bajaj dealership se sampark kre
@hanifmansuri6684 Жыл бұрын
Bhai sahab mein Gujarat se hun yah auto ki speed bahut kam iski speed jyada aani chahie aur Gujarat mein kab tak launch hoga
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhiya top speed 54 km/hr ki hai
@iloveugotu Жыл бұрын
Very very good informative video
@sadequekhan7068 Жыл бұрын
बीड महाराष्ट्र में गाड़ी कब लांच होने वाली है और सब्सिडी कितने रुपए हैं😊😊😊
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
अपनी नजदीकी बजाज ऐजनसी मे जाकर सम्पर्क करे ।
@abhisheksahu9849 Жыл бұрын
Lucknow me kab launch hogi
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Jald hi bhi
@ramavatar2556 Жыл бұрын
Mahindra treo ke barabar ye bhag jayega kya
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhag to nahi payega tez but use jyada chal jarur jayega Agar apko speed chahiye to tvs ke takkar me Koi nahi
@SultanKhan-qu6ge Жыл бұрын
Jaipur main kab luch hogya
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Diwali ke aas paas
@bharatdarshanwithreshu Жыл бұрын
Bhai iska max speed range kitna h
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Channel par Sab video hai aap dekh sakte hoon
@VishalBhadale-f5d Жыл бұрын
सर हे गाडी पुना मे मिलेगी क्या
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Puna me abhi cargo model launch hua hai passenger nahi
@bhubiker4655 ай бұрын
100 percentage for support
@LavkeshChhonker5 ай бұрын
😊
@SumantaSarkar-vy8ek Жыл бұрын
Sir mahindra treo or ape e city fx max ka aise hi ak renge test video dal dijiye,, to sab clear ho jayega accha kon bura kon
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Yes bhi jarur
@b.kgamers908011 ай бұрын
Yes Bhai kab karenge
@THEJK02RIDER387 Жыл бұрын
Bhai ye jammu me kab ayega please batana
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhi abhi time lagega
@THEJK02RIDER387 Жыл бұрын
@@LavkeshChhonker kitna time lag skta hai bro me hu waiting me Bajaj electric auto ka
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhiya lag bhag aap 6 mahine Maan ker chalo
@b.kgamers908011 ай бұрын
Ek baar piaggio ape e city fx max ki live range test please
To kya ye 117+103=220 km chalta hai ? itna chal hi nahi sakta..Aap galat bol rahe hai.
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Are bhi ye jo 103 range dikha rha wo ideal range hai wo Samaj rha road akdam seedha hoga koi breaker nahi koi pull nahi padega lekin real life me aisa to nahi hota na
@ahmednazim3821 Жыл бұрын
❤
@12346789i Жыл бұрын
और 30, या 40 km जायेगा शायद. बजाज ने किंमत बहुत रखी हे, ऐसा लागतां
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Ji apne sahi kaha ye lagbhag 140 km chalega 5 savari bethakar
@haneyahmed1154 Жыл бұрын
Charging problem kyun aarahi hai
@prakashkumarsingh9469 Жыл бұрын
Aap kahan se dikha rahe hai
@mindgemr9729 Жыл бұрын
Bhai assam me kob lonch hoga
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Sir assam me launch hone me thoda time lagega
@SanjayThakur-vt4cz Жыл бұрын
Earthing kaise lagate hai bajaj bale ye to ap ne kabhi nhi bataya uska bhi video banao yrr
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Ok
@SanjayThakur-vt4cz Жыл бұрын
@@LavkeshChhonker KZbin pr 1 single video bhi upload nhi hai earthing ka
@chamansahu8056 Жыл бұрын
Thank you sir cv reksha sahi hai
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
😊
@DebnarayanYadav-p5iАй бұрын
Fast charg 175 speed 70 k m other company ples sestem chng
@iqbalmultani78683 ай бұрын
Montra ka video bnao
@BinisonTerang4 ай бұрын
2 istik me 45.50 or chal jayiga hoga
@biplabbiswas8647 Жыл бұрын
Yar bhai Mera ape ecity fx Max ka bhi testing Karo kisi dinn
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Kaha se hoo aap
@biplabbiswas8647 Жыл бұрын
@@LavkeshChhonker Kolkata West Bengal
@haneyahmed1154 Жыл бұрын
Charging problem kyun aa rahi hai
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Apne khareed hai bhi
@MirajulHoque-ce5pz Жыл бұрын
RS kitna he vai bolo
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
3.30 lakh
@mzs114Ай бұрын
6:30 EV ka pickup accha hota hai, magar kuch channel jaise Shabbu Wheels, galat afwa philarahe hain.
@BantiDohere Жыл бұрын
Jhans.me.kab.tek.aaigi
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Lag bhag 2 3 mahine baad
@dileepkashyap9378 Жыл бұрын
कीमत क्या है
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
3.30 on road agra
@riyajpatel7660 Жыл бұрын
Send a auto mein aapko kaun si acchi lagi Mahindra Treo Ja Ja Bajaj wali Mein ghume vah acchi lagi hun Humko Jarur batana please mere pass Piyo hai isliye mein poochh raha hun
@vinayparsekar8031 Жыл бұрын
गुड बजाज का रिक्षा5 डंडी पर 215 किमी कामेलेज बोलतो प्रॉफिट फटाफट कमाई तो बढ़ेगी और सस्ता भी 60₹/- हर दिन चार्ज पर खर्च तो 30दिन खर्च 1800₹/- फायदे का सौदा है एजेंसी कहा मुम्बई में मिलेगी.!!
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
अभी मुम्बई मे लांच नही हुआ है ।
@vinayparsekar8031 Жыл бұрын
@@LavkeshChhonker यह सुविधा केवल 10 रिक्षा चालक मालिक भूमिपुत्र के लिए मान्य जन्मता इलाकिय योजना आधीन नियम शर्ते फर्म आधीन मान्यपर
@sahezadsaiyad1171 Жыл бұрын
thank you sir❤❤
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Thanku bhiya
@CarryminatiEnglish0 Жыл бұрын
Aur kahi charge nhi ho sakta apne ghar me hi hoga😂
@mzs114Ай бұрын
6:00 EV auto silent hai, isliye awaz ati hai.
@ChandrakantRaut-xh3dj Жыл бұрын
Nagpur me milega
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Abhi nahi lekin jald hi
@shyamjisrivastava1447 Жыл бұрын
Good👍
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Thanks
@ElectricalERickshawNakodar Жыл бұрын
Electrical Erickshaw ki buhat video dekhta hai Or hamra pass hai app kuch new dekhyo
Bhai Hathras ke liye electric auto aap kahin se bhi Agra ka number
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Samja nahi bhi jya kehna chahate hoon
@Nileshvaghela007 Жыл бұрын
RTO vimo parsig tax hotahe
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhi 3 year tak koi permit Nahi Lena hai
@NishuUpadahyaАй бұрын
Bhai ek sawari mein to koi bhi chala Laga itni jab 10 sawari baitha panch sawari baitha jab pata chala average ka
@ElectricalERickshawNakodar Жыл бұрын
App is main jitna paszar company bolti hai utna load dalkar fir dekho kitna km chlti hai
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
130 km ke lag bhag hi chalega
@kushalgautam8313 Жыл бұрын
Hello bhai Agra ka number mil jaega Manorama agency ka
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhiya tha mere pass ab wo no. Band kerdiya unhone
@Nivyansh Жыл бұрын
Agar full sawari hoto 100km v na pahuchega 11log bethakar
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
11 ki passing milti hai kya
@dattatompe6300 Жыл бұрын
Hli😮😮😮
@shubhamsahu6993 Жыл бұрын
Matlab ye 220 chalegi .. Bajaj 178 bolte hai ... aisa kaiss🤔
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
220 nahi chalegi bhi yahi to samja rha hoon apko wo jo range dikha rha wo ideal hai
@shubhamsahu6993 Жыл бұрын
Ye raipur cg me kab tak aayegi bhiya ji....
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
@@shubhamsahu6993 time lagega bhi
@shubhamsahu6993 Жыл бұрын
Hmm bhiya Jab aayegi tab jarur batana..🙏
@tapansingh2279 Жыл бұрын
Bhaiya 5 logon Ko baitha kar chalayen tab jakar pata chalega real range kitna hai bhaiya nahin to 400 kg ka maal load Karen ek video banaaiye bhaiya 🙏🙏 130 km range dega to gadi lunga
@alipasha12274 күн бұрын
4 members k saath drive karo
@LavkeshChhonker4 күн бұрын
Ok 👍
@doraemonanimationstore6248 Жыл бұрын
Calculate karane per ye 172km hai
@pritamsingh-yb6rc Жыл бұрын
18 km par 1 point khatm ho gaya tha 18x5 =90
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Iske first or second point hai vo jyada chalte hai bhi aisa koi fix nahi hai
@NitinSharma-t2o7 ай бұрын
बकवास फोटो है बजाज का इससे बढ़िया आप टीवीएस किंग खरीदे उसकी स्पीड अच्छी है इलेक्ट्रिक ऑटो मजबूती बहुत है
@nonstopentertainment83992 ай бұрын
130 k.m chalta h only.....
@NitinKumar-ht2nv Жыл бұрын
Apke khne pr le Lo agar itna chle to
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhiya Lene se phele ak baar khud test derive jarur Lena puri tarah se check kerna Pasand to hi Lena
@jagannthgite3937 Жыл бұрын
सही रेंज नही निकली.
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Bhiya agli baar or Kosis kerunga
@ramavatar2556 Жыл бұрын
Full savari bithao aur fir bhagao
@samarjitdebbarma9216 Жыл бұрын
Script video😂😂😂
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Kisi ki mehnat par paani ferna tum Jaise se seekhe
@AmirMalik-kj1ex Жыл бұрын
4 sbaari to bhetha leta fir dek abrej😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂🎉
@samadhanmali8835 Жыл бұрын
भैया मुझे एक बात समझ मे नही आ रही है कंपनीने 178 की रेंज दि है और आपने 117 किलोमीटर चला के भी 103 किलोमीटर बाकी है ए कैसा पॉसिबल है
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
जो 103 रेंज दिखा रहा । उसे ideal range कहते है इसका मतलब है ऐसी स्थिति जहाँ घर्षण जीरो हो, वातावरण अनूकुल हो ।
@rajdipbhattacharjee2547 Жыл бұрын
Bekar
@balbantparebar6115 Жыл бұрын
Jood bola itana nahiy chalata
@LavkeshChhonker Жыл бұрын
Itni mehnat paani me gaayi apne to ak minute me hi joota bna diya