Hotel room mei use ho payega ??? Fuse out toh nahi hoga iske voltage se ???
@ShishuTechno2 ай бұрын
@@reshamp7282 fuse overload ho sakta hai.
@saimudinalam20125 ай бұрын
Sir es par koe bi sawaji bana sak te hai last kit na mint lage ga sawaji ready hone me masu machali hara sawaji ban sak ta hai sir
@ShishuTechno5 ай бұрын
Voltage thik rahna chahiye.Sab kuchh bana sakte hain, veg non veg etc. But roti ko direct heater elements pe nahi fula sakte, roti mein jal kar hole ho jata hai isliye. Agar voltage kum rehta hai to jyada watt wala doosra model lena hoga.
@Krodhimanav.---.---.7 ай бұрын
Kya uspe roti phooli hui bansakti hai, agar tava p sekey phir iss garam coil p rakh de directly roti ko. Tab kya phool sakti hai roti
@ShishuTechno7 ай бұрын
Roti nahi phool paayegi. Roti coil ke shape mein burn ho jaati hai.
@GodBeluga11 ай бұрын
This or induction cooktop, which is more energy efficient?
@ShishuTechno11 ай бұрын
Induction is more power efficient.
@upendrakumar-pg4mx28 күн бұрын
Induction ya ye wala durable hai aur safe bhi?
@ShishuTechno28 күн бұрын
Induction jyada safe hai and bill v kum aata hai. But ispe saare bartan mein paka skte hai. Induction pe to only induction wale bartan chalenge.
@upendrakumar-pg4mx28 күн бұрын
@@ShishuTechno appreciate your response
@kushaldoley59549 ай бұрын
Very good Bajaj vacco heater
@ShishuTechno9 ай бұрын
Thanks for updates🙏
@SumanSuman-qn5mb10 ай бұрын
Bhai karnt to nhi marta hai mai kl kharidh kr layi hu pr abhi tk use nhi ki please bhai reply kr dijiyega
@ShishuTechno10 ай бұрын
Current nahi marta hai ye
@divyapandit1417 Жыл бұрын
Is main aluminium lohe ke bertan use ho jate hain Pani girne per koi problem to nahi Hoti hai
@ShishuTechno Жыл бұрын
Yes koi bhi metal ka bartan chalta hai. Thoda bahut pani girne se koi problem nahi hota hai.
@PoornimaPal-fv6bs3 ай бұрын
😅
@AzimChoudhary-nf2fk7 ай бұрын
Isko daily use kar sakte hai kya ? Sirf isko use karna hai gas nahi ??
@ShishuTechno7 ай бұрын
Isko daily use kar sakte hain, gas ki jagah v use kar sakte hain, but roti ko direct heat pe nahi fula payenge balki tawa pe hi fulana padega.. Aur ye full heat hone mein thoda time leta hai.
@chiraglamba3104 ай бұрын
Sir, Gas tandoor(bati oven) chal jaaega kya ispe
@ShishuTechno4 ай бұрын
Sorry main sure nahi hoon iske baare mein. Waise mujhe lagta hai ispe gas tandoor chalaana sahi nahi hai, for safety reasons.
@chiraglamba3104 ай бұрын
@@ShishuTechno ok sir, thanx
@rachnamaurya7319 ай бұрын
Lohe ke chimte par to karunt nhi marta hai kya ispe roti paka sakte hai
@ShishuTechno9 ай бұрын
Chimte mein current to nahi aata hai, but iss pe roti nahi banti, kyuki roti ring ke shape mein jal jaati hai aur vapour nikal jata hai
@shaktisawant484Ай бұрын
Isme current लगने का भी खतरा ज्यादा रहता है क्या ये पूरा खुला हुआ है
@ShishuTechnoАй бұрын
@@shaktisawant484 isme current nahi lagta hai. Isme heater seal kiya hua hai. Ye fully safe hai.
@RahulBorgade2 ай бұрын
मेरे पास अपर्णा का मॉडल है uska wiring jaldi jaldi Jal jata hai or Regulator kharab ho jata hai... daily ke liye kaun sa model use Karen.batao sir
@ShishuTechno2 ай бұрын
Internal connection loose hone pe ye problem aati hai. Connection rewiring karne se thik ho skta hai. Anyways bajaj ka product achha hai. Jyada wattage wala jaldi kharaab hota hai. But kum wattage pe khana late pakta hai.
@Yogesh841.2 ай бұрын
Very nice
@ShishuTechno2 ай бұрын
@@Yogesh841. Thanks 😇
@tsrini683 ай бұрын
How do you can if some food falls below coil? Can we open coil to clean steel plate below?
@ShishuTechno3 ай бұрын
@@tsrini68 minor spillage will be cleared from bottom side automatically. But for some bigger pieces of food, it can be opened from bottom side to clear off those pieces
@tsrini683 ай бұрын
@@ShishuTechno Thx. Appreciate ur response.
@ShishuTechno3 ай бұрын
@@tsrini68 Thanks for your compliments. 👍
@kaisarkhan937010 ай бұрын
Body me karant aasakta hai kiya
@ShishuTechno10 ай бұрын
Body mein current nahi aayega.
@KfDaruwala6 ай бұрын
Excellent 👌
@ShishuTechno6 ай бұрын
Thank you for watching🙏
@dbsharma51359 ай бұрын
Is it bajaj electrical company product
@ShishuTechno9 ай бұрын
Yes it's a Bajaj electrical product👍
@sonaljare64488 ай бұрын
Inverter pe chalta hai kya
@ShishuTechno8 ай бұрын
2 KVA se jyada ka inverter hoga to hi chala paayenge. Normally gharo mein 2 KVA ya jyada ka inverter nahi hota hai.
@sumit034009 ай бұрын
Bijli kitni leta hain?
@ShishuTechno9 ай бұрын
500 watt se 1250 watt tak switch position ke according. Video mein power meter ke through detail se show kiya hua hai
@Tejas_yele_925Ай бұрын
Current Marta hai ye
@ShishuTechnoАй бұрын
@@Tejas_yele_925aise current to nahi maarta hai, but fault aane pe current aa sakta hai.
@shaktisawant484Ай бұрын
Ye वाट बताने वाली मशीन का क्या नाम है जो आपने प्लग में लगाया है
@ShishuTechnoАй бұрын
@@shaktisawant484 iss device ka naam hai, Meco power guard energy meter. Ye different model mein aate hain. Apne requirement ke according le sakte hain
@Minkeshwarsai4 ай бұрын
consa ssocket par chalana sahi hoga
@ShishuTechno4 ай бұрын
Ye 1250 watt wala model hai. 6A socket se chal jata hai. 1250 se jyada watt ka lenge to 15 A socket pe chalega.
@तरूणकुमार-श7ठ8 ай бұрын
ठंड के दिनो में ताप भी सकते है
@ShishuTechno8 ай бұрын
ताप भी सकते हैं। मगर तापने के लिए रिफ्लेक्टर वाला हीटर ज्यादा अच्छा रहेगा।
@bhartichandrkantjagtapjagt35768 ай бұрын
Muze chahiye
@BeautifulTariang-d7q4 ай бұрын
While cooking short nhi karta
@ShishuTechno4 ай бұрын
Yes while cooking no shock, no short, coil insulated hai all sides se, liquid girne se v no problem.
@BeautifulTariang-d7q4 ай бұрын
@@ShishuTechno kaha available hoga
@ShishuTechno4 ай бұрын
@@BeautifulTariang-d7q Amazon se liya tha maine
@BeautifulTariang-d7q4 ай бұрын
@@ShishuTechno shop me available nhi hai
@ShishuTechno4 ай бұрын
@@BeautifulTariang-d7q bade shop mein ho sakta hai
@FFGAMER-l4j3 ай бұрын
Isme electric shook toh nahi lagta na bhai
@ShishuTechno3 ай бұрын
@@FFGAMER-l4j isme shock nahi lagta hai. Coil touch hone pe v shock nahi lagta.
@LakhanKewat-r1wАй бұрын
Esa mere pas bi he lekin karant mar ra he muje to ye product sahi nahi lgaa❤😮
@ShishuTechnoАй бұрын
@@LakhanKewat-r1w andar kuchh leakage hoga. Agar halka current aa raha hai to earth proper nahi hoga.
@premkhetarpal249710 ай бұрын
Karnt to nhi marta bto😊
@ShishuTechno10 ай бұрын
Current nahi maarta . Hum use karte hain
@pushpachitrak53519 ай бұрын
Kya cost hai
@ShishuTechno9 ай бұрын
Amazon pe 1600/-
@KarankumarRavikumar6 ай бұрын
Sir Maine Aaj hi 2000 watts ka mangaya, lekin uper wala sira red hot nhi ho rha hai, Aisa kyu
@ShishuTechno6 ай бұрын
Regulator ko high side pe rakhiye. Red hot hone mein thoda time leta hai. Aur jyada light hone pe red hot nahi dikhega. 2-4 min mein thoda pani boil hota hai to thik hai. Bajaj customer service ko call kar sakte hain, unka response achha rahta hai