Pawan ji kabhi ap ao up hm apko dikhayenge kaise hm 10 rupye ki feed me bakariyon palte h,, kyu ki hm bihar aye to suhel bhae dant tod dege,baki suhel ji ne bahut acchi jankari di es feed ko jo flow krega bahut umda goat khassi taiyar hoge thanku suhel ji
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
TGF vml umrao ! Mera khula challenge hai k stall feeding par Ek adult goat par daily 30 rupiya se kam ka kharch ho hi nahi sakta hai. Agar Aap sirf Hawa pilaate aur Dhoop sunghaate honge to free of money costs Aap stall feeding par Goats paalte honge .
@mahendrayadav3091 Жыл бұрын
बहुत सुन्दर संदेश है शर जी अभिनंदन आप सभी लोगों का आप सभी को दिल से नमन् शर ।महेंद्र यादव पूने से महाराष्ट्र से
@junedahmed72453 жыл бұрын
Kharch k mamle me chacha ne bahut sach btaya
@alfafishpoultry17063 жыл бұрын
Sacha insaan 💪💪💪👏👏👏👏👏👍👍👍👍😍😍
@swatisinghhod96323 жыл бұрын
s ahmad ji you are very good goat farmer . Your feed management is very nice
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Thanks🙏🌹❤ a lots.
@RSMESchool3 жыл бұрын
sir ki boli bahut kadak hai par sachche insaan hai .
@pankajswami28632 жыл бұрын
बिल्कुल सही बात है हमारे गांव में घर का चारा होने के बाद भी 20 रुपए में नहीं होता इसटाल बिडिंग वाले दस बारह रुपए में कैसे पाल लेते हैं पता नहीं
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
वो लोग केवल व्यापारी होते हैं जिनका काम ठगी करना होता है |
@manibhushanbharti37962 жыл бұрын
Nl@@superbiharvlogs152
@bineetsinghbineetsingh852 жыл бұрын
@@superbiharvlogs152 in hindi full movie in
@ArvindYadav-rg5kg Жыл бұрын
Bahut khub sir
@AdityaKumar-xh4ld Жыл бұрын
@@superbiharvlogs15200
@ritaragunath8713 жыл бұрын
Suhail takes very good care 👍👍 Beautiful video Pavan 🙏💙🌷👍
Sar bahut Achcha lagta hai aapke video dekhne ke bad Mujhe Main Jyada padha likha Nahin hun Kuchh Galti Ho To Maaf Karna
@videonama3 жыл бұрын
बहुत ही बढ़िया जानकारी
@dr.ajaykumarsingh56223 жыл бұрын
Bhut sundar aur achha information by suhail ji
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Dr. Ajay kumar Singh ji ! Thanks🙏❤.
@skmarbles86603 жыл бұрын
Mashhaallah ! waah ........sohail bhyi ko slaam
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Wa alaikum assalaam wa Rahmatullaahi wa Barakaatahu kaseer 🙏👌❤
@rajenkandulna.t20482 жыл бұрын
Good information thank you sir
@KADWASACH5802 жыл бұрын
MOST IMPORTANT VIDEO SIR. THANKS A LOT.
@rakeshmehra73342 жыл бұрын
100%सही Jankari Di Hai inhone
@royalbullet853 жыл бұрын
Y asli farmer h achchi baat bati h inhone. 🙂
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Thanks🙏❤🌹
@naiyeraazam45923 жыл бұрын
Khatarnak information
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Naiyer Azam sahab ! Goats traders ka jhootha video dekhiyega to sachcha video khatarnaak hi lagega.
@jagdishbhaivagari613 жыл бұрын
Very good super imformesan yar
@rssn89403 жыл бұрын
आप के सभी विडिओ मुझे बोहोत अच्छा लगते हॆ, बोहोत अच्छा इन्फॉर्मशन मिलता हे, ♥️from Maharashtra. Thank you. Happy Diwali to you Sir⭐️✨️
@manzarkhan16593 жыл бұрын
Bahut khub surat jankari
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Manzar Khan sahab ! Thanks🙏❤
@mohankale23053 жыл бұрын
Masha Allah sar 💯💯👌👌 🙏🙏🙏🙏🇮🇳🇮🇳🐐🐐
@ghulamakramjamali52993 жыл бұрын
Hello
@ajaharuddinansari66812 жыл бұрын
Bahut sach bole
@faridshaikh40172 жыл бұрын
bahut shandar jankari sir ne di.shukriya
@shashikantdewangan48843 жыл бұрын
Behtar jaankari diya Sir aapne
@pawansingh-kg6ej3 жыл бұрын
super jaankari wali video
@hemantpatelmohanpatel41843 жыл бұрын
Umesh kumar khushwaha sir is the best 👌👌👌👌
@sanrulislam3 жыл бұрын
Apke pass itne a66e knowledge hai firvi apke pass bakri nahi hai kew 50 bakri palo tavito 100-150 Bacha milega faida jada hoga
@pksingh4u3 жыл бұрын
Ye business nahi karte kewal shaukiya karte hai 🙏
@farmingleader5593 жыл бұрын
jab shok se palte hain to itna bra video banane ki zarurat hi kia thi
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Sanarul Islam Sahab ! Ab labour nahi milte hain aur labour ka monthly costs demand itna zyada hota hai k 150 Goats rakhne par bhi faida nahi hoga .
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
@@farmingleader559 video ki zarurat isliye hai k Goats traders jhootha baseless video post kar k new Goats farmers ko thagte hai aur unke frauds se new Goats farmers ko itna heavy losses hota hai k wo apna farm hi band kar dete hain aur unki saari jama punji barbaad ho jaati jisse unka pura pariwaar ghareebi bhookhmari ka shikaar ho jaata hai. Waise new Goats farmers k awareness k liye ayese Videos ki zarurat hai.
@Alokkumar-ro5ul3 жыл бұрын
@@superbiharvlogs152 bihar mai labor nhi milna impossible hai.. aapko jaankar logo ko contact krna padega lagta hai
@MandeepSingh-hm1ri3 жыл бұрын
Shi baat h aapki bipari log juth bolte h aap bilkul Sach bolte h God bless you bahi
@merajahmadmerajahmad34293 жыл бұрын
Masaallah 🌹
@SatyaPrakash-bq4zp2 жыл бұрын
Satya kahaa. Assalaamulaikum bhaai.
@ArvindKumar-iq3ec3 жыл бұрын
Heavyweight banane ke liye feed ke upar aapane video banaya iske liye bahut bahut dhanyavad aap aise hi davaiyon ke upar bhi video banaye desi ilaaj aur angreji
@ramprakasharyaup73432 жыл бұрын
Nice
@salyjacob58702 жыл бұрын
Hi brother such kissan very good good knowledge God bless you
@lochannaik73333 жыл бұрын
nice sir ji
@ganeshgamer4545 Жыл бұрын
हमारे मुंबई मे ये नॉर्मली है मुंबई मे एक बकरे के उपर पचास रुपये से उपर कॉस्ट आती है माय मुंबई से देख रहा हू आपको कॉलही करता हु कम जादा पैसे तो बकरा दस रुपये मे भी मेंटेन किया जा सकता है लेकिन सेल फिटिंग पे बकरा एक दिन का फर्स्ट सौरभ बेबी लेता है जाम सिटी मे पालते है
@Businessideanext3 жыл бұрын
Super information🌷
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Thanks🙏🙏❤ a lots.
@a.nsciencetificgoatfarm59092 жыл бұрын
Great video
@ektamalla39202 жыл бұрын
Bhaiya namaste from Nepal
@BiharStory2 жыл бұрын
नमस्कार
@vijendrayadav8948 Жыл бұрын
Good morning sir 🙏
@shahumusical5982 жыл бұрын
Very nice sar
@Bhopalbakrebaaz3 жыл бұрын
White angal me video nahi banaya kare
@mujaahidkhan36102 жыл бұрын
Aapka farm achha laga suhael Sir
@rampatel84093 жыл бұрын
Nice video sir ji
@atiqbaig31163 жыл бұрын
SAHI kaha chacha nay 30rupes say jyada kharch ayaga ek BAKRI pay or khasi pay zyada bhi hosaktay hai
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Ye Khassi k liye 30+ rupiya kharch bataya hai. Adults Bakri me kuchh kam hoga lekin jab 4 th month pregnant ho to Ye feeds Khassi ki tarah hi dena hota hai, jisse female Goats ka Udders achha develope karta hai jo delivery k baad achha milk products karti hai aur Bachcha ko Milk pura pilaaya karti hai. Bachcha ka growth bhi achha hota hai.
@SandeepBhai123222 жыл бұрын
भैया अगर ₹30 पर डे एक खशी खाएगा सालाना तो बहुत ज्यादा हो गया बट वो बिकेगा कितना तक 30*30=900 900*12=10800
@mohammadyazdani72592 жыл бұрын
Yeh khassi 20k se neeche nahi bikega pakka
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
Fighter funny ! बकरी बच्चा पैदा होते ही 30 रुपए का चारा नहीं खाता है | वीडियो को ध्यान से सुनकर, समझ कर ही अपना कमेंट दिया किजिए 😂😛😝😜😁 |
@kunalkumaryadav40932 жыл бұрын
@@superbiharvlogs152 Bro Aapn 🐐 Farmers Khole Ho Ka
@superbiharvlogs152 Жыл бұрын
@@kunalkumaryadav4093 g haan ! Mera Goats farm bhi hai. Mai Dusre k farm nahi dikhaya hai.
@dariyaigoatfarmnfeed76312 жыл бұрын
Ajj kal farming high tech ho gaya hai plz use good mineral weight gainer or jo busa a najdi pata Pati sab do
@hasankhan31772 жыл бұрын
सुहेल साहब खललि के बारे में अनुराग बात है खललि कितना कितना होता है
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
तेल निकालने के बाद जो बचता है उसी को खल / खल्ली कहते हैं | एक जवान बकरा / बकरी को कम से कम 50 ग्राम खल्ली , दाल चुन्नी, दलिया, चोकर के मिक्सचर में पानी के साथ भिगो कर भूसा में मिला कर खिलाया जाता है|
@RohitRaj-ou7hr3 жыл бұрын
Thik h but itna koi jo bre quantity me kr rha h o nhi krega or muskil or khrach vi ye shaukeen log ke liye thik but former ke liye muskil h baki thik aapni aapni sab ki njriya h
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Heavy weight gain karaane k liye Palai par rakhne waale isse bhi zyada 100 rupia ka daily feeding karate hain aur bharpur benefits bhi hasil karte hain. Goats ka jitna achha maintenance kijiyega utna hi achha results bhi milega.
@masudfardeen73633 жыл бұрын
Commercial goat farmers aisa khana khilayenge toh 2 din Mai farm bandh karna padega. Ye sirf Jo soukh karte hai wo khila sakte hai.
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Commercial Goats traders kabhi sach bhi nahi bolte hain . Goats farming and Goats tradings me Zameen Aasmaan ka farq hota hai. Palai Goats farming par to heavyweight banaane k liye daily money costs Hundred rupiya se bhi zyada ka costs lagta hai. Main minimum 30 Rupiya ka daily kharcha karta hoon to local Black Bengal khassi Mere paas 46+ kg ayese hi weight gain nahi karta hai jabki aur logo k Black Bengal Goats farms par 25 kg se zyada ka nahin ho paataa hai.
@masudfardeen73633 жыл бұрын
@@superbiharvlogs152 sir aap Rs 30+ kharcha karte ho acchi baat hai lekin agar ek normal goat farmer itna kharcha kare toh monthly Rs 1000 ek barki mai aur saal Mai Rs 12000 toh wo jitna nahi kamyega utna kharcha kar dega.
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
@@masudfardeen7363 normal Goat farmers k Goats ko heavyweight gain bhi nahi kara paate hain. Heavyweight gain karane k liye heavy diets ki bhi zaroorat hoti hai. Palai par rakhne waale daily 100+ rupye kharch karte hain aur usse unhe achhi profits bhi milti hai jabki Mai daily 30+ rupye hi kharch karta hoon aur Mere Goats achhe weights bhi gain karte hain.
@masudfardeen73633 жыл бұрын
@@superbiharvlogs152 sir aap Jo kar rahe hai acchi baat hai lekin large scale mai ye nahi ho sakta hai. Aapne khassi ko khila ke kuch profit kama bhi lenge toh bakri se nahi kama payenge.
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
@@masudfardeen7363 ye formula actually Khassi aur pregnant Bakri ka hi. Ye formula Bakri k Bachche ka nahi hai.
@Garou489522 жыл бұрын
Black bengal mein white bakri hoti hai kya
@md.minhaj9722 жыл бұрын
Ham bakri palan bahut din se karna chah rahe hain lekin Jagah Nahin Hai Kaise Shuru Karen
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
Village me karna chahte hain to kiraya par jagah sasta mil jayega lekin town me kiraya mahanga hoga jo profitable nahi hoga. Town me shouq se paalne k liye apne hi Ghar me 5 se zyada Goats nahi rakh payenge. Agar Chhat available ho to area k hisaab se Goats farming kar sakte lekin thoda costly hoga. Kisi best knowledgeable person se pahle training lijiye, uske baad hi Goats farming kijiye.
@kunalkumaryadav40932 жыл бұрын
Mai Bhi B.A Pas
@Jainulalimirzapur Жыл бұрын
Varanasi me kaise milega
@sanrulislam3 жыл бұрын
Sell kew karega or 30 leke r pale tavito or jada faida hoga
@md.minhaj9722 жыл бұрын
Ham aapka koi video mis Nahin karte hain 12:00 Baje 1:00 Baje Raat Tak Dekhte rahte hain
@haidarruksar27072 жыл бұрын
Bakri. Hamy. U. P. Jaunpur. May. Chahiyea. Ky. Mil. Sakti. Hai
@ajitnehra33132 жыл бұрын
Ye Nana patekar ka bhai kahan mil gaya?
@md.minhaj9722 жыл бұрын
Thoda sa Sar Iske bare mein video banaaiye aapka bahut bada Ham Fan Hai
Chhat par chhota sa Goats farming kar sakte hain. Pahle kisi best knowledgeable person se training lekar hi Goats farming start kar sakte hain.
@ZI-jj4yl Жыл бұрын
Eh cahiye ye bakri kam karo sar aap kaha se ho
@israyelmohammed57892 жыл бұрын
Aap ka frame kaha par hai boss
@md.minhaj9722 жыл бұрын
Kitne Jagah Mein bakri palan minimum kar sakte hain
@mdaftab51453 жыл бұрын
Sir Apna 1 pathi mujhe de dijiye Hm January me india ayenge Saudi me hu filhal
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Sorry is saal bahut tezi se PPR phaila tha jisme Mera farm bhi affected hua hai aur kai kids of the Goats ka loss hua hai, isliye agle Ek saal tak shayed Aapki khahish puri nahi kar paunga.
@mdaftab51453 жыл бұрын
@@superbiharvlogs152 koi bat nhi sir Aur bataye Ap kase ho Inshallah mileage india ayenge tab
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
@@mdaftab5145 Allaah Kareem k Karam se behtar hoon. Insha Allaah zaroor milna, khushi hogi.
@DineshKumar-mq8yj3 жыл бұрын
👌🆗️
@bablootanti7712 Жыл бұрын
सर आप जिस गोट फॉर्मिंग पर जाते है उसका मोबाइल नंबर उपलब्ध कराये ताकि बकरी लेने में सम्पर्क कर सके
@zishan84533 жыл бұрын
Hard
@bm82922 жыл бұрын
Hassi kya hai?
@powerhigh60032 жыл бұрын
Apki mishal nahi zabardust
@puransinghrawat39403 жыл бұрын
A suchha banda hai.enkai ghar mai har samy Barkat ho .
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Puran Singh Rawat ! Thanks🙏🌹❤
@ashifali10632 жыл бұрын
100℅ sahi bat hai
@kamldeepsidhu19023 жыл бұрын
Do daant tak kitna waight kar skta hai bakra
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Do Daant ka Khassi uske nasal k mutabiq weight gain karta hai. Black Bengal Khassi Hamaare mentanence se Do Daant hone par minimum 25 kg zinda weight gain kar leta hai . Waise Khassi minimum Chaar Daant hone par zyada behtar weight gain karta hai. Big size k breeds Khassi well mentanence par Do Daant hone par 60+ kg weight gain kar lete hain aur Chaar Daant hone par 100+ kg easily weight gain kar sakte hain.
@biswapanda33312 жыл бұрын
Ye bolrahahai 1din me 30+ kharcha hotahai 1 black bengal goat pe..1month me 1000 knaaspaas kharcha,1 year me 12000 k aaspaas kharcha 1 goat pe..1year k baad black bengal 10000-12000 bikega ..kya payega woo..balaji ka thullu😀
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
Bakri k Bachcha nahi khaata hai balki adult Khassi ki baat kahi gai hai aur adult Khassi ka matlab hota hai kam se kam 1 saal ka Khassi. Kisi baat ko samajh kar hi comments karna chahiye. Baba ji ka thullu ko ye baat samajh me nahi ayegi 🤪😜😝 .
@ajayyadav-ot1pk2 жыл бұрын
black Bengal kitne Ki hai
@arbindkumar125 Жыл бұрын
कहाँ से है...हमे लेना है
@galuraj45213 жыл бұрын
Pawan sir Jharkhand Board form ka video shoot karo
@RaviKumar-vy6sg3 жыл бұрын
Kaha hai farm
@jagdishbhaivagari613 жыл бұрын
Garo kahtehey giloe
@arshadpathan54792 жыл бұрын
❤️❤️😀😀❤️👌
@mscastingwork872 жыл бұрын
आप जो मतलब सोहेल भाई के पास गए तो सर वहां का जूस का नंबर लेना चाहिए ना बकरी जो खरीदेगा तो कैसे
@naturelover42843 жыл бұрын
Ye jitna ziyada mangha bata rahe hai aisa kuch nahi hai 1 bakre ke uper 500 monthly expenses krke hum bakre ko 60 to 80 kg tak le jate hai 1 sal me
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Aapke yahan feeding costs + labour costs + medicine costs shayed cheapest price me available hojata hoga .
@kapilsharmasharma1092 жыл бұрын
सोख से कोई नहीं पालता मिया सब फायदे मुनाफे के लिए पालते हैं
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
शौक का पहले मतलब जान लिजीए कि शौक़ क्या होता है ?
@jeetsinghrana86623 жыл бұрын
आप कहां पर स्थित है बकरी अभी भी है
@BiharStory3 жыл бұрын
nausa , fulwarishrif patna
@shanawazkhabshanawazkhan91892 жыл бұрын
Bakre sela ki hai bhai
@hamidkhalid16252 жыл бұрын
Suhail sir ka no kya hai.... I have a little problems with my khassi ...
@RajnishFunTimes3 жыл бұрын
Katahal ke patta se weight badhta hai..
@superbiharvlogs1523 жыл бұрын
Koi bhi ayesa plants leaves jisme Doodh ki tarah ka pani nikalta ho aur wo poison wala plants na ho to waise sabhi plants k leaves khilaane se weight increase karta hai. Peepal, Bargad, Gulhad, paankad, Kathal jaise plants me milk ki tarah ka padaarth nikalta hai aur ye sabhi plants k leaves weight gain karne me helpful hote hain.
@superhero-h8q2 жыл бұрын
आप का फार्म कहा है सर
@Jainulalimirzapur Жыл бұрын
Black बंगाल हमे chiye
@salahuddinkhan44083 жыл бұрын
Isko giloe kehte hain
@aaftabaaftabansari67622 жыл бұрын
Sohel sar se kahen iske chehre aur Charon khasi bakaron ko bhi dikha de
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
Khassi ki Qurbaani ho gai hai , usko dekhne waale ko Dusri Duniya jaana hoga 😂😁😛 . Kai Videos mein Bakri dekhai ja chuki hai .
@thehashtag242 жыл бұрын
Nana patekar
@deepakpurty95662 жыл бұрын
bakra ka feed kis jagh sasta milta hai
@samanwaybordoloi34702 жыл бұрын
Mera 24 bakri hey or unka haardin ka feeding cost 2rs /day.khasi ka 3 to 4 rs/day....bakri ko garib ka gai bolte hey.aapne to amir ka bakri bana diya.
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
Goats farming free of costs bhi hoti hai, iske saamne Aapka ye costs bahut costly hai. Aap bhi daily Bakri ko khule me charai ( grazing) kijiyega to Ek Rupiya bhi kharch nahi hoga. Aapke Khassi ka rates 5000 Rupees se zyada nahi milega aur Mere Khassi ka market rates 25000 Rupiya se zyada ka hota hai jo Mera Ek Khassi Aapke 5 Khassi se zyada ka rates dega. Mere Khassi aur Aapke Khassi me yahi Zameen Aasmaan ka farq zahir karta hai😜😝🤪 .
@samanwaybordoloi34702 жыл бұрын
@@superbiharvlogs152 no bro...mera khashi ka weight 1 yr me 45+ hota hey and season wise rate avg 22 k hota hey.
@superbiharvlogs1522 жыл бұрын
@@samanwaybordoloi3470 ye area k cost par depend karta hai. Aapko feeds Mere area se sasta milta hoga .
@jaideepsharma4209 Жыл бұрын
खस्सी बकरी क्या होता हैं
@crimenews18482 жыл бұрын
सर बकरी अभी है नम्बर मिल सकता है क्या भाई का
@mscastingwork872 жыл бұрын
का नंबर तो है नहीं दिए कांटेक्ट नंबर और आप बोले कि बकरी बेचेगा एड्रेस दिया नंबर नहीं दिए तो कैसे हम बात करेंगे कैसे मतलब बाकी दो नंबर दीजिए सोहेल भाई बकरी पालन जो विलेज नौसा