Muje yehe smj ai k hum parents ko aur maa baap ko dono ko ek dousry sy expectations kam rkhni chiye ❤ aur jo ap ny advice di so true
@shahabsohani28102 ай бұрын
Purane ghar ki pic share karen plz
@shahlakhan63183 ай бұрын
Bajia in my opinion in our society people have more children so they can bring more warning when they are older but when you have kids more than your economical status - economy declines as well as morality
@attiyahashmi44403 ай бұрын
You are lucky mare husband to her bat main lare aur her chize main apne marze
@Lovelymemorablemoments3 ай бұрын
Orat ko shezadi bana ker wohi mard rakh sakta h jiski terbiyat kisi malqa nay ki ho . Apni bay waja anna ka wajab mard ko rozay mehshar dyna pery ga .Allah paak sab per karam kery Ameen.
@Sia-qx7yh3 ай бұрын
Aww soo sweet ❤
@shaheenjaved69733 ай бұрын
👍👍👍👍👍👌
@Khan106453 ай бұрын
kal hum khana kha rhy ty sb beth k toh meri mother in law ny khana kha k hath carpet sy saaf kr dia shaid wo uth ni paa rhi hugi….mei khamoosh rhi phr uthi dish washing ki aur phr thora sa dish washing liquid ly k wo carpet saaf krny lagi unko shayed ehsas zror hua k mei ny galt kia mery husband ny poucha b ye salan kab gira mei ny kaha pta ni shyed phly gir gya hoga toh ye ek choti c misaal hai ap ny sahi kaha kbi kbi agr hum khamossh ho jaen toh bohat behtri hoti hai
@demarvelousdechosen56143 ай бұрын
Yes me to same 👍
@I.m_iconic_.OFFICIAL3 ай бұрын
Love from Karachi Pakistan 🇵🇰♥️
@KhalidaLatif-p2n3 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤
@hajrafaheem60093 ай бұрын
Lots of love Bajia ✨❤✨
@faridatasleem91403 ай бұрын
آپکی سلیقہ مندی بلکل میرے جیسی ھے
@afsheenirtifa9803 ай бұрын
Very nice talk👍🏻
@yasminhussain92303 ай бұрын
Assalam alaikum Mashallah very nice take ❤
@zulfiqarhamdulay15633 ай бұрын
true!
@SaimaMehboob-h6q3 ай бұрын
MashAllah bhut hee khoob bajia...haqeeqat par mabni guftagu
@shebvlog73253 ай бұрын
Bilkol sahe MashaAllah beautiful sharing 😊
@naz_khan813 ай бұрын
Hamari majboori dryer use karna uk mai sardio mai dhoop hi nai hoti to use karna parta mgr ghar wala use nai karte aik wo bijli bht leta n dry b sahi nahi karta😅 phr hum £4-£6 pound dy k Bahir laundrette mai dry karwa latay n bht sahulat hoti n hath k hath sambhal b lete hein kapray❤..haan summer mai bahir sukhatay hein line pe n bht Acha lagta hai abi b dalay hein but barish ka mood ho raha hai abi😅
@attiaimtiaz75463 ай бұрын
Humesha lhush rahen or hume achi baten btatti or motivate krti rahen❤mai app ki khamosh listener hoon but kal meri behan nai app k channel ka naam poocha hala k wo holidays spend krny gai h Canada but shae asking wo kon hain jin ko tum boht sunti ho tu mujhy lga barish ka pehka qatra gira h
@KaneezFatima-qw4iy3 ай бұрын
Apki boutique ka name kya hai
@shahzadsabavlogs95053 ай бұрын
Nice sharing zabardast
@ShaheenKhan-kn7yh3 ай бұрын
Nice 👍
@shahabsohani28103 ай бұрын
Hamesha itne energetic Kaise rahen kabhi low feel karte hain
@vlogerbb83303 ай бұрын
Hmari khani kuch asi hi he aj hum ho k apna 3 bachon k sath be ghar hein bacha ma sha allah jwan hein mgar hhar nhi👍
@Lovelymemorablemoments3 ай бұрын
Aoa, Allah paak apki apas ki mohabbato ko buri nazar say bachae Ameen ❤❤. 💖🇵🇰💖🇵🇰💖🇵🇰💖🇵🇰💖🇵🇰💖🇵🇰💖🇵🇰💖😍😍
@nice8653 ай бұрын
Aap humari zindagi main bohat late ayein. Kash pehley a jatein. First video se follow ker rahi hoon
@LearnwithMariyam3 ай бұрын
Nice vlog
@themaw50273 ай бұрын
Salam bajia from Glasgow 😊
@naheedtariq7443 ай бұрын
Good talk🎉🎉🎉🎉
@irfanafatima97753 ай бұрын
Salaam,Respected ma'am...plz i have a request can you plz plz plz share how to put clothes on stand.yeh ek asa saleeqa hain jo srif aap ko ata and main aap aap se seekh na chahiti houn taki main apni daughter ko seekhawon...Allah bless you...lots of love
@HayyamWaqar3 ай бұрын
How can I get one georgette full dress from Bahia’s boutique. I live in Brampton Canada.
@khadijashaikh12243 ай бұрын
❤ Aap ki beaten sunna ek class attend karna jese hai alhamdulillah
@shahzadikhan41023 ай бұрын
Asslamo alikum
@mariam24303 ай бұрын
bajias behan ap key jis topic par beh boltey hain asaye lahgta hain ap marye dil key awaz ban gaye hain par kea karye jis nay nahe sahmajna us par koei asar nahe hota ye mera tujarba hain koei apnay ap ko nahe badalta ye sub mary sath huoya hain aysay luug bohat bey hiss hotey hain
@ayeshaahfaz17143 ай бұрын
100% right.but most of the time in our society ghar ma baho ki hasiyat sirf kaam krny wali machine ki tarhan hoti hai or return ma tumahy Rehnay ko chat or roti milay gi. Pehlay sy betay k kaan bhar diay jaty hain k koi zurat nahi hi adatain kharab karny ki. Tum q us ki zamadari uthaao gay. Tumhary behan bhai hain tumhari zemadari.
@Kitchenlabofficial3 ай бұрын
السلام علیکم باجی اپ نے بالکل ٹھیک کہا کپڑوں کو دیکھ کر انجوائے کرتے ہیں واقعی میں بھی زیادہ کپڑے نہیں خریدتی مگر انجوائمنٹ کے لئے کپڑوں کو ضرور دیکھتی ہوں مزار جاؤں یا اپ کی ویڈیو مرینہ کے کپڑے بہت خوبصورت اور اچھے ہوتے ہیں
@parikifamily85183 ай бұрын
Ak mahina ghar nahi bajta Hn to ma bap bolta hamme to kuta banaya nahi baja kuch