Bhai agar mein kisiko cheque se payment karta hu toh uska naam bhi aaega kya mere passbook me ya sirf account number hi aaega
@shanti_kumari2 жыл бұрын
Thnxxx you sir💕 dil se sukriya💖👍
@khushichoudhary98263 жыл бұрын
Ya only amount ka pta chlta h ki received hue ya hmne diye ??
@nazi47674 жыл бұрын
Thank you so much bhai
@sunitabhambhu9237 Жыл бұрын
Sir, kya navi app se liya gya personal loan passbook me show hoga ?
@pragatisharmaprachi29812 жыл бұрын
Sie ek baat btao plz passbook mein agr hmne ek saal se entry nhi krvai to kya wo sara paisa show hota h pass book mein jo hmne nikala ya deposit krvaya...agr hm nhi chahte k k kuch paiso ki entry na ho to hme kya krna chahiye plz tell me
@AartiSingh-mw9qd3 ай бұрын
Passbook pe sb show krta hai
@Laxmipriyadas20993 жыл бұрын
Sir my jio app se Mene debit card se recharge Kia tha to passbook me kya ayega?? Plz answer
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Yes ayega passbook m
@prashikmanasfamily36704 жыл бұрын
Hy....plz or kuch pru mutual fund, security..bank to bank transfer or kisi se paise liye ho ....for 0ne month..plz...explain it
@VINEETSAINI4 жыл бұрын
Actually bank ki unlimited entries hoti hai ye basic bataya samjhane ke liye
@Shashimahanandia2 жыл бұрын
Thank you so much sir🙏 for this information
@redeofficial80712 жыл бұрын
Agar apun mobile recharges karen getho vo bhi print hoga kya plzz jaldhi batao
@adityaRAJ_063 жыл бұрын
Sir paytm se payment kiye hue paise passbook me print honge?
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Yes brother
@Bittukumar-ot7ef3 жыл бұрын
Sir mai hdfc ka statement entry krna chahta hu aur mujhe samjh nhi aata hai ek date rahta hai aur ek value date ? Date me alag date hota hai aur value date me alag please reply sir?
@YeJannajrurinhihai2 ай бұрын
Hp gas ka rupees aata is is account me to kis name se aayega passbook pe kya chapa rhe please reply
@rinkoobarman14863 жыл бұрын
Kya pass book me check number antry Hoti hai kya Aur kisne nikala hai ya bhi
@Hariasidhu3 жыл бұрын
Sir balance se sath cr and unclear likha hota hai Eska Kya Matlab hota hai Please tell me sir
@mdafsaransari71623 жыл бұрын
Nice video 🇮🇳👍💌
@SumitKumar-fl5bl Жыл бұрын
Sir apki help chahiye mere accounts se paise transfer hua hae ya nahi bata dujiye
@pujakumawat7332 Жыл бұрын
Sir please bank ke related aur videos banao ....... Atm credit debit card se kya hota hai sir please please make videos 🙏
@RajuKumar-kj6ti21 күн бұрын
Sir kcc account ka ek video banayiye ish tarah jishmai debit credit bataya jaye
@umang83463 жыл бұрын
Bhai jaise apke khate mai laxman tendulkar ne paise dale hai 4000 toh sate ment mai ye bhi aa jata hai kya ki uske kis khate se kaate hai yeh pta chal jata hai kya bank jaakar
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
No statement main nahin ata
@umang83463 жыл бұрын
@@VINEETSAINI kya nhi aata
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
@@umang8346 account number
@XenoraVibes9 ай бұрын
Hello sir Passbook me ham kaise pata kare ki Paisa kaha se aaya hain Please sir reply
@yogeshpingala451111 ай бұрын
bhai entry marana jaruri hota hai kya plzz Reply Aur kab marna hai kitna month main marna hai batoge tum
@CHEKUU_YT7 ай бұрын
Bhai jab ham pesa jama karwa ta ha to kya hama passbook bharwaa nahe hoye. Ha kya
@SPbhattiShabnam4 жыл бұрын
Sir passbook m agr debit wale coulam m to self likha ho to uska kya matab hua
@VINEETSAINI4 жыл бұрын
Uska matlab Apne bank se jakar paise nikale Hain
@neerajstudy01 Жыл бұрын
Phone pay Google pay se kiya payment bhi dikhta h ky passbook m
@VINEETSAINI Жыл бұрын
Hoti hai
@sachinrastogi42472 жыл бұрын
Beautiful video
@aaliyaayasha3 жыл бұрын
Sir agar online transaction karte hain to ye v passbook pe show karta hai ya nhi ?
@Slaty_girll11 ай бұрын
Hota Hai Kya????
@prashantlamba29793 жыл бұрын
Sir agar koi cheque s paise nikalta h to passbook m entry par kya likha aata hain
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Uska naam Ya chq number likha ayega
@MahiMahi-310 ай бұрын
Mere pass abhi subh ek aurat aai uske bank book me jama radhi to dikha rkhi hai,lekin vo kah rhi thi bank vale mna kar rhe hai ki koi rashi jama nhi hui ,aisa hota hai kya?
@KASHIFALI-se3wp3 жыл бұрын
Sie maine apne account m 1000 deposit kiya par uncleared amount dikha rha hai aur passbook m kahi me ye mention nhi hai ki maine 1000 deposit kiya hai to mai kya kru bank se pucho kya please sir bataiyega zaroor
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Contact your branch with deposit receipt
@ammarmomin5814 жыл бұрын
Good evening Bank od A/c and ccA/c ka video banaye plzz
@VINEETSAINI4 жыл бұрын
ब्रदर हम लोग से वीडियो बनाते हैं जिससे आम आदमी को फायदा हो और सेफ हो Od and cc account loan बहुत सेंसिटिव टॉपिक में आते हैं और बहुत गलत तरह के लोग फायदा उठाने के लिए बैंक कर्मचारियों को परेशान करते हैं इस बारे में आपको जो भी पूछना है अपने बैंक में जाकर मैनेजर से पूछ सकते हैं आपको पूरी इंफॉर्मेशन मिल जाएगी🙏
@komalpreet70793 жыл бұрын
sir hme khud ke bank account ki transaction id pta krni ho to kaha likhi hogi vo??
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Bank se milega
@k.m.choudhary3 жыл бұрын
Thank uu sir
@malviyaAk473 жыл бұрын
Hyyyy
@malviyaAk473 жыл бұрын
Hello
@malviyaAk473 жыл бұрын
Hiiiii
@pritibisht6566Ай бұрын
Nice 👍👍👍👍
@SunnySunny-mx5tl Жыл бұрын
Sir mera father govt reterment ha sir unki bank pass book ma Central bank of india ki book ha sir unki book ma interest rate kise dekhu please sir ap kuch bata sakit ho ap
@blrockingstar Жыл бұрын
Sir jaise ki koi sarkari paisa aata hai uska print kaise rahega
@bikkukumar98383 жыл бұрын
Thank you so much
@komalbawa6233 жыл бұрын
Sir by netbanking k bare main v bta do
@pritirajput9053 жыл бұрын
Sir kya creditor aur depositer ka name number bhi show krta h passbook print me?? Please bataiye
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Only name
@Lavkush8800-v2l4 жыл бұрын
Sir mera quantum University se refund aaya hai NEFT ke through aur bahan se paise transfer kiye Gaye hain but account me nahi aaye hai vo bol rahe hain ki passbook ki entry karwa lo to kaise prapt ho sakte hai paise
@VINEETSAINI4 жыл бұрын
Entry karke dekho ..nahin to University se pata karo...ek baar bank se confirm karna paise aaye ya nahin
@ChanchalVerma-fw4nw11 ай бұрын
Iss mein name show nii hota kes ne Dr/CR kiye plzz answer de jiye 🙄
@khushilakhwani16526 ай бұрын
Agr apko pata ho to plz jawab dijiye mujhe 🙏🏻mujhe urgently pta karna he
@sandipchavan24292 ай бұрын
DR. Mhanje debit. Or CR. Means credit debit mhanje paise kadhane aani credit mhanje paise banket takne Kiva yene
@vivekmvimalvimal297111 ай бұрын
Hello sir pass book me jo cr me paise diye rahte h uska kya mtlb hota h pls btye
@25sonamgialson202 жыл бұрын
Sir kya passbook entry me upi transaction history show hota h??
@VINEETSAINI2 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/f2bKmpqgbJ6Dq6M
@sapanasapana5777 Жыл бұрын
Thank you very much sir😏
@vinitkagda95683 жыл бұрын
Hiii sir nice Video my sym name Vinit Kagda
@omkarkesarkar3286 ай бұрын
Mera bank of Maharashtra ka account hai aur 4 month ho gaye 9 balance hai aur maine passbook me entry mari hai muze samj nahi aa raha hai ki mera kitna Paisa cut hone vala hai.
@abhishekkumarpal48253 жыл бұрын
Particulars mein jo hai use ye bhi mention rehta hai kya kis app ko diya hai
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Yes
@nagar199910 ай бұрын
Apse baat kese hogi sir apse kuch important baat karni hai
@k_k63272 жыл бұрын
Sir mere account 500 ki 4 entries hai. To mere Account me Kitna balance hai
@dibakarbiswas49924 жыл бұрын
Sir, mere sbi passbook ka particulars may "23/9/2020-tfr loan 120000" Aisa likha hua hay, Iska matlab kaya hay?
@VINEETSAINI4 жыл бұрын
Apke loan acc m transfer hue 12000 rs
@govindrajput_2003 Жыл бұрын
Ye video Dak ker mujhe bhaut madat meli hai per mera 1 questions hai sir Sir mujhe 2 min do
@prince-oc8gw3 жыл бұрын
Sir agar same bank se loan liya gaya ho to passbook se kaise pata kare....plz batayein....it's urgent...loan ka installment passbook me kaha mention hota hai....
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Agar loan bank se lia hai to loan ki passbook bhi milti hai aap bank se le sakte ho Agar loan bahar se hai to debit side chq karo vahan milegi entry every month in nearby date
@prince-oc8gw3 жыл бұрын
Thank u sir for replying me.....🙏
@JaideepJakhar-hc5no2 жыл бұрын
How to know benificiary name to whom we transferred earlier in entry only number not name
@hriday50812 жыл бұрын
Passbook me wine shop ka name ata hai ?
@Dreamuppolice-cop4 ай бұрын
Ret means
@solankiji60293 жыл бұрын
Sir mera acaunt bank of baddoda ka he agr dusri jagah entri karvay to hoti he ki nhi
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Same bank ki kisi bhi branch m
@solankiji60293 жыл бұрын
@@VINEETSAINI Tq sir ji❣️😍🙏🙏🙏
@deeparani78333 жыл бұрын
Sir pension ayi h ya nhi ye konse colum m show Hoga
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Credit column check karo
@KajalSingh-kx8uq5 ай бұрын
Mere husband ke account me koi laraki ka debit bata raha eska matlab kya hai.koee laraki udhar se bheji ya husband bheje hai
@girishkothiyal21433 жыл бұрын
सर .PNB की पास बुक में closure proseeds इन्ट्री का क्या अर्थ है
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Fd ya rd ya kisi account ka closure
@RakeshRJ40 Жыл бұрын
Sir Maine kisi ko phonepey se 5000rupe diye or us aadmi ki phone me bhi notification gir chuki phonepey me ki 5000 recived ,but sir we aadmi keh Raha ki unki account me paise nhi aaye , or statment me bhi nhi aae , sir ky problem ho sakti h ,plzz reply me 🙏
@aakritipathak75873 жыл бұрын
Suniye passbook Mera Pura blank Mila h aage jo details rehte h Nam ye sb to o kasie uspe likhwae plz reply
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Bank se chapwao Passbook entry machine ke pass jo bhi employees hai wo print karega
@aakritipathak75873 жыл бұрын
@@VINEETSAINI thanks
@indianboys75752 жыл бұрын
Bhai carried forward ka kya matlab hota hai Please reply
@VINEETSAINI2 жыл бұрын
Matlab pichle page ka last balance copy paste next page par likha iska ye matlab hai
@yzoons_13 жыл бұрын
Does gpay transactions show in bank passbook if yes then how ??
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Yes show hoti hai Jaldi video banwa kar dikhaunga
@kanchan75653 жыл бұрын
Credit mai h to amount jata h h na account se
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Yes
@VivekKumar-fs2nv3 жыл бұрын
carried forward and brought forward bank entry me kya hota ha
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
यह लास्ट पेज से अगले पेज पर लाई गई एंट्री होती है
@AmanSinha-j2f2 ай бұрын
Paytm se transfer nahi dikhta sbi savings account me 😊
@SonuRaja142 жыл бұрын
Entry agar galat hathon mein pad jaaye to vah paise nikal sakta hai ki nahin
@VINEETSAINI2 жыл бұрын
Nahi
@Sonusahuuu3 жыл бұрын
Kya sir ye bhi pta chal jaega ki kaon si id se hamare paise nikale gay hai Please🙏🙏🙏🙏please🙏🙏🙏🙏🙏🙏 Please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 Please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@VINEETSAINI3 жыл бұрын
Ref no ke andar mobile number hoga entry main ya bank se pata chal jaega
@priyankaverma8792 Жыл бұрын
Upi payment debit cretid show hota hai paasbooks me
@rakul20992 жыл бұрын
Neft me ky mtlb h Ky ye छत्तरति h
@rakul20992 жыл бұрын
छातर्वरति
@alisha_206 Жыл бұрын
Bhaiya ... 2-07-2018 ka jo print hai vo thoda sahi se samjhaiye... INT. Pd yeh kya hai... Kis chiz ka paisa cut kiya gya
@vekarankush1356 Жыл бұрын
Cash Deposit self Cr Entry ka matlab kya hota hai
@Rawatpi-vq1ez5 ай бұрын
Agar hamko koi gogle no pe paise bejega to passbook me pta chlega ki paise beje hai agar koi hamare mobile no pe behega to
@harshitsinghal53442 жыл бұрын
What is the meaning cr in balance kya yaha crore hai ya kuch or
@VINEETSAINI2 жыл бұрын
Cr means balance in account Dr means negative balance
@monubhardwaj29154 жыл бұрын
Bhai particular mai by pen ka mtlb kya hota h
@VINEETSAINI4 жыл бұрын
Pension ho sakta hai
@VishalMishra-eg9kf11 ай бұрын
Bank ke andar Jo end balance kis kam mein aata hai
@rajeshgupta22182 жыл бұрын
Thanku Very Much Sir
@krishnajaiswar3494 жыл бұрын
Through ka matalab kya hota hai . 3 tarik ka paisa bheja gya hai abhi account me nhi dikha rha hai kyu Print me balance ke aage through likh rha hai
@akashbhawsar89733 жыл бұрын
Sir,Clr balance ka mtlb kya hain?
@vandanasatija27853 жыл бұрын
Cr hota h credit balance
@vandanasatija27853 жыл бұрын
Credit matlab 🙏🏿🙏🏿🥰 jo passa khata ma aaya h or debit jo passa nikal ga dear bank hamara passa debit karta h na ki credit karta h debit ka nature nikala passa khata sa Or credit ka jama karvana khata ma dear 🥰
@sailenadak4348 Жыл бұрын
Sir, perticular, cheque, withdraw, deposit, balance janna chahata hu sir
@sachinrastogi42472 жыл бұрын
Very nice 👌
@dheerajpdgupta34822 жыл бұрын
Interest kaise jodte hai Pls, bataaye.
@FactsWorld197411 күн бұрын
Dsop acccou kahan par likha hota hai
@SaritaSingh-wf2yp3 ай бұрын
ट्रांसफर क्रेडिट का क्या मतलब है।
@komaljatin61542 жыл бұрын
Please turn over ke bare me btao pass book me
@khushichoudhary98263 жыл бұрын
Sir isme kisko pese diye kisse pese liye. ... Pta chlta hai
@bedhfhgfdhsgk19542 жыл бұрын
Mere mein last mein likha hai clear balance Jahan per clear balance likha hai kya vahi utani rupaye mere khate mein hai
@angad7628 ай бұрын
Bhut acche
@laxmannag2789 Жыл бұрын
Isi prkar se aur ek video banake bhejiye sir thanks