बरसात में पौधों की जड़ों में इस खाद को डालो, न्यू सूट्स और फूल गिनते थक जाओगे , organic fertilizer

  Рет қаралды 32,267

ManjuGardening&vlog

ManjuGardening&vlog

15 күн бұрын

बरसात मे ऑर्गेनिक फर्टिलाइजर को अपनी पौधों की जड़ों में डालें पौधों में नई नई ग्रोथ और भर भर के फूल आने लगेंगे
organic fertilizer #plantfertilizer #gardening #flowers #organicfertilizer #trending #gardenfertilizer #Manju gardening and vlogs
• मॉनसून सीजन में गार्डन...
• पूरी गार्डन में लहसुन ...

Пікірлер: 103
@anilsrivastava61
@anilsrivastava61 12 күн бұрын
Best micronutrients dose for rose or any flowers plants, nice 👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 💐💐💐💐💐🙏🙏
@ritubalconygarden2484
@ritubalconygarden2484 12 күн бұрын
Beautiful jankari❤❤❤❤🎉🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐🌹💐🌷☘️🙏💐🌹🌹
@suryagarden9660
@suryagarden9660 12 күн бұрын
Bhut achi khad ke bare me jankari di aapne Big 👍✅
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se shukriya video dekhne ke liye dhanyvad 💐💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹💐💐🙏
@NAGARDENING
@NAGARDENING 11 күн бұрын
Beautiful Garden and Healthy Plants 👍👍👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad 💐💐💐💐💐💐🌹🌹🙏
@plantshouse5319
@plantshouse5319 12 күн бұрын
Good information❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
बहुत-बहुत dhanyvad dear sister video dekhne ke liye 💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹🌹
@sanjusminigarden4869
@sanjusminigarden4869 4 күн бұрын
Nice information thanks for sharing ❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 күн бұрын
Thanks for visit 💐💐💐💐🌷🌷💐🌷🌷
@radheradhegardening5412
@radheradhegardening5412 12 күн бұрын
😊🎉🎉🎉🎉🎉 bahut hi badhiya bataya😊🎉🎉🎉🎉🎉😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se shukriya dear sister video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹💐💐💐🙏🙏🙏
@deeppandeyvlog3922
@deeppandeyvlog3922 12 күн бұрын
Wah wah very good 🙏🙏🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Thanks 😊😊😊
@sharifsh3977
@sharifsh3977 4 күн бұрын
Supper information 🎉🎉🎉❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 күн бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏💐💐💐💐💐
@anitapandey113
@anitapandey113 9 күн бұрын
V. Nice🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 9 күн бұрын
Thanks 🙏🙏🙏🙏
@NatureloverJaspreet
@NatureloverJaspreet 12 күн бұрын
Ati sundar video dear sister batane ka tarika bahut acha lagta hai mujhe fantastic video dear sister 🌹❤️🙏🏻
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se aapka बहुत-बहुत shukriya dear syster support karne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad videos dekhne ke liye bhi बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@dharmshilaskitchengarden2894
@dharmshilaskitchengarden2894 12 күн бұрын
Very good fertilizer❤🌺👍🌺👍🌺💯💯🌺💯🌺💯
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💐💐💐💐💐💐 thanks
@CHHOTISIBAGIA
@CHHOTISIBAGIA 12 күн бұрын
Bahut achi information Diya apne didi❤❤❤❤❤❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐🌹 thanks
@familyandkitchengardening964
@familyandkitchengardening964 12 күн бұрын
Nice video 🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Thanks for visit 💐💐💐💐💐🌹🌹
@kalajoshi1798
@kalajoshi1798 12 күн бұрын
Very useful
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Thanks 😊😊
@rukmanikatlam5583
@rukmanikatlam5583 12 күн бұрын
Barish ke liye aapane bahut acchi jankari Di hai bahut bahut dhanyvad Manju ji
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐🌹🌹
@Giggle-world8182
@Giggle-world8182 10 күн бұрын
Very nice 👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 9 күн бұрын
Thanks for visit 💐💐💐🙏
@vimalbagwani
@vimalbagwani 12 күн бұрын
Very nice👏🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Thanks for visit 💐💐💐💐💐🙏
@shabnoorali547
@shabnoorali547 11 күн бұрын
Very nice sharing 👍👍👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Thanks for visit dear 💐💐💐💐
@SafalVishwakarma-q9t
@SafalVishwakarma-q9t 12 күн бұрын
Thanku ma'am
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad thanks 💐💐💐💐🙏🙏
@bhawna_creations
@bhawna_creations 12 күн бұрын
Nice sharing friend 👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Dil se shukriya dear 💐💐💐💐💐
@TreasureandTales
@TreasureandTales 11 күн бұрын
New friend🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Thanks for visit 🌹🌹💐💐🙏🙏🙏
@mithokahani222
@mithokahani222 11 күн бұрын
tq mam from Nepal❤️❤️
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🌹🌹🌹💐💐💐🙏🙏
@beautifulyou3413
@beautifulyou3413 8 күн бұрын
Kya agr plant ref mitti mein h rose ka toh red mitti ke sth he normal soil lga skte h
@Manjugardening1
@Manjugardening1 7 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad roj plant nursery se jo red mitti aati hai usko aap thoda se hata lijiye uske bad usmein aap acche se soil banakar usko usmein report kar dijiye rainy season shuru ho gaya hai plant bahut jaldi gro karne lagega
@LovelyBigWaterfall-sg4ir
@LovelyBigWaterfall-sg4ir 12 күн бұрын
Didi Bahut.Accha.Khad.Hai.Ye.Sab
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐
@ZabeenShaikh-kh7vw
@ZabeenShaikh-kh7vw 12 күн бұрын
Thnx mam❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se shukriya video dekhne ke liye thanks 💐💐💐💐💐💐💐🌹🌹🌹🙏
@ZabeenShaikh-kh7vw
@ZabeenShaikh-kh7vw 12 күн бұрын
@@Manjugardening1 sari video dekhti hu me apki dhayan se thnx
@yogitasaini6936
@yogitasaini6936 12 күн бұрын
Mnjuji or kya kare baot hi achhi bat bolo he aap ne
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹🙏🙏
@antracreations1405
@antracreations1405 12 күн бұрын
Great information thank uu so much ☺️🎉❤ Hamare yahan to barish hi nahin ho rahi😢
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Thanks dear video dekhne ke liye dhanyvad ab to barish ho hi gai hogi Aaj 🌹🌹🌹🌹
@PranabSingh-zw7jd
@PranabSingh-zw7jd 11 күн бұрын
Thanku ma'am for sharing useful information 🪴🪴🙏🙏❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🌹🌹🌹💐💐💐💐🙏🙏🙏🙏
@shamimshaikh6514
@shamimshaikh6514 12 күн бұрын
क्या ये सारी खाद हम अभी गीली मिट्टी में दे सकते है क्यूं के हमारे यहां तीन चार दिन से बारीश हो रही है उस की वजह से गमले की मिट्टी सुख ही नहीं रही है
@Sakhigarden
@Sakhigarden 12 күн бұрын
Woooooooooo so super fertilizer care tips😊❤🎉🎉🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद अगर मिट्टी बहुत गीली हो रखी है तो अभी आप कोई भी खाद न डालें थोड़ी सी मिट्टी सूखने लगे तो गुराई करके खाद डालें 💐💐💐💐💐💐
@kpurva567
@kpurva567 12 күн бұрын
👌👌👍👍 Mammi pappa aaye the.aur baccho ki school bhi suru ho gayi hai...
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Okay dear, 💐💐💐💐♥️♥️
@HiteshBrahmbhatt-dk6ft
@HiteshBrahmbhatt-dk6ft 2 күн бұрын
कच्चे केले छीलके सूखा कर डाल सकते हैं
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Күн бұрын
वीडियो देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद जी हां बरसात के दिनों में कच्चे केले को सुखा के ही आप डालिएगा या पाउडर बना लीजिए या छोटे-छोटे टुकड़े सूखे हुए मिट्टी में दबा दें ध्यान रहे कच्चे छिलके बिल्कुल ना दबाऐ फंगस लग जाएगा
@ratikantamoharana1968
@ratikantamoharana1968 8 күн бұрын
Mam hibiscus plants ka hard pruning kis month me karsakte hee
@Manjugardening1
@Manjugardening1 8 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad abhi aap reni season mein kar sakte hain
@radhajitendraklakendra683
@radhajitendraklakendra683 11 күн бұрын
Ap kha se hai kyu ki kl mere yha vi barisha hui hai
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad main Haldwani mein rahti hun
@varshasharma5051
@varshasharma5051 3 күн бұрын
Chuna kese dale phodho me
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 күн бұрын
Ji video mein sari detail batai hai kaise dalna hai Kitna dalna hai kitne dinon mein dalna hai please video dekhen
@ishratjahan8104
@ishratjahan8104 12 күн бұрын
Hello mam keya hm kri patte ke podhe ko dusre gamle me laga sakti hu
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji han barsat shuru ho gai hai to aap kisi bhi paudhe Ko kisi bhi plant mein Laga sakte hain paudhon ko report kar sakte hain cutting Laga sakte hain
@muskandhekware8018
@muskandhekware8018 12 күн бұрын
Ma'am abhi gili mitti me de sakte hai Kya
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad agar mitti bahut Gili Ho rakhi hai to aap usmein gurai bhi Na Karen roots ko nuksan pahunchega thodi si moist Ho agar to aap halki gurai karke dal sakte hain 💐💐💐
@craftswithsundus3024
@craftswithsundus3024 12 күн бұрын
Aap kha se belong karte ho
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Haldwani City se
@ranashaheen5493
@ranashaheen5493 12 күн бұрын
Agar ruptta odh lengi to aap bht achi lgegin
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
बहुत-बहुत dhanyvad aapko thanks 💐💐💐
@srkiduniya84
@srkiduniya84 10 күн бұрын
Amma ji dikhai nhi de rhi hai. Unke bina aapka video adhura lagta hai. ❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 9 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad friend amma ji ghar mein hain garmi kafi ho rahi thi itne bhayankar temperature mein unhen bahar aana bahut mushkil hota hai video bahut mushkil se ban paati hai itni garmiyon mein winter mein jab dhup mein baithte Hain to fir aaenge
@kpurva567
@kpurva567 12 күн бұрын
Kitni bhi busy rahu lekin aapki video ke like kare Bina aur dhekhe Bina nahi chodti .. gardening ki etni aachi achhi bate jo sikhne ko Millti hai wo bhi gharelu chijo se free Mai...
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Dil se shukriya lekin comment der mein aata hai to lagta hai ki aap bhul gaye ho isliye kah diya aapka intezar rahata hai
@user-zw5pw4mk9y
@user-zw5pw4mk9y 7 күн бұрын
Mili bhogat kiram door nhi hote
@Manjugardening1
@Manjugardening1 7 күн бұрын
Aap kya kah rahe hain Shayad Mili begs dur nahin hote yah bol rahe hain, iske liye aap 1 litre Pani mein Aadhi chammach baking soda dalen usmein panch bunden shampoo ki dalen aur जोर-जोर se spry Karen, har teesre din yah Karen aur Neem oil hai to uski bhi 5 bunde dalen
@sunitamehra4823
@sunitamehra4823 12 күн бұрын
Aap ki jankari aachi par ek baat batae ki aap jo daily khaad k bare m batayae h kya wah sahi h mere to 3 rose Mar gaye es summer m ab new plant layugi happy gardening
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad Maine sare aapko organic fertilizer bataye hain inse paudhon mein koi side effect nahin hota hai aur acche hote hain plant ke liye mere to plant mein acchi growth hai chemical wale fertilizer nahin dalne chahie, organic fertilizer jo hai aapke pass jo bhi available hota hai use samay ko aap unhen daliye koi nuksan nahin hoga
@sunitamehra4823
@sunitamehra4823 12 күн бұрын
@@Manjugardening1 aapki baat sahi m bhi chemical fertilizer nahi use karti hu par mere yeha bone meal ,rockphosphate nahi milta h m bhi banana peel orange peel dry kark powder bana lati hu m abhi bahar gayi tabhi kuch plants Mar gaye reply k Liya thanks
@seemakumari-jc8hx
@seemakumari-jc8hx 12 күн бұрын
Bahut acchi information lekin sbki quality to aapne btaya ni
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad aap quantity kahana chah rahe honge Shayad, aapke pass jitne paudhe Hain use hisab se aap sari khadon ko mix kijiye एक-एक gamle mein ek mutthi ya do mutthi dalen burmi compost aap jyada hi le sakte hain Neem Khali bhi aap le sakte hain jyada aur haldi 2 kilo khad mein do bade chammach Mila lena chuna bhi aap 2 kilo soil mein do chammach Mila sakte hain bone mil char chammach milaie, banana peel bhi aap ek Katra milai le na ho to skip bhi kar sakte ho is mishran ko banane mein yah sari organic chijen Hain slow release fertilizer deti Hain plant ko koi nuksan nahin hoga
@firozajamal5574
@firozajamal5574 12 күн бұрын
Manju to chashma laga kar smart ho gayen
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Thanks 💐💐💐💐💐🙏🙏🙏💐💐
@firozajamal5574
@firozajamal5574 12 күн бұрын
@@Manjugardening1 ye batao dear tumne fruits kebhi plant lagaye hoye hain ki sirf flawar hi hain
@poojakushwaha4110
@poojakushwaha4110 11 күн бұрын
Didi mere pas to kebal deshi khad or haldi, banana ka paudar h uske alava kuch nhi h Didi ye jo Apne expayr teblet li h hum koi bhi expayr teblet le skte h agr lenge to kitni teblet leni hongi
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad aapke pass Jo chijen Hain unhin ko milaen aur expiry tablet calcium ka substitute hai vah calcium ki goliyan thi iski jagah per aap Ande ke chhilkon ka powder le sakte ho ya FIR likhane wali chauk ka powder banaa sakte ho ya FIR khane wala chuna milta hai Jo Pan mein lagate Hain use le sakte hain
@nothingisimpossible2076
@nothingisimpossible2076 10 күн бұрын
दस इंच के पॉट में 2 टेबलेट।
@poojakushwaha4110
@poojakushwaha4110 6 күн бұрын
@@nothingisimpossible2076 ok thank you
@kpurva567
@kpurva567 12 күн бұрын
Aur ha aunty maine aapse kaha tha ki muje Saro ki khalli nahi milti hai ab wo bhi tension khatam ho gayi kuki hame gharelu oil machine kharid li hai.ab kun si bhi khalli ho muze mil jayegi . To ye good news batani thi...🎉🎉😊😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 10 күн бұрын
Bahut badhiya ab to aap har Khali banaa logi mujhe bhi bhejna FIR 💐💐💐💐💐♥️
@kpurva567
@kpurva567 10 күн бұрын
Ok😅😅😅​@@Manjugardening1
@gaminghunt3980
@gaminghunt3980 Күн бұрын
Jra dhirese bolo toh kuchh samaj me aye😮
@Manjugardening1
@Manjugardening1 21 сағат бұрын
Ji dhanyvad kuchh log kahate Hain jaldi jaldi bolo hai Na to kya Karen kuchh kah rahe hain dhire bolo 💐💐💐💐💐🙏🙏
World’s Deadliest Obstacle Course!
28:25
MrBeast
Рет қаралды 157 МЛН
That's how money comes into our family
00:14
Mamasoboliha
Рет қаралды 6 МЛН
When You Get Ran Over By A Car...
00:15
Jojo Sim
Рет қаралды 15 МЛН
World’s Deadliest Obstacle Course!
28:25
MrBeast
Рет қаралды 157 МЛН