Sir iPhone 16 ha mere pas to me 90 pe limit set hai and Optimised battery charging off kr rha hai mene . To sahi hai ya nhi please tell me off rakhu ya isse on rakhu
@SubhoByteКүн бұрын
No problem keep it up
@mahmudulalammanikКүн бұрын
Bro your home screen customize tutorial dao
@SubhoByteКүн бұрын
Will try
@Rudhrashiva__yt23 сағат бұрын
Bhai inme to hmesha dikkat rhvegi ab inhibke chaakr me thodi rahenge
@Kaushik_guideКүн бұрын
Bhai mere iphone 15 me phle se hi jab call aata h toh kai bari screen kam hi ni krta h pickup krte hi ni bnta h jab call cut hota h then mujhe fir se call back krne hote h kaise kru btao bhai
@SubhoByteКүн бұрын
Restart, I also faced this issue once
@mahashwetachakrabarty6801Күн бұрын
Waiting for 18.2.1..
@SubhoByte21 сағат бұрын
True
@Kaushik_guideКүн бұрын
18.2.1 kb aayega bhaiya ji❤❤
@SubhoByteКүн бұрын
6th jan
@technicallalityt7401Күн бұрын
18.2 k baad battery ki esi ki tesi ho gyi. 😢
@SubhoByteКүн бұрын
True
@godlike1899Күн бұрын
@@SubhoBytethe best battery backup getting i think in ios 18.0 and ios 18.1.1 is the best
@d3gaming75222 сағат бұрын
Sahi baat hai brother
@SubhoByte21 сағат бұрын
18.0 main zaida acha tha
@vickyk287317 сағат бұрын
18.2 update karne ke Baad battery thik se kaam nahi kar Rahi hai... battery charging limit 80% per Rakha hai, mobile charge hone ke Baad continue use karke 1 percent battery utarne ke liye jyada time jata hai, half hour lagta hai 1% battery utarne ke liye , Lekin uske Baad battery bahot jaldi utarti hai....Apne jo jo settings batai hai wo karke koi fayda nahi hua... Inta mehnga phone lo or usko limits me use kro....ye mujhe sahi nahi lagta.. 100% battery use karoge to battery Ko jaldi problem ho Sakta hai Jab iPhone ki battery test ki video dekhata hu to mujhe vo sab jhut lagta hai.... Bade bade youtubers iPhone ki battery test ki video banate hai wo bhi screen ki brightness 100% use karne ke Baad screen on time 10 hours ka batate hai videos me ye sab jhut lagta hai.. Bahut hi kharab experience hai iPhone ka..
@SubhoByte15 сағат бұрын
Actually battery test hamesha wifi pe kiya jata hain. There is always difference between actual battery life and being test in studio.