Kabhi aapke saath aisa kuch hua ho to please hamare saath yahan saajha kijiye 😊🙏
@diljitkuttoor87472 күн бұрын
❤❤
@premprajapati992814 күн бұрын
बाबा साक्षात रक्षा करतें है
@omincenseshow17 күн бұрын
Bahut sundar 😊
@prashantnirwal227317 күн бұрын
😊😊
@dollyjhaom17 күн бұрын
😊😊🙏
@rajupadhyay11816 күн бұрын
Hi very nice Ben god save you 🙏
@dollyjhaom14 күн бұрын
🙏 Thank you
@ritambabu497714 күн бұрын
Mam main abhi is raste ekdam Naya hu mujhe agar guide kare ek uttor de Kar to main bhi batuk dada ki sadhana karna chata hu,,-- kya matra tha agar muje batate or kya batuk dada ki beej mantra jaap karne ke liye kya dikhsa ki jarurat hai ,or kya main bhi bina diksha ke batuk dada ki beej mantra jaap kar sakta hu kya?? Pls mam reply 🥹🥹🥹🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@jkaur1992413 күн бұрын
Simple naam jap krlo baba ki pehle om bhairavay namah
@dollyjhaom8 күн бұрын
Naam mantra ke liye deeksha zaruri nahin. "Om batuk bhairavvaay namah" ka jap hum kiye the, aap bhi kar sakte hain 🙏🙂 Bus agar sambhav ho to sankalp le kar kijiye aur jitne din ka sankalp hai utne din ek hi samay par jaap karne ka prayas kijiye. Saath me mata ka puja zarur kijiye. Hum kewal durga chalisa padhte the😊🙏
@supravatdas959213 күн бұрын
Namaskara mam, kya guru dikshya lena hota hai batuk bhairav shadna keliye?
@dollyjhaom8 күн бұрын
Namaskar ji 🙏 agar koi khaas sadhana karna ho to deeksha zaruri hoga lekin agar kewal bhakti ke liye karna ho to deeksha nahin chahiye. Aur agar kewal naam mantra jaap karna ho jaise "om batuk bhairavaay namah" to bina deeksha ke kar sakte hain. Hum yahi kiye the 🙏