Mere bade bhai acchha khasa kamate the. Par mere walid sahab aakhri din tak khud kamake khate the. Bhai ne khabhi bhi paise nahi bheje. Hazar do hazar bhejta to bhi unko bahut rahat milti. Par aisa huwa nahi. Mere father bhi khuddar the. Unhone ek paise ki bhi mang kabhi ki nahi. Padhai me awwal na hone ki vajah se farher ne uski padhai par duguna chouguna paisa kharch kiya tha. Lekin sabhi log ehsan faramosh hote hai. Betiyon ka paisa lene se unhone inkar kiya tha.
@umabapat168015 күн бұрын
इसी तरह बच्चे मांबाप को exploitकरते हैं.
@umabapat168015 күн бұрын
इसी तरह बच्चे मांबाप को exploitकरते हैं.और फिर नाशुक्री करते हैं.
@humaniaz855614 күн бұрын
Aise ulad se tu bay ulad sahi
@RajinderKaur-oe4cl15 күн бұрын
Bachy kitny ahsan feramosh hottay apny parents ki mzboori nahi deikhty .Sad
@PammyGulati-top13 күн бұрын
Wahiyat hai ki nahi aap batao 🎉
@VASUDAA-bj5cs14 күн бұрын
Team West drama
@abrarsyed377215 күн бұрын
Ausragfirullah Aisee aulad se behtar hai be-aulad hona.
@umabapat168015 күн бұрын
Apne bete ki tarif kar rhe hain. Wo is layak hai kya?
@saimasaima111815 күн бұрын
Is qdr bdtmeez to nhi hoty itny bre bche. Koi aik hi psycho case ho ga shyd. Walden ko bhi unko hosla sikhana chahye. Ye trbiyat nhi kr rhe ye walden. Boht choty bchy ho koi 5,7 sal tk to hr zid puri ki bhi jati he laad me, mgr jb bche 10+ hojyn to sikhana hi chahye ke hr chiz apne tasalut kelye nhi he. Kuch chizen mehnat kr ke milen gi. Yu umeed bhi rehti he