Agar hum iss field mein career banana hai toh konsa option best hai? BCA + MCA integrated course Ya phir Pehle BCA aur Phir MCA
@careerconnections4u3 жыл бұрын
BCA + MCA integrated course ka option mil raha hai, to usi ko choose kijiye
@surojit.bhadra3 жыл бұрын
Thank you
@careerconnections4u3 жыл бұрын
You're welcome
@ritikkantmani1527 Жыл бұрын
Kya BA ke baad BCA kar sakte hai
@munnakhan42444 жыл бұрын
Iti par ak video daliy
@careerconnections4u4 жыл бұрын
Will try Lekin Sabhi courses ke bare me janana chahiye
@braindose74463 жыл бұрын
One question - Maine youtube pe kai videos par dekha hai ki BCA karne ke baad job nahi milti hai. Kya yeh sach hai kyunki main arts student hu aur mera interest coding mein hain. Mujhe MCA nahi karni hai. Mujhe job karni hai toh kya BCA karne ke baad job nahi mil sakti ya phir MCA karna jaruri hi hai job ke liye?
@gautamchoudhary27793 жыл бұрын
Delhi mai BCA karne ke liye achachha college kon sa hai sir
@careerconnections4u3 жыл бұрын
Delhi me bahut sare achche college hai, aap ek baar google kar lijiye
@rashidinamdar3207 Жыл бұрын
Sir bca chord English me hota hai ya kannada mai sir
@Itsimprovementtechz2 жыл бұрын
👋👋hello sir I read in class11th I want to know which subject should be taken in XI for BCA
@Jatinbalapure3583 жыл бұрын
Sir Can Pcb Student do BCA Course after 12th class. 🙏🙏🙏
@anjankumar84923 жыл бұрын
extra me maths hona chahiye
@simranmonga58103 жыл бұрын
How to get to know whether i'm interested in this field or not?
@shwet60702 жыл бұрын
12th me hamara bio hai to ye course ko addmission miljayega kya
@amanpreetkaur95403 жыл бұрын
Sir Hindi ma be notes hotta ha kya
@careerconnections4u3 жыл бұрын
haan ji, lekin mostly in english
@surajdangi99703 жыл бұрын
Sir delhi me aise konse collages h jo without maths ya without ip ko admission dete h Plss sir bta dijiye🙏
@careerconnections4u3 жыл бұрын
mushkil hai
@surajdangi99703 жыл бұрын
@@careerconnections4u sir koi toh hoga 😢
@Pankajkumar-cx2rx3 жыл бұрын
Sir ma isbar admasin Lia ha aap agar har roj 1video bheje to kuchh samajh Mein aaye
@careerconnections4u3 жыл бұрын
mai koshish kar raha hoon..aap online computer se related kuch na kuch naya har din sikhne ka koshis kijiye
@shwet60702 жыл бұрын
Plzz reply sirr
@AnandSharma-rd2eo4 жыл бұрын
Sir 11 aur 12 main maneh information practices /computer science nhi li toh mera admission in bca ho jayega
@careerconnections4u4 жыл бұрын
haan ji koi problem nahi hai
@DabluCreatio3 жыл бұрын
Such me kyaa
@DabluCreatio3 жыл бұрын
Mane bhi nahi liya tha
@sarthakpatil30012 жыл бұрын
12th arts se hu to mai bca Kar sakata hu kya
@careerconnections4u2 жыл бұрын
haan ji kar sakte hai
@himanshubohra36064 жыл бұрын
Sir m Bca ke baad Nimcet ka paper dena chahta hu..Nimcet ke paper m aane wale topic kya hum bca m padhenge ya nhi ???ya alag se padhna hoga
@careerconnections4u4 жыл бұрын
lagbhag sare hi topics BCA ke hi honge, aap ek baar syllabus dekh le agar koi topic miss ho raha ho to aap online padh sakte hai
@himanshubohra36064 жыл бұрын
@@careerconnections4u o thanx sir means Nimcet ke liye alag se kuch nhi padhna yoga?? Lagbhag subhi topic bca m milenge na ??
@sauravraj28013 жыл бұрын
Sir maine 12th commerce stream se pas kiya hai to mai av bca krna chahta hu kya mai kr skta hu bca
@careerconnections4u3 жыл бұрын
haan ji kar sakte hai
@enthusiasticnidhi94033 жыл бұрын
Sir bca ki coaching hoti h kya?
@careerconnections4u3 жыл бұрын
nahi, mai kewal information deta hoon
@enthusiasticnidhi94033 жыл бұрын
Ok sir
@Saleemkhan-fu4xn3 жыл бұрын
Sir maine 10+iti ki he kya me bca ya b tech ke apply kr sakta hu kya
@careerconnections4u3 жыл бұрын
nahi..aap iti ke baad bca ke liye apply nahi kar sakte hai, haan agar aap apne iti ke dauran hi nios se 12th bhi kar lete hai, to aap BCA course ke liye join kar sakte hai
@Saleemkhan-fu4xn3 жыл бұрын
@@careerconnections4u sir maine only 12th English ka paper de diya he aor mujh ko 12th ki marksit bhi mil gyi he to kr sakta hu kya