Reminded of this beautiful poetry in Gangubai's opening sequence.
@rahmeenahmed21202 жыл бұрын
Thats because this song was actually used in the opening credits of Gangubai
@fakiraa_2 жыл бұрын
❤️❤️
@debrani12342 жыл бұрын
Worth listening to the source of the music FIRST be it classical or ghazal & then recognize it in movies...
@debrani12342 жыл бұрын
@@rahmeenahmed2120 I totally agree!
@maheshmestry94742 жыл бұрын
Or konsa to song jab gangubai ki entry hoti hain tab....... Gaadise utarte time .... Ek Song hain vo...konsa song hain?
@junaidjoji2 жыл бұрын
After watching Gangubai I came here to hear this hidden voice, Seriously this Ghazal will give you Goosebumps, Speechless Poetry by Mirza Ghalib 🙌🙌 And heart touching voice of Begum Akhtar 👌👌
@sweetlibra13022 жыл бұрын
wah wah wah i literally searched for this beautiful piece after watching Gangubai....
@icrasultan534211 ай бұрын
ye na thi hamari qismat ki visal-e-yar hota agar aur jiite rahte yahi intizar hota koi mere dil se puchhe tire tir-e-nim-kash ko ye khalish kahañ se hoti jo jigar ke paar hota ye kahañ ki dosti hai ki bane haiñ dost naseh koi charasaz hota koi gam-gusar hota kahun kis se main ki kya hai shab-e-gham buri bala hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota ye masa.il-e-tasavvuf ye tira bayan 'ghalib' tujhe ham vali samajhte jo na bada-khvar hota
@SanjayRanadeindia2 жыл бұрын
ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता तिरे वा'दे पर जिए हम तो ये जान झूट जाना कि ख़ुशी से मर न जाते अगर ए'तिबार होता तिरी नाज़ुकी से जाना कि बँधा था अहद बोदा कभी तू न तोड़ सकता अगर उस्तुवार होता कोई मेरे दिल से पूछे तिरे तीर-ए-नीम-कश को ये ख़लिश कहाँ से होती जो जिगर के पार होता ये कहाँ की दोस्ती है कि बने हैं दोस्त नासेह कोई चारासाज़ होता कोई ग़म-गुसार होता रग-ए-संग से टपकता वो लहू कि फिर न थमता जिसे ग़म समझ रहे हो ये अगर शरार होता ग़म अगरचे जाँ-गुसिल है प कहाँ बचें कि दिल है ग़म-ए-इश्क़ गर न होता ग़म-ए-रोज़गार होता कहूँ किस से मैं कि क्या है शब-ए-ग़म बुरी बला है मुझे क्या बुरा था मरना अगर एक बार होता हुए मर के हम जो रुस्वा हुए क्यूँ न ग़र्क़-ए-दरिया न कभी जनाज़ा उठता न कहीं मज़ार होता उसे कौन देख सकता कि यगाना है वो यकता जो दुई की बू भी होती तो कहीं दो-चार होता ये मसाईल-ए-तसव्वुफ़ ये तिरा बयान 'ग़ालिब' तुझे हम वली समझते जो न बादा-ख़्वार होता ******************************* उस्तुवार : दृढ़, मज़बूत, स्थायी, मुस्तक़िल तीर-ए-नीम-कश : half drawn arrow शरार : जोश, उत्साह,चिंगारी, आग की चिंगारी चारासाज़ : इलाज करने वाला ग़म-गुसार : हमदर्द जाँ-गुसिल : हृदयविदारक ग़र्क़-ए-दरिया : drowned in the river मसाईल-ए-तसव्वुफ़ : problems of mysticism, बादा-ख़्वार : मदिरा पीने वाला
@fredmatthew29707 жыл бұрын
There are three kinds of human beings: those who havent heard Begum Akhtar, those who have, and those who have heard her and cried with every syllable and the these are the ones with a heart that's still alive.
@aaloknigam7 жыл бұрын
Very well said my friend!
@bijabisu3335 жыл бұрын
You have said it
@shyambatta80783 жыл бұрын
Begum's rendition Khyyam'd music are superb & Divine
@getsandy20072 жыл бұрын
I am crying right now at 1:53 a.m. cried, and will cry each time I am going to hear this, especially this one with this type of heavenly rendition. Dur dur tak na koi hai, na tha, aur na rahega. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@hasanab16 жыл бұрын
kahun kisse mein ke kiya hai shabe-gham buri bala hai, mujhe kiya bura tha marna agar ek baar hota... just mindblowing....speechless...amazing!
@rajinderlalarora41793 ай бұрын
Only the last sher "Tujhe ham vali samajhte, jo na badekhwar hota" has been sung by Begam Akhtar whereas this sher has been ignored in film MirzaGhalib of 1955 and after many singers. The fact of drinking is a fact of history.
@kurshi6912 жыл бұрын
"Mujhe Kiya Bura Tha Marna - Agar Ek Bar Hotha" ! Excellent
@DaddaKiKhariKhari15 жыл бұрын
i m a great fan of MEHADI HASSAN sahab,he is one of the greatest ghazal singers,buttttt.....though he stands very tall ,....he doesnt reach her knees....begum sahiba BEGUM AKHTAR WAS THE GREATEST GHAZAL SINGER EVER BORN.log ghazal ki ek line gaate hai....wo to ek ek shabd ek ek akshar gaati thi...unki gayaki ......waaaaaaah.
@sarmadmasood27726 жыл бұрын
Ajit Singh Bhai ji begam Akhtar is realy a Great Singer...Magar Ghazal Main Mehdi Hassan ka bhi apna muqaam hy...mehdi hassan say oopar koyi nhi ghazal main...begam akhtar bhi mehdi hassan say neechay hain..Mehdi hassan is the king....First listen mehdi hassan completely then Comment....
@amaansaifi86816 жыл бұрын
Sarmad ji mehndi hassan great hai but begum sahiba ki takkar ni ek bar humri attariya suno inki mehndi hassan ki 1000 ke barabar hai ek inki
@yogeshbisht20105 жыл бұрын
आपने बहुत गहरी बात कही अजीत भाई। आपको ग़ज़लों का अच्छा इल्म है। बेग़म अख्तर साहिबा एक एक लफ्ज़ को गाती थी। उनकी यही खास बात उन्हें बाकी लोगों से अलग करती है।
@shahdabshaikh5852Ай бұрын
@@sarmadmasood2772 lagta hain aapko pata nhi jab mehndi hassan sahab ek dafa begum sahiba ke live performance mein maujood jab mehdi sahab ne begum sahiba ko suna to woh begum sakhiba ke paas gaye aur unhone kahan, ye nachiz aapke jutti ke barabar hi nhi (This incidence is probably from 15th aug celebration when both India & Pakistans artists were called) ab aap hi samjh jaaye, and I am not compairing but when Mehdi Hassan started his carrer in the field of music Begum akhtar was well known by that time and was respected and loved by everyone, again this is not a competetion both are legends lekin hoshiyaar ko ishaara kaafi hain, just stating FACTS, have a wonderful day ahead!
@chakreshsingh13 жыл бұрын
koi mere dil se poochhe tere teere neemkash ko....waaah!!!!
@SaySaurav2 жыл бұрын
Who is here after the Gangubai Kathiyawadi movie? I am an eternal fan of Mallika-e-Ghazal but didn't know about this masterpiece.
@satyanarayan3472 жыл бұрын
Same here bro.
@raghukidambi38542 жыл бұрын
yup
@djchilli16 жыл бұрын
stunned.. speechless.. the voice n the lyrics create magic..
@parvezraza97443 жыл бұрын
Very beautifully rendered. Justice was done to poetry and music. Waaaah Begum Sahiba.
@nileshbedse600511 ай бұрын
मी गंगुबाई चित्रपट बघत होतो, पण सुरुवातच एवढी अप्रतिम झाली शब्दात सांगू शकत नाही... आदरणीय बेगम अख्तर साहिबा ह्यांच्या आवाजाने मला हि गझल Search करण्यास भाग पाडलं. क्या बात है वाह...! आदरणीय बेगम अख्तर साहिबा यांनी अतिशय सुंदर गायले.. आदरणीय बेगम अख्तर साहिबा शत शत नमन करतो तुम्हाला 💐 🙏🏻 If you guys here so have a excellent choice of Music...
@flyerjoshi13 жыл бұрын
Many have sung this,but Begum Akhtar is THE BEST.
@minalmaxy37782 жыл бұрын
jinda ho bhai
@fhdar45214 ай бұрын
Ghalib : one of the best Urdu poet of India
@Bhaijani16 жыл бұрын
A beautiful Ghazal with a magical voice ,What a great combination .One of my favorite.
@hari44854 жыл бұрын
Vaahi maynaj alfaz,ghalib sahab ki kaljayi rachna. Jise bahuto ne aawaaz di .lekin ek furk sirf ek marhuma begum sahiba ki makhmali dilkash unique voice Ye furk deewana bana deta he
@TheAnitaGosain14 жыл бұрын
One of the best ghazal singers ever born.............and what amazing poetry....
@minalmaxy37782 жыл бұрын
jinda ho behan
@kishanraghani50708 жыл бұрын
we are lucky to listen all this. our life got. relaxed to hear wordings of great writers and prety voices..
@RonAlmeida14 жыл бұрын
Thanks for this music. If only Bollywood and Indians in general could appreciate it instead of most of the rubbish they listen to today.
@minalmaxy37782 жыл бұрын
jinda ho bhai
@sheej-isms72774 жыл бұрын
Happy Birthday Begum Akhtar Ji 🙏🏾
@fassenm60417 жыл бұрын
Bhai shauqeen tabiyat, aap nai akhtar begum load kr kai dil khoos kr dia. Thank you.
@suyasrivastv Жыл бұрын
ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता कोई मेरे दिल से पूछे तेरे तीर-ए-नीम-कश को ये ख़लिश कहाँ से होती जो जिगर के पार होता ये कहाँ की दोस्ती है कि बने हैं दोस्त नासेह कोई चारासाज़ होता कोई ग़म-गुसार होता कहूँ किस से मैं कि क्या है शब-ए-ग़म बुरी बला है मुझे क्या बुरा था मरना अगर एक बार होता ये मसाईल-ए-तसव्वुफ़ ये तेरा बयान 'ग़ालिब' तुझे हम वली समझते जो न बादा-ख़्वार होता
@omnathpokharel72952 жыл бұрын
This rang the chords of my heart. ❣
@abaswara14 жыл бұрын
what a voice, what effortless ease with which she brings complex emosions in front of us with perfect tune and beauty!...she is alone..
@Milahi193513 жыл бұрын
Akhter has sung a masterpiece. Her style was unique. Ghalib would have appreciated her very much. Chitra has sung this ghazal in a different tune and made it younger and romantic. Both versions are excellent.
@ahsanasad10805 жыл бұрын
Suraiya ka version best Hai....aap bhi sune...
@kishori42111 жыл бұрын
Ghalib ka jawab nahin..beghum akhtar ne kya khoob gaya hai...
@easternfingers2 жыл бұрын
Who Is Here After Gangubai Kathiawari ?
@shehrozhaider93063 жыл бұрын
Mehdi hassan shaab and begum akhtar two great ghazal singers artists.
@rupendranathghosh51667 жыл бұрын
An ethereal and heavenly voice, tinged with melancholy and pathos, Begum Akhtar was one of the finest exponents of ghazal, dadra and thumri. The musical magic that she created with her soulful, melancholic and mellifluous singing would remain unparalleled. Listening to her brings a strange kind of pain and sadness that is just indescribable. Her music and effortless singing would remain immortal and her legion of admirers would carry her unique musical legacy for generations to come.
@Sonuvyas046 жыл бұрын
No words... Feeling the music only.
@shakeelctc8 жыл бұрын
No can replace Begum Akhtar
@kumarvasant13 жыл бұрын
all the good soul,s sang these gazals, may god keep pakistan and hindustan in a loveing relationship this is only prayer with almighty
@mahjabeenkhan68579 жыл бұрын
allaha t'ala ne hume begum akhatar jaise heere se nawaaza taki hum unki awaaz ke khoobsurat tarranum se in khoobsurat ghazlon se rubaru ho saken..........mashaallah
@tayyabbutt95178 жыл бұрын
Love the voice
@Jmatad2112 жыл бұрын
salute Begam Ji the feelings your music gave to me will go with me to my ashes
@fasahatjilani60716 жыл бұрын
Ye na thi.... so nicely sung.behtareen kalam
@prakashpatani22487 жыл бұрын
All ghazal of ghalib sung by begum akhtar worth listning
@kaziwali74218 жыл бұрын
Great singer. Wish she lived in Our time.
@swatiking00716 жыл бұрын
zabar 10 ghazal & great Begum Akhtar sahiba
@JACKANDPLAY Жыл бұрын
Amanat ali khan sahab vala version aur ye version best h is ghazal k
@nareshbhardwaj78611 жыл бұрын
no words just hatss offff
@KaleVasant549 жыл бұрын
Gr8 singer of 20th century I salute her.
@saurabhchauhan3734 жыл бұрын
Ye Mirza Ghalib ki gazal kitne hi logo ne apni tarike se gayi h.... lekin kasam khuda ki koi aapki mousaki tak ni pahuch paya
@saminahussain909410 жыл бұрын
austere n marvelous! you can't keep away to be placed your feelings while listening.
@TheMannoj11 жыл бұрын
salam likhne wale ko aur gane wale ko
@zz33zz33312 жыл бұрын
Basu63, I agree with u. Great Philosofer Gurjief said that u see on the road with attention than u surpirze that 60% to 70% people in them are looks like a dead body. & Indian increses this ratio very sharply looses all their sense of art, culture & whatsoever are beauty of life.
@vedmitraupadhyay19479 жыл бұрын
excellent rendition of ghazal by immortal begum.
@pravinsolanki32527 жыл бұрын
Ved Mitra Upadhyay j
@debabratachoudhury694610 жыл бұрын
Ghalib never knew how Aktari By Faizabadi Wrung heart of so many by his gazal! No Wonder She is knkon as Queen of Ghazal!
@lonelyplanet98256 жыл бұрын
So true,deb
@joal93502 жыл бұрын
حللوووه😩
@asifkhantufailkhan2033 Жыл бұрын
Wah kiya baat he madam ki
@alhadva Жыл бұрын
Ammiji 🙏🙏🙏 Jahan ho wahan se chale aao 🫂🫂🫂❤️❤️❤️
@wilsoninayat81159 жыл бұрын
real Golden voice
@qadirfarooqui78408 жыл бұрын
yeh ghazal mere liye hi ghalib sahab ne likhi thi...
@SudhirKumar-sw1tl9 жыл бұрын
jawab hi nahi hai Bagum saab ka
@RakeshKrVerma-xm6kp4 жыл бұрын
Divine voice
@syednaseembukhari2 жыл бұрын
کوئی چارہ ساز ہوتا کوئی غم گسار ہوتا💔
@rashmisrivastava346211 жыл бұрын
Great singing,!
@munirdin988115 жыл бұрын
jawab nahein, thanx.
@dinanathacharya6166 жыл бұрын
VERY good songs
@sunnychakraborty92363 ай бұрын
Feelings song ❤❤
@mahmoodgillaniofficial85696 жыл бұрын
aowsom ...beautiful voice
@shivanitripathi63319 жыл бұрын
beautiful
@rayprasun11517 жыл бұрын
amazing voice
@AbhinavSharma-li8jb5 жыл бұрын
KyA baat!!
@drsmvora6511 жыл бұрын
just beautiful
@benjy50339 жыл бұрын
la jawab hai . what pure feeling
@shahneyazalam16844 жыл бұрын
Touched🖤
@ehsanarghandewal302911 ай бұрын
Sehr gute, danke
@99zunny13 жыл бұрын
Brilliant !
@AbdulHameed-bw4cg8 жыл бұрын
Subhan Allah
@mithileshpaliwal69962 жыл бұрын
Soul-of-musicìan
@firozgajan56807 жыл бұрын
बेहद खूबसूरत
@MunirAhmedTanoli14 жыл бұрын
I think she had fully commond on urdu .
@ਗਾਵਹੁਸਚੀਬਾਣੀ6 жыл бұрын
very nice voice kya baat aa ji
@youtubian813 ай бұрын
AGAR EK BAAR HOTA --- ---- ----- .
@wasafbasit98715 жыл бұрын
Aaaaaahhhh
@globalempire13 жыл бұрын
So so Wonderful ... WOW tamkin riaz london
@RahulkumarSingh-sv2rd4 жыл бұрын
agr aur jite rhte yhi intjaar hota
@arunimashafaq92759 ай бұрын
🙏❤️🌺❤️🙏
@chotabheemclub81892 жыл бұрын
ye na thī hamārī qismat ki visāl-e-yār hotā agar aur jiite rahte yahī intizār hotā tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanā ki ḳhushī se mar na jaate agar e'tibār hotā tirī nāzukī se jaanā ki bañdhā thā ahd bodā kabhī tū na toḌ saktā agar ustuvār hotā koī mere dil se pūchhe tire tīr-e-nīm-kash ko ye ḳhalish kahāñ se hotī jo jigar ke paar hotā ye kahāñ kī dostī hai ki bane haiñ dost nāseh koī chārasāz hotā koī ġham-gusār hotā rag-e-sañg se Tapaktā vo lahū ki phir na thamtā jise ġham samajh rahe ho ye agar sharār hotā ġham agarche jāñ-gusil hai pa kahāñ bacheñ ki dil hai ġham-e-ishq gar na hotā ġham-e-rozgār hotā kahūñ kis se maiñ ki kyā hai shab-e-ġham burī balā hai mujhe kyā burā thā marnā agar ek baar hotā hue mar ke ham jo rusvā hue kyuuñ na ġharq-e-dariyā na kabhī janāza uThtā na kahīñ mazār hotā use kaun dekh saktā ki yagāna hai vo yaktā jo duī kī bū bhī hotī to kahīñ do-chār hotā ye masā.il-e-tasavvuf ye tirā bayān 'ġhālib' tujhe ham valī samajhte jo na bāda-ḳhvār hotā
@dipansikdar15 жыл бұрын
I am SPELLBOUND.
@sarasiddiqui96185 жыл бұрын
Mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota😔👌
@khanaamir36355 жыл бұрын
Fantastic
@amitavaghosh52087 жыл бұрын
Begum Sahebaki gayenkebareme kaheneka koi alfaz mere pass hai nehi.
@bilalabbas32996 жыл бұрын
Wa g wa
@talatchowdhry48707 жыл бұрын
woow
@budhadevverma38808 жыл бұрын
lagta hi sunteraho
@skimran94888 жыл бұрын
Very nice
@kabirraza81122 жыл бұрын
Galib ki poetry ko samajhne k lia galib chahia
@srinagardiary-lifeinkashmi57313 жыл бұрын
💖🙏
@javidrabbani9359 жыл бұрын
ever lasting desire ek bar suno ji chahatha sunthherahon
@kikarboota163 жыл бұрын
MaAgeE
@prakr13 жыл бұрын
suraiya's is best.
@thinkology34124 жыл бұрын
Mujhay kya bura Tha mARNA AGAR AIK BAR hOTA..
@pragatisanyal91747 жыл бұрын
pls someone give me the lyrics of this song.
@SameerAnsari06 жыл бұрын
ye na thī hamārī qismat ki visāl-e-yār hotā agar aur jiite rahte yahī intizār hotā tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanā ki ḳhushī se mar na jaate agar e'tibār hotā tirī nāzukī se jaanā ki bañdhā thā ahd bodā kabhī tū na toḌ saktā agar ustuvār hotā koī mere dil se pūchhe tire tīr-e-nīm-kash ko ye ḳhalish kahāñ se hotī jo jigar ke paar hotā ye kahāñ kī dostī hai ki bane haiñ dost nāseh koī chārasāz hotā koī ġham-gusār hotā rag-e-sañg se Tapaktā vo lahū ki phir na thamtā jise ġham samajh rahe ho ye agar sharār hotā ġham agarche jāñ-gusil hai pa kahāñ bacheñ ki dil hai ġham-e-ishq gar na hotā ġham-e-rozgār hotā kahūñ kis se maiñ ki kyā hai shab-e-ġham burī balā hai mujhe kyā burā thā marnā agar ek baar hotā hue mar ke ham jo rusvā hue kyuuñ na ġharq-e-dariyā na kabhī janāza uThtā na kahīñ mazār hotā use kaun dekh saktā ki yagāna hai vo yaktā jo duī kī bū bhī hotī to kahīñ do-chār hota Ye masayel e tasawwuf ye tera bayan ghalib Tujhe ham wali samajhte jo na bada-khuvar hota
@nareshbhardwaj7864 жыл бұрын
@@SameerAnsari0 thanks and regards
@vasavigarg23418 жыл бұрын
ab lagta hai is zamin par doosri beghum akhtar paida nahin hpgi
@unhigenyx15 жыл бұрын
if you were a real fan, why would you compare the two great singers? what does it even mean to say he doesnt reach her knees. may be you need to learn to be a fan
@sgamming70946 жыл бұрын
Kya gadeya zalim
@hasanab16 жыл бұрын
kahun kisse mein ke kiya hai shabe-gham buri bala hai, mujhe kiya bura tha marna agar ek baar hota... just mindblowing....speechless...amazing!