Check this video. kzbin.info/www/bejne/r4Cyh6R4pJx5iaM
@nationalist661110 ай бұрын
Purana fan kitne main Len ge
@KhurramAli-v2s11 ай бұрын
Asee kitni videos hen apki number one number one ki
@maliksohail89099 ай бұрын
Mny apki video Dk ky liya h such me bohot zabardast hawa Dy rha h shukria aesi videos bnany ka
@arsalanahmed46488 ай бұрын
Kitny ka mila
@zeeshanahmad-ts3zv8 ай бұрын
Kitnay ka lia hai
@StarDust-gs3jx8 ай бұрын
9700
@zeeshanahmad-ts3zv8 ай бұрын
@@StarDust-gs3jx kis shop se lia hai
@xhiping519011 ай бұрын
blade ka weight kam kr do or blade ka curve kam kr do. to fam khud 400+ rotation ghumny lgy ga. main chez rpm nhi blky hawa ka pressure hota hy
@The_Educators_Royal_Campus8 ай бұрын
hawa achi hy bhai iski i am using
@Hamdanzahid125 ай бұрын
I searched a lot! Did my own research. Results: Purchased GFC *Platinum 30 watts (30 watts remains till 5) which is acceptable. Turbo goes upto 39 watts checked. 18 stator, Bldc motor with 5 years warranty. Fan and Blade weight is very heavy. Air throw with 4d air spread is 10-15% better than a 220 volt 100 watt fan. Very surprising ❤. Tamoor fans are offering the latest technology and their finishing quality is best. They are using Pmsm motors that is upto 15% more efficient than bldc so tamoor doesn't go above 30-31 watts even in turbo but warranty sucks, It is just for 1 year! Koi b fan ho card me problem ana bht mumkin hai to long warranty must hai. GFC Recommended with reasons, hope it will help confused people to find their choice.
@razafoodandmarketing16 күн бұрын
salam. very well explained. JazakAllah.
@razafoodandmarketing16 күн бұрын
Do you recomment FARAS FAN?
@fsnmobilezone608910 ай бұрын
MAA SHA ALLAH......... bohat alaaaaa
@UzmaMansoor-ub8ku10 ай бұрын
Asalamulkium mein ya fan 4 din pehle purchase kiya or 2 days bad hi card khrab ho gaya. Complain pr technician ne card replace kr diya. or instruction ne advise di ke aap ne is ki speed step by step up krni hai direct full speed pr chlaya tu phir se card khrab ho jaye ga. ye buhat serious issue hai is main. main bilkul bhi recommend nhi krongi ke is ko purchase kiya jaye. Khursheed 55 Watt is se buhat behtar hai
@Dexterthe2nd8 ай бұрын
Bhai ap mujy yeh batao kae iski air throw kasai hai or apna number dea do mujy
@Jfhi7617 ай бұрын
Bilkul khurshid ac dc fan better hai tamam ac dc fans se. Hmarey han 3 fan lagey huwe hain. Jo 72 ampere ki bettery mein bhi acha time nikalte hain
@KhalidBhai-yv4yt6 ай бұрын
@@Jfhi761khursheed se acha tamoor fan Hai.
@AbrarMustafa-ql4gw2 ай бұрын
@@Jfhi761 bad experience khurshid fan 😭😭😭
@faizanabbasi62498 ай бұрын
Mene 4 fans lagwaye hen Behtareen fan he sub se achi cheez is ka air throw he.jo k 100 wat k fan se zada acha laga he...speed 6 or turbo speed best he iski baki electric consumption me bhi bhtt difference aya he mere meter me normally mere refrigerator or 4 fans 100 watt k total units 15 girte thay 24 hours me but ab 9 units gir rahay hen with refrigerator jo k good sign he. Is ki Quality ka waqt k sath pata chalay ga but air throw is ka taimoor k 30 watt se bhtt behteren he. Baki ap ka bhtt bhtt shukeriya bhai ap ki is video ko dekhne k bad mene yeh fans lagwaye hen. Or i think mene sahi jaga invest kiya he.
@syedahsan60828 ай бұрын
Brother ap ne Faras ka 48" blade Lia tha ya 56 inch? Mere 12x11 room me Faras ko Turbo pe chalanay per bhi sides per Hawa nahi ATI. Please reply blade ka size matter kerta hy na?
@wasifshabbir947 ай бұрын
Kitne din hogye use krte hue?
@rohaibahmed397111 ай бұрын
Mashallah bohat aalha qisam ke knowledge video 😊
@karachiwalay00711 ай бұрын
Thank you
@HealthisWealth-pw7hd10 ай бұрын
Lahore fan se acha fan konsa ha econo hybrid technology mein. Ya koi aisa fan ha jo 30 watt se bhi kam bijli le.
@creativemind63306 ай бұрын
Jee Bhai aap 5 number per chalien 25 watt lega. Ab speed mango ge to watt to increase hoon gein na
@sohailmehboobelahi11 ай бұрын
Adil bhai in se remote control ke warranty bhi pouch lo meherbani hogi
@ashrafali-qs5ef10 ай бұрын
جزاك الله بیترین معلومات
@ybawaney11 ай бұрын
MashaAllah bohat achi video ha adil bhai.is fan k blade ka weight kitna ha?
@winneythe-pug76135 ай бұрын
1130 gram
@najamfarooqi85222 ай бұрын
Which make and from where it can be purchased
@mathsisfun7206 ай бұрын
Sary fan no 1 hai tmhary liye ,
@NoumanPirzada5 ай бұрын
behtreen baat ki apny
@ziaullah45844 ай бұрын
Bhai mujhay samjh nahi araha hai konsa fan lon issi chakar main garmiyan ka mosam bhi niklnay wala hai . Please suggest me which fan is best
@KhalidMehmood-wb3wf10 ай бұрын
Bahi best fan kon sa hi jo k solar system pay kam watt main chalay fasialabd main
@muhammadmazhar85963 ай бұрын
Execellent req Fans
@waqasvicky347411 ай бұрын
Iske blade weight apne video mei nai btya or bhut se logo ne comment pe bi pocha ap reply nai de rhe kyu🤔 Kia hum apki btai hoi information k mutabiq ye samje k blade ka weight halqa kr diya inho ne or rpm bharh gey..?
@winneythe-pug76135 ай бұрын
Mene Check kua tou 1130 gram hai
@obaidfauzi11 ай бұрын
As salam alykum Adil bhia, kya bala lay kar aye ho bhai... Maza agaya test dekh kar... Bhia apny isky blades ka wazan nahi kiya
@rizwanahmed99811 ай бұрын
1100 grams
@obaidfauzi11 ай бұрын
@@rizwanahmed998 iska matlab hay, sirf motor he heavy hay , main kam sara usi ka hy
@hasnainuddin5121411 ай бұрын
Koi dost batya sab sa bhetreen ad dc kon sa ha mujh to khurshid fan he smjh ata ha
@umairchawla3 ай бұрын
Bhai is waqt sub se acha ac dc fan kun sa hai jiske rpm sub se zada hoo aur quality bhi achi ho
@karachiwalay0073 ай бұрын
Khurshid Fan or Tamoor fan
@Apollo-m4y8 ай бұрын
Adil Safeer Apki Video dekh k Faras khareedonga. Lahore fan k best model k RPM 400 hein ya kam? Lahore or Faras mein kon sa khareedun?
@karachiwalay0078 ай бұрын
Lahore
@yawerrehman99247 ай бұрын
@@karachiwalay007Faras is not good bro
@yawerrehman99247 ай бұрын
@@karachiwalay007 Faras AC DC fan ya champion AC DC fan
@waseemali80317 ай бұрын
Sir is k 2 model show kr rha hai site pr please guide kr de yea konsa model hai eco king model hai ya ac dc king model hai
@adnanyounus903211 ай бұрын
Blade weight please
@iqbalbaig160411 ай бұрын
Adil bhai miry pas raning cadetion mi 4 fan ha miry ghr mi lgy hoy ha mi an ko chang krna chata hon 2 pak k ak millt ka aur ek roil ka ha 56 size mi to exchang mi ktny ka pryga 4 fan.plz bta den.jazaqallah
@karachiwalay00711 ай бұрын
G Exchange ho jayen ge Picture sent Karen
@irfannadeem29276 ай бұрын
Assalamu alaikum bhai aapki video daikh k indus fan lia 30 watts inverter fan 2 baton ki smjh nhi i fan ulta chal raha he and air throw b achi nhi he kia ye aam fan se ulta chalta he???
@ARBEELKHAN7 ай бұрын
Bahi aik air flow meter le lo aur us k zarye air throw cheek karwaoo center or room ki side me ye khe dene se bahi wah wah kase yakeen karan?
@onestate77348 ай бұрын
Brother, nice videos, bhai videos me aik do rumal rakh lo room me agay peeche air flow ke liye. RPM se kuch pata nahi chalta.
@Mubashar96810 ай бұрын
motor aur blades ka weight nai kia. wo be share karieen kitna ha
@waqaschishti758110 ай бұрын
Pak fan ka new model ka review bhe karen please
@mansoorqazi358211 ай бұрын
Adil bhai Rizwan bhai ko salam.
@rizwanahmed99811 ай бұрын
Wa alikum Salam bhai jan bahot shukrya
@waqasvicky34748 ай бұрын
@@rizwanahmed998 Rizwan bhai faras fan k blade ka weight kitna hy?
@jakkhan978311 ай бұрын
Blade Ka weight Kitna ha or remote ki Kia warranty ha... icon or king model ak hi jasy Han ya differences Han motor or passo ma... Or kia fan ma 12v light wala bhi koi fan ha..kindly reply
@jakkhan978311 ай бұрын
Kindly reply
@jakkhan978311 ай бұрын
Bhi reply to kar do
@ChJunaidhussain8 ай бұрын
Adil bai ap ki wedo dakh. K ma na faras fan khrada ha mashallah bhai faras King modl ki hawa bohat zyada ha 29 wat la raha h
@arsalanahmed46488 ай бұрын
Kitny ka mila
@zeeshanahmad-ts3zv8 ай бұрын
Bhai kitnay ka lia hai
@zohaibijaz19068 ай бұрын
@@arsalanahmed4648main ne kal 10,000 ka order kiya hai, ab daikhain kaisa nikalta hai
@muhammadnazir18478 ай бұрын
I'm ur new subscriber... I'm from kPK. district buner.. Yaha fan lety waqt hum kaisy check karengy....
@jerryghuman521311 ай бұрын
Adail Bhai Main b buht fans use Kiya Hain likn PakFan mujay Sb sa bahter Laga. Quality and finishing buht achi hi un ki
@karachiwalay00711 ай бұрын
Wah Pak Fan tu phir Brand ha na
@zameerabbas93448 ай бұрын
Adil bhai aap ne shayad sample fan ka review ker lia he..iski speed khursheed fan se bhi kam he.. Please recheck bulk production fan..
@Leo021_0211 ай бұрын
MashAllah MashAllah. Bhai Hawa waqai achi hai na.adil Bhai fans review ka founder hai maan gaye chaa gaye👍
@StarDust-gs3jx8 ай бұрын
Yes. iconic model is best
@ussi9679 ай бұрын
Orient k AC/DC plus Inverter all in one fan ka review karen jis ki 10 saal motor aur 6 saal curcuit warranty hai...
@karachiwalay0079 ай бұрын
Bhut jald
@TheFaixee9 ай бұрын
purana pankha dey k new fan ley sakte hn?
@AwaisAhmed-m4f10 ай бұрын
12 voltDc pr achha fan recomond karein Please
@NADEEMKHAN-sj5hn11 ай бұрын
Video achi lagi kyunka Mujhe Tamoor fan ka blade design pasand han curve shape ma hota ha aur ya same design Rahaf fan, Parwaz fan aur Faras fan daraha ha Agar aur koi dosra fan ya design deta ho to batain, please To ma ab next fan Rahat ya Faras ka buy karoon ga
@AhadAli45549 ай бұрын
Bhai Taimoor ka kon sa fan Lya ha ma na aj lena ha 30 watt ma
@NADEEMKHAN-sj5hn9 ай бұрын
@@AhadAli4554 tamoor 30 watt magnum model Rahat fan bhi acha ha kyunka rahat fan ma turbo mode aur reverse mode bhi ha lakin tamoor ma ya option nahi ha aur turbo mode par fan 37 watt laita ha Khursheed ka bhi 35 watt fan aagaya ha Agar quality fan laina ha to lahore fan lo Baki SKM fan aata ha wo bhi lahore fan walon ka ha aur aus ki price bhi kam ha lakin mujhe SKM ki ziada knowledge nahi ha Main bhi agla fan Tamoor, Rahat, SKM in ma se loon ga 3 fan Aur 1 lahore fan loon ga Wahid, Millat, yunas in ka bhi 30 watt aagai han
@Dexterthe2nd8 ай бұрын
Apnay liya faraz ya rahat fan
@NADEEMKHAN-sj5hn8 ай бұрын
@@Dexterthe2nd nahi lia Lakin ma in do fan ma se koi 1 company ka fan loon ga Tamoor fan ya phir Ravian fan Ravian fan lahore fan walon ka ha aur ya sasta mil jai ga aur quality bhi achi hogi Belvin fan bhi acha hoga mujhe lagta ha lakin is ki itni knowledge nahi ha Baki Rahat fan acha ha lakin wo choti company ka ha to is se acha Tamoor branded fan ha Faras ka rpm ziada tha to aus ka blade ka weight kam hoga to ma ya recommend nahi karoon ga
@Dexterthe2nd8 ай бұрын
@@NADEEMKHAN-sj5hn bhai taimor tu nahi lena manay liya 6 fan achay nahi hai taimor kae koi Air throw nahi hai
@alisajjad716411 ай бұрын
Bhai ager main eik ac/dc fan 50ah ki battery per lga k 10 ghante use kr skta hn to 30 watt inverter fan 50ah ki battery k sath ups se kitni dair chalega
@wetcoindserviceskhioffice95732 ай бұрын
Ek hafta😂
@AwaisAhmed-m4f10 ай бұрын
Is specification me Ac DC ho ga?
@kaleembaloch174511 ай бұрын
Bhai iss fan ki test video banaein kya waqai 40 watt k sath 400 rpm deta hai
@The_Educators_Royal_Campus8 ай бұрын
complete video dekhlo bhai
@mopekhan919811 ай бұрын
AOA, adil bahi i can't purchase inverter fan till todate, zabardast fan hae, warranty claim, and availability in lahore or on-line purchase
@ZulfiqarLashari-j4t11 ай бұрын
Masha Allah Good job bro
@ranamabidsharif168011 ай бұрын
Good work❤
@goku999197 ай бұрын
Bhai ye fan wapda pay kaam kray ga ??
@sohailmehboobelahi11 ай бұрын
Adil bhai ye cheez aayi he ab faras fan 400 RPM zabardast ye sab apki bhi koshisheyn hain is me jazakAllah
@karachiwalay00711 ай бұрын
Thank you 😊😊
@ziaullah45844 ай бұрын
500 rpm walay fan ki video banain
@tauseefhashmi479210 ай бұрын
Salam. Mujhe ye 3 piece apney ghar k lye chayen. Location Taxila. Kia ml jain gey.?
@humayunsaleem34910 ай бұрын
Dear brother , we want to buy these fans with the replacement of our old fans. its possible. kindly reply.
@Alibhai0510 ай бұрын
Yes
@waqaschishti758110 ай бұрын
Royal fan ka 30 wat fan aa gea ha please is ka review kr den or par ka wait bhe karen
@ShoaibKhan-wh9tf11 ай бұрын
remote warranty? and home delivery in karachi is available or not?
@karachiwalay00711 ай бұрын
Yes Available
@rizz651411 ай бұрын
YUNus fan ka b same remote hai, which is already in the market,
@bachonkidunya109211 ай бұрын
Assalam o alaikum Bhai eco smart paedistL fans ki bhi video banae
@Khangkhang-hr9ln9 ай бұрын
Alhamdulillah Maine cal hi bye Kiya hai faras fan black wla 9600 mai 17:11
@karachiwalay0079 ай бұрын
Good
@sajidiqbal2938 ай бұрын
City?
@TraditionalArchitecture6 ай бұрын
Kaisa chal raha ha..please update
@sanashehzad74006 ай бұрын
Bhai Paras fan acha Hy purchase karain Hawa achi Hy 30 watt ka Hy ya ziada
@fahadferoz530611 ай бұрын
Mr Adil ap sirf unke comments ka reply dete hain jo apki tarif karen Baqi log ap se comments me buht Ehem sawal puch rahe hain aur unko ignore kr rahe hain this is not fear Ye batayen k 400rpm k elawa 30 wat me sabse ziada hawa kis Fan ki tezz aur achi he?reply me
@arbazmeman494311 ай бұрын
Me ap ki video pori dakhta ho 2 ya 3 dafa
@sohailmehboobelahi11 ай бұрын
abhi tak Rahat sab se acha tha lekin ab ye Faras iswaqt no.1 par he Allah is company ko tarraqi dey
@karachiwalay00711 ай бұрын
Aameen
@subhansiraj80349 ай бұрын
السلام علیکم Bhai jan kindly ac dc ka bhi review dy faras fan main... Agr us main bhi 400 rpm hai to wo ly len
@AhmedAli-bk2pw11 ай бұрын
Bhai ye ghr ki ups battery pay chal jaye ga?
@rizwanahmed99811 ай бұрын
G bilkul chaly ga Aur battery backup time bar jaye ga inshaallah
@AhmedAli-bk2pw11 ай бұрын
@@rizwanahmed998 your contact number?
@taawan19848 ай бұрын
Bhai ZK acdc fan kaisa hai maine aj booking krayi hai ghar k liye kindly confirm kr dein k sahi decision hai ya k ni
@fragilemasher7 ай бұрын
Bro fan Mila ap ko Kaisa Raha experience.
@WaqarKhan-rp5ot9 ай бұрын
Acha fan hy.ye Bhi sach hy k nam wali company Ka nam bady or dershan chouthy wali khani hy.nice fan
@abidanisar881911 ай бұрын
Adil bhai well don
@VickyMan-ot5zb6 ай бұрын
Zeeshan bhai agar fan ki motor may masla Hoga to shop say change Hoga to us condition may to banday ko 250 Rs nahein dain gayna Q K fan hum khud shop say change karwana Hoga is bat ko clear videos may batain
@taimurmalik2808 ай бұрын
Koi aisa pankhaa 30W ka hai jo dimmer k saath chalta ho matlab remote na ho uss k saath?
@farhansaleem20610 ай бұрын
Bhai main faris fan ka king model buy krna chahta hu Sahiwal main cash on delivery mill sakti hy
@karachiwalay00710 ай бұрын
Yes
@farhansaleem20610 ай бұрын
@@karachiwalay007 order k lye watts ap number
@Dexterthe2nd9 ай бұрын
Lae liya faraz fan apnay review dae apna
@atharshahzad43111 ай бұрын
Faisalabad mai ac dc fan konsa zeada rpm wala hai jo k 212 volt par maximum rpm dee
@karachiwalay00711 ай бұрын
Air Master
@tanvirgujjar93567 ай бұрын
@16:22 aian koona dhakata hu😅 Bhai kona ni green net hill raha ha. Baki koona kia ha please bta dian
@usama_iqbal10 ай бұрын
How to order faris fan online? I'm from karor lal esan district layyah
@sulemansaleem83176 ай бұрын
Tamoor fan may 18 slot wala model bataye. 3 blades may
@riazansari312611 ай бұрын
Yar 400 rpm ka hum ne achar dalna he kia asl bat ye he k hawa b deta he k ni Or adil bhai is fan ki video dubara bnay is k bled wzan kren
@rizwanahmed99811 ай бұрын
Bhai jan air through bahot achi hy
@ranasb172210 ай бұрын
@@rizwanahmed998 Wazan Kitna hai blades ka???
@rizwanahmed99810 ай бұрын
@@ranasb1722 1500 se 1600 gram
@waqasmalik20799 ай бұрын
@@rizwanahmed998Bhai apne use Kiya ha yeh fan kesa ha air throw k hisab se
@Dexterthe2nd8 ай бұрын
@@rizwanahmed998hawn ap jawab do naw kaha ghayab hogae
@raziakhursheed721210 ай бұрын
Lahore main bhi bhaja sakty hn?
@karachiwalay00710 ай бұрын
Yes
@malife-tw4hi9 ай бұрын
Multan ma as ko kasa magyea saktyea han bhai ...
@AwwamDost8 ай бұрын
ملتان میں وارنٹی کون دے گا ؟ یہ دکاندار کا خود جوڑا پنکھا ہے
@learningfunwithmuntaqim181710 ай бұрын
Lahore main availability?
@atharshahzad43111 ай бұрын
Or dc load par rpm wali video bee banaya krin
@fahadferoz530611 ай бұрын
Mr Adil ap sirf unke comments ka reply dete hain jo apki tarif karen Baqi log ap se comments me buht Ehem sawal puch rahe hain aur unko ignore kr rahe hain this is not fear
@rizwanahmed99811 ай бұрын
Bhai kiya pochna app sawal Karen
@waqasmalik20799 ай бұрын
@@rizwanahmed998Bhai iski air throw kesi ha or kahan se purchase kre punajab k log
@rizwanahmed9989 ай бұрын
@@waqasmalik2079 air throwe bahot vip hy
@ZeD-R.G11 ай бұрын
Khursheed king vs Madina ACDC. Which has bigger motor
@VlogerAQKhan9 ай бұрын
Bhai, Tamaam fans k 2024 model ke unboxing or review ke clips upload karain
@Tahir_Malik7867 ай бұрын
Royal Fan Ac DC+30 watt iturbo ki performance k ci hy
@annusrafiq24779 ай бұрын
Faras fann key blade ka waight Kitna hai
@aslamchanna190810 ай бұрын
ADIL BHAI FARAS KING MODEL HYDERABAD ME KAHAN SE MILSAKTA HE?
@jalalandhafeez9 ай бұрын
bahi mughy fan layna hy plz kiay main faras fan lay lon riswan bahi faras ki tarff ker rehy hin main confuse hon rehnmai kerin sahiwal sy hon
@karachiwalay0079 ай бұрын
Wahan Tamoor Fan lgayen
@mrashfaqbaig200011 ай бұрын
ماشاءاللّٰه
@sirlee561111 ай бұрын
Very nice maulana bro
@karachiwalay00711 ай бұрын
Thank you sir
@asgharshah0077 ай бұрын
Bhai ye kitnay inch Ka fan hai
@amiriqbal36095 ай бұрын
Mene faras fan lgaya hae motar helte b hae vibrate b hae
@hassanasadi3308 ай бұрын
bhai is ke box pe 42 watt turbo pe 375 rpm mention hain ap 400 bata rahai ho?
@arshadmemon74428 ай бұрын
Sk fan inverter ke please update send kare
@kabirahmed644910 ай бұрын
bahi king modle me or bhi colour hain.
@karachiwalay00710 ай бұрын
Half white
@shahrukhalibaig390610 ай бұрын
Assalukum is kay paraoon ka weight Kitna hai
@rafiqrahman54546 ай бұрын
Apki meter theek hey?
@armanmeersulehriya104311 ай бұрын
Karachi me kaha hai shop inki location b bataya karo bhai
@arsalanshahid82879 ай бұрын
Visit Aaraam Bagh Market
@AftabAhmedVlog-gl2zv11 ай бұрын
Es ki warranty all pakistan hay ?
@rizwanahmed99811 ай бұрын
No only Karachi
@muhammadnaeem109110 ай бұрын
Cash on delivery available hay ?
@ZeD-R.G11 ай бұрын
Fan with bigger shape have bigger motor?
@karachiwalay00711 ай бұрын
Yes
@ZeD-R.G11 ай бұрын
@@karachiwalay007 Thank You Brother ❤️
@altafawan232311 ай бұрын
Lahore main kahan sy purchase kia ja sakta hy ye fan