I tried this today or belive kren itni koi bhtreen taste bikul Asim Allah wala wali zabrdast bni Masha Allah
@ShaziaMubashir-n9y6 ай бұрын
MashAllah ap na bhoth mazy ki baryani bani
@gooddrive39324 жыл бұрын
MA SHA ALLAH TABARAK ALLAH lajawab biriyani
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
JazzakAllah
@khanfarazahmad3 жыл бұрын
Pure, genuine and authentic taste of all of your dishes, one and only channel on youTube.
@farheenkashan3616 Жыл бұрын
Looks amazing..gonna try soon
@mehmoodaakber4666 Жыл бұрын
Bohut dua. Very delicious.
@syedazohaurooj Жыл бұрын
I made it today it turned out owsum ❤❤ alhumdulillah JazakAllah Khair
@raheelnajia53342 жыл бұрын
Simply, your recipes are mind-blowing
@syedaareesha47123 жыл бұрын
Jazak Allah ❤️❤️❤️
@mazharzaman4756 Жыл бұрын
Zabardast....
@ultimaterelaxationzone3 жыл бұрын
Dua tau bohot achhi dee hzin. Allah aapko dunya aur akhirat mein kaamyaabi dei. Ameeen
@asmakhan9533 жыл бұрын
Walikm salm ameen
@mairaaman64552 жыл бұрын
Fabulous recipe
@TabassumFoodsYTF0003 жыл бұрын
MashaAllah bohat khoob banai hay aap nay biryani👌 G sindhi biryani say milti hay kuch👍
@thehalalfoodtaster73213 жыл бұрын
Thank you for sharing ❤️
@KASWAKITCHEN3 жыл бұрын
Thanks for sharing ✈️ pIA
@uzmabajwa20503 жыл бұрын
Yummy
@khalidraja71273 жыл бұрын
Yummy 😋
@farwagillani47053 жыл бұрын
Ye sahi kh rahy .Asim walo ki recipe ye .q k nida yasir k prog me hud btae thy unho ne .mne wahan se Dekhi thy .1 saal phle bnae bhi thy .tasty bnty
@farhatkamran54672 жыл бұрын
Vry nice 👍 sister
@naseemajameel9843 жыл бұрын
Aap ki her recipes bht bht achi hen plz mujhy Tikka biryani ki recipe bata den..
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Okay InshAllah thora wait krain. InshAllah zarur upload krun gi. Ap mere Channel ka notification on rakhn. Jab b upload hogi notification ajaye ga ap k pas.
@RDWN9073 жыл бұрын
BB G is biryani ka nam MUSHKIL BIRYANI hona chahye 😂 . ASIM ALLAH WALA BIRYANI ki location pr vdo bnati to zyada like milte 😂😂😂 . YOU MADE AWESOME BIRYANI 🤩👍
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Ji bilkul sahe kaha bhai apne ☺
@farwagillani47053 жыл бұрын
Keep it up
@farhatkamran54672 жыл бұрын
Good performance,,🤩
@afshanshuja99723 жыл бұрын
Dear ap sab in ki recipe dhekhte ho comment karte ho ... like bhi kar diya kare
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
JazzakAllah Khush rahain
@afshanshuja99723 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu Ameen 🤲❤
@raufkhan55563 жыл бұрын
♥️♥️♥️
@atifabbasi42532 жыл бұрын
Hareem ASAK. Do you know how many cups is 1KG rice? we measure in cups please help.....the biryani looks awesome, will try it soon
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
6 tea cups in 1kg rice.
@atifabbasi42532 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu Thank you Hareem!! your recipes are awesome
@sadafhussain82752 жыл бұрын
Maine NIDA Yasir k show me b ye recepie dekhi thi unka koi biryani masala batyaa tha jab hara maslaa banaya tha to Kia Shan Ka masala use KR skty Hain ?
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Yes . Waise meine Jo ap ko recipe di hi us mei ksi dosre masaly ki zarat nae .
@sadafhussain82752 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu ok so I will never add any biryani masla tnx for reply
@sadafhussain82752 жыл бұрын
But my question is that when I make 2 kg Biryani' in sella rice..I add 1 kg tomato and 250 GM yougurt just because of gravy .so could you plz tell me how much I use tomato? In 2 kg I really confused that's y I'm asking you..I saw your rceepies..u don't use excess tomato Nd yougurt
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
250 grams yogurt and 1.5 kg tomatoes enough for 2 kg biryani recipe .
@sadafhussain82752 жыл бұрын
Hareem mein ye Biryani' bhi try krna chhati Hun lekin mjhe thora ye guide kren k is me spices bohat Hain To Kia me darcheni powder aurnilachi powder ki quantity Kam KR skti Hun?
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Yes spices ap apne hisab se dalskti hain .
@uzmaamjad3 жыл бұрын
Delicious
@FaizaAmir553 жыл бұрын
New friend👍👍👍👍
@saminaabdulrahman89527 ай бұрын
🌠🌠🌠🌠🌠🌠🌠🌠🌠🌠🌠🍓
@hayyanali2272 Жыл бұрын
Pechs wali original Allah Wala beef biryani ki recipe share krfen
@parveenahmed30192 жыл бұрын
Salaam aap chicken powder jo aap use karti hein wo aap dikha sakh thi hein. Mein USA mein rehti hoon. Aap nei jub chicken powder dala wo white tha yahan pe yellow grainy sa miltha hein. Grainy meaning aap ka jo chicken powder tha wo smooth consistency ka tha. Yea humarai pass jo hei wo bohad grainy hein. Meaning Danai dar hein.
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Chicken cube use krskti hain ager wo milty hain to. Dashi chicken powder use krti hn mei.
@farwagillani47053 жыл бұрын
Jayfl javitre ka use bra den plz
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Jayfl javitri ka use ziyada krun ye bol rahe hain ap. Mujhy samjh nae ae ap ki baat.
@shaguftahamid84033 жыл бұрын
ismy chicken cubes ka istemaal kia jasakta ha i am new subscriber
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Dal skti hain but chicken cubes ka taste alag hi. Chicken powder ap ko bazar se aram se mil jaye ga chicken powder dalin ziyada behter hi.
@sadafsadaf80693 жыл бұрын
Banarsi beryani banana bataye
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Banarasi Biryani ki recipe Abi kuch din phele he di hi ap ko mil jaye gi.
@qamarunnisa76873 жыл бұрын
Abba biryani or the jumma biryani orignal recipy batayin
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Okay mujhy original sahe wali recipe mil gi to inshallah i will aploud
@raufkhan55564 жыл бұрын
Half kg chicken daley aur 1 kg rice daley tau.bhi masalo ki quantity yehi rahegi ? Mutlub meat se nahi rice se chalti hai receipy ?
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
Ji bulkul masalay hm rice k hisab se dalty hain takay rice mei taste sahe aye. masalay kaam hon gy rice bilkul phekay hn gy. Aur achi biryani ki tip ye k jitnay rice hn utna meat ya rice se ziyada meat ho. Baki app ki marzi.☺
@sadafhussain82752 жыл бұрын
Just because mirchen normal khate hain hmre ghr mein
@wajeehawaqas50134 жыл бұрын
Awesome effort hareem's kitchen menu.Allah bless u.biyani masaly me jo bari ilaichi ka powder hy wo chilkon k sath pisa hy ya sirf usky daano ka powder hy.?
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
Thanks Dear. chilkon k sath he pesi hi bari ilaichi☺
@wajeehawaqas50134 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu jazakAllah
@TufailAhmedTahiri6 ай бұрын
اسلام علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ بھائی 70 افراد کے لیئے چکن بریانی۔ ۔الو برہانی۔۔ اور ۔ بیف بریانی تینوں کا ریٹ بتادیں۔ رائیتہ ۔۔۔۔۔۔ سلاٹ۔ اور کسٹرڈ۔ کے ساتھ۔ ٹوٹل قیمت بتادیں۔ شکریہ
@socialpakistan16014 жыл бұрын
I want to start biryani business
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
MashAllah Allah Asani paida kre ap k liye. aur barakat dy business mei inshALLAH. Pher to ap wholesale market se maslay aur zafrani kewra achi quality mei mil jaye ga ap ko wahn se lain.
@socialpakistan16014 жыл бұрын
Koe achi recipe bhe suggest kare commercial
@saqibbaig24983 жыл бұрын
Pure karachi wali language he ap ki
@faisalsheeraz4 жыл бұрын
Sister recipe ok Hy but my question is that k Asim Allah Wala jiska ap zikar kr re hn how do you know his recipe??? Matlab authentic Hy to kindly confirm kren. Wrna to koi b apni rating barhanay k leay kisi ka b name lay k video bna lay ga. Please take my question positive.
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
Ji bilkul sahe kaha ap ne aur bilkul ap ko jane ka pora haq hi.But hr koe just rating k liye nae betha ☺ yahn per. Boht sare lag zemedari k sath recipes dyty hain apni. Ap sab ko aik he line mei khara krahy hain. Kamyabi aur nakami izat aur zilat Allah k hath mei hi rating se kuch nae hota. Jahn tk is recipe ki baat hi pori pori zemedri k sath recipe di hi. Jin ka naam lerhe hn inhe pakwan center se recipe li hi. Pore 2 month is recipe per kaam kiya hi pher ap k sath share ki hi . koe b apni recipe aise nae dyta. Biryani phele meine khud try nae ki thi. wahn jaker try ki pher recipe pta ki un logn se. Ye do din ka kaam nae hi mere bhai ☺. Dekhny wala b bewaqoof nae hi aur recipe dyna wala b bewakoof nae hi. Sab ko pta hi koun kitna jhut bolrha hi.Baki Allah hidayat dyne wala hi.
@faisalsheeraz4 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu MashAllah now apnay bohat acha explain Kia actually I'm a teacher to adat Hy kuch investigation ki😃. Now I'm subscribing your channel..
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
Its okay☺. Allah khush rakhy ap ko.aur mujhy b dua mei yad rakhn.
@umairhussain4773 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu once again thnx alot mam u r doing great efforts for all of us keep it up..and may U always be happy 😊
@bazighah3 жыл бұрын
apko kese pta kh un ki recipe hy?
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Pher ye to ap ko pta lagna pere ga k mujhy kse pta. ☺ waise sekhane wala sekh kr he sekhata hi. Aise he to koe teacher nae ban jata☺. JazakAllah ap k msg k liye
@bazighah3 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu Ooh it's okay!!
@drmaryamali81163 жыл бұрын
Muskil recepie ha😔
@socialpakistan16014 жыл бұрын
Zafrni kewra kaha se milega
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
Zafrani kewra ap ko ksi b super market se miljye ga imtiyaz se b mil jaye ga online b miljata hi.
@socialpakistan16014 жыл бұрын
Online kis website se .. Mai peshawar se hon leken yaha nahe hai mai ne har jaga dhonda
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
Daraz per miljye ga.aur google per kafi website hain. ap zafrani kewra lekh kr search krain google per.
@arsalanghori6103 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu plz biryani masala ki recpi bta den
@abb15913 жыл бұрын
Zabardast. Baji kya ap biryani ki original recipe asal jaga sy leky batati ho?
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Ji bilkul ye pakwan centre ki original recipe hi. Aise kse recipe dun gi pher☺
@mubashirali-qk8vp10 ай бұрын
ye nida yasir k show mei b full authentic recipe hay waha se ap dekh lein
@ashrafkashmiri69933 жыл бұрын
They don’t use onions.
@abbasjam82626 ай бұрын
onion nahi daltay hain biryani me
@bakhtawarfatima54863 жыл бұрын
V small pot 4 biryani nd its ur own receipe
@mahjabeenaraimam85112 жыл бұрын
Asa Beta chicken powder India mein halal nahi milta hai Chinese salt humlog istamaal nahi karti huon heart penchant huon dr nana karte hain iss k badal kiya used karoon?
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Chicken cube bhi nae milta? Pher koe baat nae ap use nae krain done nahin milrhy to. Inshallah achi ban jaye gi.
@raufkhan55564 жыл бұрын
Aur rice agar 2 dafa step nahi kare 1 step kare boil karte hue mutlub 1 kani reh jae aur otaar le dum de dey tau kafi hai ya 2 step zarori hai
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
Ji bikul aik dafa step krain jaise thek lagta hi ap ko. Meine ap ko deig walon ka trika btaya hi. Ap ko jsise asan lagy ap wsise boil krain.☺
@raufkhan55564 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu aik dafa karne se taste quality mai koe faraq tau nahi parega ? daig k hisaab se he jawab de na k ghar k aur aisi tareqar k motabiq banai jae commercially tau aik dafa kafi hai ya koe faraq aaega?
@Hareemskitchenmenu4 жыл бұрын
Nae taste mei bilkul koe farak nae aye ga. Deig wala step is liye sahe rehta hi k kuch logn k nechay walay rice ziyada cook hojty hain aur toot jaty hain soft hojty hain ziyada. Ager ap k sath ye masla nae hota ap apny method se jaise asan lagy bna skti hain. Dono method bilkul sahe hain ap preshan na hn.
@giftsshop40442 жыл бұрын
mam wcipie me jo aap ne moti ilaichi ka powder lia he vo vhilke samait he ya sirf daanon ka powder he
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
App bari ilaichi key dane leker powder bna lain. Aur 1 tsp use krain
@ahfazhussain14033 жыл бұрын
Masale bahut zyada he bimar log na khaye
@mubashirali-qk8vp10 ай бұрын
asim wala test tu bilkul nhi aya 😮 i followed every step
@maddymaydee84073 жыл бұрын
very complicated
@raufkhan55563 жыл бұрын
♥️♥️♥️
@TufailAhmedTahiri6 ай бұрын
اسلام علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ بھائی 70 افراد کے لیئے چکن بریانی۔ ۔الو برہانی۔۔ اور ۔ بیف بریانی تینوں کا ریٹ بتادیں۔ رائیتہ ۔۔۔۔۔۔ سلاٹ۔ اور کسٹرڈ۔ کے ساتھ۔ ٹوٹل قیمت بتادیں۔ شکریہ