To Jo Bhi iPhones ke Liye Best Charger Maine Bataya Hai Un Sab ka Buying Link Description me hai 🙃
@rahirahi-hx3ie3 ай бұрын
anker ki charger be acha heh
@KamalRana-u8l3 ай бұрын
@@rahirahi-hx3ie
@mohitpathania660Ай бұрын
bhai adapter to mnga le j originl but cable b to leni pdegi na phr alg se iske liye ??
@satabdi70862 ай бұрын
Kya mein apna iPhone 13 ka adapter iphone 15 ke cable se apna iPhone 15 charge sakti hu?? 20 watts k??
@mrshubhambhatt17592 ай бұрын
Yeah, you can! 👌
@salmansangma7746 күн бұрын
I m using boat ka 20 w adapter.I don't know gud or bad
@701UmmateMuhammad2 ай бұрын
Bhai maine i phone 15 Plus liya hai to konsa Charger lunn
@porimolbacher82292 ай бұрын
Hello broo
@BcanonymusАй бұрын
Can we use samsung galaxy charger for charging iphone
@Dj_ishwar_4622 күн бұрын
iPhone 13 ko OnePlus 80w ke charger me change kar sakta hu ki nahi bhai
@sudhanshusingh26852 ай бұрын
Kya redmi 22.5 watt adaptor se iphone 15 charge kar sakta hai
@xogaming39393 ай бұрын
Bhai mere pr samsung ka 25 watt ma charger hai usse charge kr skta hu battery health drop to nhi hogi ya iPhone ka orginal lu
@xogaming39393 ай бұрын
Samsung ka use krege to battery km chlti hai kya
@shadmaansk93173 ай бұрын
Mere paas samsung s21 fe ka original samsung charger hai to kya mujhe apple ka 20W lena chahiye ya nahi ??? Samsung wale se battery health affect hogi kya
@akarshrao473 ай бұрын
Use the charger bro. Original chargers safe hote hain. Aur bohot doubt hey tho, direct apple support contact karlo. But they may promote apple charger.
@malabika_1963 ай бұрын
Maine kuch din pehle iphone 16 liya hai. Aur charger bhi apple ka hai 20W wala but charge dene k time pe current feel hota hai. Kya karu kuch samajh nhi a rha😢 charger bhi sahi hai aur mere ghar mein bhi koi problem nhi hai. Please help kijiye 😢
Current aa ta hai action botton mat pakada kabhi bhi mera bhi same karata hai 😊
@YashNagaonkar14 күн бұрын
Iphone already say its normal
@Noorhasanbisalpur015Күн бұрын
Ye sab iphone. Me hota hai jab aap. Sleepar. Nhi pahne honge. Tab
@odishagamer392910 күн бұрын
I have 44watt charger can i charge my iphone 12?
@__thakurahul__3 ай бұрын
Bhai i phone 14 liya h mene abhi original charger ane me tym lgega kya me ik weak redmi ka 18 watt ka charger use kr skta hu kya....
@shashishuklatech3 ай бұрын
Ha kuchh time ke liye kar sakte hain
@skyxgaming39753 ай бұрын
Bhai first wala mfi certified haii??
@xogaming39393 ай бұрын
Samsung ma 25 watt charger hai usse charge kr skta hu 13pro ya apple ka orginal lu
@asvlog67073 ай бұрын
Bro iphone 14 se upr ki series 27w charging support krta hai
@SAVI872Ай бұрын
I am using 13 Pro Max from last two hours and charging with OnePlus 65 W charger it take half an hour. I never seen any issue. Any problem in my phone. No heating issue. Nothing battery backup is also good.
@Hermanshortss3 ай бұрын
Iphone 14 15 ke adapter se charge ho sakta hai?
@saveenks41043 ай бұрын
iPhone 15 ko android charger se MacBook Air se charge kr skte kya on regular basis ???????
@ishusaini-g4s3 ай бұрын
15 pro Max me 30 watt charger safe rahega?? Ki 20 watt hi sahi hai
@lifestylemanual233 ай бұрын
mere paas macbook m1 ka 30w ka charger hai , to kya ye i phone 15 me work krega perfectly safe hoga ?😢
@shashishuklatech3 ай бұрын
Charge ho jayega lekin usase charge karna sahi nhi rahega
@RDA.BHARAT3 ай бұрын
Is it ok to charge iphone 16 pro from 20w iphone charger.
@shivixshivi2 ай бұрын
For cable?
@pankajgupta94263 ай бұрын
iPhone charge karte time back cover remove karte ho Kya ?
@shashishuklatech3 ай бұрын
@@pankajgupta9426 nhi
@YashGupta-j4m3 ай бұрын
Bhai cover nikal k hi charge kiya kr.
@MrPrince-t1f3 ай бұрын
Kyu@@YashGupta-j4m
@PAWANKUMAR-wo4fp3 ай бұрын
Mere pas apple ka but vo but usme halka currnt aata h pta ni kyo ....kya aisa hota h kyoki other compney k charger to nhi marte
@HOSSENEGOGAMING93 ай бұрын
Tara ghar pay Arthing nahi hai isliye current aata hai😂😂😂😂
@Fact15Clips3 ай бұрын
16 Pro Max ke liye ? Konsa best' rahe ga bhia ?
@joyboy_pirates2 ай бұрын
Same bhai
@nithinks776910 күн бұрын
Anker sahi yeh kyaa
@shubh_music_world3 ай бұрын
16 ke liye kaunsa le bai ji
@shashishuklatech3 ай бұрын
Apple 20w Original
@shahbazamir14773 ай бұрын
Mere pass motorola ka 20 watt ka charger hai kya me iphone 13 ko charge kar sakte hai kya
@mrshubhambhatt17592 ай бұрын
Koi accha charger lelo bhai battery safe rahegi
@AmitSaini-vp8sf16 күн бұрын
I have a Macbook charger of 30w, and it decreases my iPhone 15 pro battery to 91% in only one year.
@hyperhorizon62733 ай бұрын
Don’t use apple charger instead use any android phone charger which charge the phone at 5watt It will best help to retain the battery Health
@KapTan1YT3 ай бұрын
30w ka charger kha melai ga
@damansingh23952 ай бұрын
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
@siya_01710 күн бұрын
Bhai aap jhoot bol rhe ho ager aap iphone15 8month se use kar rhe ho to aapka cycle count minimum 150 se 200 ke aaspaas me hota. 67 dekh kar lag rha hai ki aap 15 ko 2ya 3 month se use kar rhe ho aap SAHI INFORMATION DIJIYE ❌
@AkashdipSaikia3 ай бұрын
Ye charger original hain ....isme to made in China likha hain review pics main
@shashishuklatech3 ай бұрын
Kai sare Original iPhone ke box pe bhi made in China, likha hota hai, kyuki apple ke original products china me bhi bante hain , fir bhi aap chahe to apple ki website se buy kr sakte hain
@irfanCryptoProfitPulse20243 ай бұрын
8 months se use ap kr rai hai Cycle 67 in 8 months Ya kuch zada ho gaya 😂😂😂
@shashishuklatech3 ай бұрын
Jab ye phone liya tha tab iska video dala tha 7 ya 8 month pahle, to us video ke description mein jakar date dekhne se pata chal jaega Ki Main Sahi bol raha hun ya galat Maine pichhali video mein bhi bataya hai Ki Main is Phone ko bahut kam use karta hun