I will be replying to all your comments in the first 2 hours🔥 Jo bhi doubt hai puchlo comments mai🙌
@AnasGaming7124 ай бұрын
Pw se preparation Bhaiya Mera 180 to 230 score area in jee adv mock meh
@Tech32ss4 ай бұрын
Bhaiya oswaal jee main 6 years ka review kar dijiye!
@Magahi.bhojpuri.shorts4 ай бұрын
@@RittikBaheti Bhaiya ek channel hai IITJEE LIGHT wo kaisa hai
@RajyaVardhanGolhani11-zg1in4 ай бұрын
Bhaiya mere marks nhi aate kya karo and maths mai problem ha
@manojthakur62324 ай бұрын
Bhaiya mai 11 mai hu aur per day 8 hours hi study kar pata hu sufficient hai
@Lord_07_BIT.4 ай бұрын
As my experience mohitgoieinka sir lecture is mind-blowing ❤❤
@RittikBaheti4 ай бұрын
Yes
@princetomar30413 ай бұрын
My recommendation: For physics , Full length lectures = abj sir from mohit tyagi sir channell. One shot = junnon e jee series of jayant nagda sir and namo kaul sir. Or manjil series, of rajawant sir and saleem sir. For revision = eduniti or physics galaxy For chemistry = full length lec , alk sir from mohit tyagi channel, And for organic = sachin rana sir playlist For one shot = bounce back 1 chemistry . By sv mam For maths = mohit tyagi sir lectures. For one shot = bounce back 1 math. By nv sir
Bhaiya aapne jo Allen ki module provide ki hai animal PDF me uski solution module bhi de do please.
@RittikBaheti4 ай бұрын
Okay
@PrabhakarPandey-w9y4 ай бұрын
Thanku brother 🎉🎉❤❤
@JEEventure20254 ай бұрын
bhaiya relevant 200 questions for jee mains of each chapter provide karvado please
@RittikBaheti4 ай бұрын
okay provide kar dunga
@AdityaYadav-p4ji4 ай бұрын
Pyqs relevant h
@AjayVats-hl5xw4 ай бұрын
Thanks bhai@@RittikBaheti
@keshavmahajan59204 ай бұрын
Pyq kar le 6 saal ke
@CHAITHANYARAVINDRA4 ай бұрын
Kab provide kardoge Bhai?
@___Hindu__Yodha___4 ай бұрын
Bhaiya Maine abhi tak kuch nhi padha...11th totally weak h kuch nhi padha ...toh phir mai kya karu abhi mujhe pehle 12 ke chapters complete krne h acche se ......full length lectures ke liye ek suggestion de dijeye plzz...all PCM ke liye plzz ...bhaiya u r my last hope
@RittikBaheti4 ай бұрын
Okay
@___Hindu__Yodha___3 ай бұрын
@@RittikBaheti btaye bhaiya kya karuuu
@Prachi_gupta_2464 ай бұрын
Thank you bhaiya ❤
@Sophiya-l9q4 ай бұрын
Bhaiya mai maths aur chemistry ke oneshot lectures ke liye bounce back series follow kar rahi hu by nv sir and Sakshi mam 3 years pehle ki
@RittikBaheti4 ай бұрын
Okay 👍
@Sophiya-l9q4 ай бұрын
Bhaiya kya only pyq practice karna chal jayega
@RittikBaheti4 ай бұрын
Haa
@mahivlog56462 ай бұрын
Bhaiya kya Jee brief ke contents enough hai Jee mains ke liye
@Laddugopalstation4 ай бұрын
किसको किसको PW ka ad aaya😂😂
@Lakshyajee2025-pw4 ай бұрын
Bhaiya mai class 12 me hu LAKSHYA JEE 2025 batch me hu bhaiya meri 12 badhiya chal rahi hai but 11 syllabus complete hai bas question nhi bann rahe hai plz help bhaiya
@RittikBaheti4 ай бұрын
solved examples karo use approach clear hoga and fir unsolved questions karo
@Lakshyajee2025-pw4 ай бұрын
@RittikBaheti ❤
@RittikBaheti4 ай бұрын
❤
@Mohd_Rajab.4 ай бұрын
Bhiaiya mai maths ashish sir se padh raha hu or meri math kafi strong ho gai hai
@RittikBaheti4 ай бұрын
Sahi hai
@NDA1aspirants4002 ай бұрын
@@RittikBaheti bhaiya hindi medium ke liye koi best channel bataeye ,please help me.
@akshit_choudhary2 ай бұрын
bhaiya agar chapter me kuch ni padha to only shot se kar skte hai kya ?
@AyushKumarswainAyushKumarswain4 ай бұрын
Ritik bhaiya ❤❤❤
@RittikBaheti4 ай бұрын
❤❤
@IITIANSaifAnsari4 ай бұрын
Bounce back oppo😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
@mastiffdogyz92354 ай бұрын
Bhaiya maths ke liye please guide kardijiye , bss physics aur chemistry hi kar pata hu poore din mei. Maths karne jata hu to question hi nhi bante 😢
@RittikBaheti4 ай бұрын
maths ke important and easy chapters karlo jo ho rahe hai tumse
@Unique1824 ай бұрын
Matrrices,det.,itf,3d vectors geometry ye sabbb karto ho jayegajaha
@HarshitaSadaphal4 ай бұрын
bhaiyaa questions practice ke liye sirf pyq, pw and esaral ke module use krungii too itna enough hoga? for each chapter...? ya koii reference book bhiii follow krna pdega?
@ranveersinghsakhwar654624 күн бұрын
Anyone from class 9th 🎉
@santoshnaidu92544 ай бұрын
Bro relevant 200 quatipns for jee mains for each chapter provide me plz
@RittikBaheti4 ай бұрын
Okay
@AnitaDevi-qv6bj4 ай бұрын
Bhaiya aab aisa kuch kr skte ho kya kyuki as adropper hume syllabus v krna hai aur quest v to aisa har chp k liye relevant ques k sheeet kr do jo hum theort conplete krne k baad bna ske taki wo ache level pr ho jay
@RittikBaheti4 ай бұрын
Okay mai karta hu plan
@Varish-b8h4 ай бұрын
Most wanted video thanks
@RittikBaheti4 ай бұрын
Welcome 🤗
@abhijeetgupta37244 ай бұрын
Vora classes is also good
@prathambhalotia95444 ай бұрын
Bhaiya maine padhai nhi ki h toh ab time kam h toh kya mai manzil 2.0 ke one shot krun and pyq karu toh ho jayega plz btana kyuki ab full lecture dekhne ke time nhi h ..........?
@Lord_07_BIT.4 ай бұрын
Bhaiya maine chemistry chapter maine padh rakhe hai board level tak . mujhe revision karke jee mains pyq banana hai to kiske lec dekhu samjh nahi aa raha hai please help .❤❤
@SrishtiYadav-l2t4 ай бұрын
Bhaiya please make the next vedio on how to complete maths starting from september
@RittikBaheti4 ай бұрын
okay i will make
@sharadpachori26334 ай бұрын
Mock test ko hi kya test series bolte h kya
@aditiaggarwal6164 ай бұрын
Bhaiya arihant ki book bhi laga sakte hai kya agar oswal nhi hai to pyqs ke liye
@RanjeetSitoleSitole4 ай бұрын
Bhaiya mujhe physics me hcv solve karne me problem aati hai uske worked out example bhi thik se samaj me nahi aate
@RittikBaheti4 ай бұрын
KZbin mai solved examples ka explanation dekhlo
@PEGASUS-2009-u6i4 ай бұрын
Aap Jharkhand ke IIT Dhanbaad ke student hai na Mai abhi PW main new new Fighter Jee batch main enroll hua hu or maine isse pehle koi bhi Pw ka Arjun jee 1.0,2.0,3.0 nhi liye tha maine class 11 ka student hu
@manojthakur62324 ай бұрын
Bhaiya mujhe inorganic chemistry samjha nahi Raha aur Questions bhi nahi solve hota hai
@RittikBaheti4 ай бұрын
inorganic ke lia amitabh sir ke lectures dekho
@manojthakur62324 ай бұрын
@@RittikBaheti❤
@RittikBaheti4 ай бұрын
🙌❤️
@Pwgang20243 ай бұрын
For chemistry it's chemistry by air 1
@amituji9984 ай бұрын
Bhai manzil 2.0 ka notes kaise milega, pw app par batch nhi show kar rha hai, pls reply
@KhushiKumari-mg9np4 ай бұрын
Bhaiya hindi medium bakw ke liye bhi kuch btaieye
@THE_PM_4 ай бұрын
UNACADMY K JIN TEACHERS KO M DEKHTA THA VO SAB VHA SE CHLA GAY AUR SAB N YHI KHA KI UNACADMY ACHAA NAHII HAI , BUT PW IS OPP
@NahaKumar-fn3ho4 ай бұрын
Complete physics started from September please guidance Bhaiya
@SyedRizwan-4 ай бұрын
Bhaia new ncert me chemistry ke complete chapters nahi hai kuch chapters deleted hai...kya wo chapters deleted hai?
@RittikBaheti4 ай бұрын
Haa deleted hai
@SyedRizwan-4 ай бұрын
@@RittikBaheti 🥲scoring chapters delete hogaye Jo Maine 6yrs ke pyqs kare the😭😭
@RittikBaheti4 ай бұрын
🥲
@pranavk1234 ай бұрын
Bhaiya smart work karne ki tips btado 💌
@Abhimanyu-series4 ай бұрын
Bhaiya please maths physics or chemistry ke liye best theory book zero se lekar advance level Tak Bata dijiye my self study kar raha hun without coaching and school going bhi hun
@sarangohazarika14584 ай бұрын
bhaiya maths ka abhi taak acche se aab tak nahi hua konse yt channel se start karu one shot...🙏🙏
@RittikBaheti4 ай бұрын
Jee wallah
@Towardsdeen-z9j4 ай бұрын
Bhaiya mere se questions bahi bante 😢bohot stress me hu manzil se backlog cover karrahi hu and 12th achchi chal rahi hey bus school ki wajah se question practice thoda kam horaha hey
@RittikBaheti4 ай бұрын
Solved examples kiya karo
@pawanvarma70144 ай бұрын
Iam dropper and PW jee Hindi medium ke batch me enroll hu mene 11th ke kuch chapter ka backlog hai jo mene jee ke level tak ka nhi padha Mujhe full length lecture ya one shot dekhne chaiye.
@RittikBaheti4 ай бұрын
One shot padhke questions lagao aagar ho raha hai toh thik hai
@pawanvarma70144 ай бұрын
@@RittikBaheti one shot dekh ke dpp or module ke questions laga leta bhaiya
@RittikBaheti4 ай бұрын
Ok
@YashSaxena-sf9zo4 ай бұрын
Bhaiya je ek asa student hu jo theory ache ae kar le raha h but wo ek bar chahata h ki ques solving koi teacher kate sirf ques solving ch wisee ti koi Chanel bata degye olzzz 😭😭
@Saniya.9664 ай бұрын
Bhaiya sach sach btana please av mein 12th me hu or kuch v nhi padha not even boards level, literally zero pr hun or sirf or sirf 4 mahina bache hein detailed lectures se krna possible nhi lag rha or aap bol rhe ho ki manzil series revision k liye h please bata do kya karun meanzil 2.0 se mains tak ka padh sakti hun yaa nhi bilkul scratch se please bata do mujhe aap pr boht trust h please sahi sahi se bta do
@Sameer_.14 ай бұрын
Same doubt
@RittikBaheti4 ай бұрын
Manzil wale se karlo and question practice ache se kar lena
@Saniya.9664 ай бұрын
@@RittikBaheti par bhaiya sab keh rhe bilkul v nhi padha to manzil se nhi hoga bas yhi doubt h mera please clearly batawo kbhi aap kehte ho manzil se krlo kbhi kehte ho full length lectures dekhna pdega😭 please help me
@TonyStarkT4 ай бұрын
Sach kadwa hota hai aur mai batata hu tum boards pe focus karo 75 ke liye jee bhool jao jab lage ki boards me 80 percent la skati hu tab jee ke baare me sochna aur zero pe ho bolke khud ko insecure feel karna band karo koi zero pe nahi hota agar padhna hai to strategy videos dekhna band karo varna same comment exame se 10 din pahle kisi strategy video pe kar rahi hogi and mai ye bhi janta hu mere itta batane ke bawzood tum badlne vali nahi tum strategy video dekhogi aur jee ke lectures but same basic maths, unit dimensions pe latki rahogi till the exam so acha yahi thoda hi sahi par padhna start karo aur ye puchna band karo ki ye sufficient hai ya nahi jaha samajh aaye vaha se padho par pura ye nahi ki 1 chapter samajh aa raha tha to padh liya next though tha to kisi aur ko dhundhne lage mai bata raha hu sare teacher ache hai ln aur sufficient hain baaki tumhari marzi tum kuch vi nahi karogi after reading this comment par maine fir bhi kosis ki jab samay nahi hoga na tab tumhe realise hoga ki mai sahi hu par tab keval absos rahega .
@crazy_bot0014 ай бұрын
@saniyaclasses8977 go for prayas Fastrack September batch ( pw ) I also bought it , starting from 23 September and yes I am also like you nothing studied toward jee and dropper
@artofmagic19914 ай бұрын
bhaiya coordinaate geometry kr skat hu manzil se borad level pd rakha h phele
@RittikBaheti4 ай бұрын
haa
@Insominaciitian4 ай бұрын
Bhaiya chapters 11 ke saare kiye hai lekin revise nahi kiya kuch btado
@RittikBaheti4 ай бұрын
revision mai focus karo fir questions practice ke through karo fir
@StrangeAF-q9g3 ай бұрын
Jee Wallah Manzil 2024 is best
@Rain5724 ай бұрын
Bhaiya 11 th me hu manzil se backlog cover kar lu
@RudraBarvaliya-jw4gj4 ай бұрын
Bhaiya chemistry ke important chapter for jee main bata do
@RittikBaheti4 ай бұрын
Ispe recently video banaya hai
@ABDYadav-dd7ou4 ай бұрын
Bhaiya m syllabus kaise cover karu ab 12th and 11th ka m 12th lakshay jee 1.0 se aag se shuru karu
@AshaKhaliyav4 ай бұрын
Bhaiya apko bhi pata h ki isse 99 nhi par ye h ki maximum hum hiti la sakte h utni to aa sakti h, lekin vedio dekhne se thodi aa jayegi 😅
@DevPanchal-x8x4 ай бұрын
Bhaiiya online padhta hu or animal pdf ke according sequence se complete kr rha hu koi dikkat to nhi haina ??
@Sajanswain71804 ай бұрын
Bhai mene aapko follow karke rakha he lekin mere WhatsApp channel me aapki kebal September se hi aaj 14 date me jo aapne chhoda he wohi dikharahahe
@losserpodmusic.93 ай бұрын
Full se dekhe ge to complete ho payega
@Ashutosh-vs5ro4 ай бұрын
Bhaiya chapter khatam hone ke baad pyqs sab karne ke baad physics galaxy ki new Aop series lagau ? Usme sir ne Cases liye hai toh bhaiya lagau unhe bhi dropper hu
@RittikBaheti4 ай бұрын
haa laga lo
@Ashutosh-vs5ro4 ай бұрын
@@RittikBaheti ok bhaiya thanks
@RittikBaheti4 ай бұрын
🙌❤️
@AnmolSingh-l4u4 ай бұрын
Need manzil seies pdf i am dont able to get it from pw app
@RittikBaheti4 ай бұрын
i will check
@AnmolSingh-l4u4 ай бұрын
@@RittikBaheti bro there was very less time left I want it
@RittikBaheti4 ай бұрын
Thoda time do bro
@AnmolSingh-l4u4 ай бұрын
@ritikbaheti bro mil gyi pdf
@RittikBaheti4 ай бұрын
Nahi mila abhi
@sarangohazarika14584 ай бұрын
bhaiya mera bohot backlog hua hai dropper hu mai abhi kaise question practice+ backlog saath mai kaise cover karunga...???bhaiya batao
@RittikBaheti4 ай бұрын
One shot se karlo backlog clear
@trendzone22854 ай бұрын
Bhaiya itne din neet ki padhai ki neet ka physics and chemistry ka syllabus pura hua lekin math zero hai kya January attempt me nikal sakta hai kya
@IshikaYadav-s2e3 ай бұрын
Bhaiya oneshot kar ke direct pyq start kr sakte hai
@vivekkumarxd43244 ай бұрын
Bhaiya mera problem yeh h ki mai sirf lecture dekhta hu question solve hi nhi krta lecture mai bhi jb question solve hota h toh mai use skip kr deta hu. Pr mai question krna chahta toh hu pr krta nhi hu mn hi nhi krta lagane ka lagane baithata hu toh question solve hi nhi hota sochta hu ki sara theory ek sath complete kr krke ek sath hi sirf question aur test du pr ye mujhe thoda risky lagta h. Ab aap hi bataao kya kru, 🙏
@RittikBaheti4 ай бұрын
okay pahle solved examples karo solutions dekhe usse habit develop hoga question solve karne ka
@amituji9984 ай бұрын
Bhai ye same problem mere bhi sath hai
@pranaykintali4 ай бұрын
Bro maths keliye sirf pyqs enough hai for practising plz answer to my question
@RittikBaheti4 ай бұрын
Yes
@pranaykintali4 ай бұрын
@@RittikBaheti ok thanks
@Naincysingh0074 ай бұрын
Bhaiya physics ke questions nhi bntee hai... please kuch btao 😭😭
@RittikBaheti4 ай бұрын
Solved examples karo
@Naincysingh0074 ай бұрын
@@RittikBaheti bhaiya m aapko 11th class se follow krti hun...aapki videos se bhut help milti hai..lekin kbhi kbhi aesa demotivated hojati hun ki mnn krta hai ye sbb chord du... Thankyou so much bhaiya for supporting us 🥹💙💙
@RittikBaheti4 ай бұрын
❤️
@hemamishra-rx7ep4 ай бұрын
Bhaiya physics mr jab lecture dekhte hai tab smjh aate hai question practice krne jane pr question solve nahi hota 😭😔
@RittikBaheti4 ай бұрын
Solved examples kiya karo pahle 20-30
@entertainhub6753 ай бұрын
Bhaiya syllabus bohot baki hai, jo chapters pehle nehi kara hai wo kis channel ke one shot se karu abhi full lecture dekhen ka time nehi hai? 😢
@trishangijha32454 ай бұрын
Hello bhaiya Meri 11th nd abhi tk ki 12th saari westage hai Mai JEE ka preparation karna chahati hun kya mai abhi se shuruwat krungi toh mere se JEE mains January attempt mein crack ho payega...? Bhaiya abhi se shuruwat krungi toh konsa subject kahaan se complete krun nd long lacture dekhu ya phir one shot format mein kyuki time bahot kam hai Plz bhaiya meri help kardo you are my last hope Bhaiya plz aap kuch toh response dijiye 😢
@UneducatedBoy111114 ай бұрын
Mera bhi same h sister me abhi 12 me hu aur pura 11 and almost 12 waste hai mai bas 90 percentile chahta hoo taki state govt college mil jaye any branch 😢
@sharadpachori26334 ай бұрын
Mock test bo hi hote h jo test series hoti h
@Safal.Insaan4 ай бұрын
4 month strategy🎯 Hardwork ❌ Smartwork ✅
@RittikBaheti4 ай бұрын
👍
@ArushJalotra-k7k4 ай бұрын
Bhaiya mein 11th class mein hu aur jee ke liye batch lene ki soch raha hu Aapke hisab se konsa acha rahega
@RittikBaheti4 ай бұрын
Pw ka lelo
@ArushJalotra-k7k4 ай бұрын
@@RittikBaheti❤❤
@RittikBaheti4 ай бұрын
🙌❤️
@Sandeepyadav-ct84 ай бұрын
Bhai kon sa batch liye aap@@ArushJalotra-k7k
@AnujRai-z4k4 ай бұрын
Bhaiya prayas 3.0 me organic chemistry harsh tyagi sir padha rahe hai toh kya unse padhna sahi rahega because me pehli baar padhunga unse
@AdityasinghIitbombay-wb3kh4 ай бұрын
I got 170 marks in my fiit jrr
@SakshamDhamija-ru7ek4 ай бұрын
Bhaiya jee wallah ki manzil 2024 vali achi rhegi one shots ke liye
@RittikBaheti4 ай бұрын
haa
@SakshamDhamija-ru7ek4 ай бұрын
Pyqs ke liye bhi video/books bta do pls
@RittikBaheti4 ай бұрын
Pyqs maine whatsapp channel mai upload kar diya hai
@adityastatusedit52504 ай бұрын
Bhaiya Me Pw se badh raha hu par mera kuchh backlog hai toh kya me pw ki manzil series follow kar sakta latest wali
@RittikBaheti4 ай бұрын
Haa kar sakte ho
@Tanuuu...7634 ай бұрын
Bhaiya pls help mene lakshya 3.0 liya tha kuch kuch topics skip hai aur teachers se understanding nhi baithti hai but lakshya 1.0 free me mila hai aur approx 6 months ka backlog bn chuka hai (including 12th with 11th meri 11th theek taak hai)aur apne backlogs roj for all pcm ke lectures roj kr rha hu 2 subject daily of 12th aur 11th ke teeno subject ke liye 1 hour each daily kr rha hu . Am i doing right if not bhaiya guide me
@Its_backbecher_214 ай бұрын
Bahiya mai manzil lezand follow kr rha tha axcha hai na??
@NDA1aspirants4002 ай бұрын
bhaiya hindi medium ke liye koi best channel bataeye ,please help me.
@Raunak_dwivediii4 ай бұрын
How to make short notes
@RittikBaheti4 ай бұрын
Ispe video ayega
@RittikBaheti4 ай бұрын
kisi ek ko karo or else self study kelia time nahi milega
@Raunak_dwivediii4 ай бұрын
@@RittikBaheti kisi ek ko smjh nhi aya bhaiya
@RittikBaheti4 ай бұрын
woh galti se tumko chal gaya message
@TarunSingh-hq7zt4 ай бұрын
Bhaiya agar abhi se 0 se start karein tho january attempt mein acchi percentile ban sakti hai kya please give the proper strategy and also good online teacher for each subject 😢 Reply
@RittikBaheti4 ай бұрын
Yes ban sakti hai
@crazy_bot0014 ай бұрын
Me two bro same abhi prayas Fastrack liya hu 23 September se hu
@TarunSingh-hq7zt4 ай бұрын
@@RittikBaheti bhaiya give me the proper strategy
@RittikBaheti4 ай бұрын
Recently maine roadmap upload kiya hai iske regarding usko dekhlo
@Mygoal94 ай бұрын
bhaiya ek question tha ki jese one shots hote hna unme bhi bhaiya do type ke oneshot atee hai ek toh vo jo 5 hrs tk kehote hai aur ek vo jo 1 hrs me complete kra dete hai toh bhaiya aap btao 11th ko waps ache se krne ke liye konsa oneshot deke 5 hrs wala ya fir 1 hrs wala
@vantour5044 ай бұрын
8 hours wale Manzil dekh le from pw
@curseyoumfsj4 ай бұрын
is jee wallah oneshot good??
@RavishGupta-z4 ай бұрын
Bhaiya any suggestion for me mai class 11th me hu aur arjuna jee 1.0 se padh raha hu hamse questions nahi ho rahe hai 😢 backlog bhe nahi hai
@RittikBaheti4 ай бұрын
solved examples karo usse approach samaj mai ayega
@saikiransai77094 ай бұрын
Bhai muje chemistry maths hojatha bus physics zero level per hu kya karu bhai
@RittikBaheti4 ай бұрын
physics kelia separate strategy video upload ki hai channel mai
@sharadpachori26334 ай бұрын
Bhaiya Mock test kha se kare
@yadav.sumit_1234 ай бұрын
Bhaiya vedantu jee k channel pr jo physics k lecture oneshot vinay suri sir k lecture kaise h main chapter kaafi phle pda tha toh unke lecture dekhna worth it h revision & deep detail k liye ya fir aap bta do plizz
@RittikBaheti4 ай бұрын
Haa worth it hai
@Varish-b8h4 ай бұрын
Rotn aur com and moi oneshot se karlu?
@Varish-b8h4 ай бұрын
Dropper Bhot bhot kam yad hai
@Varish-b8h4 ай бұрын
Pw prayas
@RittikBaheti4 ай бұрын
Haa
@Euphoria_journey4 ай бұрын
Bhaiya kya aap droppers ke liye ek timetable video bana skte ho agar please it would be great help matlab time manage karne me kafi problem aati hai
@RittikBaheti4 ай бұрын
already timetable video upload kiya hai recently channel pe check out karo
@yashiiigupta44634 ай бұрын
Bhaiyaaa agr m one shot dekhlu sare subjects k or 2024 2023 k pyq krlu with mock test nd revision to ky ho jyegaa meraa
@Nishant-wz4gi4 ай бұрын
Bhai ji 11 and 12 bilkul 0 hai kya mera 1 short se boards or mains ho jayega kya Or dpp or pyq bhi kar lunga
@RittikBaheti4 ай бұрын
Haa
@Nishant-wz4gi4 ай бұрын
Thanks Bhai ji reply karne ke liye aaj se or aab se hi preparation start karunga or iit phodunga 🙏🫡
@Nishant-wz4gi4 ай бұрын
Bhai manzil 2024 tha usse 1 short karlu
@RittikBaheti4 ай бұрын
❤️👍
@RittikBaheti4 ай бұрын
Haa
@sapta14 ай бұрын
Bhaiya mein 9th class me hu, kya abhi se hi jee ki preparation karna sahi hoga sirf 9th ka maths science syllabus khatam karke?
@friction54 ай бұрын
Physics aur chemistry pe command kar lo 11th half tak❤
@RittikBaheti4 ай бұрын
foundation level tak dekhlo and basic topics 11th ke ache se karlo
@NileshGupta-my5kx4 ай бұрын
bhaiya mai already manzil series se padh rha huin zero se, pr apne to bola hai ki vo onshot hai only revision purpose ke liye hai , to kya kruin dusre kisi se karuin ya manzil hi follow karuin
@RittikBaheti4 ай бұрын
Manzil ko hi karlo if tumse after lecture questions ban rahe hai toh
@ABDYadav-dd7ou4 ай бұрын
Batch se kaise syllabus kaatu ab 4 months mein plss bata
@jivankumawat74904 ай бұрын
Bhaiya please NDA ke liye bhi esa ek video bana do...... please please
@ANILVERMA_398113 ай бұрын
1:05 pw ❤ class 11 😊
@AnmolSingh-l4u4 ай бұрын
Bhai I need the manzil series notes where can I get it don't able to get it from the pw channel pls help
@RittikBaheti4 ай бұрын
i will check and let u know
@SUBHASMONDAL-ym4pe4 ай бұрын
Bhiya as a dropper mai ise follow kar sakhta hu ? Mera bohot backlog ho gaya hai ..mere liye sabse achha oneshot kis coaching ka hoga?
@DJRAJ214 ай бұрын
Bhaiya mock test kabse start karna sahi rahega
@RittikBaheti4 ай бұрын
Abhi se start kardo
@DJRAJ214 ай бұрын
Bhaiya kaha se karna best rahega koi source h kya
@RittikBaheti4 ай бұрын
allen ki test series lelo
@amazinggamer03014 ай бұрын
Jee nexus by unacedmy bhi acha channel h Arvind kalia sir for maths
@HarshSingh-q9o4 ай бұрын
Bhaiya one shot se ho to jayega na?sacch sacch bolna bhaiya kasam h apko apke channel ki❤ Thanks for guidance ❤
@RittikBaheti4 ай бұрын
maine video mai bhi yehi bataya hai ki one shot kaise dekhna hai ki enough ho woh
@HarshSingh-q9o4 ай бұрын
@@RittikBaheti ha bhaiya usko baad ques solving to krlenge,,,,phir to enough hoga na💗
@RittikBaheti4 ай бұрын
haa
@AnjaliBadodiya-n7z4 ай бұрын
Bhaiya I am having problem in trigonometry as 11 grader. Can u give me any tips please.