Livgaurd 1100 or luminous 1050 me konsa best hain long time use or fast charging
@tejaselectronic84346 ай бұрын
Dono achhe hai livguard 1100 le sakte ho
@anil.7975yadav5 ай бұрын
Luminous 200 ah battery me kitna solar panel lagaye
@tejaselectronic84345 ай бұрын
Battery par nahi aapke inverter par dipend karta hai kitna painel lagega
@anil.7975yadav5 ай бұрын
Nxg 1150e inwarter hai
@PrakashKumar-tc7dy6 ай бұрын
Thanks bahi , video bnane ke liye . Or microtek ka battery 220 ah or 1200 am ka inverter sahi hai. Microtek company kaise hai.
@tejaselectronic84346 ай бұрын
Mcrotech pahale bahut achhi thi but ab jyada complane dekhane ko milta hai
@anil.7975yadav5 ай бұрын
Nxg 1150e 200 ah battery hai thik hai sir aur solar panel kitna lagega
@tejaselectronic84345 ай бұрын
Bilkul theek hai panel kam se kam 450 w lagayiye
@anil.7975yadav5 ай бұрын
Thank you sir
@PPmasti6 ай бұрын
Nice video
@tejaselectronic84346 ай бұрын
Thanks
@shailendrajaiswal8737 ай бұрын
Acha video banaya bhai thankyou
@tejaselectronic84347 ай бұрын
Thanks bro
@cmbtgaming511123 күн бұрын
Bhaiya livguard ka hdx 900va k saath 220 ah ka battry lga skte h mera yha line 3-4 hours katta h wo bhi kbhi kbhi to charge to ho jyee ga na
@cmbtgaming511123 күн бұрын
Aur livguard qur Exide m kon sa aacha rhe ga
@tejaselectronic843422 күн бұрын
Dono hi achhi company hai agar Exide ka lagayiye to jo IT series ke ate hai o jyada achhe hai agar livguard ka lagayiye to 72 month warranty Wale lagaye dono hi achhi hai
@tejaselectronic843422 күн бұрын
900 va ke sath jyada se jayada 160 ah ki battery lagaye 220 ke liye 1150 y 1450 lagaye best rahega
@cmbtgaming511122 күн бұрын
@@tejaselectronic8434 mere yha line 1 ya 2 hour katta h wo bhi bht km grmi m thoda jyada hota h to exide gqp1450 k saath 220ah shi rhe ga
@cmbtgaming511122 күн бұрын
Ye bataye na plzz
@deepak.kashyap14327 ай бұрын
Sir thank u so much itni badiya jankari dene ke liye
@tejaselectronic84347 ай бұрын
Thanks
@ashokrathee68216 ай бұрын
Sir Exide 150 model no 6lmst150 solar tubular kasi battery hai
@tejaselectronic84346 ай бұрын
Exide ki sabse achhi battery IT 500 hai Ye mera apna vichar hai baki battery sabhi achhi hoti hai
@PPmasti6 ай бұрын
900 VA me 200AH ka battery lena kya ji luminous ka le rahe hai
@tejaselectronic84346 ай бұрын
200ah ke liye Kam se kam 1100 va ka inverter lijiye nahi to bad me pareshan honge
@PPmasti6 ай бұрын
@@tejaselectronic8434 battery 150ah ka le lenge ,2 fan se jyada kabhi nahi chalana hai
@dkonlinesewa5167 ай бұрын
Best information
@tejaselectronic84347 ай бұрын
Thanks
@deepak.kashyap14327 ай бұрын
Sar luminous ka ultra charge 220Ah lo ya FIR Exide ka 220 Ah ki battery kiska backup jyada hai aur ismein inverter kaun sa lagega
@tejaselectronic84347 ай бұрын
Dono hi achhi battery hai inverter 1450 lena kisi bhi company ka tabhi 220 ah ki battery achhe se charge hogi aur achhha baicup milega
@deepak.kashyap14327 ай бұрын
@@tejaselectronic8434 sar Magar hamen to sirf 300 waat ka load hi use mein aata hai 900va ka inverter Kam nahin Karega kya
@deepak.kashyap14327 ай бұрын
Sar vaise to main 220 AH ki ultra charge luminous ki battery aur inverter zelio 900 ka Lene Ko tha aapki Rai kya hai
@deepak.kashyap14327 ай бұрын
@@tejaselectronic8434 sar kitne VA ka inverter Lena chahie
@tejaselectronic84347 ай бұрын
@@deepak.kashyap1432 Deepak ji agar inverter Chhota rahega to aapka battery pura charge nahi hoga aur Kam samay tak chalega
@jitpal98886 ай бұрын
Exide 1125 achcha battery hai kya
@tejaselectronic84346 ай бұрын
Ye inverter hai achha hai
@PrakashKumar-tc7dy6 ай бұрын
Luminous ka battery 250 ah or luminous ka inverter 1450 , 3 fan , 1 led tv or 6 led bulb ke liye sahi rehega
@tejaselectronic84346 ай бұрын
Bahut achha rahega
@brijeshahir50977 ай бұрын
🙏Ram ram 🙏
@tejaselectronic84347 ай бұрын
Ram ram
@deendayalkewat77397 ай бұрын
Addo inverter battery ka performance kaisa hai lene layak hai ki nahi