ماشاءاللہ بہت ہی خوبصورت لگ رہی ہے ہر چیز نہایت ہی قرینے سے سجایا ہے گھر کو ماشاءاللہ بیٹی اپنی ماں کی کاپی ہوتی ہے بیٹی کا سلیقہ یہ بتادیتا ہے کے ماں کتنی سگھڑ ہے .خوش رہیے آپ سب اللہ پاک اپنی امان میں رکھے .آمین .🌹🌷🌹🌷🌹
@yaalimadad6905 жыл бұрын
ماشاللہ ہمیں بہت پسند آیا اور بہت سلیقہ مندی نظر آری ہے
@somotales69875 жыл бұрын
you are very wise woman, if you could please make video on how did you find right matches for your childern & what you considered. Thanks
@khalidazafar59874 жыл бұрын
بہت اچھا بولا بالکل ٹھیک کہا ماشااللہ ماشااللہ ماشااللہ تربیت بھی اچھی کی آور طریقہ سلیقہ بھی بہترین
@asmaahhmad5 жыл бұрын
itni achi batain samjhane ka buhat shukriya
@sabeenrasheed20405 жыл бұрын
Pora ghar Boht hi zaberdast hy Masha Allah Pr Aap Ki awas Aap Ka lahja sub se zaberdast hy Mujhe Boht pasand hein aap Boht hi kam ki batein Walha Kamal ki batein
@suzaanrox5 жыл бұрын
I liked your advice on practical upbringing and teaching kids how important it is to be independent and carve your own niche in life. Though I know there are a whole bunch of people out there who spoil their kids to death by indulging them in their wealth and therefore, stringing them along so that they are never alone, emotionally and physically.
@kanwalshafique90715 жыл бұрын
MashaAllah Beautiful Home May Allah protect from Evil Eyes .Ameen
@nusrathsuresh51255 жыл бұрын
Masha Allah so beautiful neat and clean like yours 👌🏻🙌🏻 Lovely enjoyed 👍🏻😊
@nazia67605 жыл бұрын
Askm bajia mashAllah. Aap jitni saleeq e mand hain aap ki beti bhi waisi hi hain. Aap ki vlog aur awaz ki muntazir nazia
@syedazaidi21705 жыл бұрын
Beti kay ghar ko dehk kar jo ek Maa ko kushi hoti hay wo ap ki awaz may jhalak rahi hay MashAllah.
@kalpanakumar79065 жыл бұрын
Very clear coverage of the entire house,more than the house tour your understanding of Parenthood was very encouraging and understanding the culture along with adapting the changes in this world.love from India
@noornhossain24435 жыл бұрын
Assalamualakum I enjoyed the video MashAllahh it’s beautiful thank you for sharing
@NadeemKhan-zw2sr5 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت ہی خوبصورت گھر ہے اللہ پاک مجھے بھی ایسا ہی گھر دے ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@familiamk24455 жыл бұрын
Nadeem Khan ameen
@bushrailyas53335 жыл бұрын
Ameen
@arfabdelicacieslifestyle72915 жыл бұрын
Aameen summa Aameen
@Bajiascooking5 жыл бұрын
aameen
@barbiedoll22245 жыл бұрын
Aameen sum ameen
@aapibaji5 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت خوبصورت گھر ہے اللہ پاک نصیب کرے امین
@grim.sleeper4 жыл бұрын
You are a superb lady and your words regarding parenting are so profound and full of wisdom. May every happiness be yours.
@naseemniazi26135 жыл бұрын
Bohot acha lga ap ne dikhaya ghar aur bht sahih baat ki.allah apko apky bchon ki khushian dikhay aur b ziada aameen
@zohrashaikh25025 жыл бұрын
Asslaamaliekum bajia aap ki baate is liye dil me baeth jati hae kueke vo dil se ki jati hae puree suchaei ke saat jati tajruba lite hueAllah aap ko apni rhemato ke lumbi zindagi aat kre Aameen
@sharonsingh60805 жыл бұрын
Hi Bajias what a beautiful ,neat, & clean house i always luved ur house ,compound& now ur daughters house ev-thing is so handy &accurate i like ur video luv u,ur daughter& ur grandson
@falaknaazvindhani88865 жыл бұрын
MashaAllah very sweet and simpel zabardast too gud .....
@Merrynibby4 жыл бұрын
1k people disliked the video can’t believe.her house is beautiful maa shaa Allah .I bet Australia is much beautiful than England..
@shaziakhaliqsk4 жыл бұрын
yeah really it's looks more beautiful
@sumairahafeez2845 жыл бұрын
Pyari bajia ji apki beti ka ghar dekh k bi usi apnaiet ka ehsas hua jo ap k ghar ki video dekh k hua Mere khyal mein ap ne apni beti ki tarbiat sahi ki or ye sab usi ka result hai jo ap fakhra se hamein uski sleeqa ki baat bta rahi hain Mashalah bohat pyaari video 1 pyare se small se house ki Jazakallah 👌👍
@laythsworld5 жыл бұрын
Ma sha ALLAH lovely home, May Allah swt protect her home from nazar and put lots of barkat in it Aameen
@abeehakhan17825 жыл бұрын
Mashallah ap ke batno sy bht kuch seekhny ko milta hay
@mishaalzk60335 жыл бұрын
What an dieal situation betiyon k liye to live close to parents after marriage❤️❤️❤️ you are so lucky!!!
@shaikhnafis95652 ай бұрын
बोहोत बढ़िया रखती है आपकी बेटी अपना घर आपका असर दिखता है उनकी चीज़ो के रख रखाव में. ...👌👍
Mashallah pehli misaal dekhi hai ma beti ki aisi bonding wali phir usool bhi apni jagah... You are simply great.... I jus love you... Apa... Bahut kuch seekhny ko milta hai aapse... Exam sar par hai lekin mujhy aapki videos dekhni zaroori hojati hai.... Bcz they refresh ma mind... May Almighty bless you always...
@hinaali27855 жыл бұрын
Bajia apki batein bht nyc hain maa sha ALLAH.....i learned aloot 4om u❤
@musaratjehan69995 жыл бұрын
Asalaamo alaikum bajia MASHALLAH beti ka ghar boht hi khobsoorat hai Allah nazire bad se bachae dekh ker boht khoshi hoi thanks bajais for sharing
@RayRayManUtdFan5 жыл бұрын
Like mother like daughter X mAshallah it's well organized Allah nazar e bad say bachae ameen
@sm09675 жыл бұрын
One of the best channel on KZbin ..jahan har waqt Kuch na Kuch seekhne ku milta hai .. Alhamdulilla
@internationalmom49345 жыл бұрын
Allah hr beti ko apna ghar dy ameen boht pyara ghr ha...thank u hme dikhanay ka or boht kuch seekhanay ka ap sy milnay ko boht dil krta ha
@rifamahmood9174 жыл бұрын
Ma sha Allah tabarakallah Very beautiful home Ma sha Allah tabarakallah I just love ur kitchen ALHUMDULILAH
@shahnazshahid12655 жыл бұрын
Aoa aap ki batain bilkul sahi aor bohat achi hain, Allah ham sb k lie Aasania atta kre Aameen
@dastkaariandcooking5 жыл бұрын
Shahnaz Shahid
@hinashz36625 жыл бұрын
Very nice Neat and clean Well organised
@infoforyou65405 жыл бұрын
Very sensitive topic .mostly burden is put in one person and others used to sit and enjoy life. Hope everybody try to fulfil their own responsibilities.
@RukhShariq5 жыл бұрын
Seems like your husband is spending money on his family / your in laws. 🤭
@infoforyou65405 жыл бұрын
Maryam Fatimah not money but all the efforts and time
@naziakaysanguk57475 жыл бұрын
MashaAllah very nice and beautiful best wishes 👍😊
@tejisingh67914 жыл бұрын
App k bche bauht kismat vale hain jin ko aisi maa mili hai ❤❤
@muhammadahyan47975 жыл бұрын
JazakALLAH bajia bohat Maza aya video daikh k ALLAH apki beti ko Abad rakhay
@abooshawakezz78605 жыл бұрын
First time I have seen your vblog and loved it Soo mucchhh not because of 🏠 u shown but ur way of talking.. my dad is no more and ur words seems like him.. thank you Soo much... U r talking sooo true
@smartashok24 жыл бұрын
We all are ( family) love your channel.bahut sari bate sikhne milati hai apse, thank you very much !! Bhagwan aapko lambi Umar de!! Khush Rakhe aapko aur aapki family ko!!
@miramjad28064 жыл бұрын
house tu mashAllha acha he hai par ap jo baten ki as mother .sister. daughter ban k jes pyara andaz sy jo wo es house ki khobsrti say hazar martaba zida mujy achi lage Allha pak ap salmat rhaka Ameen
@sumitasingh33195 жыл бұрын
Aapki thinking bhut shi h. Bccho ke sath rhy but unko apne pairo pr khda rhne k liy bhi push kry jrurt pr hum tumhare sath h yhi baat unko himmat deti h aage bdhne k liy
@junkiejunkie11835 жыл бұрын
You showed us both how to keep a big house organised & how to keep small house tidy 😅
@sairakh53035 жыл бұрын
mashallah tabrak Allah bohat hi payra gher or saaf suthra Allah pak bohat barkat de khushio se rehna naseeb kare ameen
@anowararahman81015 жыл бұрын
Masha Allah. Like mother like daughter 👍
@rubydey51295 жыл бұрын
Well organised,neat & beautiful
@NazkitchenfunHD5 жыл бұрын
Mashallah so Beautiful Allah Naseeb Kare 💜💜 your kids are so blessed to have such amazing parents 🙏❤️❤️❤️
@AbdulHameed-rf2sq5 жыл бұрын
Very nice house Thanks .💜❤️💚💛💙💞 Saima Hameed uk
@AllAboutSABEELA5 жыл бұрын
Mashallah Allah Har beti k naseeb ache kare Aameen
@Bajiascooking5 жыл бұрын
aameen
@shayanuzair84845 жыл бұрын
Mashallah bht pyra gr hy allah naseb kry ameen
@shabanashaheen74655 жыл бұрын
Really neat and clean house doesn’t look like it’s a house of a little child .akher Beti kiss ki ha .
@AyezaAliVlogs5 жыл бұрын
Masha Allah bohat payara ghar hy ap ki byti ka Allah pak sub ki baytiu ko khush or abad rakhay ameen.
@yasminshaikh15835 жыл бұрын
Main hamesha aise Vlog dekh ker Yeh sochti hoo ke Allah kisi ko kitna deta h or kisi ko khuch nhi tho mere husband ne smjhya ke jo nhi mila h uski shikayt na kro Akhirt m sub milega tho sbr ataa h
@angrybirdarizona74805 жыл бұрын
Dont worry dear!! You dont know What are Allah's plan for you in future. Stay positive!! Whatever you have in life just enjoy every moment.
@humairaimran98785 жыл бұрын
Baat ye hai dear sister sari baat ye hai k Allah ki taqseem per jub razi ho jaey bunda to buhat aasaani ho jati hai ...mein ye samjhti hoo k vlogs dekhneu m baad most of the ladies they get depressed and complexed ...
@AdnanKhan-vi6ll5 жыл бұрын
Hum yahan aik normal sa kitchen bnany mae pareshan ho gaye or ye sub to hum ne khuwab main bhi nae dekha he hehe lekin jealous nae hon Allah inko or nawazy.or Allah hum sub ko imaan wali zindgi or mout dy.aameen
@asmasohaib41065 жыл бұрын
Han yaar but pakistan main ye sab mushkil hy mager foreign countries mai ye sab aasan hy banana aisa ghar wahan tou aam baat hy is liye itni depressed na hon. Main khud baher job kerti thi ab pakistan mai hoti hon sab kuch bohat yaad aata hy wahan ka lifestyle. Yaha achi lifestyle we cant afford as medium n liw class but wahan itna mushkil nahi. Yahan tou bus poora ho jaye medium class ka tou bari baat hy. Megr yahan pe b thora thora ker k ap log apna life style behter ker sakty hain kuch khowahishain maar k kuch ko poora ker saktay hai depends on ur priorities.
@humairaimran98785 жыл бұрын
Dear sister jealous honey ka sawal hi nai peda hota...mein yahi observe kerti hoon k u tube pey log jub aesi cheezein share krtey hain to specially bht sari ladies k dil mein hasrat aur complex ya depression aa jata hai ye fitna hai ..dunia mein buhat sey behtreen life styles aalishaan ghr hain lkn hum sb nai dekhtey aur jub nai dekhtey to pta hi ni hota...jub pta hi nai hota to kisi b kism ka comparison nai aata mind mei
@yasminas835 жыл бұрын
Ma Sha Allah TaBarak Allah. Your views on raising children and handling married daughters life are praise worthy. MA Sha Allah TaBarak Allah Your daughters house is beautiful
@Followe-you4 жыл бұрын
Woww how God blessed your families.you are the best KZbinr.i don't understand your language but I watch your videos mostly.the way of cooking style and speaking so nice thank God.
@Bajiascooking4 жыл бұрын
thank you :)
@kanwalaftab85305 жыл бұрын
MashaAllah bht pyara ghar hy...Allah pak rehna naseeb kry ameen
@princesduaaduaa4995 жыл бұрын
Ma Shah Allah bht pyara or bht neet ghar ha
@1shamwai4 жыл бұрын
Alhamdulillah I learn so much from you every time.. Thanks for making me a better person ❤️
@mehar3535 жыл бұрын
Bilkul sahi baat 👍 first time mene apka vlog dekha aaj
@kainatkhan67255 жыл бұрын
You are my inspiration. Me jab ap ko sunti hon to mujhe ahsas hota hai k meri zindagi kesi hai jis ka koi maqsad nhi..maqdsad hai to hasil karny ki himmat nhi... jo itni organize nhi jo k kuch bhi nhi.
@koserparveen32455 жыл бұрын
Outstanding speech on bringing up kids to be independent
@hinakhalid99175 жыл бұрын
Dear bajiya u r great😍😘 Ap k suggessin mujhe bht achhey lagey ap kitni saaf go hain .... Beti ka ghar masha allah bht khubsurat h aur ap ki beti bhi apki trh saleeqamand aur nafaasat pasand h..... Ap vlog banaya kijiye ....plz...
@kashibutt81894 жыл бұрын
Thank u sooo much itniii khoobsurat batoon k liye.
@ZahidaMirza5 жыл бұрын
MashAllah very nice. I love your management skills and helping tips for daily Household chors. Stay blessed and happy. Lots of love and prayers from Netherlands ❤️❤️❤️
@ismailqaisar86905 жыл бұрын
Mai aksar apke videos daikhte ho Apke beti ka ghar bht khobsuart aur neat hai Ma shaa Allah . ALLAH apke beti ko khush rakhe hain hamesha
@Mahvash5 жыл бұрын
MashaALLAH kasa saleka tareky sy ak ak chez pari ha.umda .
@sonikadutt76564 жыл бұрын
I really appreciate your attitude towards the independence of children..and their self reliant .... and you are very true about the attitude of the two generations
@iddotcom68745 жыл бұрын
Hamesha ki tarh dil main utar gai apki batain ....beti main bhi ap jaish saleka ha...
@zaibansari63835 жыл бұрын
Plz humare duwa kre humare pas ghr v nhi hai koi jamin v nhi hai koi oulad v nhi hai our mere pas paise v nhi hai hm bahut mjbur hai koi mere liye duwa kre
@sunshinedaisies97495 жыл бұрын
Allah aapki hr mushkil aasaan kre
@Zindagi123225 жыл бұрын
Asslamualikum maam ap ne Hazarat Mohammad PBUH ne jaisa apni bate ko apne baraber mein ghar bana ke diya tha wasa hi ap ne kiya mashallah ap ki bati ap ki tarha safai pasad hain mashallah 👌👌👌👌🌹🌹🌹
@Love2Pakistan4 жыл бұрын
very good suggestions to kids and parents , respect your kids make them your friends
@sabamarium81865 жыл бұрын
Masha Allah.thanks for sharing all this. Its a pleasure to watch you happy with your family Alhumdullilah 💕
@farzanamohd27095 жыл бұрын
السلام عليكم ورحمة الله بركااته ماشاءالله آپ بھت ھی تھزیب کی مالک ہیں آپ کی آواز سنکر بھت اچھا لگتا ہیے بھت کچہ سیکھنے کو ملتا،ہیے آپ بے مٹال ھہیں اپ کا رھن سھن بھی بھت ھی خوبصورت ہیے آپ کے بولنے کا انداز بھی بھت خوبصوت ھمیں آپ کے باغ کی سیر بھت پسند اتی اور آپ جب جانوروں اور پرندوں کے بارے بتاتی ھہیں بھت خوشی ھوتی ہیے اللہ کو ھمیشہ خوش رکھے اور سب مسلمان بھای بھن کوبھی اللہ ھم سب کودین اوردنیاکی نیک توفیق عطا کریں االلہم آمین
@Bajiascooking5 жыл бұрын
aameen jazakallah
@NidaKhan-hv6qc5 жыл бұрын
Nazar na lgy MashaAllah bht khubsurat ghr h Mery ghr may b kitchen tile side say tot gai thi JB 5 days but thy new ghr may Nazar LG jati h jbi bathroom creak hua Shukr h koi big nuqsan nhi hua Mery parents NY b BHT kiya h mery sath MashaAllah abhi apna Ghar lyliya h Love you bajias aapi Aap to Meri most favrt ho
@familiamk24455 жыл бұрын
Nida Khan ameen
@iffatwaseem19615 жыл бұрын
Excellent home look like model
@umaaryousafumaar62835 жыл бұрын
G Aunty ghar to ghar ek side pe. Mostly apki batain bht usefull lagien. So good 💯💯☑️
@sharifashaikh31265 жыл бұрын
Ghar bohat pyara hai magar ussey zyada apki baatein badi pyari hai .. 👌😙
@fancinanci67832 жыл бұрын
Bethreen bateen,,haq or sach ki baat ki aap nay aaj...totally agree wid you..100 percent right.
@tasneemfatima93645 жыл бұрын
Mashallah Allah humay bhi aisa Ghar naseeb Kare .humare bahut hi achi family hai me my hubby n 3 kids but I want my own house aap sab Dua Kare
@Bajiascooking5 жыл бұрын
Allah kare is se acha mile tum ko aameen :)
@imran-bin-nasir5 жыл бұрын
Insha Allah zaroor milay ga. Ameen
@umarhussain38705 жыл бұрын
Auntie ji you are the best. Such lovely words thank you x
@beena85105 жыл бұрын
Aap ny bilkul theek kha k Pehli generation waly parents apni ghalt nahi manty . Parent honey ka matlab sirf order dena nahi balky bacho ki jaiz baat ka sunna bi hai, tabhi aik healthy relationship develop hota hai. jis sy bacho mein confidence ata hai aur wo bahir ki duniya ki mushkilaat easily face kerty hein.. Jab parent sari umer bacho k faislo ko criticise kerty rhy , unko appreciate na karein tu amooman aisy bachy zindgi me peechy reh jatey hein, society k liye bojh. Balance bohut zaroori hai. Aap ka shukria Aap ny is topic pe khul k baat ki, werna hmari society me tu aisa sochna bi gunnah k braber hai..
@quratbalouch32015 жыл бұрын
Bilkul theek kaha apny mene first time inki video daiki hay or aunty ki baten bhot bhot achi lagin Allah bad nazar se mehfooz rake aunty ko or inki family ko mujhy to bhot achi lagi aunty or logo ko daiki kis tarha jealousy dikha rahy hain 👀👀 is sy saf nazar ata hay Jo kud kuch nhi kar sakty wo issi tarha dosron ki daik kar jalty hi hongy na😊👍
@asmrbeast5 жыл бұрын
100% right bat ki hy i faceed this kind of things
@sagarsingh38195 жыл бұрын
Waoooo verry beautiful 👌 ghar
@fmehboob3975 жыл бұрын
Aap ki buhut sahi hai , parents bhi bachon ki izzat karein unki fasielon ki waqt padhney per mashwera dey na key faisley mussalat karin
@husseyn70545 жыл бұрын
Slaam Bajia mashallah very neat and clean your daughter love leanox cup very beautiful design
@KhanBhai-fe6oy4 жыл бұрын
Kash hamari mothers aap ki Tarah sochen or kids ki ese tarbyat kren tu parents or kids ki zindigi kitni achi ho Jae.
@lifeinturkeywithbaby18075 жыл бұрын
Masha Allah apki her video bohat achi hoti hay or apki batain bohat achi or sachchi hoti hain dill ko choo jati hain Allah Apko or Apki poori family ko bohat nawazey Farhana from turkey istanbul 💖
@urwaali80385 жыл бұрын
Jo log ye bol rahay ha k fazol khrchi ha qabar ma jaye gy ye sab ly kr tu ye wo falla falla sab sy pahly ye k.ksi k bhi Tarakki sy jelous nahi hona chaye ab ye almiya ban gya ha k log kosh nahi hoty Jab Allah ny rizaq diya ha tu apny oper lagana chaye na k knjosi krni chaye banda kis k liye kamata ha apni family k liye or acha life style kis ko pasand nahi hota jb Allah ny diya ha ap afford kr skty ho tu zaroor apny oper spand krna chaye is k sat sat charity k kamo ma bhi hisa lena chaye sadka kherat ta k hasdeen k nazar bad sy bacha jaye .ap ny jo bhi batay ki ha bohat achy ki han.
@Bajiascooking5 жыл бұрын
kis ne kal kahan jana hai yeh faisla kerne wala sirf khuda hai, in ka kiya hai Allah bane baitjey hain jaise
@urwaali80385 жыл бұрын
@@Bajiascooking thanx Bajiascooking giving me yours heart.😘
@mealsgamer65425 жыл бұрын
Samajh nahi ata jab in logon ko pasand nahi to dekhty kiyon hain
@Sam-rs3bq5 жыл бұрын
AAP lucky hain Bajia, shadi ke baad bhi amma aur beti dono ka sath mila apko mashallah
@shiningstars52455 жыл бұрын
Aik video myn ckeaning krna b bta den
@rooskhan14115 жыл бұрын
Nice house tanks for schering i have learn so much of you love you for this stay blessed
@asmachandiwala37195 жыл бұрын
Assalamualykum bajiya jee aap ke or bety ke ghar par safai vekyum bartan dhone ke liye koi mulazim he yaa aap dono apne haath se karte ho
@asmachandiwala37195 жыл бұрын
Bajiya jee riplay dena pleas
@koserparveen32455 жыл бұрын
Nice setting lovely designs of kitchen and bedroom
@BraveQueen4 жыл бұрын
Ma sha ALLAH boht khoobsurt ghr
@monaali18985 жыл бұрын
Before i saw the video i thought this might be a show off video. But when i saw the video I realized She is not showing off she is sharing her life with her viewers just being friendly and wanted to involve her viewers. So its a nice video cute house like the lego collection. I have my moms dishes in my cabinet too which belong to her Corelle set lol.
@Bajiascooking5 жыл бұрын
:)
@familiamk24455 жыл бұрын
Mona. Exactly she is such a decent person
@khushidoll19815 жыл бұрын
Masha ALLAH beautiful house ALLAH protect you and your family from all evil eyes aameen
@emaanmalikmajid34025 жыл бұрын
Apny buht achi baat kahi k kisi ko b kisi py dependent ni hona chahye .. Pakistan main zeada yehi hal hai. Tabhi larai jhagra rehty hain.
@emaanmalikmajid34025 жыл бұрын
Family system main kahin aulad galat mani jati hai .. Kahin parents ko ..
@farhatunisa26555 жыл бұрын
Mashaa;Allah very well maintained abnd organize home