निसंदेह ब्रह्मचारी पितामह भीष्म ही मां भारत के सर्वश्रेष्ठ
@khushimeenasong90889 ай бұрын
कर्ण ही महान थे इतने श्राप लगे थे फिर भी कुशल योद्धा थे कर्ण ❤❤
@EkManjil Жыл бұрын
After lord Krishna the most powerful character of mahabharat is Bhishma Pitamah. 🔥🔥🔥
@sayanbhattacharjee1102 Жыл бұрын
No. Balaram then bhisma bro.
@expensivepetrolxxx9133 Жыл бұрын
@@sayanbhattacharjee1102 Balram ji Shesh naag ke avtar the our Bheeshma aathve vasu, dono daiviya the, lekin Bheeshma astra our shastra se sujajit the, Bheeshma ka palda bhari lagta hai, lekin main jaan ta hu ki main bahot chota hu is comparison ke liye. Dono bahot balshali our ati buddhiman tatha gyan main nipun the. Unki barabari kar ne se pahele voh knowledge chahiye jis ko compare kar sake.
@VedantToshniwal-h2h10 ай бұрын
@@sayanbhattacharjee1102 You are wrong bro people can defeat parshuram what do you think that balram can defeat it
@aakashsinghbais86039 ай бұрын
Nhi bro bhishma ko balram ke pahle rakh skte ho ap@@sayanbhattacharjee1102
@Antu8338 ай бұрын
Aap log Hanuman ji ko bhool gaye , Woh bhi yudh main Rath ke Dhwaja main virajman they.
@manojkumar-yn8wm Жыл бұрын
Bhishma.....the great warrior 🔥
@navnathkathle4749 Жыл бұрын
जय राधे कर्ण ❤
@vaibhavganvir2912 Жыл бұрын
Most powerful loyal and favourite character of mahabharat maharathi angraaj karn❤😊
@puspakpriyadarshandash482 Жыл бұрын
Itna loyal tha😂, yudh me uska entry hota hai, devraj ke dwara diya hua amogh Astra payog karta . Arjun khatam😂😂😂😂😂 loyal.....☕
@vivekanandmishra9585 Жыл бұрын
Sakti bacha ke rakhi thi arjun ke liye, Bahadur tha waise hi ladta, ghatotkach se to jeet nhi paya.
@skilltopguide9738 Жыл бұрын
@@puspakpriyadarshandash482 Agar prayag karna hi hota to 11 day me hi Arjun ke upar prayog kar deta - nehi kia. 👈 Day 12 me vi nehi. Or O itna loyal tha ki apna bachan ke khatir khud ka Kabach + Kundal Arjun ke pita ko vik me de dala , Or Arjun ke bap Indra vi apne bachhe ke jiban vik me pakar khusi khusi chala to jata lekin apna samman bachane ke lie Karna ko Vasab shakti dia.🤣🤣. Par jayse Bap Vaysa hi beta - Arjun ka loyalty jara dekho -🤣🤣- Ye jante hue vi ki Karna ne khud ka Kabach + Kundal Indra ko vik me de dala - Arjun hamesha Brambha Kabach, Shib Kabach + 9 others divine advantages le kar Karna ke sath fight me ate the. Jab tak Karna ne khud ka arrow se Arjun ke Shib Kabach + Brambha kabach ko destroy nehi kia tabtak ye chalta raha.🤣🤣
@puspakpriyadarshandash482 Жыл бұрын
@@skilltopguide9738 daan de ya thik .Karn Arjun ko Marne ke liye capable tha to mara kyu nehi
@puspakpriyadarshandash482 Жыл бұрын
@@skilltopguide9738 prav , adhaya batana
@Bhubneswarkumar675 Жыл бұрын
Bhismh❤❤
@hemlaluranw183 Жыл бұрын
Mai to pitamah Bhishma ko manta hu,jise sahi lage vo like kare
@raghavendrakulkarni2480 Жыл бұрын
Jai Dada Parshuram, Jai Karna, Jai Shri Krishna.
@pritammanjare58078 ай бұрын
Bhism🚩🚩🚩
@Thakur-x9f18 күн бұрын
Dada parshuram haar gye the 😂
@raghavendrakulkarni248018 күн бұрын
@@Thakur-x9f 🙏🏻😊JAI SHRIRAM🚩 MAANYAWAR 🙏🏻 SHRI PARSHURAM Ji Ko Haarte Dikhaaya Gaya Ttha Ramananda Sagar Ji ki Production waale Mahabharata Serial me Asali MAHABHARATA to 8 Chiranjeevi Mahapurusha Hi Jaante Hai, Ashwathtthaama, Balirvyaaso, Hanumaanscha, Vibheeshanaha, Kripaha PARSHURAMASCHA, Saptaite Chiranjeevinaha Saptaitaan sansmare nityam markandeyam ashtthamam, Jeeved Varsha Shatam Pragnah Apamrityu Vivarjitaha 🚩🙏🏻😊.
@karank6097 Жыл бұрын
Arjun always used gandiv all the time, but Karna used his vijay dhanush only once on 17th day of Mahabharat 💔
@sunil4422214 күн бұрын
गांडीव नाम का धनुष खांडवप्रस्थ के वन से मिला था। महाभारत की कहानी के अनुसार अर्जुन के अलावा इस गांडीव को कोई भी उठा नहीं सकता था।
@AntrikshKumar-yn3hj12 күн бұрын
Bas tod sakta tha😂😂
@PankajFitness2.0 Жыл бұрын
जय हो मेरे गुरु राधे अंगराज कर्ण की 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 जय हो मृत्युंजय कर्ण 🔱♈⚜️⚜️🔥💯💥🏋️🏇🏇🔥🌅🌄☀️🐍🐎🐎🏹⛳🏹🏹🏹🏹🏹🏹🏹🏹
@aniljaat8727 Жыл бұрын
भीष्म से बड़ा योद्धा कोई नही था उन्होंने तो अपने गुरु परशुराम को भी हरा दिया था
@nirajmishra5945 ай бұрын
Pitamah ne bhagwan parashuram ko kabhi nahi haraya, unki ladai me koi faisla nahi aaya tha. Matlab koi haara nahi tha.
@Sigma013504 ай бұрын
@@nirajmishra594Parshuram chahte to unke sharir ko bhed sakta the lekin ye pure Kayarta hoti😂
@nirajmishra5944 ай бұрын
@@Sigma01350 bhagwan parashuram pitamah ko dhanurvidya se to nahi bhed pate kyu ki is gyan me dono ak samaan ho chuke the aur 3 shashtra jo pitamah ko nahi diye the wo chalana allowed nahi tha..na to gada aur na hi bhale se pitamah ko haraya ja sakta tha..kewal parashu se hi bhagwan parashuram pitamah ko maar sakte the lekin unho ne waisa nahi kiya kyu ki mahabharat me arjun ke samne unka ant hona tha.
@Arbin.5673 ай бұрын
Kewal vagwan krishna he Hara sakthe tha or parsuram ji
@VanshiKumar-n1y3 ай бұрын
Mahamiyam Bheeshma Bhagwan Parsuram ko Hara, nahin paithe balki Bhagwan, Shivu. Ne youth, ko beach, Mahin Rock diya tha.
@rajamoni8422 Жыл бұрын
Karn 🏹🔥🔥👌👌
@BishalSaha-gc1cw Жыл бұрын
Karn is most powerfully warrior 🔥🔥🔥🔥🔥🔥💥💥💥💥
@yourthoughtsisrealu0042 Жыл бұрын
Karna is mine favorate person in histry 🥰🥰
@romeoyt13769 ай бұрын
Jai hoo sut Putra Karn ki 🔥
@mangimanju8464 Жыл бұрын
हमेशा धर्म की जीत होती है सामने कोई भी हो
@dkmudoi4659 Жыл бұрын
Karna😍
@ignparasop1384 Жыл бұрын
कर्ण महान के साथ -साथ महाभारत के सबसे बड़े योद्धा थे🏹🚩
@anshulvshorts602 Жыл бұрын
Aacha ji 😂😂 too sabse chota kon tha 😅😅
@whatsappstatusking9721 Жыл бұрын
Bhagne me
@goldybharatfirst907910 ай бұрын
Adharmi tha karn, karn n draupdi ka cheerharan nhi roka tha. Usne draupdi ko vaisya bhi kha tha. Apne Guru Parashuram tk ko dhoka diya tha
@aakashmishra59159 ай бұрын
साबित करो ज़रा, कैसे
@Vikashlife129 ай бұрын
Fhir bhi aabhimanu ko milkar mara
@ANKITAKUMARI-y3b Жыл бұрын
हेलो दोस्तों आपसे एक सवाल है जब इंद्रदेव ने कर्ण से कवच और कुंडल लिया था तब इंद्रदेव को स्वर्गलोक आने नहीं दिया था तब इंद्रदेव ने कर्ण के कवच और कुंडल को धरती पर छोड़ आये थे कहा जाता है कि कर्ण का कवच और कुंडल आज भी धरती पर है, यह बात कितनी सच है
@nirajmishra5945 ай бұрын
Yah baat sach hai..koi bhi chhal se prapt cheez swarg me nahi ja sakti isiliye devraj indra ko karna ka kavach aur kundal prithvi par hi chhupana pada. Wah kavach aur kundala aaj bhi prithvi par hai aur tabhi samne aayega jab bhagwan kalki kalyug ke antim yuddha ke liye taiyaar honge. Jai Shree Krishna🙏
@VidyabhushanBhushan-y8k2 ай бұрын
100%
@rohitpal3613 Жыл бұрын
arjun kyunki dhanurved ka pura gyan tha usko. jo ki baaki sabhi ko nhi tha.or arjun ne alag alag guru banaye or unse bhut kuch sikha tabhi woh ek kushal yodha ban paye
@skilltopguide9738 Жыл бұрын
Arjun ko dhanurved ka pura gyan nehi tha - iska praman hey, Lekin Karna ne aysa kuch kia tha jisse pata chalta hey uska 5 bidhi ke sath pura gyan tha. Isi lie comparatively Karna was better archer than Arjun.
@rohitpal3613 Жыл бұрын
@@skilltopguide9738 bro editing mahabharat jyada nhi dekha karte. Arjun apne arrow se marne wale insan ko zinda kar sakta tha jo ki karn ke pass nhi tha. Or arjun ne virat yudh mein sabko ek sath marke bhagaya tha. Ye sab log apni jaan bacha kar bhagey the. Kai baar luck acha rehta tha toh takkar equal hoti thi. But arjun best tha apni kala mein nipurn tha
@ronaksingh173610 ай бұрын
Bhisma 😂ko bhul gya bhai jisne bagvan parshuram ko takar de ti
@BulenBora9 ай бұрын
Virat yudh me Arjun nari rup me aya tha isliye karn ,dron, bhism koi yodh nehi kar paya.@@rohitpal3613
@nirajmishra5945 ай бұрын
@@rohitpal3613arjun apni kala me nipurna hoga, sab ki apni apni kala hoti hai lekin bohot si aur baaton pe bhi dhyaan dena hota hai. 1. Arjun hamesha se gandiv dhanush chalata aaya hai lekin karna ak sadharan dhanush. 2. Mahabharat editing bol rahe ho lekin ye to maante ho na ki yuddha se pehle bhagwan shri krishna ko hanumanji ko arjun ke rath par sawaar karana pada tha. Iska reason pata hai? Koi aur nahi Karna hi iska kaaran tha. 3. Shri krishna aur mahabali hanumanji ke hote huye karna apne teer se arjun ka rath peeche kar dete the jo kisi ke liye bhi possible nahi tha aur us samay karna ka dhanush saadharan tha. 4. Antim samay me rath viheen aur nishastra karna ko maarna pada ye bhi yaad hai? 5. Mahabharat ke pehle karna ke sath chhal hona aur daan me unka kavacha kundal mang lena yaad hai? Wo maharathi sab jante huye bhi dara nahi aur itna bada daan kar diya, arjun kya khada hoga karna ke saamne! 6. Shri Krishna se bada trikaal darshi aur kaun ho sakta hai? Wo sab jaante the ki devraaj indra kya karne wale hai, fir bhi unhe nahi roka, jante ho kyu? Kyunki yuddha bhumi me karna ka koi uttar hi nahi tha! Arjun to eklavya se bhi jeet nahi pata. I have many more things to write. Now also coming to your virat yuddha, do you know who was arjuna disguised as in matsya rajya? It was brihanalla a third gender and hence nobody attacked him considering apmaan of their purashartha aur iska faayda uthate huye arjun ne sammohan astra chalaya jiske kaaran sab behosh ho gaye aur maharaj virat ka beta aur brihanalla ise apni jeet maan kar bohot khush ho gaye. Arjun kabhi Karna se bina bhagwan shree krishna ke jeet hi nahi sakta.
@SarojKumar-x1o Жыл бұрын
Karna is real hero of Mahabharata
@bhajansaha6505 Жыл бұрын
Suryaputra Karna devo Kavach kundal is most powerfully ☀️☀️🛡️🛡️🛡️🛡️🛡️ and Karn is greatest most powerfully warrior 🏹🏹🏹🏹🏹🔥🔥🔥🔥💥💥💥
@kingbumrah20573 ай бұрын
Most powerful warriors in history,,,, 1. PITAMAH BHISHMA,, 2. MEGHNAD,, 3. ARJUN जय श्री राम🚩🚩
@devajithakor8198 Жыл бұрын
Karan
@shivamtripathi4718 Жыл бұрын
सबसे महान योद्धा अर्जुन है । मैं अर्जुन को नमन करता हूं
@rakeshkukreja-pz2zu Жыл бұрын
Danver karan ko jai 🙏🙏
@basudevkumar5714 Жыл бұрын
Karan hi hai sabse bada yodha ❤❤❤
@saudagarboyane19799 ай бұрын
Shrikrishna and parshuram
@shivnathmote5569 Жыл бұрын
Karn
@TusharPatole-o2m3 ай бұрын
इतनी शक्तिशाली योद्धा विराट युद्ध मे कैसे हरे? इतनी शक्तिशाली योद्धा गंधर्व के साथ कैसे हरे?
@mritunjaykumar4360Ай бұрын
Krishna tha bhai unke sath
@lcdsyntox6933 Жыл бұрын
Only legend yoddha karn
@bsingh2830 Жыл бұрын
Mujhe nahi pta kaun jeet-ta Par Karan ke paas (1) Amrit kavach tha (2) karan ko bhagwan parshuram ka Vaan ke tez hone ka vardan tha (3) sabse badi baat Bhagwan parshuram ka Diya hua Vijay Dhanush tha...
@harshitkushwaha3185 Жыл бұрын
Karna ne adhrm ka sath diya pr adharm nhi Kiya Jai ho karn
@bhaiji3072 Жыл бұрын
❤❤Danveer Karan ❤❤
@RowdyVishal-hh8vo Жыл бұрын
Adharm ka sath dene Bala karn
@DieselHead Жыл бұрын
Karna also had Lord Shiva's Vijay Dhanush. No one can defeat someone holding Vijay Dhanush in his hands. So Karna woud've won without using any other divine weapon.
@surajitsarkar7605 Жыл бұрын
I like danbeear karna
@Motio678 Жыл бұрын
Pitamaha bheshma na Bhagwan parshuram ko bhi hara dhiya that ❤❤❤❤❤
@anshulvshorts602 Жыл бұрын
Aacha ji 😂😂 Mahabharat dekhi h kabhi 😅😅
@prasantabehera9104 Жыл бұрын
Nehi bhai asal mein parshuram ji chahte to bhishma ko parast kardete...ho to bas pariksha le rehe the...barna parshuram ji kaun hai ye to apko pata hi hoga.
@anshulvshorts602 Жыл бұрын
@@prasantabehera9104 bhai me 6 year ka tha jabse Mahabharat dekh rha hu .. Bheshm ne prashu ram ko heraya Puri Mahabharat saakshi h kabhi Puri Mahabharat dekh na free time me ❣️
@Worldwildlife4458 ай бұрын
@prasantabehera9104 Sahi kaha aapne
@rajendradeshpande34483 ай бұрын
ये किंतु परंतु पे आधारित चर्चा निष्फल ही दीखाई पडती है !!!!!!!!!! सत्य यही है धर्म से श्रेष्ठ कोई नाही है न ही भीष्म,द्रोण और ना कर्ण जो तिनो ही युद्ध मे मारे गये !!!!!!!!
@diwanrajathakur23429 ай бұрын
भीष्म
@LifeStyle-xt9rg8 ай бұрын
Karn se Sakti sali koi nahi tha kyu ki ye baat khud shree Krishna ji Bhole the Jay shree Karn 🙏 Jay shree parshuram bhagwan 🙏
@सुपादेउराली-ष7ट Жыл бұрын
कर्ण vs बर्बरीक युद्ध में कौन सफल होगा ❤❤❤❤इसका उत्तर हम जान्ने को बहुत से उत्कुस है जी❤❤❤
@banimodak1312 Жыл бұрын
Always Pitamah Bhishma
@SonuKumar-ny7rk Жыл бұрын
Karn.❤❤❤❤❤💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻
@fitness__athletes78 Жыл бұрын
Mrityunjay karn❤
@harikeshचौहानराजपुत8 ай бұрын
सूर्य पुत्र kran महान योद्धा के साथ साथ एक दानवीर थे नमन हैं उस माता कुंती कों जों kran जैसा पुत्र प्राप्त हुआ
@jayeshsolanki8875 Жыл бұрын
Maharathi Karn ❤❤❤
@22सनातनी Жыл бұрын
दानवीर कर्ण को रणभुमि मै कोई भी परास्त नही कर सकता
सब बोल रहे है की पितामा भीसम सबसे ज्यादा ताकतवर थे मगर कृपाचार भी सबसे ज्यादा ताकतवर थे और वो अभी भी जिंदा है और कलि को हरने में भगवान कल्कि की सहायता करेंगे
@merazulhoque3419 Жыл бұрын
Karna
@deepakpatal22709 ай бұрын
karn is brave and bhisma is also great
@VikashRathour-r6b3 ай бұрын
कर्ण के कवच कुंडल अम्रत से बने थे पितामह भीष्म के पास ऐसी कोई ढाल नहीं थी इसलिए भीष्म की के सारे अस्त्र खतम हो जाते और कर्ण विजय होते ❤❤❤❤
@KattarSanatani_Kumaruttam3 ай бұрын
अधर्म से अभिमन्यु की मृत्यु में भाग लेने वाला, नारी को अपशब्द बोलने वाला, भीष्म जैसे शुद्ध ब्रह्मचारी और सत्य आचरण करने वाले से महान कैसे हो गया
@mohitkumarmishra7307 Жыл бұрын
Marathi karn baap tha Sabka ❤❤❤
@utpalsaramhutapalsarmah57085 ай бұрын
Angraj karn🙏👊😈
@rajendrabehera4304 Жыл бұрын
Karan best
@anildandgepatil8 ай бұрын
Pitamah Jaisa koi nahi tha jinone pashuram bhagwan ko hara ya tha aur krishn bhagwan Se shastra uthava diye the
Nehi bhai Arjun bhi mahadev aur Indra se bardan main divyashtr prapt kiye the isiliye how Shakti sali banpayethe .. aur shee krushna ne apne yudh kala diye the Arjun ko...
@anshulvshorts602 Жыл бұрын
@@prasantabehera9104 h too bhai
@Darthvader20th9 ай бұрын
Arjun is nothing without Sri Krishna DEFEATS OF ARJUNA Saved By Krishna 1.Against Karna's Nagastra. 2.Against Karna's Brahmastra. 3.Against Karna's Vasavi 4.Against Karna's Bhargavastra. 5.Against Samshaptakas 6.Against Ashvatthama's Narayanastra. 7.Against Bhagadatta's Vaishnavastra. 8.Against Bhagadatta's Supratika elephant. 9.Against Shrutayudha's celestial mace
@kulamanibehera9058 Жыл бұрын
Superb informative
@youtuberxkiller Жыл бұрын
भगवान सबसे सक्ति सली थी. क्यूंकि सारे दिए हुए उन्हीं के थे.
@nirajmishra5945 ай бұрын
Bhishma pitamah was a strong and oldest character from Mahabharat but Karna wins easily over pitamah and guru dronacharya.
@RatanSingh-im1rf9 ай бұрын
कर्ण एक महान यौद्धा के साथ साथ सच्चा तथा महान मित्र भी था ।
@ashokvishvakarmaas16 күн бұрын
भीष्म पितामह से महान योद्धा कोई नहीं था
@babulmedhi9295 Жыл бұрын
Karan is best
@PankajFitness2.0 Жыл бұрын
Karn jesa yodha Mahabharat mein koi nhi tha Karn ne bachpan se hi sankato ka samna kiya Karn ne pandavo ko hara diya Karn chahata to pahale hi endra ki basvik sakti se Arjun ko mar deta lekin korabo ki raksha ke liye gatotkach ko marna pada ... Or. Karn ne nag Astra par ashavsen nag chalaya to Krishna ne rath Jamin me thoda dhasa diya jisse Arjun Bach gya . JAY HO MAHARATHI SURYAPUTRA ANGRAJ KARN.🙏🙏🙏🚩🚩🚩🔱🔱♈♈♈⚜️⚜️🚩🔥🔥🔥💥💥💯💯
@MahadevShankar-dj4zm Жыл бұрын
Pandav ke saman dukh kisi ne nahi saha karn ki zindagi koi dukh mein nahi beeti uske maa baap bhi sampann thae
@MahadevShankar-dj4zm Жыл бұрын
Bheesm pitamah ne marne se pahle kaha tha ki mein shree Krishna ka ambra avtar dekhna chahta tha warna ek hi teer se duryodhan karn dushadhan shakuni charo ko mein dudd sabha mein hi maar dalta bheesm pitamah ke samne ye sab bacche thae porushuram ko koi nahi hara sakta magar bheesm pitamah ne haraya tha sakshat maa Ganga ke putra hain bheesm pitamah
@prasantabehera9104 Жыл бұрын
@@MahadevShankar-dj4zmparshuram chahte to bhishm ko parast kar dete..ho to bas pariksha le rehe the...barna a mut bhulo ki ho bhagaban bishnu ki Avtar hey au soyam mahadev ki Priya shishya hey...unhe unki guru, adishakti or Shree Ram ke alawa koi Hara Nehi shakta...
@Gyaan223 ай бұрын
Patamah bhisma guru drone and arjun teeno ek saath yudh karte to bhi karn ko hara nahi paate kyoki uske paas vijay dhanush aur kavach tha jo amrit se bana tha
@sandeeparora49942 ай бұрын
सूर्य पुत्र कर्ण इनकी मृत्यु के 3 मुख्य कारण 1- गुरु परशुराम का श्राप 2- इन्द्र को दान दिए कवच कुण्डल 3- विजय धनुष को हाथ से छोड़ दिए रथ का पेया निकलने के लिए
@Motio678 Жыл бұрын
Bheeshm ❤❤❤❤❤
@nileshparmar8306 Жыл бұрын
Angraaj karn in my fevret
@AyushmanGupta-xi2jv Жыл бұрын
Rahde karn❤
@martandtaware60898 ай бұрын
दानवीर कर्ण ❤❤❤⚘️🕉⚘️✨️👑✨️
@ayushshah775 Жыл бұрын
Radhe Krishna 💙😊
@uniquemahendrasouthindianmovi Жыл бұрын
Karan jaisa na koi tha aur na hi koi hoga o ek mahan yodha ke sath mahan vyakti bhi tha.
@rahuldey2755 Жыл бұрын
Maharathi Karna 🔥🔥🔥
@KaranSinghsaab-lo8bl Жыл бұрын
Karan ko Marne ke liye pura brahmaand ek ho gaye tha isliye most powerful angraj Karan ❤❤❤❤💪💪💪💪💪🙏🙏🙏🙏🙏
@ravindraravindramakvana10 ай бұрын
karan is great ❤❤
@akhileshyadavaky2848 Жыл бұрын
Number 1::::: bhishm pitama Number 2:::: angraj Karan Number 3:::: Guru Dronacharya
@innocentbirds368 Жыл бұрын
Karna ❤❤❤
@pritamchaudhary13488 ай бұрын
1 Pitamah Bhishm 1 Karn 3 Guru Dron
@TrueVloggerKapil Жыл бұрын
Karn priy ho😊
@arunstvlogs48029 ай бұрын
Jay shree ram 🙏🙏🙏
@jittufitness9283 Жыл бұрын
अगर कर्ण सर्वश्रेष्ठ योद्धा थे तो वो विराट युद्ध में अर्जुन से क्यों हार गए थे
@harshadahir7223 Жыл бұрын
Suryasth ho gya tha is liye har gya
@prashant-bm4fp Жыл бұрын
@@harshadahir7223suryaast se pahele 3 baar haar gayaa thaa😂
@rhijumitra6016 Жыл бұрын
Karna ka paas Narayan Astra bhi tha.
@vikramsinghvicky7815 Жыл бұрын
Ha bhai bhul gaya hoga yaad dilane ke liye dhaniyabad
@AshishShuklaTickets_Limited Жыл бұрын
नही था .... पशुपतिअस्त्र भी नही था ... वो केवल अर्जुन के पास था जिसको प्राप्त करने में अर्जुन को १२ साल लग गए थे ।
@saxonsasuke..9023 Жыл бұрын
Uske Pas tirsul aura Sudarshan chakra vi tah😊😅
@22सनातनी Жыл бұрын
@@saxonsasuke..9023😂😂😂😂😂 सुदर्शन चक्र से तो ज्यादा शक्तिशाली अश्त्र थे कर्ण के पास गोबरभक्त😂😂😂😂😂😂
@22सनातनी Жыл бұрын
@@user-kl5qi3te3j 🤣🤣🤣तेरा दिमाग खराब हो गया है 🤣🤣🤣
@rockyrajput7612 Жыл бұрын
Suryaputra karn world best worior 💪🦅🔥
@VijaySingh-jr4jo Жыл бұрын
आपके अनुसार अर्जुन सबसे कमजोर योद्धा था फिर भी विजय अर्जुन क़ी ही हुई, यही नहीं मूल महाभारत के अनुसार अर्जुन कभी भी किसी भी युद्ध में परास्त नहीं और आपका कर्ण अर्जुन से चार बार परास्त हुआ था
@baazigargamings2803 Жыл бұрын
Jisko parast karane k liye chal ka sahara lena pade.... Eska matlab hi yhi hai usko harane ka dusra koi vikalp nhi bachta
@sagarg2773 Жыл бұрын
विजय सत्य की होती है
@akashsoni4926 Жыл бұрын
Uske pas dharm tha aur karna adharm ke paksh ne lad raha tha ..bas usike Karan Wo arjun se bar bar harta tha ..Arjun tab bhi karn ko mar shakta tha Lekin nahi mar paya kyunki Har bar uske kavach aur kundal uske bich me aa rahe the ..karn ke pas uske pichhle karm ka fal tha..Lekin Arjun ko to yahi janm dharm ko jitane ke liye mila tha..agar kavach kundal indr ne Na chhine hote to aaj itihas kuch alag hi hota
@kaluramminjwa9803 Жыл бұрын
Radhe Radhe ji Jai shree Krishna, krishna, krishna hare hare 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@surendrasingh-gr7lc Жыл бұрын
Karn was the real hero of mahabharata
@ashishithinkuknowme8 ай бұрын
Radhey karn is the best..😊
@sagarchanchad77009 ай бұрын
Bhishma: Arjun phir bhi arjun hai wo mujhe hara bhi sakta hai Dronacharya: sansar ki koi sena us sena ko hara nahi sakti jis sena ki aur se arjun yudh kar raha ho karn: main jab bhi arjun ke samne gaya hu mujhe haar hi mili hai Krishna: is sansar me mahadev ke atirikt aisa kon hai jo use ranbhoomi mein hara ne ki soch bhi sake lord shiva: hey arjun there is nobody who can defeat you in terms of power. you are equal to me (Ref vedvyas mahabharat van parv) Dhitrashtra: is yuddh ka result tabhi aa chuka tha jab arjun ne apna gandiv utha liya tha (Ref vedvyas mahabharat) Just imagine power of a person jiske saarthi swayam bhagwan krishna ho jiske rath par mahabali hanuman biraj te ho jiske paas lord mahadev ka pashupatastra ho jiske paas sabhi devta ke divyastra ho jiske paas swayam mata ambika ka vijay aashirvad ho
@Nisha-n8c8 ай бұрын
दोनों अमर है कोई किसी को नहीं मार सकता है
@rahulhazarika6783 Жыл бұрын
Mein homeisa karna ka acting korta hun 🙂🙂🙂🙂🙂
@jalindaringale Жыл бұрын
करण
@avinashsharma1257 Жыл бұрын
Karn tha veer yodha
@parameshwarnanaware6565 Жыл бұрын
NOT HE IS SUPREM GOD
@anindragupta8933 Жыл бұрын
Bheeshma
@adityaraj44944 ай бұрын
भीष्म पितामह को किसी कवच ऑर कुंडल की जरूरत नहीं अताह शक्ति के स्वामी ! भगवान कृष्ण को shatr उठाना पड़ गया था उनके विरूद्ध पर अर्जुन ने उनको रोक दिया
@sadabhole5762 Жыл бұрын
Karn mrityunjay❤❤❤❤
@mr.nccwarrior153 Жыл бұрын
Arjun ❤❤
@ghostkkgaming3644 Жыл бұрын
Only karn ❤❤❤❤
@CivilEngineerSourabh Жыл бұрын
Arjun was the most powerful character of Mahabharata during war. He defeated bhishma drona karna in Virat yudha simultaneously 😊
@mowsumaboro5157 Жыл бұрын
Arjun baccha hai karn ke samnai. Virat yudha ek bahana thaa bhisma,drona or karn ka.kio wo khood jantai thai wo teeno adharm ki side par thai
@CivilEngineerSourabh Жыл бұрын
@@mowsumaboro5157 bhaiya ye murkhata bhari baatein mere samne mat Kiya Karo. Sri Krishna bhagwan aur Arjuna...NAR & NARAYAN k avtar the ...jinhe koi nhi parast kar sakta tha kyuki ye nyaysangat the aur unka janm hi dharm sansthapna k liye hua tha..karna shaktishali k sath sath chamatkari bhi tha lekin Arjun pragatishil the aur mat bhulo...wo nar k avtar the ...jabki karna EK ASUR DAMBHOBHADWA ka avtar tha jiska vinas nishchit tha....thoda Gyan rakho Bhai...aur ye bhi yaad rakho ki tum ek vishudhha sanatani se baat kar rahe ho
@odamareshyt7269 Жыл бұрын
Arjun chota sa bacha hai. Woh sabhi ko chal se mara.
@skilltopguide9738 Жыл бұрын
@@CivilEngineerSourabh Tab O Nar Abtar ko Karna ne ek hi din me 3 bar parajay ka dhul chataya tha or 3 bar Arjun marte marte bacha. 9 divine advantages le kar vi Arjun ko 3 bar Parajay ke mukh dekhna para or vi Narayan ko sath rahete hue vi.👈 Or o ayasa Nar abatar tha jiske bap ne Devo ke king hone par vi Karna se apne bachhe ke khatir Kabach + Kundal vik me mang lia🤣🤣. O Arjun - Bina Kabach Kundal ki Karna ko samal ne ke lie Khud ka Bramva Kabach + Shib Kabach + 9 divine advantages le kar fight karne ata hey or sabkuch lutake fakir bankar apne rath me achetan ho jate hey😂😂. O Nar abatar ke 2 Bramvastra ko, Karan ne khud ke sadharan astra se kat de chuke the. Arjun ke divine Kabach vi destroy ho chuke the. Fir Nar abtar jab behus ho geya tab Narayan Abatar samajh gea ki Karna ke hat jab tak dhanus rahega tabtak Nar abtar harta hi rahega😂😂. Isi lie Arjun ko behus dekh ke jab Karna khud ka rath ke wheel uthane gaye tab Narayan Abtar ne - Nar abtar ko bina weapons ke Karna par ban chalane ke nirdes dia.🤣🤣. - Ab bol vai tujh jaysa Murkha or kon kon hey?
@RahulYadav-wz6tn Жыл бұрын
Bhai baat to sahi kahi hai tumne but jo astra arjun se chalaya tha wo varjit tha so usse cheating se jeetna karenge, but Abhimanyu ne bina cheating k karn ko hara diya tha😅