Hamare yahan bhi bahut banai jati hai ye बड़ी, nice
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA2 жыл бұрын
Thank you so much
@parveengarg89005 ай бұрын
White peda nhi milta kya kare yellow leke
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA5 ай бұрын
White petha diwali ke bad aane lagta h
@nirmalachhetri1185 Жыл бұрын
मै यैसी हि बनाउगी
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA Жыл бұрын
👍
@pushpalatashukla7748 Жыл бұрын
Aapki Badi bahut acchi bani hai aapane bahut hi acche samjhaya hai main Aapka Channel subscribe kar liya hai like bhi kar diya hai please Sal Bhar store Karne Ka Tarika bataen ki ya kharab Na Ho
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA Жыл бұрын
Air tite box m rakhna hai saal bhar kharab nahi hogi meri badi pichle saal ki rahi hai abhi bhi kharab nahi hui bas acche se sukha lena and Thank you so much for like 👍 and subscribe 💕
@pushpalatashukla7748 Жыл бұрын
@@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA ji thanks
@pradeepjain2798Ай бұрын
Madam woh link send karo please maine bhut dundha pani beej or chilke ka kya karna hai
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNAАй бұрын
Til ke bijora search karen and pani ka use nahi bata pai thi pani ka use chawal ki kachri banane m use kar sakte hai ya iska video me daal doongi
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNAАй бұрын
Mera til ke bijora ka video search kijiye and channel m jakar dekh sakte hai and pani ka use ka video nahi daal pai to jaldi hi upload karungi
@preetigarg42932 жыл бұрын
5 kg ashguard me kitni urad daal lagegi ?
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA2 жыл бұрын
2 kg
@preetigarg42932 жыл бұрын
@@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA ok thanx
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA2 жыл бұрын
Stay contact 👍
@salashaikh33149 ай бұрын
Mam pav kilo daal mai kitna kacha kadu dalu ..pls reply
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA9 ай бұрын
1/2-kg
@nutansawankar8307 Жыл бұрын
Ye pani subhaha khali pet pi bhi sakte hai
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA Жыл бұрын
Iske bare m search kar le mujhe iski janakari nahi hai
@SK-fb5sv11 ай бұрын
Kya koi isme masale nhi dalte...jaise....garam masala ,jeera,dhaniya air namak
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA11 ай бұрын
Namak nahi dala jata hai wadi me jitne Masala bataya hai bas utne hi dalna hai baki sabzi m bhi dalna padta hai
@SunilaKarna9 ай бұрын
Aap kaise rupay kilo ke hissb se bech rhe hai
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA9 ай бұрын
Bechti nahi ho
@manjujain292610 ай бұрын
Measurement kya hai
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA10 ай бұрын
5kg ka kumhada m 2 kg daal And kitna pulp nikalega is per bhi depand karega
@roshanibarman792 Жыл бұрын
Lehsun dal sakte h ky
@ANYBODYCANCOOKBYARCHNA Жыл бұрын
Dal sakte hai but isme lahsun ka taste achha nahi lagega aur Bese bhi hum gravy m lahsun ka use karenge to wadi me n hi dale to achha hoga