Sir ek vdo lgna aur navansh k sath ....detailed kitna frk pdega dono chrt m planet ki position change hone s
@sampadaghanekar-patankar3 ай бұрын
Sir, my bd-5/7/87 hai aur bt-9:15 a.m. bp- ratnagiri, Maharashtra. Mera question ye hai ki main music classes shuru karna chahti hun , lekin kuch na kuch rukavate AA Rahi hai, is vajah se confidence bhi low ho raha hai to pl kuch upay batae ki kis grah ko majboot Karu aur konse grah ka stuti path Karu....
@ShotorupaMondol3 ай бұрын
Sir apse contact kaise karu, plz i need help. Way bataye how to contact with you?
@AASSAURAI3 ай бұрын
🙏🙏
@anjurani78883 ай бұрын
Sir mera kanya lagan hai 4 mai chandra guru 6Rahu 7 sukr 8budh and surya 10 mangal 12 sani and kitu hai। Surya 11and budh 21 degree ka ast hai to kya kundli mai banane wale yog nahi ban pati hai kya please tall me kya kundli achi nahi hai kya mai UPSE ki tayari karana chahti hu budh ast ki bare mai bataya
@arkadeepbhattacharya30243 ай бұрын
Sir humne suna hai ki Rahu/Ketu jis grah ke saath baithte hai uss planet ke jaisa phal deta hai, dusre sabdon mein kahe toh uss planet ke impact ko amplify kar dete hai. Agar koi grah saath na baithe ho toh jo dristhi dene wale grah hai uss hisab se phal dete hain. Ekadik grahon ka prabhav hai toh jis grah ka prabhav sarvadhik ho uss grah ke hisab se phal dete hai. Nahi toh jis rashi mein baithe hote hain uss rashi swami ke hisab se phal dete hai. Haa woh alag baat hai ki tab bhi Rahu/Ketu apne mool swabhav ko nahi chorte. Rahu/Ketu ke vishay mein alag se yeh bhi dhyan rakhna hota hai ki woh kisi ghar ki lordship toh unke paas nahi aa rahi( man lijiye kumbh lagna hai aur shani pirit hai. Kumnbh lagna ka co-ruler Rahu ko tab pehle bhav ka swami mana jayega!)...tab phalit thora alag dhang se ki jati hai. Yeh jitne bhi maine basic rules of interpretation regarding Rahu/Ketu batayen woh kitna sahi hai? Aap kripya kar inn niyamo ka spasthikaran humein de...🙏