للدكتور سيد معراج رباني المدني عضو الدعوة والإرشاد وتوعية الجاليات بوسط حائل / drsmrabbani / drsmrabbani Fb.me/MerajRab... / drsmrabbani t.me/SyedMeraj... / drsmrabbani
Пікірлер: 151
@abdulkhanabdulkhan19476 ай бұрын
Mashallah mashallah bahot acchi aor hak baat bayan karte ho aaf aaf ki shari kilep dekte hai ham Allah aaf ko jajay kher atha fharmaye
@toheedsoftvps9670 Жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا واحسن الجزاMashAllah
@mdmustafa1248 Жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah MashaAllah
@ismailshah8591 Жыл бұрын
Original
@ismailshah8591 Жыл бұрын
Original bap ki olad he to munafik meraj jhuta makkar or pakka munafik he 1000 molanao ke beech Byan kar maslake ala hajrat jindabad 5 or tere hajoro tukde kardege
@ismailshah8591 Жыл бұрын
Allah Sirf Iman wale ko hi jannat or galba deta he maslake ala hajrat jindabad 5
@ismailshah8591 Жыл бұрын
1000 molanao ko ikattha Kar lo sabit ho jayega Sare jmatwale devbandi whabi Siya ahle hadis bohre kadyani sab ke sab munafik chhupe hue Kafir gustake rasul he maslake ala hajrat jindabad 5
@aadils.k.n.3531 Жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا واحسن الجزا
@shabeerahmed8753 Жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah MashaAllah u r great
@AftabAhmedkhan88637 ай бұрын
Mashallah ❤❤❤
@tafsirahmad8554 Жыл бұрын
Masha Allah
@yunusahmed264 Жыл бұрын
Mashaallah
@syeddadmohammed7419 Жыл бұрын
MASHAALLAH. JAZAKALLAH.
@tanveersheikh9860 Жыл бұрын
dilchasp wa ehem mauzoo, shukriya
@AbdulRafay-sb4gg Жыл бұрын
Bhot zabardast thanks jazakallah kher
@taufiqueanwer4061 Жыл бұрын
Bahoot hi behtrin topic uthaya hai Shaikh Mohtarram app ne
@mohammadayoub6263 Жыл бұрын
Masha Allah Masha Allah Masha Allah
@MukhtarAhmed-mh6wk Жыл бұрын
Jazzak Allah Khair
@aqheeltauferq1182 Жыл бұрын
JAZAKALLAH KHAIR BARAKALLAH FI DEEN@DUNYA
@murtuzaalam2792 Жыл бұрын
W.s wa rahmatullahi wa barkatahu
@Hami534 Жыл бұрын
Mashaallahjazakallah
@shaikhfareed4770 Жыл бұрын
ماشاءاللہ ربانئ صاحب کے خد مت اسلام علیکم ورحمت اللہ برکاتہ
@Farooq.Alam.Quraysh Жыл бұрын
Alhamdulillah Alhamdulillah
@indianrational6887 Жыл бұрын
Paisay milay kya
@IzharkhanKhanizhar-sf5vb Жыл бұрын
Alhamdulillah ❤❤
@NAJMULISLAM-lx2we Жыл бұрын
Jazakallahu khairan Shaikh
@jabedsk214 Жыл бұрын
Islam zindabad
@Hami534 Жыл бұрын
MashaAllah
@Farooq.Alam.Quraysh Жыл бұрын
Masha Allah very nice speech Shaikh Brother Mashaallah ☝️🇸🇦🤲
@sameerrorkhanmaharaja3449 Жыл бұрын
❤❤❤❤❤
@muhammadrafiq9753 Жыл бұрын
❤❤ JAZAK'ALLAHU'KHAIRA ❤❤
@afridshaikh9843 Жыл бұрын
Masha Allah shaikh
@chandsalafi6050 Жыл бұрын
@@SultanAzeemShaik heera gurup Islam ka koi rukun hain kya ,aap ko sahi nhi lagta mat Karo unke sath ,,kaam bas ,,aap 😊ayse bolrahe ho jayse Faraz hain heera gurup ko manna
@SultanAzeemShaik Жыл бұрын
@@chandsalafi6050 Asal cheez to mauzoo hai ye neeche diye sawal hai zara pata karke batana Pehle Tehqeeq karlete phir is mauzoo ko dawat samajhkar aam karte. Apse in sawal ka jawab talab karta hoon 1. Sahih Muslim ki jis Hadees me Aap sws ne wazeh taur par MANAA kiya hai Kya aap us Hadees ko Mansooq Saabit karsakte hain? 2. Jis tarah se aapne ne kaha ke wo Hadees kisi shaks ya us waqt ke liye RAHA HOGA, Usko Saabit karne ke liye aapke paas Daleel kya hai? 3. Jis tarah se aapne ye kaha ke Aap sws ne us Hadees ki wajah nahi batayi, to kya Aap sws ka WAJAH NA BATANA koi Hadees ko Mansooq Saabit kardeta hai? Usool ki Kaunsi kitab se aapne ye kaha? 4. Aakhir me jis tarah se aapne social media par apne Mauzoo ko pura sabit karke bayan karke ahle ilm se tatbiq ki baat kar rahe hain, kya ye jageh (social media) par ahle ilm aapka bayan sunkar jawab denge? Social media se pehle kya aapne ahle ilm se is Mauzoo ke baare me baat kiya hai? dalaail aur manhaj se kya un ahle ilm ne koi tatbiq ki surat salaf se saabit kiya hai? Kya mauzoo ki tahqeeq karna aapki zimmedari nahi hai? 4. Jis tarah se aapne is rang ki fazilat Quran aur Hadees se bayan kiya, us se to wujub ka andaza lagta hai. Aur Hara Rang to sirf aapki Karahat se Haraam hogaya (kyunke barelvi pehente hai aur use musalman ka rang kehne se). Usi Karahat se phir aap gair muslm (jo wo log takabbur se apna rang kehte hai aur takabbur se pehente hain aur dikhate hain) ko kyun nahi kehsakte? Aapki Karahat se nahi upar wale ke hukm aur hadees se koi cheez haram hoti hai. Shia ne kala rang apna kaha to kya wo sirf is bunyad se hamare liye haram hojayega? 5. Aap sws ne Wajah sahih muslim ki hadees me hi batayi hai :: إِنَّ هَذِهِ مِنْ ثِيَابِ الْكُفَّارِ فَلاَ تَلْبَسْهَا " Aur Mumaniyat (hukm) isi se saabit hai. فَلاَ تَلْبَسْهَا Manhaj e salaf: imam muslim ka baab باب النَّهْىِ عَنْ لُبْسِ الرَّجُلِ الثَّوْبَ الْمُعَصْفَرَ، Jis tarah se logon ne aapko muqallideen ki tarah apna imam banaye hue hain aur aap dekhenge ke is mauzoo ko muqallideen ahle ilm se poochkar koi tatbiq ki surat ke bagair hi apki baat patthar ki lakeer samajhkar maan lete hai aur masha allah waghaira keh rahe hain agar wo log is par amal karna shuru karen to kya aap Allah ke yahan iski zimmedari lesakte hain? Is mauzoo ke taluq agar mukhtalif rai bhi ho to kya koi ek hi rai ko muqaddam karsakta hai? Aur wahin makkah aur madina me jab barelvi zafran rang k kapde pahen kar ata hai to muzaffar madni sahab mana karte nazar aate hain. Kyun wo barelvi hai isliye?
@amjd656 Жыл бұрын
کسی رنگ کو گمراہ لوگ خاص کرلیں تو اسکی مشابہت سے حدیث می منع کیا گیا ہے من تشبه بقوم فهو منهم جو جس قوم كي مشابہت اختیار کرے وہ اسی می سے ہوگا اعاذنا الله منها
@ahmadnawaz4134 Жыл бұрын
Hindosaatn main to bilkol nhi kyounkey hindo majhab is colur ko apney identy kay tour pay istaymaal karta Hai sahik ko rojo Karna chaey is topic pay meray khayal say bhai aapko kiya lagta hai btawo
@الحمادون-ض8ت Жыл бұрын
* الحمد لله اگر کوئی اھل حدیث عالم یا MA SHA ALLAH کا impression دینے والے اس تحقیق کے مطابق Practical Video بھی upload کردیں تو Practical ھوجاے گا اور تمام اھل حدیث بھی عمل شروع کرنے میں آسانی محسوس کرسکتے ھیں • *****
@maqbool7236 Жыл бұрын
گائے والا رنگ سورہ بقرہ
@mumtazsalafi2340 Жыл бұрын
Jajakallah
@mohammedmubinmubin5620 Жыл бұрын
❤obsolutly right shaik
@mohammedmubinmubin5620 Жыл бұрын
@@SultanAzeemShaik Accha aap kehrahe hi ke inu galat hi,mera suval hi taqleed ka matlab kya hi bolu ??
@SultanAzeemShaik Жыл бұрын
Pehle Tehqeeq karlete phir is mauzoo ko dawat samajhkar aam karte. Apse in sawal ka jawab talab karta hoon 1. Sahih Muslim ki jis Hadees me Aap sws ne wazeh taur par MANAA kiya hai Kya aap us Hadees ko Mansooq Saabit karsakte hain? 2. Jis tarah se aapne ne kaha ke wo Hadees kisi shaks ya us waqt ke liye RAHA HOGA, Usko Saabit karne ke liye aapke paas Daleel kya hai? 3. Jis tarah se aapne ye kaha ke Aap sws ne us Hadees ki wajah nahi batayi, to kya Aap sws ka WAJAH NA BATANA koi Hadees ko Mansooq Saabit kardeta hai? Usool ki Kaunsi kitab se aapne ye kaha? 4. Aakhir me jis tarah se aapne social media par apne Mauzoo ko pura sabit karke bayan karke ahle ilm se tatbiq ki baat kar rahe hain, kya ye jageh (social media) par ahle ilm aapka bayan sunkar jawab denge? Social media se pehle kya aapne ahle ilm se is Mauzoo ke baare me baat kiya hai? dalaail aur manhaj se kya un ahle ilm ne koi tatbiq ki surat salaf se saabit kiya hai? Kya mauzoo ki tahqeeq karna aapki zimmedari nahi hai? 4. Jis tarah se aapne is rang ki fazilat Quran aur Hadees se bayan kiya, us se to wujub ka andaza lagta hai. Aur Hara Rang to sirf aapki Karahat se Haraam hogaya (kyunke barelvi pehente hai aur use musalman ka rang kehne se). Usi Karahat se phir aap gair muslm (jo wo log takabbur se apna rang kehte hai aur takabbur se pehente hain aur dikhate hain) ko kyun nahi kehsakte? Aapki Karahat se nahi upar wale ke hukm aur hadees se koi cheez haram hoti hai. Shia ne kala rang apna kaha to kya wo sirf is bunyad se hamare liye haram hojayega? 5. Aap sws ne Wajah sahih muslim ki hadees me hi batayi hai :: إِنَّ هَذِهِ مِنْ ثِيَابِ الْكُفَّارِ فَلاَ تَلْبَسْهَا " Aur Mumaniyat (hukm) isi se saabit hai. فَلاَ تَلْبَسْهَا Manhaj e salaf: imam muslim ka baab باب النَّهْىِ عَنْ لُبْسِ الرَّجُلِ الثَّوْبَ الْمُعَصْفَرَ، Jis tarah se logon ne aapko muqallideen ki tarah apna imam banaye hue hain aur aap dekhenge ke is mauzoo ko muqallideen ahle ilm se poochkar koi tatbiq ki surat ke bagair hi apki baat patthar ki lakeer samajhkar maan lete hai aur masha allah waghaira keh rahe hain agar wo log is par amal karna shuru karen to kya aap Allah ke yahan iski zimmedari lesakte hain? Is mauzoo ke taluq agar mukhtalif rai bhi ho to kya koi ek hi rai ko muqaddam karsakta hai? Aur wahin makkah aur madina me jab barelvi zafran rang k kapde pahen kar ata hai to muzaffar madni sahab mana karte nazar aate hain. Kyun wo barelvi hai isliye?
@jabedsk214 Жыл бұрын
Duniya mai jitne peer or durga hai o sab shirk hai please brother and sister shirk na kare
@SamsungA-fo2so Жыл бұрын
❤❤❤
@Abdurrahmanshakoorali Жыл бұрын
Shaikh But There is Hadith I am sharing What does it mean? Sahih Muslim Hadith 5173 Narrated by Abdullah ibn Amr ibn al-'As Allah's Messenger (saws) saw me wearing two clothes dyed in saffron, whereupon he (saws) said: 'These are the clothes (usually worn by) the non-believers, so do not wear them.
@nasariqbal46146 ай бұрын
Wo hadees mansooq hai bhai uske baad hmare nabi shauk se jard rang ka kapda istemal karte the
@iqbalahmedkhan3338 Жыл бұрын
Sabhi rang Allah ke hain.
@amjd656 Жыл бұрын
من تشبه بقوم فهو منهم
@naushada7858 Жыл бұрын
علم فروشی کی کمائی پر تقریباً سارے فرقے متفق ہیں لہٰذا علم فروشی کے خلاف سب چُپ رہتے ہیں کیونکہ علم فروشی کے لحاظ سے سارے فرقے ایک ہی حمام میں سب کے سب ننگے ہیں یہی وجہ ہے کہ علم فروشی پر کوئی فرقہ کسی کو مفادپرستی یا قوم سے بدعنوانی کا فتویٰ جاری نہیں کرتا بجائے علم سے قوم کی خیر خواہی کرنے کے۔ الٹا علم فروشی کو تجارت اور اپنی وراثت سمجھ بیٹھے ہیں
@naushada7858 Жыл бұрын
*چور کی داڑھی میں تنکا !* حق پرستی کی ایک بڑی دعویدار جماعت اہلحدیث جب اپنے مدِ مقابل حنفی جماعت سے یہ مطالبہ بڑی شدّت سے کرتی ہے کہ میلاد النبی وغیرہ منانے کی دلیل قرآن سے یا حدیث سے یا صحابہ کرام سے یا تابعین سے یا طبع تابعین سے بتائیں اور یہ مطالبہ حنفیوں سے کرنا بھی چاہیے لیکن ساتھ ہی توحید کے علمبردار اہلحدیث علم فروشی کرنے یا اسپر چُپ رہنے کی دلیل قرآن و حدیث میں کہاں ہے یہ انکو بھی بتانا چاہیے کب بتاینگے ؟ اگر میلاد وغیرہ منانا بدعت ہے(یقیناً ہے) تو علم فروشی کرنا بھی کوئی سنت نہیں ہے باوجود اسکے قوم قرض میں سود میں اور اسکی لعنت میں مبتلا ہے۔ ذمےدار کون ہے ؟ علم فروشی قوم کے ساتھ ظلم و زیادتی تو ہے ہی نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی بھی خلاف ورزی ہے میلاد سال میں 1 دن ہوتی لیکن علم فروشی سال کے 12 مہینے ہوتی ہے قوم کا زیادہ نکسان کس میں ہے؟ میلاد النبی وغیرہ منانے میں يا علم فروشی کرنے یا علم فروشی ہونے پر چُپ رہنے میں ؟ جب خود کی داڑھی میں ہی تنکا ہو تو اُسے دوسروں پر بھی اُنگلی اٹھانے کا کوئی حق نہیں ہے لہٰذا آپ اپنی اداؤں پہ ضرور غور کیجئے ورگرنا ہم عرض کرینگے تو شکایت ہوگی
@ahmadnawaz4134 Жыл бұрын
IMA mam bokhrey rahmolaa Ny bhi Hades's rawayat key hai bhgwaa color istaymaal karnay say a all ah rasoolsalalyh wassalam nay mama farmayy Hai
@aqheeltauferq1182 Жыл бұрын
Dalel hadees number
@ahmadnawaz4134 Жыл бұрын
As salaam alykom Bhai mardon KO serf saffron color Kay kapday istaymaal karnay say Allah kay rasol sallah alyh as all am nay mana farmaya hai sahik nay is chej ko mention nhi kiya hai apney speech main jild 7 Hades's nomber 5846 Muslim main Hades's nomber 5436 Bokharey 737 aap search karo our muhay bhi btawo clarety kiya Hai
@aqheeltauferq1182 Жыл бұрын
@@ahmadnawaz4134 jazzak Allaah khair barak allha fi deen@dunya
@ahmadnawaz4134 Жыл бұрын
Aameen same to you bhai
@obaidazmi7669 Жыл бұрын
عن عبد الله بن عمرو قال: رأى النبي صلى الله عليه وسلم علي ثوبين معصفرين، فقال: "أأمك أمرتك بهذا"؟. قلت: أغسلهما؟. قال: "بل أحرقهما". اخرجه مسلم وغيره
Assalamualaikum Sureh Baqharah Ayath 60 ka reference jo aap diye Hain wo ghalath hai, vaisi Ayath is number pe nahi hai thoda azahath Karen...jazakallah
@taufiqueanwer4061 Жыл бұрын
App se kaise baat hogi
@uniqueautomationelectronic5696 Жыл бұрын
Prophet Muhammad (PBUH) ko sabse pasandida {white 🤍} colour thaa . .......mere knowledge se aap topic par baat kare jo haqikat hai usee byaan kare naa ke .....DP KUCH TOPIC KUCH....
@nasariqbal46146 ай бұрын
Mere bhai galat hadees padhe ho allah ko wo banda pasanda hai jo allah ki bargah mei jaye to safed rang ka libas pehne hmare nabi jyadatar green,red,yellow ,black pehente the aap bukharu sharif mei padh le
@ahmadnawaz4134 Жыл бұрын
Hidostaan main aiek daharmek tabkaa is color KO apney phchaan rakhtaa hai to hindtaa n main muslime kasey istamaal karsaktaa hai libaas kay tour par agar ham aisaa kartay ha in to un key motabkat hotey hai
@ShahiduzzamanShaukat Жыл бұрын
علماء اور سیاستدانوں کے مفاد پرستی , دنیا پرستی اور کوتاہ بینی اور امت میں دینی اور جدید تعلیم کی کمی کی انتہا دیکھیں کہ روپیہ پیسہ اوگاھی والی قرانی آیات اور پیرومزارات اور درگاہ کی چرچا مسجدوں کے ممبروں سے خوب اور ھمیشہ سے ھوتی آرھی ھے اور آج بھی ھو رھی ھے مگر مسلمانوں کو مظبوط بنانے والی ایک اعلی اور بہترین دفاعی اور ترقی پسند تدابیر کا قرآنی حکم علماء دین کی نظر سے نہیں گزری؟ اور اس آیت کی چرچا مسجدوں کے ممبروں سے کیوں نہیں ھوتی ؟ سورہ انفال آیت نمبر 60 میں اپنی دفاع میں گھوڑے کو پہلے سے تیار رکھنے کاحکم دےکر امت کو اشارتاً یہ بھی حکم دیا گیا کہ اپنی دفاع میں زندگی کے سبھی شعبوں میں اپنے مخالفین کے مقابلے اپنے کو زیادہ سے زیادہ مظبوط اور طاقت ور بنایں تاکہ مخالفین کو آپ پر حملہ کرنے کی ھمت ھی نہ پڑے ۔ بس یھیں پر مسلمانوں کے مزھبی اور سیاسی لیڈروں سے جان بوجھ کر یا انجانے یا اقتدار کے نشے میں یا پھر مکاری سے یا اپنی اپنی مفاد کی خاطر بہت بڑی غلطی ھو گعی کہ اللہ اور اسکے رسول کی کھلم کھلا نافرمانی کرتے ھوے امت کو فرقوں در فرقوں میں باںٹ کر ، فروعی مسائل کی لایانی بحث و مباحث میں الجھا کر اور علم جدید ( آدھونک شکچھا ) جو سب سے بڑی طاقت تھی اور ھے کی مخالفت کر امت کو بہت ھی کمزور اور سیکڑوں سال پیچھے دھکیل دیا جس کا نتیجہ ساری دنیا میں دیکھ رھے ھیں جسکا وبال معصوم عوام سے شروع ھوکر مزھبی اور سیاسی لیڈروں تک پہنچ رھا ھے اور آگے بھی پہنچتا رہےگا جب تک کہ مزھبی لیڈرس مسجدوں کے ممبروں سے وعظ ونصیحت کے ذریعہ قوم کو زندگی کے سبھی شعبوں خاص کرجدید علوم ( ساینس اور ٹیکنالوجی ) اور معاشیات کے بلندیوں پر نہ پہوچادیں ۔ یہ دن دیکھے ھیں اپنی ھی غفلت کی بدولت + شکوہ ھے زمانے کا نہ قسمت کا گلا ھے ۔ خداوندا یہ تیرے سادہ دل بندے کدھر جائیں + کہ درویشی بھی عیاری ھے سلطانی بھی عیاری
@indianrational6887 Жыл бұрын
YA Hummar. YA kalb. Qinzeer. Inta akl hummar
@amatullahsiddiqi60 Жыл бұрын
Woh sheikh Jo bhi hain iska Faisla to Allah karega, aap APNA taruf karain, itni Gandi boli ek sachay Muslim ki to kabhi Nahin hosakti. Kya Allah ne surah hujuraat mein is se mana Nahin Kiya!
@indianrational6887 Жыл бұрын
@@amatullahsiddiqi60 Quran 7:176 And if We had willed, we could have elevated him thereby, but he adhered [instead] to the earth and followed his own desire. So his example is like that of the dog: if you chase him, he pants, or if you leave him, he [still] pants. That is the example of the people who denied Our signs. So relate the stories that perhaps they will give thought.
@indianrational6887 Жыл бұрын
@@amatullahsiddiqi60 Shaitaan ko sheikh banaogay to gumraah ho jaaogay. Yeh badtareen logon ke paison pe pal raha hai Quran 7:179 And most certainly have We destined for hell many of the invisible beings and men who have hearts with which they fail to grasp the truth, and eyes with which they fail to see, and ears with which they fail to hear. They are like cattle -nay, they are even less conscious of the right way: it is they, they who are the [truly] heedless
@Peace_media Жыл бұрын
Is tarah ki boli bolna asal me Maa Baap ki tarbiyat ko bhi dekhata hai Ki ye tarbiyat mere Maa Baap ne ki hai meri
@indianrational6887 Жыл бұрын
@@Peace_media Yazeed ka goo khaanay walon ki yehi aukaat hai
@taufiqueanwer4061 Жыл бұрын
Shaikh maine bachpan se yeh suna ke Narangi rang kafiron ka hai Momin ko duniya mei pahnna mana hai kion ke jannat mei log isi rang ka kapda panenge
@SultanAzeemShaik Жыл бұрын
'Abdullah b. 'Amr reported: Allah's Apostle (ﷺ) saw me in two clothes dyed in saffron, whereupon he said: Has your mother ordered you to do so? And I said: I will wash them. He said: But burn them. (SAHIH MUSLIM 2077c)
@SultanAzeemShaik Жыл бұрын
Sahih Muslim 2077 a 'Abdullah b. 'Amr b. al-As reported: Allah's Messenger (ﷺ) saw me wearing two clothes dyed in saffron. whereupon he said: These are the clothes (usually worn by) the non-believers, so do not wear them.
@uniqueautomationelectronic5696 Жыл бұрын
😂
@dr.iftikhar.alikhan2542 Жыл бұрын
In the next video, please come wearing bhagwa toub, shaikh mairaj sahab. O...K...., Say inshaallah.
@UMARkk-fn2hv Жыл бұрын
Hashmi Swami khabar pujari hai
@obaidazmi7669 Жыл бұрын
ایشور کا استعمال محل نظر ہے
@9999822143 Жыл бұрын
هذا الرجل قائد الفرقة الضالة.
@AhmedKhan-STL Жыл бұрын
السلامُ علیکمـ ورحمتہ اللّٰه و برکاتہ۔ درج ذیل حدیث جو کہ صحیح ہے اس کا کیا حکم ہوگا اس مسلہ میں۔ حَذَّر النَّبيُّ صلَّى اللهُ علَيه وسلَّم أمَّتَه مِن التَّشبُّهِ بغيرِ المسلِمين؛ وذلك أنَّ الأمَّةَ مأمورةٌ بمخالَفةِ المشرِكين وأهلِ الكِتابِ. وفي هذا الحديثِ يقولُ النَّبيُّ صلَّى اللهُ علَيه وسلَّم: "مَن تشبَّه بقومٍ"، أي: اتَّبَعَهم في أفعالِهم أو أقوالِهم أو لِباسِهم وعاداتِهم، كمَأكَلِه ومَشرَبِه وهَيئاتِه وغيرِ ذلك؛ "فهو مِنهُم"، أي: حُكمُه حُكمُهم؛ فإنْ كانوا أَهلَ فِسقٍ أو كُفرٍ أصبَح مِنهُم، ويَشمَلُه ما يَشمَلُهم مِن العَذابِ بحَسبِ ما تَشبَّه بهم فيه، وبحسَبِ ما قَصَدَ من هذا التشبُّهِ، وإنْ كانوا مِن أهلِ الصَّلاحِ والإسلامِ شَمِلَه ما يَشمَلُهم مِن نعيمِ اللهِ عزَّ وجلَّ. وفي الحديثِ: التحذيرُ من التَّشبُّهِ بأهلِ الكُفرِ والفُسوقِ والعِصيانِ، والإرشادُ إلى التَّشبُّهِ بأهلِ الإيمانِ والطَّاعةِ. یہ ایک طالب علم کا سوال ہے اگر یہ خلاف ادب ہے تو اللّٰه واسطے درگزر فرمایٔں۔ اللّٰہ آپ کی ہر شر سے حفاظت فرمائے اور ہر خیر سے نوازے آمین یارب العالمین۔ جزاک اللّٰه خیراً کثیرا فی الدارین و السلام علیکم ورحمتہ اللّٰه۔
@daarulshifa3883 Жыл бұрын
لال رمال مگر چھوڑ نہی سکتے
@saifkhan6140 Жыл бұрын
Beshk Allah hi ne sabko banaya. Lekin ismein bhi to haram aur halal cheeze hai kuch kha sakte hai kuch nahi kha sakte hai. Aur rahi bat bhagwa colour ka to ye pehanna mana hai main bahut jald hadish number bhi dalenge in Shaa Allah
@SultanAzeemShaik Жыл бұрын
Sahih Muslim 2077a 'Abdullah b. 'Amr b. al-As reported: Allah's Messenger (ﷺ) saw me wearing two clothes dyed in saffron. whereupon he said: These are the clothes (usually worn by) the non-believers, so do not wear them. *** 'Abdullah b. 'Amr reported: Allah's Apostle (ﷺ) saw me in two clothes dyed in saffron, whereupon he said: Has your mother ordered you to do so? And I said: I will wash them. He said: But burn them. (SAHIH MUSLIM 2077c)
@saifkhan6140 Жыл бұрын
@@SultanAzeemShaik jazakallah hu khairan
@Peace_media Жыл бұрын
Ye hadees to shaikh ne bhi bataya ki sahi Muslim me ek hadees hai Lekin shaikh ne iski halki si wazahat bhi ki sun len aap Rahi baat ko shqikh ka ye hatmi faisla nahi hai Wo to khud Keh rahe hai ki kuch mile to rahnumaee kare Allah aap ko jajae kher de Ye Keh hain
@AbuIbbu Жыл бұрын
Nabiyan bhi usee tarah paida hue is bath ku samajh gay musalman tho Allah ku aur Allah ke deen ku sirf sach ki buniad pe samajhte
@ehteshamulhaq3215 Жыл бұрын
sahi bukhari 2812 🤣🤣🤣
@RanveerSingh-ji5hc Жыл бұрын
To Bhai bharat medusere darm ke bare me bhi teek teepani nhi karni chahiye
@amatullahsiddiqi60 Жыл бұрын
شیخ زعفرانی رنگ تو معصوم ہے لیکن اس کے پہننے والے لوگ اس دور میں جو کر رہے ہیں، اس کی وجہ سے ہم اس رنگ کو ترک کرتے ہیں، اسی طرح سبز رنگ والوں کی حرکتوں کے سبب اس رنگ کو بھی ترک کرتے ہیں تاکہ کوئی ہمیں ان میں سے نہ سمجھے
@smshafique9873 Жыл бұрын
Amatulla Bhai yehi aaj ki Haqeeqat hai!
@Afalam9085 Жыл бұрын
اس اصول پر عمل کریں اور نماز کو بھی پڑھنا بند کردو.. کیونکہ آجکل نمازیوں کی حرکتیں بھی زعفرانی رنگ والوں جیسی ہیں....
@mysweetgirlbabyayat2652 Жыл бұрын
Tujhh se our jannat se kya matlab wahabi door ho Ham rasul allah ki jannat rasul allah ki Labbaik ya rasul allah
@minhajshaikh5485 Жыл бұрын
संतरा 🚩🚩🚩
@knowledgebank2858 Жыл бұрын
Ok sir,but do you know political background of bhagwa,they are making nakhara,want to dilute muslim community,on economic,and political front..if you have guts, make tabligh among kaafirs,,ok talk to current topics ,also.
@Rizwan.edits1 Жыл бұрын
Maslake ala hazrat zindabad
@DaniyalKhan-yz9te Жыл бұрын
Nikah se pehle talaq bolo
@akhlaqueahmad6233 Жыл бұрын
O mulla g Tu q imama ko tark krke lal dupatta dal liya kya ye biddat nhi jwab de
@mysweetgirlbabyayat2652 Жыл бұрын
Tu muslman hi nahi h Kyu ki kalma nahi manta h kalma kahta h nabi jinda h allah ka nabi h to h H ke matlab jinda h tu murda kahta h tu kahta h mitti me mil gaya h nabi kuchh de nahi sakta h nahi sun Santa h ye sab gustakhhi karte ho Tuvmuslim nahi h
@aamiruddinaamir8625 Жыл бұрын
Peela aur jafrani kesari ko kyo milate ho.aap kyo rung badalte ho. Orange color alag hai peela alag. Oreng haraam hai. Aap confusion ME matt daalo Pehli baar mai aap ka iss bayan ko na pasand kartahu. Aap fitna khda matt karo hazrat
@murtuzaalam2792 Жыл бұрын
Bhai daleel se bat kar rahe hai
@yxalaga7395 Жыл бұрын
@@murtuzaalam2792daleel ko ghuma rahe hain... Ye moulviyon is daur me khoob seekhna hai
@mysweetgirlbabyayat2652 Жыл бұрын
Mere nabi hra colour bhagwa chisti colours 7 color ka imama pahne the
@kks8722 Жыл бұрын
Huzoor 'saw ne safed rang ke kapde pasand farmate the ye molana ya waris maslak ka he ya waris Peele rang Kapde pehnte he ! jahil gumrah kar raha he
@K47or56 Жыл бұрын
रब्बानी साहब, मैंने सुना है की अहले खबीस फिरका भी अब """"""मोहम्मद तबलीग जमात""""" शुरू कर चूका है। 🤣
@sqlserverdba5947 Жыл бұрын
Is se bada jahel Maine Nahi dekha
@murtuzaalam2792 Жыл бұрын
Jahilana tumhara soch hai itne bade aalim ko yesa bolta hai jo daleel se bat kar rahe hai
@sqlserverdba5947 Жыл бұрын
puri duniya ko pata hai yeh kitna bada alim hai ya jahel@@murtuzaalam2792
@bacusiitk Жыл бұрын
Tumhare Chehre Be-Naqab ho chuke hai Wahabiyon..... The Damage has been Done ✅✅✅
@cityvlog2384 Жыл бұрын
Are bhai kausa rang haram hai ye bhi bata do ye rumal jo rakhe ho kya ye Islam hai galat baat nahi kon kya pahanta hai iske tum jimmedar nahi ho
@yxalaga7395 Жыл бұрын
Moulaana ko peela, laal aur kesariya ka farq nahi pata... Kyo aur kis dabaao me inhone ye bayaan diya samajh nahi aaya... Lekin afsoa hua... Ek waqt tha jab inko sun kar haq aur baatil ka farq samajh aata tha Ab to bepaindi ke loute ban gaye hain....
@yunuskhankhan4305 Жыл бұрын
Moulana sahab aap ka chera bahut kharab hota ja raha hai..q?
@MASOODJAVEED1 Жыл бұрын
Foolish
@stressfreevideos1604 Жыл бұрын
Shaik app ke daadee black ⚫⚫⚫ kai ko hai app bhi zafrani kalar karoo
@iloveyouindia4407 Жыл бұрын
Yah Lal rumal Jo pahne Ho iski koi dalil hai😂😂😂😂😂😂😂
@Batanabhizaruritha Жыл бұрын
Bhagwa rang galat hai. Par apke sar pe laal rumal is ka bhi sabut de dete ye baat bhi 100% saheeh hai ke tumhara baap ya tumhara aaqa woh saudi hi hai
@fazlulhaque4311 Жыл бұрын
Bhagwa qabar kepujari hi kiuyn pahente hain
@Batanabhizaruritha Жыл бұрын
@@fazlulhaque4311 woh qabar ke pujari jane parantu mahodai lal rumal saudi ke pujari kiyun pahante hai is ka sabut to aap dein
@shaikshafiullah8602 Жыл бұрын
میں ایک بات بتاؤ قران سے دلیل ہے قران میں اللہ کہتا ہے توم مشرکوں کو نجس کہتا ہے اللہ تم قبر مزاریوں کو درگاہوں کے پجاریوں کو نجس کہتا ہے اللہ یعنی خنزیر سے بھی گندے
@SultanAzeemShaik Жыл бұрын
'Abdullah b. 'Amr reported: Allah's Apostle (ﷺ) saw me in two clothes dyed in saffron, whereupon he said: Has your mother ordered you to do so? And I said: I will wash them. He said: But burn them. (SAHIH MUSLIM 2077c) Sahih Muslim 2077 a 'Abdullah b. 'Amr b. al-As reported: Allah's Messenger (ﷺ) saw me wearing two clothes dyed in saffron. whereupon he said: These are the clothes (usually worn by) the non-believers, so do not wear them.
@silver_springs22 Жыл бұрын
Allah hi naoak hai hum allah ko najaz sharrul bariya worst of creatures mante hein.
@adilmohiuddin5872 Жыл бұрын
Kabhi bhagwa rang kabhi chepkali waha waha 🤣😂🤣😂
@indiaoverland28465 ай бұрын
Bhai alla ki aapne le li hai sole-dealership ....ab tum ban chuke ho Alla ke spokespersn.....Vo koi alla khalik aur malik aur sachcha nahi ho sakta jo apni ek makhlook ko dusri makhluk ko sirf is karan katl karne ko kahe kyonki vah dusra alla ki puja nahi karta .... tumne apni champak ko khuda ki kitab bnaa liya ab us pagalpan me jee rahe ho
@MurtujDaktar4 ай бұрын
Yazidi mat bano😅
@wisdomacademy5096 Жыл бұрын
Allah tereku barbaad karde bad akheede
@azeemvlog-rh1eq Жыл бұрын
Masha Allah
@rehanindiangamer9461 Жыл бұрын
Heera gold ponzi scam ka dallal meraj😂
@sameemmohammad666 Жыл бұрын
❤❤❤❤
@kks8722 Жыл бұрын
Huzoor 'saw ne safed rang ke kapde pasand farmate the ye molana ya waris maslak ka he ya waris Peele rang Kapde pehnte he ! jahil gumrah kar raha he