Karta malik sab ka malik hai humlog inka sevak hai. Ink milna mushkil hai gyani logonko jarur miltahai jai sathkaival
@RameshPoojary12 жыл бұрын
Bhajan karo bhajan karo bhajan karo pyare ar din Kaival ka Jap karo pyare
@RameshPoojary12 жыл бұрын
Yehi bhajan mera guru maharaj ne likha Hum per daya rakna ho daata hum per daya rakna tumna hote jag na hota ohang sohang koun Chalata sub ka tu karta ho daata hum per daya rakna paanch tatva ka dunia banaya jad chetan' me aake samaaya nirgun kahalaata ho daata hum per daya rakna parama guru muzhe aake jagaaya amar mantra ko japanaa serkaayaa guru bina rahajaata hum per daya rakna
@RameshPoojary12 жыл бұрын
Me Bhagvan ka baareme janta nahi tha bhajan Pooja kartata es samay mere ko ek guru mila yehi guru Kaival siddhant ka baareme Gyan diya eske pehle ved purana.me kya boltata yehi succhi hai sochtata leken guru ka Kaival Gyan se patha mila karta malik koun hai Atma our paramatma ka sambandh kya hai patha mila baadme guru ne mera pativar ko be guru Deeksha diya hai mera dostu parivar ko be Deeksha diya hai es vajase humlog dhanya ho our humlog kushihu sabi Kaival samprday bhakt logonko mera pranam ho jai sathkaival me Karnataka me. Mangalore me rehatahai
@RameshPoojary12 жыл бұрын
Ved sab zoot nahi bed me darshave Gyan hone ke liye ved foundation hai aage janeke liye ved ka Gyan bouth jarurat hai leken ved ek kheti hai yehi nahi tho beej kahha dalthehai ved ek brahma kshetra hai kounsa beej dalthehai haisa fall nikalrahahai leken Atma ka Janam maranse mukth hona chahihai haisa beej dalnese Atma ka mukth hoga yehi beej Bhagvan shree math karuna Sagar Kaival dhamse lekhe aya hai ved Matlab hamara sharir hai Sharir nash hotahai Chetan shashvat hai sab ka mukt hona chahihai tho Bhagvan karun Sagar likha huva granth pancham svasamved ka Gyan jarurat hai yehi Gyan se atma ko mokshya prapt hotahai jaihind
@RameshPoojary12 жыл бұрын
Kaayam panth Gyan samprday jagat me kyo shrest hai Matlab Bhagvan shree math karuna Sagar ki karta Malik ne dharti per beja yehi siddhant me kahha be Himsa kahaani nahi hai purana me Vishnu ne dustonka naash karneke liye chakra prayog kiya Ram ne baan prayog kiya shivji threeshul prayog kiya leken parama guru ka siddhant me kahha be Himsa ka baareme kahha be bolnahi hai shirf Gyan ka baareme kahha yehi visheshata hai dusta gune Atma sharir me hai yehi dusta gune paramguru ka Gyan se naash hotahai yehi succh hai jaihind