It's a helpful video for our Muslim community of indians.... Soon you'll hit 20k subscriber..
@suratunbegum75067 ай бұрын
Good video.
@ofifotv2 жыл бұрын
Well defined sir ❤❤❤
@sarfarazshaikh7716 жыл бұрын
Hatsoff to you
@legaladvice776 жыл бұрын
Thanks for your valuable support and blessings
@upsc3882 жыл бұрын
Sir kya kharcha I pandan and mantinece ek hi chiz h
@sonukhanindia63244 жыл бұрын
Sir Muslim Riti se shadi hue but ab Court m case chal raha hai or case time m ladke n dusri shadi karli hai
@mdnazimali41176 жыл бұрын
Muslim law ke bare may Quran, hadish,shariat ka fully knowladge hona jaruri hai.
@यदायदाहिधर्मस्य-ढ2द3 жыл бұрын
सुन बेटा वो कुरान नहीं लॉ पढ़ा रहें हैं 😂
@Raghavendraaa5 жыл бұрын
Sir meri wife 1.5years se door hai maine section 9 kaa case kiyaa thaa woh aa nahee rahee ab wo 125 section file kare meri salary 21000/- hai kya mujhe kitne din maintenance denaa hai muslim act se maine to aanekeliye hee bolaa thaa, par wo nahee aarahee hai, meri beti bhi hai ro mai kyaa karoon
@riyazk5604 жыл бұрын
Ager Shaadi ke baad husband wife ke phisical relationship na ho to Maintainance dena hota hai kya
@asrafhussain38854 жыл бұрын
Muslim law ke hisab se divorce patni ko maintenance Dena jaroori hai Kya aur kitna din Tak Dena padega ,,isse chhutkara kaise pa sa sakte hain
@salimbiotechnology5 жыл бұрын
sir biwi government servant hai,2ladkiya hai to? my question sir maintenance wife and daughters 2no ko bhi Dena padenga? against wife khud ho Kar kaheti hai mujhe divorce chayeye es condition par? please sir reply me and understand me.
@law_judgements4 жыл бұрын
Sir, husband apni wife ko talaqe ahsan ke mutabik 1 talaq de to iddat ke baad bhi husband apni wife ko maintenance dena hoga ?
@chandrashekharkeram36132 жыл бұрын
Maintenance under Scheduled Tribal (S.T) Law..plz making the vedio
@mohammedhabeebuddin58844 жыл бұрын
Bhai my govt ho to kitna salary dena padenga
@ilyastheba74386 жыл бұрын
Muslim law me kin karno sar divorce wife ko mentenas nahi mil sakta sir
@nidhigupta98055 жыл бұрын
Sir uss case me kya hoga jb ek Muslim man divorced chahte h kyunki uske bache ni hore h N her wife wnt his whole property for divorce uss case ka kya Kia jayega or jo property h wo father ke naam pe b ni h unke father ke naam pe h
@zahid55944 Жыл бұрын
Means
@aaosikhen80436 жыл бұрын
Sr mera swal ye he k me ek muslim hun or mene apni pregnent bivi ko ek tlaq di he or ab me usse dobara shadi krna ni chahta hun to kya qanun ke mutabiq mujhe uske sath dobara shadi krne pr mjbur kiya jaega? Agr me usse dobara shadi krne se inkar kr deta hun to kya mujh pr koi saza ya jurmana ho skta he? Kya agr meri pregnent devorcy ya uske ghrwale mujhse ya mere ghrwalon se lakhon rupees ki maang krte hen to mujhe ya mere ghrwalon ko demand pura krne pr qanun ke mutabiq mjbur kiya jaega? Jbke mere talaq dene se pehle ya tlaq dete waqt meri bivi ya uske ghrwalon ne kisi rupye ki maang ni ki thi Sr vistar se ap mere swalon ka srkari qanun ke mutabiq jwab de den apki mhrbani hogi
@mushahid0895 жыл бұрын
Sir me apni wife ko divorcé de raha hu. Kiyoki ho mujhe mere aabu aami se milne nahi deti he. Kiya conditions me mujhe divorce mil sakta he. Or maintenance banta he mujh par
@nahidkhan1913 Жыл бұрын
Sir mere shaadi ko 9 Sal ho gaye hain aur mere do bacche Hain Ek 7 Sal Ka Baccha Hai Aur Ek 4 Sal Ka Baccha Hai Mera Bada baccha bolata Nahin Hai vah mansik santulan se kharab hai aur mere husband Ab Jo Hai vah dusra shaadi karna chahte hain Mujhse Talaq Lena Chahte Hain Court ke jarie aur Main unko Talaq Nahin Dena chahti hun Hamara Ek Ghar Bhi Hai Jo unke Naam per hai to ismein Kanoon kiski side mein Hoga Sir please bataiye
@FarhazWatson10 ай бұрын
Qayamat ke din jawab dena padega usko bhi apko bhi .... Talaq surf islamic tariqe se honi chiye
@futurelawyer20946 жыл бұрын
Sir plzz make a video on guardianship under muslim Law...... It's a humble request.....
@fauziyakhan9858 Жыл бұрын
Mere husband mujhe harpal toucher karte hai mujhse sidhi tarha se baat bhi nh karte or hadd se zyda nafrat karte hai wo to mujhe apni family bhi nh mante kya maine us se divorce lena chahye
@zakariyazaki85315 жыл бұрын
Sir bivi ne 125 ka kes lgaya he meri 1 bacchi bhi he jo me 125 ka bharn poshan de rha hu kya isme bivi ka bhi lagu ho gya he jo mene abhi tak talak nhi diya he plzzz javab do sir
@saeedshaikh43184 жыл бұрын
Kya Muslim Sunni mahila 2005 domestic violence ka Case laga sakti hai
@renukhan21853 жыл бұрын
Yes
@pinkillb5835 жыл бұрын
Uddat Kya h
@rajqureshi50604 жыл бұрын
Sar bataenge ex-parte Muslim Lal Mein Kis Tarah Se divorce liya jaega
@shanawazali8005 Жыл бұрын
🙏🙏
@mdnazimali41176 жыл бұрын
Hindu law ke bare may Geeta, Ramayan, puran ka knowladge hona jaruri hai.
@Dua-E-Noor6 жыл бұрын
mere bhai me apni wife ko talaq e ahasan diya hai kya use degree mil sakti hai ,?please reply me sir
@mazhherkhan35743 жыл бұрын
Mai muslim hu viklaang divyang berojgar hu 3 sal se patni nahi aa rahi our 125 4598 a dayar kar diya mamla court me hai mera aiims me ilaj chal rha aap help kare
@mahusssainabid49396 жыл бұрын
sir ji Agar ek hi Jameen ko do Aadmio ko registry kar rahe ho Tu Zameen Kiska hoga Jab k baad mein registry Karne Wale ke under Zameen Hai
@legaladvice776 жыл бұрын
Documents Se title clear hoga
@mohammadtabish13773 жыл бұрын
Sir muslim Pati apni patni ko divorce dene par maintenance dene hoga agar in dono se koi baccha nhi hai
@yugasrivastavasrivastava59036 жыл бұрын
अगर कोई न्यायालय ने 156(3) में आदेश दे दिया गया हैकि प्रार्थी की FIR लिखी जाए लेकिन थाने वाले FIR नही लिखते है तो प्रार्थी कोर्ट में आख्या मंगाने की पार्थना पत्र भी देता है फिर भी उसकी आख्या नही भेजी नही जाती है अब बताइये की वो प्रार्थी क्या करे जिससे उसकी FIR लिखे जाए कृपया इस पर एक वीडियोएक दो दिन में बना कर हमें बताने का कष्ट करें
@skasiklnu67116 жыл бұрын
Sir koi Muslim ladki . Ko Elegal. Rejected marriage Karne se Uska low kiya hai
@zoyajamal43482 жыл бұрын
Husband apni wife se maintenance le sakta hai under the muslim law.
@zahid55944 Жыл бұрын
Yes
@r.ansari78305 жыл бұрын
How to i tolk to uh
@mdafroz25606 жыл бұрын
Ab ye Persian law kya h, Persian logo ka kon sa religion hota h, wo kis God ki pooja krte h, sir Persian law ka muslim law se kya relation h, By and large, the information provided by u is very helpful and informative for me and others....Lots of thanks, may u prosper by leaps and bounds..
@legaladvice776 жыл бұрын
Thanks alot for your blessings and supports
@whitecollar205 жыл бұрын
If i divorce my husband will i get my personal belongings which is in his custody and he is refusing to give it to me.
@fouziabano45285 жыл бұрын
Same situation
@abbashkureshi44836 жыл бұрын
Sir Kya aap apne contact no description me mantion kr skte ho
@legaladvice776 жыл бұрын
Online Legal Advice, Book your Appointment (Call Now) Click the Link Below: www.instamojo.com/onlinelegaladvice/audio-calling-consult/?ref=store
@sahidaabbasdaruwala77666 жыл бұрын
+ Free Legal Advice (Advocate)
@asmaashrafi74785 жыл бұрын
mai 2 waif hu our mere hasben mujhe bahut marte hai mera our mere 2 bachcho ka sahi se kharcha nahi dete hai.mai ne talak ke liye camishner office mai arzi dali hu mujhe talak chahiye our wo mujhe dhamki de rahe hai 2 baby mujh se chin lenge.mai kya karo plz help me mai musalman hu help me plz
@arunpal73866 жыл бұрын
पिता की जमीन पीता के जीनदा रहते बेटो के नाम किस किस प्रकार से आ सकती हे ओर कीस प्रकार से कम खर्चा आता हा ओर कितना स्टम लगता हे
@rajqureshi50604 жыл бұрын
Sal ladki ka Affair Kisi Aur ki sath tha uski Sath Chali Gai Thi main divorce file kiya tha X party ho gai Thi ab aath mahine se date Padi Hui Hai bataenge divorce kaise hoga
@kartikkartik11355 жыл бұрын
Bachhe nhi he to mentans nhi milega ?
@renukhan21853 жыл бұрын
Milega
@deepakhiish8915 Жыл бұрын
Milta h bechy ho ya na ho
@ia6906 Жыл бұрын
@@renukhan2185 kab tak dena padta hai maintenance?
@babyparveen92905 жыл бұрын
मुसलीम मजहब मे अगर तलाक हो जाय तो औरत दुसरी सादी कर के भी अपने बचौ को अपने पास रख सकती है या फीर वालीद से जायगा
@rakeshjain69166 жыл бұрын
Mujhe actually Mumbai aa raha hoon main to aap se milna tha kuch Baatein karni hai husband and wife ke relation ke liye bahut bada Metro Mera
@legaladvice776 жыл бұрын
Apke Mumbai Aane se pahle mujhe massage drop Kijiye Apka contect no bhi Santh mera office staff Apko Baat karega
@legaladvice776 жыл бұрын
Most welcome
@rakeshjain69166 жыл бұрын
Thanks
@nazirhussain15345 жыл бұрын
How to divorce muslim low please upload
@abdulmataleb56416 жыл бұрын
Sir, 8 mahina ho gaya mera biwi maike jate hua. Maine bahut bar lane gaya..mera biwi ana chahta hai par woonke parents ane nehi dete. Biwi ana chahta hai lekin parents ki na manjuri ke liye Aa nehi sakti . Toh Aab main kya karu..koi solution dijiye plz plz n plzz sir
@abdulmataleb56416 жыл бұрын
Sir please koi solution dijiyega
@abdulmataleb56416 жыл бұрын
Mera ek baccha v hai..10th month ka hai..mera bacche ko woonke pas rakhne ke liye mera wife ki parents ne ye sab kar raha hai. Woh log sochta hai ki agar rista rakhna hai toh mujhe waha par Jana parega..aur wohi par rehna parega. Lekin main ja nehi sakta kyu ki mera parents ka khayal rakhna hai. Ab main bahut hi pareshan hu ki na biwi ko bhula sakta hu ya fir apne bacche ko. Mera mentally halat thik nehi rehta..blood pressure v bahut bar gaya tention karte karte. Rat ko sleeping pill kha kar hi sona parta hai. Sir please koi toh hal bataiye
@abdulmataleb56416 жыл бұрын
Aap ka salah ki intezar rahega sir.
@abdulmataleb56416 жыл бұрын
Ek bat aur sir...mera wife aur mere bich relationship mai koi problems nehi hai. Mera wife toh ana chahta hai..lekin woonki parents ne woonko jabardasti ghar mai rakkha hai.
@ayshakhan96795 жыл бұрын
or ladki ko 3 month me husband chorr de to or ab divorce Lena h to Kya karen
@renukhan21853 жыл бұрын
According to muslim law registered kaazi ke paas jaker khula le lo wo kaazi husband Ko notice karega ager wokhula deta hai to thik hai nahi deta to khula Lena wife ka right hai isme husband mana kare tab bhi ho jayega jis tarah talak Dena husband ka hak hai usi tarah khula Lena wife ka hak hai
@subhaninadeem6 жыл бұрын
Sir, wife ne jhoota harrasment/ dowry ka petition diya hai PS me aur 15 months ki ladki hai jo ke husband ke sath hai (milk sucking baby girl) PS Circle inspector ke presence me apni hi ladki ko lene se inkar kar diya aur kareeb 50 days se wo apne maa baap ke ghar per hai bina koi contact ke apne husband aur daughter ko chodkar , aise me husband kya kare? Aur Abhi tak FIR nahee huyi hai,.
@irfan-uae2 жыл бұрын
Fir kro or shadi krlo dusri
@a.h.engineering6 жыл бұрын
जिस पत्नी के बच्चे भी ना हो उस भरण-पोषण का मुस्लिम ला मैं क्या कानून है
@a.h.engineering6 жыл бұрын
मेरी पत्नी ने धारा 125 लगा रखी है जबकि पत्नी के बच्चे नहीं हो सकते
@legaladvice776 жыл бұрын
Yes
@legaladvice776 жыл бұрын
@@a.h.engineering yes
@tehlilpathan41324 жыл бұрын
अगर मुस्लिम महिला नौकरी करती हो और पति भी नौकरी करता है और उनमें तलाख हो जाये तो मेन्टेन्स महिला को मिलता है या नहीं
@deepakhiish8915 Жыл бұрын
Milta h
@zahid55944 Жыл бұрын
Nahi mile ga
@NishaKhan-ej3mo6 жыл бұрын
Muslim law k hisab se dusri wife bhi mentence le sakti h ser agar husband use chod na chaha raha h pr wife nhi chati chodna
@deepakhiish8915 Жыл бұрын
Gm Nisha ji jerur le sekti h mentinance wife ka hak hota h ager husband chodena cehata h to jerur dena pedega uesy mentinace kiya ap ka divorce ho chuka h
@aafakfitnesspoint15725 жыл бұрын
Sir mujhe aap ki help chahiye plz Bhai aap apna no dedo BHAI mai bahut paresan hu
@MM-iv6jw3 жыл бұрын
Can a muslim lady claim maintainence under crpc 125 or is she abided by muslim law for maintainence..?? plz reply sir....
@mazhherkhan35743 жыл бұрын
Mai divyang berojgar hu patni 3 sal pehle bhag gayi mayke meri bimar ma ek bahan sath me rehte mai bhi bimar hu patni ne mentinence 125 .. 498 alag alag dayar kar diya kya karu 9795740512 mazher jhansi up
@naquibakhtaradvocate18246 жыл бұрын
Waqf not waqaf
@legaladvice776 жыл бұрын
Thanks for correcting
@naquibakhtaradvocate18246 жыл бұрын
Welcome
@AairahsKitchenRecipe5 жыл бұрын
No plz
@mdnazimali41176 жыл бұрын
Panday ji aap ka ucchran galat rahta hai.
@sabihakouser58605 жыл бұрын
Pahali bivi ko bhaga k doosri shadi kar lainai valai ko kya shiksha hy
@aslamhussain20554 жыл бұрын
no वकाफ , its वक्फ
@neeshaprince81606 жыл бұрын
Sir I need ur help plz rply back
@legaladvice776 жыл бұрын
Haka Sawal mention Kijiye aur Agar personal problem has a Skillet discussion karna chahte hain to appointment book karke mujhe baat kar sakte
@deepakhiish8915 Жыл бұрын
Gm neesha ji bolo
@rajqureshi50604 жыл бұрын
Plz sir
@ZubairKhan-xd6cy4 жыл бұрын
sir meri wife 1.5 years se mere sath nhi hi wo apne mayke rahti hi aur na aati hi na baat krti hi sir kya mujhe talak mil skta hi
@renukhan21853 жыл бұрын
Section 9 ke through usko bulao isme wife ki tarah akar rahegi ager nahi aati or ager Bina wajah ke nahi ATI to divorce mil jayega court se
@ZubairKhan-xd6cy3 жыл бұрын
@@renukhan2185 thank you
@zahid55944 Жыл бұрын
@@renukhan2185 alimony dena pade gi na tab bhi divorce hua to?
@erenyeager21116 жыл бұрын
Jab sade ke 26yr bad ek ourat kisi dosere mard ke sath chup ke bhag jati aur chup ke ek saal ho gaya pata nahi uska sohar dosere ku saher kazi ke form per ladki ke ghar sadi ho gaya o aurat talaksuda thee sadee ke baad usne sohar ke sath jhuta ilzam laga kar alag hona chahati hai kiya teen maheena hua kiya omaintenance pasakti hae? Sohar govt employe cont no 9348417838
@RuksarKadri10 ай бұрын
Sir mujhe aap se kuch puchna hi to plaese sir apna numbar send me