Thanks, aap logo ka aise hi support rahega to aur b aise video banata rahunga. Har Har Mahadev 🙏
@bharathvansh51274 ай бұрын
2.09 - You can get vehicles from manchar, private tempos go there frequently. Also, please add the first bus and last bus timings from Shivaji nagar bus stand and from return bus timings from bheemashankar bus stand. If feasible please display the contact number of bheemashankar bus stand.
@SBresponse4859 ай бұрын
I am suraj, so much growth in this channel 🎉
@Travvelgyanofficial9 ай бұрын
So nice
@OnlyTheTruthForYou Жыл бұрын
Bahut acchi video banayi h apne.. Keep it up👍🏻
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Thanks you! Keep support us
@shilpanimsha93702 жыл бұрын
Tq so much for this vedio very use full for me becouse i want go there i dont know how to go ur video very use full
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Thank you. There are many people who don't know how to go therefore making this kind video to help people.
@aritrasamanta92682 жыл бұрын
Mp m Panchmari pr "Dhuwadhar Jalprapat" k pass Jatashankar Mandir M Aur Punjab m Pathankot m "Mukteswar Mandir"M ye 2 jagah Niche jana prta haii...
@Ayt75311 ай бұрын
Calcutta se 1st bus or train kya he pune k lie?
@Travvelgyanofficial11 ай бұрын
Howrah se Azad hind Express hai jo raat ko 9:55 ko nikalti hai aur pune subah 7:05 ko pahuch jati hai. For more details check IRCTC website
@Ayt75311 ай бұрын
@@Travvelgyanofficial thanks
@devanshichauhan996 Жыл бұрын
Return meh bhi indrayani exp meh aasakte he kya 6:35 ka jo train he pune se mumbai ke liyeaagar meh subh bhi aapki jese indrayani train meh javu tho
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Agar aapko mandir me rush nhi milta hai aur aap ka darshan jaldi se ho jayega aur aapko bhimashanakar se wapas 2 baje Tak bus mil jata hai tabi possible hai but aapko bahut darshan k alawa aur kahi nhi Rukna hoga sirf jaldi se lunch karke nikala hoga.
@pc53422 жыл бұрын
Thank you bhut achi jaankaari
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Thank you. Aapka logo ka support hi muje aise aur b video banane k liye motivate karta he.
@giriraj1131Ай бұрын
Bhai yahan se Parli vaijnath jaen ya oghanagnath kon so pass hoga
@TravvelgyanofficialАй бұрын
Ye kaun si jagah hai Oghanagnath???
@TravelwidHemal2 жыл бұрын
Wonderful brother! Short video with all the useful information 👌🏼👍🏼
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Thank you 🙏
@vikaspandey1015 Жыл бұрын
Thank you this information bhai
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Thank you for your support.
@pankajsoni5897 Жыл бұрын
Nice vedio nd information Pune to bhimashankar same day agr retern aana h to apn ko pune se kitni bje tk niklna h morning m k apn same day pune aa jaye or Pune m aapko traveler ya taxi kaha se mila aapko uska adress btaye dhanyawad😊
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Hume to bus stand k pas agent mil gaya traveller ka but aapko bus stand k roadside me kuch shops hai waha pe travels ka ek office hai aap waha pe b check kar sakte hai
@subashnaik39502 жыл бұрын
Jai baba bhimashankar🙏🙏🙏
@bjyotisingh10032 жыл бұрын
How to cover the trip in one day At what time should I leave from Pune to Bhimashankar and return to catch my return train from Pune to Mumbai at 18:30 hrs. Please help.Thank you
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
You can easily cover the trip in one day if you begin your journey from pune at 8am. Just avoid festival and peak sessions like New year, Mahashivratri or sharavan month for one day trip.
@amitsharma1382 Жыл бұрын
Bhimashankar se pune ke liye bus mil jayegi last bus kab tak hain
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Bhimashankar se last bus sham ko 5-6 tak hai.
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Bhimashankar se last bus sham ko appx 5-6 tak hai.
@ashasingh38657 ай бұрын
Same bus rtn hai kya shivaji nagar station ke liye ya alg vehicle karna hota hai
@Travvelgyanofficial7 ай бұрын
Nhi aapko return aane k liye bahut bus mil jayega. Regular interval pe bus jate rehte hai. Agar aap private vehicle se jayenge to same vehicle se return aa sakte hai
@ashasingh38657 ай бұрын
Thanku soo much
@poojahiremath17212 жыл бұрын
What time is the first bus to pune from bhimashankar
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
I am not sure but 6am or 7 am will be the first bus from Pune for bhimashankar
@gharibabu5106 Жыл бұрын
Morning 5 am
@ganeshtodkar26522 жыл бұрын
आंबेजोगाई जि.बीड येथे अद्य कवि मुकुंदराज स्वामी समाधिस्थळी जाताना पायर्या उतरत खाली जावे लागते .🙏
@ritamodi7556 Жыл бұрын
Madhya Pradesh ke pachmadhi mein bade Mahadev mein bhi niche chidiya sidiya utarna padati hai
@print-x5i9 ай бұрын
SHIVAJI NAGAR TO BHIMASHANKAR JI JANE ME KITNA TIME LAGTA HAI
@Travvelgyanofficial9 ай бұрын
3 se 4 ghante. Road k conditions pe depend karta hai
@aadiulvekar2440 Жыл бұрын
Har har mahadev
@madhurikhadtare29805 ай бұрын
Return me konsi train li aapne???
@Travvelgyanofficial5 ай бұрын
Konark Express 11020 at 11:30 PM from Pune
@withfun80202 жыл бұрын
Bhaiya Shaniwar aur Ravivar ko bheemashankar Jyotirling ka bus Milta Hai
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Ha, shanivaar aur Ravivar ko b aapko bhimashankar jane k liye bus mil jayega
@withfun80202 жыл бұрын
Thank you 😊
@mntypandey29762 жыл бұрын
मुक्तेश्वर धाम पठानकोट पंजाब में सीढ़ी नीचे जाना पड़ता है
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
धन्यवाद! यह बताने के लिए।
@love-earth7587 Жыл бұрын
Prshu ram tampal rajeshthan kalwada nearby Kumbhalgarh fort
@vinayaksawant0448 ай бұрын
Mandir ke andar mobile aur camera leja sakte he kya
@Travvelgyanofficial8 ай бұрын
Yes, mobile leke ja sakte hai but Jyotirling ke recording allow nhi hai
@ShivaGupta-sm6ptАй бұрын
Bhai ji bus zarur mil jyegi pls reply aur bus me ticket book krna zaurui h kya pls reply 🎉
@TravvelgyanofficialАй бұрын
ST k liye aapko bus me baithne k bad ticket le sakte hai.
@ShivaGupta-sm6ptАй бұрын
Bhai ji bhimashankar se shirdi k liye buses mil jati hai kya pls reply 🎉
@TravvelgyanofficialАй бұрын
Nhi
@ShivaGupta-sm6ptАй бұрын
Bhimashankar se shirdi kaise ja skte h pls reply
@ramansundar7611 Жыл бұрын
Tempo 500 for up and down trips, or one trip. ? . As I don't know Hindi, I couldn't understand clearly
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
For both up and down
@ramansundar7611 Жыл бұрын
Thank you
@jay-su4cb2 жыл бұрын
Is it possible to travel to Trimbak from Bhimshankar via manchar?
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
It is possible but you need to check for road conditions
@ShivaGupta-sm6ptАй бұрын
Bhai ji pune se bhimashankar bus k liye tickets book krni zaruri hai kya pls reply sir 🎉
@TravvelgyanofficialАй бұрын
nhi. aapko Shivaji nagar se bus mil jayega
@eswarsagar7652 жыл бұрын
Nicely covered. Return bus timings from Bhimashankar to Pune? Last bus ?
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Last bus times is not confirmed but it is in evening around 5 or 6pm.
@shwetadornal2593 Жыл бұрын
First bus from bhimashankar?
@maheshchandragupta4752 Жыл бұрын
@@shwetadornal2593first 5 am Last 4 pm Both sides
@bigadmajhi2541 Жыл бұрын
Har Har Har mahadev ❤️
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Har Har Mahadev 🙏
@bjyotisingh10032 жыл бұрын
Is Taxi services available near Pune Railway station or Near ST Bus stand
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Yes, Taxi services are available near ST bus stand.
@666Suvro Жыл бұрын
Is available hotel near bhimashankar temple? just for one day night stay
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Yes, there many home stay and hotels near temple
@sharddhasahu75802 жыл бұрын
Bhai nhane ki vyavastha kha hogi
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Nahane ki yaha koi vyavastha nhi he. Aapko Room Lena hoga ya fir ₹100 me aap Nahane k liye Room use Kar sakti Hai.
@akshaychoudhary686311 ай бұрын
Mumbai se direct nhi jaa skte hai kya ?
@Travvelgyanofficial11 ай бұрын
Mumbai se direct bhimashankar k liye bus nhi hai.
@FlyingTravellers Жыл бұрын
Pune railway station se bhimashankar raat ko bus milta hai?
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Nhi, Bhimashankar wildlife reserve area hai isliye raat ko aapko bus nhi mileaga.
@FlyingTravellers Жыл бұрын
@@Travvelgyanofficial Bhimasankar se Triyambakeshwar direct bus milta hai kya.? agar milta hai to timing.?
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Nhi Bhimashankar se direct bus nhi hai triyambakeshwar k liye
@anishchawrasia6749 ай бұрын
Bhai karjat railway station se nhi jaa skte???
@Travvelgyanofficial9 ай бұрын
Ja sakte hai.
@anishchawrasia6749 ай бұрын
@@Travvelgyanofficial Autorickshaw milta hai ya bus?
@Travvelgyanofficial9 ай бұрын
@@anishchawrasia674 Karjat se Auto to nhi bus b agar jata hogo to pune k liye mil sakta hai. Karjat se direct bus to nhi hai.
@mahendra...suryavanshi...93642 жыл бұрын
Lonavala se bhimashankar kese Jaye bataye bhai
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Lonavala se aap morning ke train se pune jaye fir pune Shivaji Nagar depot se Bhimashankar bus se ja sakte he.
@Yogesh-Nirvaan2 жыл бұрын
bhai apne ye tempo traveller kaha se book kiya tha details milegi
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Har Har Mahadev, Ye tempo traveller hume Depot k pas hi mila tab ST pura band tha agent ghum rhe the. Waise depot k exit gate k Tode age hi travels office bhi he. Aap waha se b tempo traveller book kar sakte he. Hume waha b baat kiya tha.
@manishapriya35742 жыл бұрын
Waha ke shivling pe jal chadhane milta h ya nahi?? Ya sirf puja ki thali hi le ja skte h???
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Bhimashankar me shivling k pas jane diya jata he aur shivling pe jal chadhane b mil jata he. Har Har Mahadev
@Deep77102 жыл бұрын
Kolhapur - Jyotiba.... ...
@muruganandank1955 Жыл бұрын
Hara hara mahadev
@sunilsharma49372 жыл бұрын
Uttarakhand Neelkanth Garhwal Mandir mein niche ki or Jana padta hai pahle upar fer niche
@nirmalsharma7392 жыл бұрын
Har Har Mahadev
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Har Har Mahadev
@sunilahuja2672 жыл бұрын
Dear sir tempo traveler who rate of return journey please HELP me jai mahadev
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
We booked tempo traveller for ₹7000/- with return journey. We had bargain a lot for this. But i think now 7-8k would be good.
@i_m_shubham052 жыл бұрын
Return train time from Pune to Mumbai?
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
There are many train from evening but for safer side I travel back to Mumbai by Konark express train no. 11020 departure time from Pune is 11.45pm
@ritikranjan3661 Жыл бұрын
Bhimashankar Bus stand ka naam kya hai ?
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Bhimashankar me ek hi bus stand hai jo mandir ke paas hai
@ritikranjan3661 Жыл бұрын
@@Travvelgyanofficial waha se Mumbai k liye bus milti h kya?
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
@@ritikranjan3661Nhi, Bhimashankar se mumbai ke liye direct bus nhi hai.
@manishayadav32102 жыл бұрын
Jatashankar in pachmadhi..
@Krishna_ke_kisse2 жыл бұрын
Plz bhai help me .....kya abhi bus chal rahe Coz main solo trip pe jaa raha 11 ko ?? Pune pahuch raha 10 ko main
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Abhi to lagbhag sabhi bus chalu ho haye he par aap chahe to niche diye gaye No pe confirm kar sakte he. Pune - Shivajinagar 020 25536970
@trips3002 жыл бұрын
Good bhai it help
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Thanks for your feeback. My intention to help people through my contents.
@krishipalappan7948 Жыл бұрын
Many thanks for the useful information 🙏🙏🙏
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Thank you so much for supporting us
@pc53422 жыл бұрын
Bhai jis bus se jaate hain usi bus se wapas aa sakte hain kya
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Bus k apne time he aapko darshan k liye samay lag sakta he lekin sham 5 bje tak aapko Bhimashankar se bus aaram se mil jayegi Pune ke liye
@saritasingh93472 жыл бұрын
Old senior citizens kase jaye
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Lockdown se pehle palkhi chalti thi. Ab sab normal ho gaya hoga he to shayad palkhi mil gaya to usme baith k ja sakte he.
@amitmalik66372 жыл бұрын
Badrinath bhi niche utar k he darshan hote hai
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Mere information k Hisab se Badrinath k liye steps se nhi jana Hota Hai waha vehicle se ja sakte hain. Agar me galat hu to muje correct Kar dijiye
@amitmalik66372 жыл бұрын
@@Travvelgyanofficial steps thode se hai means mera bolna ye hai ki 500m niche jaake bana hai mandir
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
@@amitmalik6637 Achcha ab Samajha. Thanks for your kind words 🙏
@amitmalik66372 жыл бұрын
@@Travvelgyanofficial 👍🙏✨
@kantilalpatel1971 Жыл бұрын
Good information 👍
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Thanks for your kind word. Keep supporting us
@dhirajarora5213 Жыл бұрын
9 Devi Mata Mandir in Katra Jammu neeche seedhi utar ke jaana padta hai
@kapilraviya40182 жыл бұрын
Ghela somnath, jasadan , gujarat
@DeepanshuKhare2 жыл бұрын
Mandir ke aas paas koi hotel, lodge ya aashram hai kya jahan raat me rukne ki vyavastha ho jaye? Me do teen din wahan vyateet karna chahunga, dhanyawad 🙏🏽 jai Mahakal 🕉️🕉️
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Har Har Mahadev 🙏 Mandir ka aas paas bahut se home stay he jaha aap ruk sakte he. agar aap 2-3 din ruk rahe hain to aap waha ke local tourist places b ghum sakte he.
@DeepanshuKhare2 жыл бұрын
@@Travvelgyanofficial jaankari ke liye dhanyawad bhai 🙏🏽
@Rah6472 жыл бұрын
@@Travvelgyanofficial Pune se bhimashankar k liye 1la bus kitna bje milta hai
@dhawalsharma20222 жыл бұрын
@@Travvelgyanofficial kitna rent lete h ek din ke liye stay krna ho tb
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
@@Rah647 corona k bad bus time me bahut change hua to confirm time to nhi pata but aapko subah 7 baje tak bus aram se mil jayega.
@mntypandey29762 жыл бұрын
bhai online booking hogi wahan?
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
भीमाशंकर मंदिर के पास में online बुकिंग नही नही होती हैं क्योंकि वहा home stay ही है पर भीमाशंकर मंदिर से 6-8 km दूर आप होटल में रूम बुक कर सकते हैं।
@mntypandey29762 жыл бұрын
@@Travvelgyanofficial ok bhai
@subratamukherjee64612 жыл бұрын
Jai deba 🙏🙏🙏
@atharvhanote7295 Жыл бұрын
Omkareshwar h
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Omkareshwar me aap boat se jayenge to mandir k sidhe enter kar sakte hai tab aapko upar hi jana hota hai lekin bhid ko manage karne k liye jo log jhoola pool se aate hai un logo ko waha se niche hote hue fir mandir me entry milta hai isliye hame lagta hai k hume niche jana pad raha hai par aap agar boat se jayenge to aapko niche nhi jana padega
@karmakarshukla86122 жыл бұрын
Jai bholenaath
@ramansundar7611 Жыл бұрын
For bus 180 wala, any advance booking is required? Both up and down trips
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
There is no advacne booking available for ST buses
@ramansundar7611 Жыл бұрын
Thank you 🙏
@amitsharma1382 Жыл бұрын
Bhimashankar se pune ke liye bus mil jayegi kya
@vidyabawane6583 Жыл бұрын
Udhar bahut hi site seeing points hai. O toh dekha nahi aapne
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Sahi kaha aapne. Hum sirf ek din k liye gaye the wo b new year k samay tab itna rush tha k hume 5 hrs line b hi lag gaye aur ussi din humara return train tha isliye samay hi nhi mila
@MrSnjy Жыл бұрын
How much time it take for darshan on Sunday or weekend
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Sunday or weekend its takes 1 or 2 hrs in normal season but in shravan and mahashivratri it takes too much time from 4 to 6 hrs
@deepakraju3799 Жыл бұрын
Rooms ki jankari leta yaar
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
Hum One day ke liye Gaye the isliye room nhi liya. Waise mandir k pass me aur bus stand k samne bahut se home stay mil Jayega
@surendrabhatt7577 Жыл бұрын
गौतमेश्वर महादेव मंदिर प्रतापगढ राजस्थान मे सीढिया नीचे उतरना होता है । जय श्री भीमाशंकर ।
@asthatrivedi1222 Жыл бұрын
Could you please tell me how to reach bhimashankar from Aurangabad by bus or train?
@Travvelgyanofficial Жыл бұрын
You can take train from nanded pune express train from aurangabad to reach pune then take bus from pune to bhimashankar
@asthatrivedi1222 Жыл бұрын
@@Travvelgyanofficialthank you! How to reach from nashik to bhimashankar
@PS.15032 жыл бұрын
Guwahati kamakhya temple
@Travvelgyanofficial2 жыл бұрын
Guwahati Kamakhya temple k bare me b pada he aur temple ka shivji se jude bate bhi.
@Sangeeta-hy4os2 жыл бұрын
Asam h ye mandir, waha shivji nhi h
@jblover8658 Жыл бұрын
This is a famous temple of Lord Shiva. But this is not Jyotirling. It is not mentioned in Shivpuran. Then why is it called sixth Jyotirling? False propoganda. According to 'Kotirudrasanhita' of Shivpuran the sixth Bhimashankar Jyotirling is located in Dakini hill, Kamrup. And the old name of Assam is Kamrup. Pls come to Guwahati, Assam and visit the real sixth Bhimashankar Jyotirling which is an open Jyotirling stand in the midst of a stream( Jharna) surrounding by beautiful forest area. Namah Shivay.