Jawad nahi aapke batane ka tarika step by step..👌 superb recipe..
@FoodJunctionSabiha5 жыл бұрын
Shukriya.
@aniketchoudhury66954 жыл бұрын
My favourite 😋,bhindi gosht
@Maherkhan621 Жыл бұрын
So delicious recipe 😋😋
@faroukhpoacha14 жыл бұрын
Maasha Allah...my mom used to make this
@shabanahasan60016 жыл бұрын
Zabardast shorbay Wala salan pakaya Hai aapne,👌aunyt aap chaat masalay ki video bhi upload karen jald hi👍Allah hafiz
@FoodJunctionSabiha6 жыл бұрын
Ji zaroor.. inshaallah
@zilawylde70062 жыл бұрын
Very nice video no bakwas
@sofiyasama39242 жыл бұрын
Very nice recipe 👌 😋 👍
@ruqaiyashaikh69025 жыл бұрын
I love bhindi😋😋😋😋
@DS-yf1ng5 жыл бұрын
Very easy and tasty No.1. Thank you.
@ayeshasayyed95825 жыл бұрын
Masha Allah bht hi khoob banaya h ap ne appa
@kamilsaleem51564 жыл бұрын
Wahhh
@daimali54772 жыл бұрын
Waleikumasslam bhen
@ashrafhussain83564 жыл бұрын
Nice
@chandmiya85016 жыл бұрын
Bahoot khoob very nice
@tasneemathar86237 жыл бұрын
bht tasty bani
@rafayazhar6406 жыл бұрын
Very tasty and yummy
@alishbasaifi19245 жыл бұрын
amazing 👍😍😍
@shkhan54415 жыл бұрын
Same hamare ghr me bhi aisa banta h
@zulfidepar88437 жыл бұрын
Dubai me Rah kar hamesha Daal hey pakai thy aap ki Recepie dekh kar mutton bhendi pakai mashaALLAH behtareen Zaiqaadar curry ban gai. thanks a lot dear.
tehmina Shaikh nhi hm isi trh bnate h aap bhi try krein.
@hibashaikh71285 жыл бұрын
Jii me bhi wahi soch rahi thi... mai waise pehle tel.me bhindi fry karke nikal leti hu baaki kaa ye chef ne jo bataya he waise bana leti hu aur last me bhindi add kar leti hu... ek baar is tarah banana pasand karungi me bhi...
@maryammoin83995 жыл бұрын
No tmater, no dahi 😮😮😮
@awaisfaran81047 жыл бұрын
too much oil hai please thora km dala karen ye sehat k liye theek nai
@FoodJunctionSabiha7 жыл бұрын
Awais Faran aap oil km bhi istmal kr skte h, ya phr upr se xtra oil Nikal bhi skte h.
@anamrehman77227 жыл бұрын
non veg oily hi achchta lagta h usi me taste aata h
@dawahsistersnidasruthi52195 жыл бұрын
please oil kam use karhay joo joo ashay kahnay kahtay hain not healthy at all
@masoodahmed85235 жыл бұрын
Bhindi itni hen ESA lg raha h gosht me hari mirchen dali hen
@FoodJunctionSabiha5 жыл бұрын
Aap apne hisaab se bhi daal skte h.
@sadiashafiq73106 жыл бұрын
Apki bindi ghosht recipe banae lekn bindi toot gae koi tarika batein k bindi na tooty
@FoodJunctionSabiha6 жыл бұрын
Sadia SHAFIQ halke haath se chalaein.
@দূরেকোথাও-ঙ৭ট5 жыл бұрын
Add the bhindi after the Meat becomes tender...and stir softly after u add that Bhindi.