Jab mera mood off hota hai toh mei mufti Tariq masood sahab k bayanat sunta hu, Isse ilm me bhi fayda hota hai , Aur mood bhi fresh ho jaata hai .
@shaiksubhanbasha5127 Жыл бұрын
u u'o'ou
@shaiksubhanbasha5127 Жыл бұрын
m
@kashanali63516 ай бұрын
jo baat hay
@anniekikainaat....33983 жыл бұрын
Izzat dein ...bas yehi kafi aik time roti ba izzat khiladain...!! Don't facilate but give deserved izzat
@sadiyafatima95232 жыл бұрын
Izzat hi mile kafi hai
@iqbalkhanpathaniqbalkhan14632 жыл бұрын
Kha huti hai asy larki kash hamy mil jae
@iqbalkhanpathaniqbalkhan14632 жыл бұрын
Kaha
@fouzianaved58342 жыл бұрын
Really respect n love is everything!!
@fatimaansari91062 жыл бұрын
Right izzat hi kafi h bhale khana na de pyaar de bs aurat usi m khush h admi ek bar pyar s bat karta h na aurat pura din khush rehti h dil khush ho jata h aurat ka per admi aisa nhi karte😭
@vlogsforyou61712 жыл бұрын
ماشاء اللہ مفتی صاحب اگر دنیا کا ہر مرد آپ جتنا علم رکھتا ہوتو ہر عورت اپنے شوہر کے گھر خوشی سے بس رہی ہوں اللہ تعالی آپ کوہمیشہ خوش رکھیں آمین
@asifasii91862 жыл бұрын
Ameen
@muhammadshoaib6190 Жыл бұрын
Allaha pak hap ko salamat raki
@Mohamed-n5q7l6 ай бұрын
Ameeen
@haniakhan70693 жыл бұрын
Mere shohar mera bht khayal rakhte hain ..main bht simple si hoon so mujhe bht support krte hain.. Ta k main society k environment ko samajh sakun.. He is like a friend to me.. Or paise b dete hain
@asiagull683 жыл бұрын
nasib wali ho
@haniakhan70693 жыл бұрын
@@asiagull68 ALHAMDOLILLAH..
@ameenkhatib56563 жыл бұрын
Allah aap dono ke pyar ko salamat rakhe
@haniakhan70693 жыл бұрын
@@ameenkhatib5656 AMEEN.. HAMARA RISHTA BHT ALAG HAI.. DONO EK DOOSRE KI GHALTIYON KO IGNORE KRTE HAIN OR ACHI BAATEIN YAAD RAKHTE HAIN.. WAQAI MEIN JODIYAN AASMANO PE BANTI HAIN OR PARENTS KBI B BACHON K LIYE GHALAT FAISLA NHI KRTE HAIN MUJHE APNE PARENTS K DECISION PE PROUD FEEL HOTA HAI UNHON NE MERE LIYE ITNA ACHA LIFE PARTNER CHOOSE KIYA
@nasreenakhatoon12413 жыл бұрын
Aap lucky hain
@chandnifazil75033 жыл бұрын
Aap jeaso ki wajha se hi Aaj thode bohot mard Sahi h thankyou mufti sahab
@mdrafan11993 жыл бұрын
Aise ulma milna bahot badi baat hai ..Allah tera shukar hai
@SaifAli-gn1pq3 жыл бұрын
Yesss.. Totally agree 👍
@sobiaobaid48823 жыл бұрын
No
@mdrafan11993 жыл бұрын
@@sobiaobaid4882 q kya hua
@simranshaikh67773 жыл бұрын
Bolte Q nhi..... Mashallah bahot sukoon milta hai sunkr
@MolanaSohailAbbas Жыл бұрын
ماشاءاللہ مفتی صاحب آپ بہت پیاری تکنیکی باتیں کرتے ہیں جو کتابوں میں نہیں ملتی❤❤❤❤❤❤
Apka smjhane ka tarika awesome. . Bt Alhamdulillah my husband and in law's both r very carring. . Allah hmesha isi trh ki understanding bnae rkhe
@naazbegum93653 жыл бұрын
Assalamualaikum moulana sb... Masha Allah aap hr baat ko ache se bata rahe Allah aapko salamat rakhye..
@ARSH_THE-YOUTUBER3 жыл бұрын
Kaash aapki baat per amal kre bigre shohar..to .to yahan kiya aakhirat me bhi joda salamat rahega.😂😂😂dil me sukoon hasil ho gaya👌👌
@ayshakhan92513 жыл бұрын
Aaaj kal shohar izzat to dete nahi hai aur ghar walon ki nazron me apni biwi ki izzat banate nahi hai aur baki chezen to bahut doorki baat h
@ashfaqsalmani33643 жыл бұрын
Kya aurat maeke men sona chandi Ki cheez nahI pehenti to Kya aurat Inka mutalba shohar se kar Sakti he
@malikasadiqbal50923 жыл бұрын
Bilkul thek balky unki bhi izzat krwaty Hein Jo apko izzat ni dety.
@ghulamdastgeer84833 жыл бұрын
Kitni suchee bat ki apnay qk rah pya janay teh was Pya janay
@ghulamdastgeer84833 жыл бұрын
@@ashfaqsalmani3364 shadi k baad ye to shoher k liay haar singhaar mey ata ager shoher ko pasand nhe k iss ki biwi uss ki khushi ki khatir sonay chandi k zewar na pehnay phir to ye ub uss per gunah he hua k mana k bawjood pehnnay k liay buy kernay aur use kernay ki zid ker rhe but suna k loha air pital k zewar pehnna shyed mana ha
@ghulamdastgeer84833 жыл бұрын
@@malikasadiqbal5092 bhae apnay aik merd ho k ye bat ki ja.Allah apk ilm mey izafa fermaey apki gher ki sabhi auratay chahay behan ho betti maa ya biwi sab khush rhay
@sayyadrehan49272 жыл бұрын
Qasam hai بہترین bayan hai masha allah or andaze bayan itna saada k nadan k bhi smajh aajaye or kisi ko بوریت ka shikar bhi nahin hone dete
@Sanam_Swabi_vlog2 жыл бұрын
Apki smile oe qurban jain Allah mufti sahb ko lambi umar dy tandrusti dy
Orat ko sirf susral mn ezat mil jay betiyo wali boht bri bat h 😭
@Resinwithlaiba3 жыл бұрын
Bilkul
@simmikhan6093 жыл бұрын
Qasam se yar😭
@cutiepie.3133 жыл бұрын
Bilkul sai hai
@umarumar58673 жыл бұрын
😭😭😭😭
@shabajkhan22973 жыл бұрын
Right bahen 😭😭
@afiakhatoon83852 жыл бұрын
مفتی صاحب بہت عمدہ بیان ہے یہی ہر گھر کا اصول ہے
@sadafahmed9583 жыл бұрын
Beshak islam mukammal deen hai
@abdulhaddi73453 жыл бұрын
ایسی باتیں جلدی کھوپڑی میں بیٹھ جاتی ہیں مردوں کے اور ان کو آسائش دینے والی باتیں ان کی کھوپڑی میں جاتی ہی نہیں
@wajeeharauf37843 жыл бұрын
Right
@dibanaazshaikh35993 жыл бұрын
😃😃😃sahi bat
@rubinashah88513 жыл бұрын
V true
@shouqatmahmood46502 жыл бұрын
Right
@fightinggames67822 жыл бұрын
Aj to mujy boht maza Aya apka bayan sun k specially qaddo
@viralentertainment24032 жыл бұрын
Wallahi this Bayan/sermon is masterpiece as far as the rights of wife is concerned ,,, it should be widely shared and listened in every household in Sub Continent. Love You Mufti sb,,, u are just classic,,,,,love from IOK💕
@NadiaShahid-n8n3 ай бұрын
Mary shohar both perfect h MashAllah sy Allah pak ka both shuker h ❤
@saimarais41773 жыл бұрын
Mufti shb ap ne bht acha bayan kiya h lekn aj kal ke shohar izzat kaha dete h biwiyo ko..
@saqibshehzee09792 жыл бұрын
Maaa shaaa Allah kia Baat hay mufti sahab Tussi great o Subhaaan Allah kamal ka topic hay aour kamal ka bayan aour Tasheeh mizah key Mahoal main
@ayeshapervaiz15543 жыл бұрын
Mufti sahab ki baten aj Kal her gher k ander hony waly mamlaat ko represent krti hen
@azizakhatoon71042 жыл бұрын
Masha Allah Subhan Allah Alhamdullllah Allahu Akbar Jizak Allah Beshak Bahoot Khub Allah Aapko Salamat Rakhe Dono Jahan Mein Kamyabi Ata Farmaye (Aamin)👍👌💜
@jameelasiddiq20063 жыл бұрын
Absolutely Right! Wonderful Speech!
@zararkhan-l2c4 ай бұрын
Mashallah ap ny tau bht islah ki bht khandano ki.bht faida ho raha hai bayanat ap k sun k
@MariyamMemon7773 жыл бұрын
After marriage hum ladies ko thodi bohat respect aur pyaar mil jaaye toh wahi bohat hai
@mominakhan20853 жыл бұрын
Exactly yaar
@pinkypinkykhan75733 жыл бұрын
Bilkul shi bt khi
@MdIbrahim-xw4pc3 жыл бұрын
Bilkul sahi
@rizwanbashir78643 жыл бұрын
Par kai bv o ko jitni marzi ezat dydo par unko hazm ni hoti apse pake mama papa s wahi bt mizi krti he
@sahilrnajar71253 жыл бұрын
So quite video mera laya
@asmashabbir68062 жыл бұрын
الله يبقيك الله يبارك فيك...الله يعفيك....الله يحفظك من كل شر و مكروه يارب.....الله يهدينه جميع مسلمين......شكريا شكريا ....ماشاء الله عليك.......kaash India men bhi aap jayse mufti ho.....men india se....
@UjalaQuranAcademy3 жыл бұрын
Allaah subhaanahu wa taalaa jazayay khair ata kerain Aameeeen
@songspk35803 жыл бұрын
Allah Ka lakh lakh Ahsan Hy mera shohar aur MERI sas Masha Allah buht achy hain
@dm_creation27393 жыл бұрын
Allah ap ko humesha khush rakhe
@nidafatima49582 жыл бұрын
Mufti sahb k bayan to bht achy hn Allah pak hr sas or shohar ko mufti sahib k bayanat pe amal karny ki tofeeq atta farmaay Aaameen
@Kaikuteku23 сағат бұрын
Or bahu ko bhi😂
@usmanjutt22383 жыл бұрын
Buht payaray apka bayan han Allah pak apko lambi umar daye (Ameen)
@fauziakhan4192 жыл бұрын
Assalamualaikum...sacchi baate...ke mza aagya ...haqiqat k life...ki.......
@sabazulfiqar91003 жыл бұрын
Aap ki baat bilkul sahi hai hum sub koaik doosre k liye aasaniyan dena chahiye zindagi bohat aasaan ho jati hai
@sahrishpirzada96832 жыл бұрын
Allah mufti sahab ko sehat wali lambi zindagi de ameeeeen
@gabakhan88593 жыл бұрын
I love his way of telling in a sense of greatness
@Deadly_rider_2.026 күн бұрын
Allah bless you MUFTI Sahab🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲
@syedahanif41882 жыл бұрын
Very very beautiful religion, I love it's harmony
@sahilrefaz2792 Жыл бұрын
Love u tariq masoodi sahab Allah tala aap ko salamat rakhe
@mamtasharmaa27853 жыл бұрын
Mufti sahab is very intelligent😀
@durnayab96753 жыл бұрын
3 sahdin kar k banda intelligent ho hi jata hai 😉
@ishasharma5783 жыл бұрын
@@durnayab9675 inhone 3 shadi ki h
@kulsumkhalid60713 жыл бұрын
@@ishasharma578 Hi ,to help divorced or widowed with orphan n aged ladies ,
@theknowledge8011 Жыл бұрын
@@durnayab9675 ha to kya hua ...ye to mere hisab s bhot acvi baat hai agar aap gaur krein to aurat s Shadi krke usko Sahara dena .. society m izzat dena ...kya galat h isme
@afratahreem.65263 жыл бұрын
Assalamu alaikum, Masha Allah bhot umda baten batayi aapne mufti sahab,agar koyi b itminan se sunkar Allah ku razi karne keliye aysi zindagi jiyenge to Allah unke mukhaddar zaroor chamkayega in Sha Allah. Love from India ❤️
@amnaviqar17353 жыл бұрын
Mufti sahab 100 ‰ koi bhi nahin hota mard se zyada biwi sabar karti hain
Mufti sahab mera sohar kam pe jate h aor waha se ate par hamse jada bat nhi karte bas kam h to bolo warna chup rho
@ibreditx91583 жыл бұрын
Hahaha kitna acha andaaz h inka...maza ata hai sun k....baten bilkul theek kehty hn....larki perhi likhi b ho job b ho.or kaam b sary kery aj kal ye hal hai society ka.or larki waly b bht aj kal laakh pay ho
@sonuazmi18223 жыл бұрын
Mashaallah ye bayan soharon k Dil me baith jaye
@syedaazmajabeen43462 жыл бұрын
MashAllaha zabardast bayan Allaha aap kay ilm may izafa karay Aap kay bayan say mufti sahab bahu ko maushara may izzzat mil rahi hai. Aur aap nay sohar ko maa kay sath biwi ki bhi izzat karna sikhaya . Kuch log sirf ek kay hee huqook bayan kartay rahtay hai. Allaha aap kay liya asani karay ameen
@islamibatain41322 жыл бұрын
Jazak Allah. Acha lga sun k , nhi to koi b awrat is mufti ko Kuch b kh deti hy ,
@misbahashfaq77083 жыл бұрын
Current issue of our society mufti sahab
@drffdghg98302 жыл бұрын
Aap ka bayan sun key jo seekh milti hai wo milti hi hai aor mind bhi fresh ho jata hai mai jab dipression me rahti hu to aap key bayan sunti hu ye mere dipression ki dawa hai ek
@babarnadeem6090 Жыл бұрын
Asalam O Alaikum, ap kesi hain? Mujhy apki takleef ka dil se ehsas hai, meri hamdardi apky sath hai dil se, apko bht izzat aur mohabbat dono chahaey, ajkl husband bv ki izzat nhi krty, bv hamesha tension mai, Naa hi haq ada krty hain, himmat rkhy ap, khush rha kry bs.. Apkyliye bht dua..!
@ziauddin11873 жыл бұрын
A.c or naukron wali facility na sahi per larkion k ghr jesa laad pyar tw dilane per zor de den mufti sahab😢
@yumii16583 жыл бұрын
I agree
@ababysjourney21383 жыл бұрын
Agreed
@-4degreesxgamer573 жыл бұрын
Agree
@yousrajaved36693 жыл бұрын
Saman na dain bs ezat mohbat dain aur apne ghar walon se bhi dilwain
@naziyakhan5383 жыл бұрын
Bhahua to Kam walo baiye Hoti he
@PoPPlays-dy2bj25 күн бұрын
Mufti sahib bahot acha bayaan hai
@Saira.kashani53 жыл бұрын
Well said..mashaallah mufti is perfect on delivering such preaches
@hakunamatata22503 жыл бұрын
Hyeee Dil Ko Thandd Parr Gai Orton K Hukook Sun Kr
@saimanaz30083 жыл бұрын
Love his sense of humour🤣🤣
@seriessharifnagar80952 жыл бұрын
Ji
@allyourfavoritehere20013 жыл бұрын
ALLAH hidayat de sab ko Miyan or biwi dono k dilon me izzat or mohabbat paida kry. Lkn aj kal aurat or mard kisi me frq nhi mard apni jaga ziadti kr rhy or aurat apni jaga 💔
@jebabano98072 жыл бұрын
Allah sab ki betiyo ka naseeb achcha
@Sanam_Swabi_vlog2 жыл бұрын
Aaammeen
@Afifa-s9n4 ай бұрын
مفتی صاحب ماشاء اللہ میرے شوہر انہوں نے مجھے نوکر بھی رکھ کے دیے ہیں میری ابو کے گھر نوکر تھے تو میرے شوہر نے بھی نوکر رکھ کے دیا مجھے اللہ تعالی میرے شوہر کو لمبی زندگی دے امین ثم امین
@gulnawabkhan7033 жыл бұрын
ماشاءاللہ جتنا حقوق اسلام نے عورت کو دیا ہے کسی اور دین میں نہیں ہے
@arsalali28633 жыл бұрын
Islam ne to bht diya PR afsos hmary muaashrat me ye SB kahin nahi bass sirf or sirf bahu se he SB expectation rkhni r bahu sahiba nr b SB puri krni khud bass kuch nai krna sivaey aeybon PR nzr
@brightandbest32612 жыл бұрын
Islam ne di hai aurat ko izzat aur haq mgr aksr Islam ky manne waly nhi dety
@shinydeed2 жыл бұрын
اسلام نے تو دے دئیے حقوق نسواں مگر مسلمان نہیں دیتے۔ جو اللہ کے مبارک نام سے رشتہ بنایا حلال کیا اسی کو دن رات ذلیل کرتے رہنا ،بچے پیدا کروا کر گھر کی، اپنی، اپنے گھر والوں کی، ساری خدمتیں لے کر بھی طلاق کی دھمکیاں دیتے رہنا اور کہنا کہ بیوی تو پاوں کی جوتی ہوتی ہے اللہ کی قسم جتنی دیر میں جوتی بدلتے ہیں بیوی بدل کر دکھاتا ہوں۔ اپنی خواہش نفس حلال کے نام پر پورا کرنے کے لئے 4 بیویاں اور لونڈیاں لیکن جس بیوی کے پاس صرف 1 حلال شوہر ہو اسکی مکمل تسکین پر بات کرنا بھی معیوب ،گناہ،جرم،بے شرمی!!!!! یا لطیف! یالطیف! اپنے گھر ،اپنی آزادی ،اپنی خواہشات کو ترک کر کے شوہر کی عزت،گھر مال و اولاد کی حفاظت کرنے والیوں کو رات دن اپنی بد مزاجی دکھاتے ہیں اور پرائی خواتین کے ساتھ مہربان اور خوش اخلاق بن جاتے ہیں۔ للہ شوہروں کے اخلاق درست فرمائیں۔عورتوں کو احادیث سنائی جاتی ہیں شوہروں کے حقوق پر تو شوہروں کو بھی بتائیں کہ ظالموں کو اللہ کون کون سے عذاب دیئگا۔ مفتی صاحب آپکا شکریہ۔والسلام
@m.k.q97362 жыл бұрын
Waah mufti sahab waah. Subhanallah
@syedumar82493 жыл бұрын
Allah kare ye bayan shauhar hazrat ko samajh me aa jae Ta k zindagi jannat ban jae
@minnions98603 жыл бұрын
Hahahaha
@zaaraiman503 жыл бұрын
Ameen
@shabnamsuhelpatel16632 жыл бұрын
Amin
@mohommadismailkhankhan88962 жыл бұрын
Alhamdulillah mere shohar bhttttt acha hai mera pura khayal rakhta hai meri har zaruriyat ka khayal rakhta hai allaha ka shukar hai allah na aisi neymat ata ki.... Allaha mera shohar ku sehat de aur har ladki ka nek naseeba kara
@ayeshaawan50692 жыл бұрын
kash mere shohr bhi mera khiyal rakhein tooti joti phaty kapron ki bjaye sahi rakhein
@mohommadismailkhankhan88962 жыл бұрын
@@ayeshaawan5069 assalamualaikum allaha sa naumeed na hu duwa karo inshallah tabdeeli ap khud dekhengi allaha har biwi ka joda ma mohobbat de barkat de
@clouds51613 жыл бұрын
Assalaam valekum Bahut sahi bayan kiya aapne
@Abdullmateen-yp5po2 ай бұрын
Ma b apin waif ko kush rakhy hun allha pak har ak larki ko ASA hasband dahy ameen
@tinytutor4133 жыл бұрын
JazakAllah mufti sahab
@fauziametal25952 жыл бұрын
Very useful..... har susral or shouhar hazraat k liye bht imp h.......
@askmuftimustaqeemmewati24643 жыл бұрын
اللھم زد وبارک یا اخی الکریم 💞
@nilofarshaikh86642 жыл бұрын
Assalamu alaikum warahmatullahi wabarkatuhu... Allah har aurton ki naseeb me achha shohar or family ata kre aameen
@babarnadeem6090 Жыл бұрын
Walaikum ASALAM, ap kesi hain? Dua hai, ap hamesha khush rhy, hansti muskurati rhy, healthy wealthy rhy, Ameen sum Ameen..
@muhammadbinqasim75373 жыл бұрын
Mufti sahab best
@bfmfurqiiyt716917 күн бұрын
Mere same yahi problem he mere char bache he lekin ye sas bahoo wali larai se thak chuki hu or ab naraz ho k maike me baithi hu buhat udas thi apne chote baite k lye phir apka byan suna to hans hans k pagal ho rahi hu mera gham ghalat hogya Allah apko iska ajar de or mere shohar ko hidayat de mere lye dua kare sab me buhat taklif me hu
@یاحئیاقیؤم-ك1ب3 жыл бұрын
آپ سب میرے لیے دعا کر دیں پلز۔۔۔اللہ میری محبت میرے شوہر کو واپس میری جھولی میں ڈال دے۔۔۔۔آمین۔
@arshadanas34693 жыл бұрын
Aameen
@javedshaikh68623 жыл бұрын
Aameen
@rozikhan55892 жыл бұрын
امین
@SalmanKhan-ht2it2 жыл бұрын
Ameen
@muhammadshakeel-qt4tl Жыл бұрын
Ameen
@fftex922FARHAD2 жыл бұрын
Mufti Sab apky bayan main buhat Maza ata hi Jo funny batin karty ho tusi great ho mashaallah
@khanzaidi39122 жыл бұрын
Mashaallah bahut hi achcha bayan h mufti sahab ka🤲🤲🇮🇳
@chandkirasoi91803 жыл бұрын
Mashaallah bahut hi khoobsurat bayan mufti sahab Allah aapko salamat rakhe Aameen🤲🤲🤲
@Itsanamsyed3 жыл бұрын
Aapka bayan pr agar sb Amal krne lge toh kitna khush rahenge sb husband wife
@RenuSingh-hk2qv3 жыл бұрын
Mufti Saahab bahut badhiya baayan hai aapka, mujhe sach me Shaadi se Pehley Khana Pakana nahi aata tha, magar ab seekh liya, lekin Haan Khana dastarkhaan par jaaney se Pehley hi Saalan shohar saahab se check karwa leti hoon 😀😀😀
@farheenanjum89013 жыл бұрын
Bahot acha beyan he apne mashere me ye sabk hona zuroori he ,⭐⭐⭐⭐👍👍👍👍👍👍👍♥️
@arhamrehan94803 жыл бұрын
MashAllah bht ache triqe se smjhatey hyn.
@fehmidabegum88233 жыл бұрын
Mashallah aap ekdum sahi boole taane diye bagair nahi hota hum khane ki khwahish bhi nahi kar sakte jab dekho jab taane warna poore khaandaan me badmaan
@awaiskhan83923 жыл бұрын
MashaAllah aesy huqooq koi bayan nai karta
@nadiagul45963 жыл бұрын
JazakAllah boht achi batain ki hain mufti sahib ne
@waseemqureshi272 Жыл бұрын
Right
@MegaRocky99 Жыл бұрын
Thank u so much ap husband wife ki bary main bhi bat karty hain ar hubsband wife ko mohabat sy jeena sikhaty hain.Thanks alot
@afreenbegum53923 жыл бұрын
💯 person right Bahu aur beti Mein boht fakrh karte Hai sasural mein
@haramfatima68623 жыл бұрын
Yes ...... Beti arr bahu m faraq hota h.
@s.sohail48622 жыл бұрын
Betiyo k lye alag dil aur bahu k lye alag standard
@shaheensiddiqui37592 жыл бұрын
MassAllha app ke bayan bahut bahut Achche hai ❤️❤️
@aforbk51063 жыл бұрын
control your ads what nonsense type of ads are coming on this type of great channel ( kale Jadu k ads aarhe hain
@arsalali28633 жыл бұрын
100% sahi keh rhy mufti sahb...
@mitthifatima13243 жыл бұрын
Mera susral bohat acha hai specially mery husband. Unhoo ny hamesha mujhy appreciate kiya .
Han kuch bahuwon k sat susral walo ka brtaw b acha hota wo bahwy jisn un k samny acha ban ky r gr my mojod dosry dewryano ky buriya kr ky apny ko acha r dosro k bura bolty h un k samny wo to hongy achy r unky sat un ka rawya b
@rukhsarrukhsar22663 жыл бұрын
Alla ka sokar hai hamere sohar bahut. Ache hai mai alla ke raste calna cahti ho apke banyan se bahut maddat multi hai alla apse razi ho
@gufranakhan97583 жыл бұрын
Betiyon ke naseeb me bas dukh hi dukh hote hai 😭
@tabassumparween44583 жыл бұрын
Sahi boli bahen 😥
@shaheenmusawwer56152 жыл бұрын
Beshak
@raqeebkhan21062 жыл бұрын
Pak Daman ho tu kuch nhi hota
@namrakhan16192 жыл бұрын
@@raqeebkhan2106 jinke naseeb acche nahin hote hain to wo kya aaeb wali hoti hain
@housewife11492 жыл бұрын
@@raqeebkhan2106 bht bari ghalat fehmi h apko ye, Allah apne naik bando ki zyada azmaish leta h
@ibrahimali6532 Жыл бұрын
Allah sb betion k naseeb ache kre
@zunairakhan57833 жыл бұрын
One of best mufti sab 😍
@kaneezfathima1342 жыл бұрын
Every day I am facing this one
@babarnadeem6090 Жыл бұрын
Oh, vry sad, my all sympathies are with you by the core of heart, I can understand ur internal feelings by heart.. Stay Blessed, Ameen.. 🌹
@MohdArif-yn3dn9 ай бұрын
Please duwa karna please mere liye Allah ne mujhe 2 sal me baby diya tha bde opreshan see but Allah ne mere see use bhi le liya 5 din baad hi 😭😭😭 bhut zada yaad aati hai mujhe baby ki apne 1 sal ho gya hai mere baby ko mre huwe ab tak good news nhi h or sasural vale tana dete hai ya too allah baby de de mujhe ya fir utha le ab or sabr nhi hota mere see
@jamshedalam72522 жыл бұрын
100%sahi kaha.👍👍👍❤❤❤❤
@RK-123452 жыл бұрын
This is a detailed explanation for those men who say prophet and his companions were poor. Read it carefully to understand true Islam. Many Sahabi were rich and successful. Hazrat Usman was called ghani due to his wealth. Also abu bakar was very rich along with many others. It is not against Islam to be rich or make money as long as it’s halal income and due zakat is given. Halal income means it’s not from stealing, cheating, gambling or taking someone else’s haq. As far as Sahabi they were known to give so much zakat/sadqa to poor but they were also successful in their business. Prophet muhammad chose to live simply and rejected wealth. He could’ve easily lived in luxury and wealth was offered to him from multiple sources but he rejected it. Men who are poor these days would never reject wealth and choose to live simply if wealth was offered. They only use prophet Mohammad’s example as an excuse if they’re failures and don’t make money. But they don’t use prophet as example when he married widows and divorced women. Only Aisha was never married. Also all of prophet’s wives were given their own space and were not forced to live together. In fact in Islam it is recommended to give each wife her own house or at least her own kitchen and room. Also in Islam men are to get married when they can provide for a wife. It is responsibility of husband to provide for wife and if a wife has income it’s up to her to use it as she chooses. No money can be demanded from wife and jehez is against Islam. Learn the true facts of Islam which gives women rights and protection.
@daniyalbutt15642 жыл бұрын
Very true points We need to educate our generation especially kids
@Madinavibes6979 Жыл бұрын
ALLAH PAK SAB BATIYO KA NASEEB ACHA KRE✨
@dr.tasmiansari75003 жыл бұрын
Mufti saab aapne bahot saare masail touch nhi kiye. Bas saas bahu me rah gye. For eg. 1. Agar shahar basic kharcha na de to uske maal se paise lesakte. 2.biwi ko maarna, tanz karte rahna 3. Shauhar agar maayke na jaane de 4 biwi ki shawhar ki jaydad me visas 5.biwi ki tabiyat kharab hone par, Ya pregnancy me shauhar ko kiase rahna chahiye Husbands never value pregnancy of wife. They just value themselves and don't treat wife nicely. And many more issues are there. Pls elaborate on such issues
@mustafamallah64502 жыл бұрын
As Sallam o Allaikum...ourat sab kujh krne ko tyar he shoher ki ezat khidmat piyar sb kre maa bap ko b sambhal ly Peron tk me pari rahe uske badle sirf ezat or piyar mil jae shoher se to hmare liye yahi sbse bari bat h