I'm fan Mufti Tariq masood sahab 💚💚💚💚💚💯 Love you Mufti sahab 💚💚💚 I'm Indian Muslim 🇮🇳
@parveenkhanam6012 Жыл бұрын
Bht sahi bayan ye pahli bar orat ki fayede ke huq ki bat kahi
@RashidMalik6272 Жыл бұрын
Hamesha karty han AP log TikTok Ke Dunya mein short clip sunty hu
@uzmadar94842 ай бұрын
Kash ye mard sun lain aur Guss jaye UN kay demagh main
@Handlover093932 ай бұрын
Msukil ha@@uzmadar9484
@lailaali1380 Жыл бұрын
MASHALLAH ❤. Mufti sb your every speech is outstanding
@erumarfarooq Жыл бұрын
WHO LOVES QURAN ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
@DeadLockSays Жыл бұрын
Every Muslim 😅
@SkillAnimation Жыл бұрын
@@DeadLockSays right
@marziasaid65554 ай бұрын
Come on don’t post this kind of comments so you want someone non muslim says no
@afshananjum45024 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤
@rukhsanasajid6625 Жыл бұрын
Asslamo alaikum ma AP k sary byan sunti ho AP ki Islam ki tarf sa soch air mazaq same mery jesa h aalima bnna chahti thi lakin ni bn ski AP ko dekh kr lgta h AP Mera Kam kr rahy h
@iqbalmirza6075 Жыл бұрын
Subhan Allah, maza aaya sun ke 🤗🤗❤️❤️🇮🇳🇮🇳
@rashidanaz9443 Жыл бұрын
Bivi k zamma kiya huqoq hain shuhar k ye bhi btain mufti sahb zoror plz
@julekhakhatun7487 Жыл бұрын
I love quran shareef
@rinachoudhury48625 ай бұрын
❤Love you Mufti sahib I am Assamese Islam ❤❤❤
@shaikhrumesa25522 ай бұрын
Paheli baar aurat k haq me bola h khushi hui
@nabghahabib3234 Жыл бұрын
Masha Allah mufti sb .. we are enjoying while listening you
@FakhruddinRazi-cf2tiАй бұрын
Im fan Mufti Tariq Masood sahab❤❤❤❤
@nasirmahoob9816 ай бұрын
MASHAALLAH mufti sahab apk bayan boht achay hote hain
@shahbaaz9982 Жыл бұрын
I love mufti tariq Masood sahab ❤❤❤
@aqsamanzoor3160 Жыл бұрын
18: 19😢 bilkul sahi kaha aapne 😊
@Awan-ld5zq Жыл бұрын
Ap divorce kia ?
@aqsamanzoor3160 Жыл бұрын
Nhi too
@Awan-ld5zq Жыл бұрын
@@aqsamanzoor3160 OK sorry ham samjy shayd ap
@Awan-ld5zq Жыл бұрын
@@aqsamanzoor3160 married ap
@aqsamanzoor3160 Жыл бұрын
Hji
@SanaKhan-uc2tj Жыл бұрын
Mashallah subanallah Allah Akbar ❤❤❤
@AkbarAkbar-b3v4 ай бұрын
I love Quran ❤️ 😍 💖 ❣️ 💕❤❤❤❤🎉🎉
@islamicvoicechannel7050 Жыл бұрын
ماشاءالله ماشاءالله ماشاءالله ماشاءالله
@tahoorkhan4643 Жыл бұрын
Sach me bs aurat only izzat aur love chahiye 😢
@sayyedabrar37 Жыл бұрын
Sahi ha
@ImranRajput-u9w6 ай бұрын
Mera shor sar haq apni behno ko det h mera hat me kuch ni det ne karcha det bolti hu larhi kart h paisa bi une k pas rakh wat h me bohat bohat bohat parshan hu 😭😭
@Muftisahbbeyan985 ай бұрын
Whtap kry sawal
@faridaqureshi3800 Жыл бұрын
Masahallah bhut khub
@taveerbegum4501Ай бұрын
Log 4 shadiyon ke short reels viral karte hain lekin yeh videos bhi viral karayen❤❤
@noornaazuzma Жыл бұрын
Best bayan
@shaiknawaznawazahmed1337 Жыл бұрын
Subnallah mashallah Allah ho akbar
@khan21604 Жыл бұрын
❤❤❤
@Userlimralaraib2152 ай бұрын
😭😭😭 Mere Masle' Khud mujhe Samajh nahi Aate.... Main khush rehne ki bohot Koshish karti hu magar... Khush nahi reh Pari
@atiqurrehmanislamicstatus7862 ай бұрын
Assalamualaikum mera sawal h miyan biwi ka rishta barabri ka hai ya nhi to is par bi ap ek bayan kre please
@KS-eu7jp Жыл бұрын
Koibhi amal kernese pehle behtar hai ke usse Quraan Kareem may gour wa fikr se chk kare werna hum Quraan se detrack honge❤
@sayrapatel5738 Жыл бұрын
Mashallah ❤❤❤❤❤❤❤❤ love ❤️
@rahmani7160 Жыл бұрын
Mashallah
@ayazshaikh1527 Жыл бұрын
Waooooo MASHA ALLAH 🤤😋
@AbidSaeed-s7l2 ай бұрын
Subhan allah
@IkramUddin-k1v11 ай бұрын
Sha bash mulna sahab❤❤❤
@faizaafaq3072 Жыл бұрын
Mere shoher saudi se 10 saal se nahi aaye hai, duniya wale bas yahi pucha karte hai k kab aa rahe hai per iska jawab mere pass nahi hai Allah se dua karye k wo jaldi aa jaye please
@onpassiveartificialintelli7361 Жыл бұрын
to q tum usse alag nai ho jati h?? usse alag ho jao talaq leke...aur usse nikah kro jo sath me rkhe... wo wha se nai aya h mtlab wo ksi aur se khel rha h...mard bina aurat k nhi rh skta h...
@nazishtahir9290 Жыл бұрын
@Raj M ,if u r muslim ,plz change ur dp
@nazishtahir9290 Жыл бұрын
@Raj M mazi mai kya farq parta hy ,ap ab muslim ho ye ahem hy ,Allah apko ajar de ,apko qamil imán k sath sakoon aata kare,ameen
@Awan-ld5zq Жыл бұрын
Faiza ap hula loo second marriage ky liye contact karo
@لَآاِلٰهَاِلَّااللّٰهُمُحَ-س5ي3 ай бұрын
يارب 😢
@baBa.1.24 ай бұрын
Dawat wali hadees ka ref. chaheye bhai !
@Irisllusion_2 ай бұрын
Meri mama zehni depression ka shikar hy q k mery baba kbhi b unki nhi sunty hmary ghr m hmara chacha 24/7 hm p nzr rkhta h ir papa ka brainwash krta hy taky wo hmy alag na kry..meri mama jb b alag ghr ki bt krti h to papa unhy gol ghumma dety hy or lrty hy unse jis ki wjh se mama bht tension m rehti hm bebas hochuky hy q k hmara apna baap hi hmari kisi bt p mutfiq nhi hota …mama zehni aziyat ka shikar hy mujhse unki ye halat brdasht nhi hoti
@ShahrukhKhan-gi9fg2 ай бұрын
Koi bhi online apne ghar ke masale share kare to , sirf logo ki jhooti hamdardi milti hai !!! Shayad koi madad kare. Allah se madad talab karo, kai dafa mushkile hamein Allah ke kareeb le jati hai. Jazak Allah khair
@earningtrickss..a6365 Жыл бұрын
Kis islam main agar apni fiancee ko gift daina ha to kia iss trah jaiz ha k 1 taang pr jhuk kr ussay gift dia jay kia ya islam main jaiz ha?
@razamughal4582 Жыл бұрын
Na
@nadir6157 Жыл бұрын
Mashallah 💕
@attitudegaming5824 Жыл бұрын
Quran
@BirjeesAkbar-gt2rj Жыл бұрын
Rasool Allah Kee or bhi zoejah thee,dawat Mae seereef hazrat Ayesha hee Ko lajanae Kay leeya kyoun kah gaya ,Rasool Allah hamaesha zoejha may baraberi rekh take thay
@MoosaKhan1123. Жыл бұрын
1000. Sahi bole masood sahab
@asmamalik6111Ай бұрын
Joint family system is the root cause of all problems.
@RMS_kitchenАй бұрын
Absolutely right
@elevateislam3194 күн бұрын
Joint family sa Miya bv k Resta kharb hojata shadii k foran bd yah shadi sa phla hi alahidgee honi chahiya joint family's ka warna Resta nhii chalaga ...or Waha to chalga e nhii jaha ak mard kama k unko khila Raha ho or baqe ayashe may ho
@hasaanjoyia6930Ай бұрын
good❤❤❤❤
@Rusticpeople Жыл бұрын
मुफ़्ती साहब के पसंदीदा जुमले समझ रहे हो की नही बोल लिया करो अल्लाह के बंदो बोलो अबे मुफ़्ती साहब की टीचिंग से तो काफिर (गैर मुस्लिम) भी सुन रहा मै खुद गैर मुस्लिम हूँ पर इनकी बातें समझ मे आती है मुझे कुरान के बारे मैं जानना था पर बहुत लोग आपके मौलाना इतना चिल्ला चिल्ला के बताते है की बच्चा सुनके डर जाये
@uzairseliya4557 Жыл бұрын
That type of molana who over react do not know what to say so thay hide the byan under loud voice Thankfull to have molana like MUFITI TARIQ MASOOD
@aishasiddiqui7651 Жыл бұрын
Jo log saath rehtey h per izzat Kahan pta nahi office Jaye aise shoher itney accey hotey h kiya btaey
@bushrarahman9630Ай бұрын
Mari shadi ko 32 years ho gye ha .mara husband HR waqt talaq ki dhamki data ha abhi tak to talq nahe de .agr ho gai to ap KO batao ge.for survey
@sabihakhanam494 Жыл бұрын
Jazak Allah khair
@MaryamAliyan-ql1cm4 ай бұрын
Shohor ke upar jaiz he biwi ki burai suna kisi sy chahe shohor ki apni maa behany hoye
@Muftisahbbeyan984 ай бұрын
Whtap kry sawal
@mimranshaikh32334 ай бұрын
😊😊😊😊
@aayatali8368 Жыл бұрын
Assalam alaikum Mufti sahab main Bokaro Jharkhand se bol Rahi hu mere husband to ache h but mere sasur mujhe bahut presan karte h jab se meri shadi huwi h mujhe mayke bhi nhi Jane deti or kabhi din bhar ke liye chali bhi jati hu to gussa ho jate h na koi ristedar ke pass Jane dete h bolte h doli uth gaya ab arthi jayega yaha se ja kar rahne ka to sochna bhi mat mayke or khud ki beti aati h to 15 din 20 din rah kar jati h koi mera spot nhi karta or choti choti baat pe gussa karte h chota sa galti bhi hota h to bahut chillate h main iss ghar ki Bahu Kam nokrani jyda feel karti hu sas se jyda Nazar rakhte h main kya kar rahi kya nhi kar rahi ab mere bardasht se bahar ho raha mujhe nhi pata ye sab kaise thik hoga sohar mere liye kuch bolte h to sasur bolte h tumko iski maa or ye kuch khila di h pagal kar di h mere mayke ke bare me bahut bura bura bolte h kuch wo bolte h to hum apna safai pe kuch bolte h to husband se bolte h mujhse jaban ladati h please mere msg ka reply kijiye jaldi
@Baadshah2U Жыл бұрын
Yahan per aap ke husband ko stand lena chahiye aur alag ghar leke dena chahiye chahe woh kiraya ka hi ya chota sa.
@aayatali8368 Жыл бұрын
Ye bhi majbur h akele kaise chor ke chal jaye bade bhaiya bhabhi ghar chor ke chale Gaye hum dono bhi chale jayenge to sas sasur Ghar me akele ho jayenge isly ye ghar chorna nhi chahte
@Baadshah2U Жыл бұрын
Kia woh kuch maheene aik bete aur kuch maheene doosre baite ke paas nahi reh sakte? Shohar se bolain apne bhai se baat karke dekhain aakhir woh unke bhi maa baap hain
@aayatali8368 Жыл бұрын
@@Baadshah2U bhabhi ke sath bhi aise he huwa wo mayke gayi tabyat kharab ho gaya to kuch din nhi aayi to call kar ke unko unki family ko bahut bura bhala bole unko ghar chorne pe majbur kar diye ab wo log ko Ghar aane nhi dete bolte h mere Marne se pehle iss ghar me ghusne nhi denge har tarah se presan h inse 😢 kamwali bhi rakhna chahte to usme bhi ready nhi hote husband maa baap ko chorna nhi chahte akhirat ka soch kar or humse ab bardasht bhi nhi ho raha
@Baadshah2U Жыл бұрын
Allah unko hidayat de. Masla yeh hai ke aksar hamarehan buzurg apni akhrat bhool jaate hain aur yeh nahi dekhte ke kisi aur ki bhi life hain ya doosre ghar ki beti bahu ban kar aai hai. Allah ko bhi moo dikhana hai. Zindagi aap ko aur aap ke shohar ko guzarni hai to faisla aap logon ke darmiyan hai. Main aik jaga job karta tha udhar aik khatoon kaam karti thi unho ne mujhe bataya ke woh apne shohar ki doosri biwi thi. Unki saas ne aik bar un par thooka bhi tha but unhon ne nazar andaz kar dia tha yeh sochte hue ke buzurg hai aur aksar budhape main moodi hojate hain. Aur yahi akhrat ka soch kar bardasht karti thi unko jab tak unki saas ka inteqal na hogaya. Allah aap ke susar ko naik hidayat de aur aap ki aulad ko jab aap future main budhape ki dehleez per aae, aap ki aankhon ki thandak banae inshaAllah. Ameen
@1512-x9h4 ай бұрын
Or husband apay faraiz puray he na krna chahy ..??? Haqooq lyna k lia chezn understood hon or ada ki dafa nikah namay py mention hona chahye… Mufti Saab es bary ma kia kahngy islam kia kehta hai..??
@Muftisahbbeyan984 ай бұрын
Whtap kry sawal
@1512-x9h4 ай бұрын
@@Muftisahbbeyan98 whatapp ka way btaen kahan karn?
@ahsanAnsari-qj6cq Жыл бұрын
Haye
@ZOSYM8073 Жыл бұрын
❤
@salimpatel55342 ай бұрын
Assalamualaikum
@AbrarKhan-j8x3 ай бұрын
👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼
@MdAalmin-h7u Жыл бұрын
Bolne ke le aur Karne ke Liye bahut farak hota hai molwi Sahab
@mohdmoizuddin89062 ай бұрын
❤❤😭
@arsalannadeem1989 Жыл бұрын
JB SHETAN NI THA TB KES NY KOMEE JINAT KO OKSAYA GUMRAHI KRNY PR NAFRMANI KRNY PR?
@sadiyakhan40154 ай бұрын
Nafs
@alisyed7565 Жыл бұрын
mufti Sahab bahai mujay apka no day day ma buht pahrsan hn mujay ap say maslay ka Hal chay ap apna no day day buht mahrnani hn gi apki
@ArslanAhmad-k2q13 сағат бұрын
Refrance please
@ZohanAffi10 ай бұрын
Assalamualaikum mojhy app sy kio masla pochna ha aap apna namber day skty Hain
@AkbarAkbar-b3v4 ай бұрын
💯💯💯❣️❣️❣️
@twinmagicandme93966 ай бұрын
Isme biwi ke haqooq kahan bataye apne?
@allnews92614 ай бұрын
Ap k kaan kharab hen ap unka check ✔️ ✅ up karwaen achey sey
@faheemkhan488410 ай бұрын
Mera shur asa NAHI hi k Mera gheyal rakay Meri eizat NAHI Kara bat NAHI sunata chui chuti bat py larta hi behn k sat mil k larta hi un ki sunata hi behn ki kami khta hi os ki nokri bo thi tab Jara krta tha abi kam NAHI tu tan Kara hi
@Informative97410 ай бұрын
مفتی صاحب اگر کسی کے پاس اتنے پیسے نہیں ہیں کہ وہ اس کو الگ گھر کے دے سکے تو پھر وہ کہاں سے دے گا اپ تو کہہ رہے ہیں تو میرے خیال سے اسلام ایسا کوئی حکم نہیں دیتا ہے شوہر کو کہ وہ اپنے وسعت سے بڑھ کر کوئی کام کرے تو اس سلسلے میں اپنی نالج کو اپ اپڈیٹ کریں
@jebinjinnatbegum7 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@sanji5464 ай бұрын
Aurat ko bhi hasaad hota hai
@Muftisahbbeyan984 ай бұрын
Kia
@ZoyaUddin-e3m10 ай бұрын
Suleman hi h bhai
@Yasmin-juhi.8 ай бұрын
Soher bewi ko haq adda nhi kerte
@rahimunnisa910810 ай бұрын
🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺
@ravichoudhary-zn8qf Жыл бұрын
Bhai sahab , jis insan ne kbhi islaam k baarey m hi nhi suna..., Aur vo alg hi duniya m rha ho..., Pahado m ...junglo m.., to uska kya...usko kya nasib hoga ...jnnat ya aur kuch...kyu ki usne to kbhi islaam k baarey m suna hi nhi
@ShahrukhKhan-gi9fg2 ай бұрын
Sawal achha hai, par agar aapko pata hoga sabse pehle is duniya mein bheje jaane wale insaan Hazrat Adaam A.s aur unki biwi, dono musalman hi the, Unke baad jo unse bachhe hue usme se koi islam ki rah par chala or kisi ne nafaarmani ki.Islam ka message har community tak pahuchaya gya, kisine mana or kisi ne nahi. Adhiktar log apne purvajo ke dharm par chale, unhone apne akal se kaam nahi liya, jo sach or galat ko samajhne ki takat rakhta hai. Allah ne 1 lakh se jayada messenger bheje. Ab jo khud pahado mein rahe, junglo mein rahe agar ye Islam ko nahi mante, phir bhi inka apna khud ka bhagwan hota hai.Jab inke paas Islam ka message aaya inhone nafarmaani ki, agar in tak pahuchna mushkil hota to inko dusre bhagwan ke baare mein kisne bataya? Ye shaitan aur apni man ki baat par chale.