ek baat bataiye sir, ye jo aap bol rahe hai, kya ncert ka information baki kitab me nahi hote? agar koi geography pmf ki book se padhe to wo kya ncert se alag information carry karti hai?? nahi naa.. ohir itna overhype kiun karna aisa cheezo ko??
@NandaniYaduvanshi-fs6oj3 ай бұрын
Bhaiya abhi main BA part 1 me hu to kya main bhi isse follow kar sakti hu???
@NandaniYaduvanshi-fs6oj2 ай бұрын
Bhaiya aapka jo BPSC daily Target group hai kya isame jisako 70 th bpsc Dena hai sirf wahi jurenge to thik rahega mujhe 2027/2028 me exam Dena hai to kya main nahi jur sakti uss group me ????
@RameshsinghA1234 ай бұрын
Abhi tak ka best sir sahi bole hai... current affairs ka perfection IAS se aaya hai...
@ashish345-m2t4 ай бұрын
vision ias ka sabse jyada question aaya hai bpsc 69th me Jake check krlo🎉
@yqmate86724 ай бұрын
current affairs 36-40 question 13- question vision ias magzine. 12- perfection ias 8- edutri so aap koi v magzine kr lo current affairs cover nai hogi iske sath newspaper lgana prega.
@Sonalisinha10202 ай бұрын
Or kya kya subject ka kre
@MrPawan3152 ай бұрын
@@ashish345-m2tsahi bola bhai . 😂
@NandaniYaduvanshi-fs6oj3 ай бұрын
Ek bar iss topic pe bhi video banaiye ki modern history me kya padhna hai aur kya chhorna hai please
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Jarur
@anjalitiwari6793Ай бұрын
@@Mr_Aspirantexam 17 nov ko hone ki kitni sambhawana hai
@Ayush-h3rАй бұрын
@@anjalitiwari6793 .65% hope कर सकते h 17 नवंबर
@vibhakumari445 күн бұрын
Sir please btyae ki bpsc me Environment and ecology se qs aate h kya ??
@RajveerSingh-nb7hn2 күн бұрын
कोई अगर सिद्दत से परीक्षा वानी की किताब पढ़ ले तो प्रीलिम्स उसका कभी रुक ही नहीं सकता और करेंट के लिए मंथली क्रॉनिकल(वैसे किताब सब अच्छी होती है लेकिन टाइम कम है तो जरूर विचार कीजिए)😊😊
@nick_vlogs_singh4 ай бұрын
Ap 70th BPSC ke liye bhi please classes do KZbin pe q ki aap khud tyari kar rhe ho toh wo us students ke liye bhi bahut helpful rhega
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Jarur
@nick_vlogs_singh2 ай бұрын
@@Mr_Aspirant Toh kab se start kar rhe ho ap class q ki ab zyda time bhi nhi hai
@ChitranjankrPalАй бұрын
Bhaiya mere ko guide kijiye please mai Indian armed forces me hu mere pass time nikal pana muskil hai but mai bpsc k tyari karna chahata hu kyo fouj ki jidgi bahut hi tough hai kya karu samjh nahi AA Raha hai
@Engineerbodybuilder3 ай бұрын
Love from Dhanbad ❤
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Thanku bhai❤️
@SHIVAMMISHRA-oc4im9 күн бұрын
Thanks Bhai ❤
@creativeactivity6381Ай бұрын
Nice analysis
@jubairalam76602 ай бұрын
akhari time me books badalne ki bjaye purani kitabo ka rivision krke unsold paper solv kro
@NandaniYaduvanshi-fs6oj2 ай бұрын
bhaiya Mera ncert complete ho chuka hai abb main ncert ke alawa koi alag book padhti hu to kya ncert ko bhi bich bich me revise karte rahna chahiye ?
@anshjha_6653Ай бұрын
Aap NCERT ki sirf geography class 11-12th revise krte raha kro or ancient history exams se pehle 1 read krlena
@NandaniYaduvanshi-fs6ojАй бұрын
@@anshjha_6653 ok thank you
@silent_girl314 ай бұрын
Kafi achhi video thi 👍
@SumiranSharan67982 ай бұрын
hlo sir, perfection ias ka current affairs kaha se le...unke website pr nhi show ho rha hai
@NandaniYaduvanshi-fs6oj2 ай бұрын
Bhaiya please bataiye Aapne jo group banaya hai 70th bpsc wala to kya mai bhi join kar sakti ?? Kyoki main abhi b.a part-1 me hu please btaiye
Lucent yellow wali padhni hai ya specific wali for history and science??
@Hindustan4954 ай бұрын
Bhaiya aap aise hi hamsb ko margdarshan dete rahiye thank you so much bhaiya ❤
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Thanku so much bahna
@exam-jj8yy2 ай бұрын
please btaye ki pyq topicwise le ya yearwise ?
@NandaniYaduvanshi-fs6oj3 ай бұрын
Bhaiya please reply Main abhi BA part 1 me hu kya main bhi isse follow kar sakti hu??
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Aap abhi thoda ncert pe dhyan do...kyuki abhi aapke pas time hai....ek baar ncert complete hone pe standard book follow karma aap
@divyasonal4082Ай бұрын
Bpsc ke lia eye drishti kaphi kmhai current affairs ke lia ??
@NandaniYaduvanshi-fs6oj2 ай бұрын
Bhaiya bpsc mains exam me ancient and mediaeval ke kaun kaun se topic se question puchhate hain please iss par bhi ek video banaiye kyoki maine IGNOU se karwaya hai jisame abhi part 1 ka hi book aaya hai aur usame ancient and mediaeval kafi jyada hai
@juleekumari78514 ай бұрын
Bhaiya kya aap bta skte patne bpsc ke liye offline pw yah kgs dono me se kon sa best rahega
@nihalkumar86703 ай бұрын
Kgs
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Video soon
@4nit2 ай бұрын
PW
@Singhsneh8054 ай бұрын
Bhahiya plz ek reply kr do mere pass ncert ki cosmous publication 6 to 12 ncert ki book jo mahesh kumar barnwal ka to thik rehga necrt k liye
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Us book me aise bahut chije hai jitni aati nhi hai exam me. . Exam me 70% scinece ques 9th 10th ncert se hoti hai...to ek baar kisi v cbse teacher se one shot video dekh lena
@Singhsneh8054 ай бұрын
@@Mr_Aspirant bpsc 70th k thik nhi kya bhaiya
@mariyamallick88544 ай бұрын
Bpsc 69 me budget economy survey se ek v questions ni tha or apne jo v book btaya jaise crown wagira ye sb guide book h ... Bpsc nikalne ke liye standard book padhna hi pdega chahe time ho ya n ho ...
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Nhi bhai...maine guide book alternative bola hai 2 mahine ko dekjte huye...question match karne ke baad ....crown ke book me history aur geo NCERT hi hai...aap match karna...aur ONLY ias wali polity me laxmikant hi hai..baki science me 9th 10th ki ncert se hi ques aata hai
@apurvapathak67183 ай бұрын
Bpsc 70th ki form link active hai last date 9-8-2024 ki thi ??
@captainjairai67784 ай бұрын
Love it👌
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Thanks brother
@itsTuzain-im5eg3 ай бұрын
Bhaiya apse ek help chahiye plzzz mjhe isbr prelims dena tha ap plzz btaye kon konsa important topic ho jisko pdhkr achha score krskti hu plzz aur jitna bhi tym usko din raat ek krke pdhungi ap plzz btaye
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Ek video aayegi
@Kritisharma_01Ай бұрын
Thankyou soo much
@Priya-j6i3k2 ай бұрын
Bhaiya please reply bpsc interview me durga chalisa k padhna hobby bo skte h
@ASHOK_FUTURE_IAS4 ай бұрын
Hello sir 🙏 Bole Kiran publication ka book hai mere pass usse tyari nhi ho payega kya Sir please reply dijiyega... Thank you 👍...
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Kiran publication ki ek guide book hai...aapke pas agar time kam hai to video me bataya hua follow kr lijiye....ya phir agar time hai to ncert se start kre
@NandaniYaduvanshi-fs6oj3 ай бұрын
Bhaiya please bta do Economics ke jo book aapne bataya uss book ka link bhej dijiye kaun si book hai main confuse hu
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Arihant Ncert( 6th to 12th ) notes
@FalendraKumar-bg3ys4 ай бұрын
Bahut badhiya hai bhaiya
@AnjaliKumari-ow9gxАй бұрын
Sir geo k liye ky kre pls btaiyr
@shyamthakur93064 ай бұрын
Bhai bhot informative video thanks for this ab ek baar aap as soon as possibile test series ke liye vi agr possible ho to bata de ki test series Konsa join krna chaiye online ya offline or kis ka karna chaiye
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Test series ki quality eduteria ki kafi achhi hai aur sasti bhi hai....offline do wo jyada achha hota hai....
@NandaniYaduvanshi-fs6oj3 ай бұрын
@@Mr_Aspirantbhaiya test series ke liye edu teria ki book Leni parengi na ?
@NandaniYaduvanshi-fs6oj2 ай бұрын
Bhaiya kya ancient and mediaeval history bhi bpsc mains me puchhate hai?????
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Haa ab to kafi aata h isse v
@NandaniYaduvanshi-fs6oj2 ай бұрын
@@Mr_Aspirant bhaiya topic bhi bataiyega ki bpsc mains me ancient and Medevial history ke kaun kaun se topic puchhate hai ya iss par bhi video banaiyega kyoki maine IGNOU se admission liya hai to 1st year me ancient history bahut jyada Diya hai
@uditnarayanjha2000Ай бұрын
Sirf ncert padhe 6to12 aur abhi 1 saal time hai to bpsc nikal jayega
@prakharsrivastava9512 ай бұрын
History ki book mention kar dijiye clear book ke naam ke sath
@kamalmech11934 ай бұрын
Nice sir ji
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Thanks
@TheShikariBoys2 ай бұрын
Bhai m abhi se bpsc 70th ki tyari karna chahta hu par Kya 2month m possible hai 😢
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Bilkul possible hai prelims...agar pahle ek baar kahi v aapne taiuari kri h to
@TheShikariBoys2 ай бұрын
@@Mr_Aspirant bhai pehle to m ssc wagra ki preparation kar rha hu 2saal se kya abhi possible hai 2.5months m prelims
@jaggu67453 ай бұрын
Sir hm up se hai kya hm bpsc k liye apply kr sakte hai
@NandaniYaduvanshi-fs6oj3 ай бұрын
Ha
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Haa kar sakte ho....general category se
@rajeevranjan20473 ай бұрын
200 guess question for current, science,history bihar special ka nikalye ...taki %ratio se sb ap pe biswas kare
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Actually jo v teacher marathon ya es tarike ke video banate hai...visvas karo ..jo v sirf utna padhta hai uska kabhi nhi hota... Aapko ab ke time pe badalte pattern me lagbhag har subject me maximum topic karna pdega
@sikandarbharti87533 ай бұрын
Bhaiya BPSC k PYQs k liye kon sii book leni h English medium k liye
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Bahut sari book aati hai...aap market me jake do tin publication ki book dekh lena...jo aapko best lage...kyuki pyq me sab same hoga
@sraj38203 ай бұрын
crown thik rahega bihar special ke liye??
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Haa kisi v book se pdhe...lekin baar baar revise krna
@Sonalisinha10202 ай бұрын
Hindi medium ke liye vi bta digiye
@priyasinha71442 ай бұрын
Bihar current affairs ke liye?
@PARSURAMSINGH-d6f3 ай бұрын
Mains per bhi banaye
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Jarur
@FalendraKumar-bg3ys4 ай бұрын
Sir Bihar special ke eduteriya ke book padh raha hun
@mdzaidahmed26864 ай бұрын
Bhai iski bdf khn milegi??
@abhijeethunkar21654 ай бұрын
10:04 Bihar special aur Indian History ko sath me lekar 50 se 55 questions ho jaate h esliye logo ko digbhramit na kare, mai pichhle 10 saal ka questions gin chuka hu
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Bihar special = bihar geo, bihar polity, eco, history + bihar population +bihar current affair......(ye sab count kiya hai )
@abhijeethunkar21654 ай бұрын
@@Mr_Aspirant excluding CA,Polity and economy Bihar special = History+Geography
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Maine jo bihar wale ques hai...unko bihar special bola hai...chahe wo bihar polity ho ya economics ya bihar currenr affair.....shyd ab smjh gye hoge
@YOYO_ARMY_014 ай бұрын
Nice video ❤
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Thanks for the visit
@YOYO_ARMY_014 ай бұрын
@@Mr_Aspirant bhaiya aapke coaching mein padhta hun Name:-Anmol
@nehasingh72363 ай бұрын
Polity ka pdf de dijiye
@NandaniYaduvanshi-fs6oj3 ай бұрын
Bhaiya please reply Economics ke liye pahle alag se bajat , sarve , population aur government scheme achhe se cover karna hai isko cover karne ke badd bacha jo topics usse ncert summary arihant se karna hai ......????
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Ncert summary se aapka ECO ke basics complete ho jayenge....usks baad kisi v current affairs se aap Budget, economic survey , scheme, ye sab kar lena
@preeti.pandit4 ай бұрын
😮😮😮......wahhh
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Thanks ❤️
@Amanjaiswal777893 ай бұрын
Tum khud karlo sir
@meenusingh56772 ай бұрын
Apka watsup group ki link kya h
@Mr_AspirantАй бұрын
Niche 1st comment me hai link
@anshukumariyadav72624 ай бұрын
❤😊
@furqaanahmed31264 ай бұрын
Ghatna chakr pyq sabse behtar h kahan se aata hai baat hi khatm explanation bhi rahta hai
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Lekin ek baar karne se bahut kam chije yaad rahti hai ...uske notes banana important hai agar kr rhe ho to baar baar revise ke liye
@Krish-fr3kb4 ай бұрын
Hello bhaiya
@ayzal20214 ай бұрын
Bpsc 70th ka from fill kb hoga 😊
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Nnotification ka hu wait hai...5 aug ke baad bolla hai chairmsn ne
@user-br3lz45i9Ай бұрын
Video ❌ bido ✅
@Bodhi_gyan032 ай бұрын
Kvi board se hat v jaya kro dost taki tumhari strategy ko sahi se dekh sake
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Telegram..whatsapp har jagah maine ye daal diya hai
@girindramohanmishra2264 ай бұрын
Abhi time hai books padhna ka
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Haa jo book bataya h....wo abhi ho skta h
@VickyKumar-uj2hh3 ай бұрын
Book lena hai
@sheryasingh80024 ай бұрын
Bihar special k liya ka kya padhna chaiye Aur history k liye ghatnachakra mcq practice k liye sahi rhega kya
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Haa ghatnachakr ke mcq se jyda jaruri hai uske diyee huye explanation... Aur book ka ek last video banaya h...aap waha dekh lo channel me jake
@RameshsinghA1234 ай бұрын
Physics bata dijiye kha se padhe......
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Ye NCERT padh lijiye...physics me aapko jyada deep knowledge na v ho to v chal jayega...( jyadatar topic ke bare me main chij aur uska Example , SI Unit , formula ,Reason ) ye Ana chahiye
@RameshsinghA1232 ай бұрын
@@Mr_Aspirant ok
@sarooralam64354 ай бұрын
Bharti bhawan ke 9th 10th science book useful hai BPSC ke liye
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Haa bahut
@patnaculture3 ай бұрын
Kuch new nhi hai bro... Serious aspirant already esse jyada janta hai
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Ye video se beginner ki problem kam se kam solve hogi...jo pahli baar bpsc prelims dene ka soch rhe h...aur jyada abhi nhi padha h
@ujjawaljyoti9674 ай бұрын
Udaan 2.0 kahan milegi ?
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Online mangwa lo....brna patna ya delhi jaise jagah pe hi mil payegs
@FalendraKumar-bg3ys4 ай бұрын
Sir eduteriya ke current affairs padhta hun
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Haa ye achha hai kafi bihar ke exam ke liye khaskar
@kanchanmaurya35334 ай бұрын
👍
@RBIWallahPWАй бұрын
Khud toh select ho le pehle baad mai gyan diyo
@Sudhanshu-chamar2 ай бұрын
Baii....utna kya karna...bass new NCERT 6 TO 12th aur BPSC ka pyq aur ghatnachakkar....current k liye pratoyogita darpan....ya BPSC INSIGHTS TELEGRAM CHANNEL bass itna kafi hain.....
@gdksk-ty7luАй бұрын
Tmhara ho gya kya bhai.. Itna confidence😂 !
@Sudhanshu-chamarАй бұрын
@@gdksk-ty7lu BPSC 2 baari interview 1 upsc interview diya hoon sir...and that is only a suggestion and choice is yours accept it or not ....remind my word study material jitna kam ho utna achha...samaj mein logo ki yahi soche hain ki aap kya karte ho chanakya magadh ka raja nahi tha....ramakant aachrekar international criket nahi khela fir v kramshah done ne chandra gupta maurya aur ek ne sachin tendulkar diya....अहम् ब्रह्मास्मि sir jee aapko pata hi nahi hain
@gdksk-ty7luАй бұрын
@@Sudhanshu-chamar Tu pagal h kya 🤣🤣🤣🤣🤣🤣
@yadavshiv16820 күн бұрын
Bhaiya abhi ba part 1 mein hu koi alag se book lu ya fir ncert padhta rhu ya kissi master ka batch lu please suggest
@Sudhanshu-chamar20 күн бұрын
@@yadavshiv168 av aapke pass time hain toh aap kya kariye pahle aap BPSC ka syllabus dekhiye aur BPSC ka previous year ka question paper....taki jab NCERT padhoge toh aapko malum rahega ki kin kin topics pe jyada dhyan dena hain....aur jaisa ki aapke pass av time hain toh aap OLD NCERT 6 to 12th aur NEW NCERT 6 to 12th dono padh jaaiye....aur answer writting karte rahiye...
@riteshkumar-wb3sk2 ай бұрын
Tu bhi yaar Lucent ka hi bhakt nikla
@dakshpratapsingh54194 ай бұрын
Bhi tu khud kye nahi paper de detaa h...khud to life me ak book v Puri nahi padhi hogi aur ghyaan Dene aa gaye...age h na ager bachlor degree h to exam do phir gayaan do........😊
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Pyare brotherji..Isi channel pe padhate huye bhi video ayegi dost jaldi hi..2_3 video ke andar hi....uske baad jarur batana ki gyan hai ki nhi..😊....bas ek chij sikhi hai ki jo v exam do kisi ko batao mat ki ye diya hai jab tak final nikal na lo😐
@sarfrajahmad53684 ай бұрын
@@Mr_Aspirant bas ek chij sikhi hai ki jo v exam do kisi ko batao mat ki ye diya hai jab tak final nikal na lo ye line sahi h sir
@aazad.7554 ай бұрын
Padhna likhna Laura nahi Khali kitab Kaun sa ....
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Namaste DM sahab....kon se district me posted ho aap ?
@lakshmiyadav034 ай бұрын
@@Mr_Aspirantbolne wale bahut hai aise faltu ...ap help krna jari rakho👍🥰
@Nishakumari9627nk4 ай бұрын
Aise kisi ko mat boliye
@lakshmiyadav034 ай бұрын
@@Nishakumari9627nkgalat bolne walo ko galat hi bola jata hai......
@HarshRaj-cp9xf3 ай бұрын
Aap bhi comment dekh kar aate ho@@lakshmiyadav03
@MANSETRAVEL2 ай бұрын
Pure Bihar ko pata hai ki KHAN SIR KI GK aor BIHAR SPECIAL best hai phir bhi tumne vo book mention nahi karra hai
@Mr_Aspirant2 ай бұрын
Ab normal GK book se nhi nikal payega bpsc...pattern change hone ke baad... usse railway , daroga, ssc ye sab nikal skta h
@officerbitiyadiya96214 ай бұрын
Sir aapka WhatsApp number please sir
@Mr_Aspirant4 ай бұрын
Mere comment ke 1st me sabhi ka group hai...aap use join kr lo