Masha Allah engineer Saab ke bad Imran bhai aap hi Hai jo sirf Quran Hadees ki daleel se bat kartey Hai 🇮🇳
@tabrezqureshi95853 жыл бұрын
Bhai ek martaba aap Abu Yahya noorpuri shb ke bhi bayan sunlo unhone khi bar exposed kara hai quran and hadith ki roshni main ingineer Ali Mirza ko
@drnabiulfarooqofficial3 жыл бұрын
Br I HV met with uh.. Thanks to Allah for my luck
@shareqinamdar92113 жыл бұрын
Br imran ka youtube channel kyu bandh hogaya?
@irefvideos3 жыл бұрын
Br. Imran ka official youtube channel SIRF ye (irefvideos) haiy jispar aapnay ye message kiya. Iskay alaawaa unka koi aur channel nahi haiy jo unka apna personal ho jo unhoun ne qhud upload kiya ya IREF ki jaanib se kiya gaya. Is (irefvideos) channel ke alaawa jitnay aur channels haiyn woh kisi aur ne ya toh IREF k naam se ya Br. Imran ke naam se banaa liyay haiyn jis se IREF ka ya Br. Imran ka koi taaluqh nahi. Kayee logoun ku 'ASK Br. Imran' channel k baaray mein jo fb aur youtube par haiy ya thaa ke baaray mein ghalat fahmi haiy ki woh Br. Imran ka ya IREF ka channel haiy. Hum bataana chaahtay haiyn ki woh naam ka channel yaani, 'Ask Br. Imran' channel, IREF ka ya Br. Imran ka nahi haiy. Maherbaani yaad rakhein ki sivaayay is irefvideos ke Br. Imran ka ya IREF koi aur official channel nahi haiy.
@tariq5963 жыл бұрын
Assalamoalaikum sir. Sir ek CRDG Foundation nam ki sanstha hai. Jiska uddesh vishwa men doure haq (satyug/ swarnimyug) lana hai. Iske 5 satr ho chuke hain, awam kaiy samudaey ke log issey jud rahe hain. Jo aapka uddesh hai wahi inka bhi hai, ek bar kirpya dekhen , acha platform hai, be inteha naey ideas hain inmen , doure haq laane ke. Dhanyawad
@Shaikhnazim70303 жыл бұрын
🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂
@Born.to.argue_3 жыл бұрын
Bhai app gair ullah se nai mangna bolte fir ye vedio me gpay num de ke kaiku khairaat mangre
@irefvideos3 жыл бұрын
Woh jo maangraiyn zaat k liyay nahi bhai ALLAH KE DEEN KE LIYAY MAANGRAIYN. Ummat ka fareeza thaa ki qhud se Allah ke Deen ke liyay detay magar hamaaray bhai aur bahnein bhool gayay ye baat toh unku yaad dilaaraiyn bhai. Aur jo cheez Allah and Nabi[s] ne maangnay ki ijaazat dee haiy wohi maangraiyn aur jis se manaa kiya uskay baaray mein talk mein samjhaaraiyn bhai. Aap ek baar Sura Muhammad[s] : Sura number : 47 ki Aayat : 07 padho bhai....
@mohdibrahim51033 жыл бұрын
yazeed kon hai aap ki nazar mea bolo
@IsrarKhan-fi3wf3 жыл бұрын
माशाअल्लाह!
@guidedrifters36383 жыл бұрын
The Messenger, may God’s prayers and peace be upon him and his family, said: It is as if I had been called and I answered, that I have left among you the two weighty things, one of which is greater than the other, the Book of God and my family, my family, so see how you left me in them, for they will not separate until they return to me at the Basin. [Sunan An-Nasa'i Hadith 8148]. Where are you from? And he, may God’s prayers and peace be upon him and his family, said: The people of my household are like the Ark of Noah: whoever boards it is saved, and whoever stays behind is drowned. [Al-Mustadrak on the Two Sahihs, Vol. 2, p. 373, Hadith No. 3312, chapter on the interpretation of Surat Hud].