Lovebird ki demand bahot kam ho gayi he bhai qeemat bhi kam ho gayi he
@GulamNvolgs19 күн бұрын
Aslamoalykum ❤❤❤🎉🎉🎉
@Budgiesbirdandbeauty19 күн бұрын
Walaikumassalaam bhai
@rishavsharma20962 күн бұрын
Sir yeh konse month me breed krte hai
@RehanMalik-d4u2 күн бұрын
Bhai mere budgies ande dety hein phir anda bhat phen deti hai female
@kamranaslam6618 күн бұрын
Mera ek sawal tha jis ka jawab mujhe KZbin k kisi bhi video me nahi mila mera cage 4 feet 2feet /2feet ka hai jis me maine 1 adult pair or 1 jore pathe rakhe hai or ek single female hai pattho ka jora ab tak nahi lag paya adul ka pair lag gya hai or ek single female hai to kya mai cage me matki laga sakta hun ? Laga sakta hun to kitni matkiya lagau
@Budgiesbirdandbeauty18 күн бұрын
Jis pair ka joda lag gaya he us ko alag cage me kar ke matki lagaye to ziyada achha hoga warna doosre birds disturb kar sakte hain unko....aor isi cage me lagaye to phir 2 matkiyan laga do doosre us me bussy rahenge...risk shayad kam ho jaye...likin baqi to matki lagane ke bad hi pata chalega...dekh lo agar larai ho to phir vo hi karna jo mene pehli bar me bataya he...lage jode ko alag kar dena alag cage me
@kamranaslam6618 күн бұрын
@Budgiesbirdandbeauty thank you sir reply krne k liye mai usi cage me breeding pair ko rakhunga or matki laga dunga or 1 jore jo patthe hai un ko or ek single female hai use ek alag cage me rakh dunga or pair lagne ka wait krunga 2 mahine k baad ager pattho ka pair lag jaye to mai unhe 4/2/2 k cage me matki laga kr dal dunga ya Bina matki lagae dalunga ? Kya asa karna thik hoga ya nahi is pr jarur kl ek video me ache se samjha dijiye sir ya to mujhe comment me complete information de dijye plz
@Syednameer0015 күн бұрын
Assalamualaikum Bhai , mere budgies full adult hai aur unhe lakar around 6 monthes se jyada hogya woh abhi tak breeding nhi karrahe please btao na koi tips . Aur unki seed mix please 😢
@DanishHere-q1c20 күн бұрын
Assalamualaikum Bhai Lovebirds lutino ki breeding tips k bre m kxh bta dein unho ne breed ki thi lkin unnkay cage m rat agyw the to breeding stop hgai ab wo dar rahay h mne unko 1 week alg kr k abhi matki Dee h dbra h thra sa guide krdein
@Budgiesbirdandbeauty20 күн бұрын
Walaikumassalaam bhai ho jayenge dheere dheere sahi
@MaazMannan-q7b20 күн бұрын
Mere pas 3 pair hai jisme ek female ne ek anda ek haandi me diya tha fr dusri bird ke dar se wo dusre haandi me jak baethi aur ek anda waha dediya ...ab hm kya kare ....ek handi me baeth rahi hai wo ...plzzzz reply zRur kariyega...
@Budgiesbirdandbeauty20 күн бұрын
Me ne is ka jawaab pichhle video me de diya he ...pehle bhi poochha tha aapne
@SahilKhan-ds5dw20 күн бұрын
Bhai apni is bade pinjre ka pura size bata bo
@Budgiesbirdandbeauty20 күн бұрын
Last me bata likha he ye kon si boli he
@SahilKhan-ds5dw20 күн бұрын
@Budgiesbirdandbeauty sorry bhai
@Budgiesbirdandbeauty20 күн бұрын
It's all right....4.5 feet chorai hogi 8 feet lambai...7.5 ya 8 uoonchai hogi....edit me jake comment ko sudhar dijiye
@gundaygang670516 күн бұрын
Ser me budgies khari kar palunga lekin mujhe ye samjh me nahi ara he ki 5.6 mahina wala le ke aunga ye adult budgies leke aunga konsha best hoga plz batai ye 12 jore kharidke le ke aunga to samjh me nahi ara he ki Adalat le auna ye pathe leke chalu Karu
@Budgiesbirdandbeauty16 күн бұрын
Bhai adult se bhi breed ho jati he lekin adult bahot mushkil se achhe birds mil pate hain....isliye aap pattho se shuru karo sabse achha kam vo hi hota he...patthe khareed ke ek bade cage me chhorte jaayen phir adult hone ke baad un ke jode ban ne lagenge
@Shubhamdombale.20 күн бұрын
Tujhse aachi to mere setup ki breeding progress hai
@Budgiesbirdandbeauty20 күн бұрын
Tu ye bata ke mene kab kaha ke meri progress achhi he...mene last bola he jesi bhi jo bhi he samne he....jahilo ki tarah tu karke mat baat kar
@arham152019 күн бұрын
Dombivali apne baap se bhi aise he baat karta hai kya?
@Theexoticgardenx9tk19 күн бұрын
How much is your KZbin payment? Tell me please.
@Theexoticgardenx9tk19 күн бұрын
@@BudgiesbirdandbeautyHow much is your KZbin payment? Tell me please.
@Noman_sheikh078 күн бұрын
Bhaiya ap bird sale karte ho apka number milega kya..?@@Budgiesbirdandbeauty