Raat yun dil mein teri khoyi hui yaad aayi Jaise veerane mein chupke se bahaar aa jaye Jaise sehraon mein haule se chale baad e naseem Jaise beemaar ko bewajah karaar aa jaaye Kitne badal gaye hain woh halaat ki tarah Jab bhi mile hain pehli mulakaat ki tarah Teri jafa kahun ke inayat kahoon isse Gham bhi mila mujhe kisi saugaat ki tarah Dil mein ghamon ki aag bhadakne lagi to hum Roye hain phoot phoot ke barsaat ki tarah Hum kya kisi ke husn ka sadka utaarte Ik zindagi mili hai wo khairaat ki tarah Bujhi hui shama ka dhuan hoon Aur apne markaz ko ja raha hoon Ke dil ki hasrat to mit chuki hai Ab apni hasti mita raha hoon Teri hi surat ke dekhne ko Buton ki tasveeren la raha hoon Ke khoobiyan sabki jama karke Tera tasawwur jama raha hoon Kafan mein khud ko chhupa liya hai Ke tujh ko parde ki ho na zehmat Naqaab apne liye bana kar Hijaab tera utha raha hoon Udhar wo ghar se nikal pade hain Idhar mera dam nikal raha hai Ilahi kaisi hai ye qayamat Wo aa rahe hain main ja raha hoon Muhabbat insaan ki hai fitrat Kahaan hai imkan-e tark-e ulfat Wo aur bhi yaad aa rahe hain Main unko jitna bhula raha hoon Roz kehta hoon bhool jaun unhein Roz ye baat bhool jata hoon main Nahin aati to unki yaad barson tak nahin aati Magar jab yaad aate hain to aksar yaad aate hain Zubaan pe labdaik har nafas mein Jabeen pe sajda hai har kadam pe Yun ja raha butkade ko naatik Ke jaise kaabe ko ja raha hoon.....
@shahzadali20716 күн бұрын
❤
@lunatic7923 жыл бұрын
Jab pehli baar mujhe pta chla ki khan sahab ab is duniya mein nhi hein, meri aankhon mein aasun aa gye the, par khan sahab dil m rhte hein hamare, love from 🇮🇳
@ziaulhaq48333 жыл бұрын
14:58 Udhr wo ghar se Nikal pare hain Idhr Mera dam Nikal Raha hai Ilaahi kesi hai yeh qayamat Wo aa rahe Hain main ja Raha hun Goosebumps... ♥️♥️♥️♥️
@Sky___walker3 жыл бұрын
These are also my favorite lines .
@ranamudssir5571 Жыл бұрын
😢😢😢😢😢😢
@mandeepsinha62224 ай бұрын
Ke dil ki hasrat to miti chuki h.. Ab apni hasti mita rha hu❤ 8:13
@sachin51918 күн бұрын
रूह तक को निचोड़ दे वो आवाज उसके साथ खान साहब 😭🙏 आप अभी और 50 साल रुक जाते क्या चला जाता 🥺 कम से कम जिंदगी की एक हसरत तो पूरी हो जाती ,,,शरीर के एक एक रोंगटे खड़े हो जाते है जब भी इस आवाज को सुनता हु,,,ये आवाज नहीं जादू है जादू भी नहीं दवाई है लाखों दर्द की ,,दर्द ए दिल की दवा बना नुसरत (जी❤)
@mathematicalhub773 жыл бұрын
Kitne bdl gye hain wo halaat ki taraah..... ❣
@hasnainkhanswati96023 жыл бұрын
Legend Kabi Nahi Marty Ye Diloon Mai Hamesha zinda Rehte hain
@mohammadyasirjiya3 жыл бұрын
Hii. "osa" ka bohot shukriya...
@SurajKumar-xy4lh Жыл бұрын
Ustad ji apko. Dil se slam apne. Inshan ke. Dil. Ki. Bat ashani. Se do. Lafj. Me. Jahir kar di. ❤❤❤❤. Love. Khan shab. Agar so abhi hote. To me. Apko sunne khi bhi aaa skta. Tha ek. Bar. Bar. Phir. Se. Sir. Apne. Akl. Sikhayi h ki. Kon. Kesha. H.
@pramodsingh68854 жыл бұрын
Bahut yad aye nusarat. Milejab bhi gamo se fursat.
@markasmakha83903 жыл бұрын
Dil ki hasrat mitt chuki hai ab apni hasti mita rahaan huu🙏😑
@aadarshsingh98502 жыл бұрын
Jab main is quawaali ko sunta hun to sab chuch bhul jata hun. I big fan of nushrat sahab
@ranjanaporwal20654 жыл бұрын
Khan Sahab ' voice was saying it all ! His last ,he was seeing perhaps the Light ! Mystic ! Seems he was unifying with the Almighty ! He was seeing himself in lines khud ko kafan ! To me it seems that he was seeing the Angel of Death ! And talking to the Almighty what he was going through , what he was feeling ! His request and prayer ! It touches the Heart ! Tum aor yaad aane lagte ho. !May the Almighty bless his soul and give strength to the family !mei apne markaz ko jaa raha hoo !
@HamzaKhan-sr1zs3 жыл бұрын
Mm, x ! @ "268
@sourabhjain85334 жыл бұрын
Aapki gayki ka to duniya me tod he nahi he.. The legend of nusrat fateh ali sahab.. 👏👏👏👏👏
@hasanmehndi55234 жыл бұрын
Zabardast kalaam aur khan sahab ka to jawab nahi
@RaWhoPodcast3 жыл бұрын
Wah, kya rang dikhaye hain Ustad ji ne Darbari mein.
@imranalikhanniazi7627 Жыл бұрын
mera dil udas tha sun kar chain agia
@anilgurjar25363 жыл бұрын
osa you did a great job to save the legend
@akbarshaikh57393 жыл бұрын
Masters. Are born to lead A great gem of Sufinism Treasure Salute Nusrat Sahab Still the milestone of2021 till Qayamat!???????? 5008 or more?????!!!!!!
@ajazali99663 жыл бұрын
Nusrat sahab lajawab hai ab koi dusra nusrat nhi pyda hoga dawa h mera
@islamicculture33273 жыл бұрын
Jb suntaa hu bhut rotaa hu😟😓
@lakhwindersohi59133 жыл бұрын
Dard rukta nhi ek pal v dilli saja mail rahi 😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@Mjan7903 жыл бұрын
Wo arhy han ..mein ja raha hu ... This lines speaks the whole truth of life😔❤️🥶📝
@newtechnowledge37672 жыл бұрын
کہ دل کی حسرت تو مٹ چکی ھے اب اپنی ھستی مٹا رھا ھوں
@visheshsingh-z8dАй бұрын
arabic language is sooooooooooooooooooooo beautiful to c today
@abdulbasit343106 ай бұрын
14:01 best part start from here
@mohammadkhosru65272 жыл бұрын
Khan sahib ka voice means... No drugs even in pain
@divinejourney67704 жыл бұрын
Realty of life -self realization -Thnx Khan Sahib, from India.
@ZAIDKHAN-gj7kj Жыл бұрын
Jis ki samj jha Tak us k ly wahi Tak Tu Nusrat sab line
@ajruddinansari72333 ай бұрын
The great legend nusrat fateh ali khan ❤❤🎉
@Mr.Rohit.singhh3 жыл бұрын
Jo feel kar ra hu nahi bataunga..kyu btau.kise btau
بجھی ہوئی شمع کا دھواں ھوں اور اپنے مرکز کو جا رہا ھوں کہ دل کی حسرت تو مٹ چکی ھے اب اپنی ہستی مٹا رہا ھوں تیری ہی صورت کے دیکھنے کو بتوں کی تصویریں لا رہا ھوں کہ خوبیاں سب کی جمع کر کے تیرا تصور جما رہا ھوں کفن میں خود کو چھپا لیا ھے کہ تجھ کو پردے کی ھو نہ زحمت نقاب اپنے لیے بنا کر حجاب تیرا اٹھا رہا ھوں ادھر وہ گھر سے نکل پڑے ہیں ادھر میرا دم نکل رہا ہے الہی کیسی ہے یہ قیامت وہ آ رہیں ہیں میں جا رہا ہوں محبت انسان کی ھے فطرت کہاں ھے امکان ترک الفت وہ اور بھی یاد آ رہے ہیں میں ان کو جتنا بھلا رھا ھوں زبان پہ لبیک ہر نفس میں جبیں پہ سجدہ ہے ہر قرم پہ یوں جا رہا بت کدے کو ناطق کہ جیسے کعبے کو جا رہا ہوں بجھی ہوئی شمع کا دھواں ھوں اور اپنے مرکز کو جا رہا ھوں کہ دل کی حسرت تو مٹ چکی ھے اب اپنی ہستی مٹا رہا ھوں
@alimohsin23593 жыл бұрын
Great work
@SajjadKhan-qp7fu3 жыл бұрын
great
@malikaqeelyes59323 ай бұрын
Bahi kis ki nazam hai
@junaidmajeed9907 Жыл бұрын
Plz Avoid listening to Nusrat Fateh Ali Khan Sab while driving as it is addictive❤
@janbazkhan52083 жыл бұрын
tears always in my eyes while listening this legend song..sufi king nusrat sahab
@asifenayat78363 жыл бұрын
same bro same
@kuldeepsaini27164 жыл бұрын
kya baat hai kya avaz h
@baljinderkumar84513 жыл бұрын
Legend is all industry of world 🤗🤗🤗😊😊
@ganeshgutalkar15863 жыл бұрын
Ustad 🙏
@Sky___walker3 жыл бұрын
14:07 goosebumps
@shamimahmed61953 жыл бұрын
Bahut khoobsurat kalaam hai maasha allah
@ahsanmughal44173 жыл бұрын
Bht umda
@zeeshannazakat37633 жыл бұрын
Sadqey jawan khan sab dey🔥🙌😍
@HayderAli-vz7xn3 жыл бұрын
This beautiful piece of poetry is written by ALI AKBAR NATIQ, Prominent Pakistani poet and fiction writer
@sohaib72723 жыл бұрын
علی اکبر ناطق... نولکھی کوٹھی والے؟
@servantofallah15723 жыл бұрын
نولکھی کوٹھی میں نے بھی پڑھی ہے۔۔ ❤️
@MuhammadFarooq-ox6uq3 жыл бұрын
No Brother, this Ghazal belongs to Natiq Lahknawi shb!
@ahmedmohiuddin45673 жыл бұрын
No this ghazal was written by jigar moradabadi a indian urdu poet
@qaziusmanhabib81362 жыл бұрын
Lan mera
@mem10019532 жыл бұрын
It is not impossible to sing like Nfk sir. Easy. Practice 12 hours a day, follow Sufi, hate no one, spread love and become a perfect insaan and don't be greedy of money. Becoming a mystic consumes whole life. Ready?
@anilkamble36027 ай бұрын
Excellent rendition.. My tributes to Nusarat Fateh Ali Khan Sahab 👍🌹🙏
@tanveerbadyari47032 жыл бұрын
Wo aur bhi yaad a rahe hai, Mei un ko jitna bhula raha hou.
@kartikhlb3 жыл бұрын
Legendary ustad Nusrat Fateh Ali khaan saab 💔🙏
@arshadmirza523 жыл бұрын
Wo or b yad AAA rahy hn mn un ko jitna bhulla raha hon.😭
@ahsanmughal44173 жыл бұрын
Outstanding performance salute..
@haramfatima54132 ай бұрын
no words for explain ...❤
@lakhwindersohi59133 жыл бұрын
Butiful song dard maila
@Hassni99883 ай бұрын
Mujhy UNFAK ko sunty hwe 9 sal ho gaye or apko....???
@luckysufi9879 Жыл бұрын
Love you khan sahb Miss you so much 😭😭
@BilalShaikh-so2sx3 жыл бұрын
Nusrat sahab the legend forever
@ShailendraMishra-er2oi6 ай бұрын
Jai ho guruji , saadar Charan sparsh , Shraddhanjali 🙏🙏🙏
@faizahmed83203 жыл бұрын
12:10 Ustad was the king of Sargam
@sugz162Ай бұрын
100% ✓
@baljitkumar93474 жыл бұрын
Mashallah 💙🌸
@amitdey31224 жыл бұрын
Superb, excellent
@rihankhankhan41363 жыл бұрын
Thnks To OSA 🙏🙏🙏🙏🙏
@saimausmanofficial31374 жыл бұрын
Topppppp
@sourabhjain85334 жыл бұрын
Word class singer of
@FaizanKhan-kg5jg4 жыл бұрын
@@sourabhjain8533 a
@buntaymallanbuntaymallan94964 жыл бұрын
Masha Allah
@Im_Amkhan3 жыл бұрын
Fabulous
@harshitmishra55924 жыл бұрын
wah ustad ji
@Tahir_Khaan2 ай бұрын
کیا کہنے استاد جی۔ بہت خووب استادوں کے استاد
@SHELBYGT47 Жыл бұрын
Haq Naseer❤
@beantsinghbhatia16114 жыл бұрын
Bemisaal. Khan Sahib lives in our hearts
@alphameta9Ай бұрын
لاجواب، بہترین❤❤❤❤❤
@RajeshKumar-if6gv3 жыл бұрын
Very good
@arshadmirza523 жыл бұрын
Zaber 10st classic sound
@mangasingh11484 жыл бұрын
osm sukhriya
@muhammadmubashiraqeel27154 жыл бұрын
Afreen intehai afreen kehar fana shayari
@shahinayasmin98944 жыл бұрын
May Allah bless your soul
@5parkview4 жыл бұрын
Mashallah Beautiful KLAM thanks you
@sameerbhat62024 жыл бұрын
Congratulations OSA
@abbaswatto74744 жыл бұрын
Love you ustad g
@SajjadKhan-qp7fu3 жыл бұрын
best ghazal
@area1to12 ай бұрын
بُجھی ہوئی شمع کا دھواں ہوں اب اپنے مرکز (اختطام / قبر) کو جا رہا ہوں کہ دل کی حسرت تو مٹ چکی ہے اب اپنی ہستی مٹا رہا ہوں
@faisalfatiana30593 жыл бұрын
Legend never die,s
@aarifbhat36643 жыл бұрын
What a melody.
@wasidurrehman1478 Жыл бұрын
My all Life time favorite gazal master piece ❤️ deep lines that's Nusrat sab is presenting in this gazal Allah pak magfirat furmaay 🤲 Khan sab ki
@mdzahid25702 жыл бұрын
Only legend listening to this qawwali
@mohammadfaheem40353 жыл бұрын
I love Nfak🧡🌹🌹🌹
@mohammadfaheem40353 жыл бұрын
My ❤️❤️❤️ 💐💐
@zianaseerakhtarkharal88574 жыл бұрын
🌹 2020
@Mr.Rohit.singhh3 жыл бұрын
2021
@alishan438720 сағат бұрын
@@Mr.Rohit.singhh 2024
@hshaheenafzal393711 күн бұрын
شاعر: سعید احمد ناطق لکھنوی
@SA-ul1rs3 жыл бұрын
Bujhi Hui Shama Ka Dhuan Hoon aur apne markaz (Center) ko ja rha hoon
@abdulhadigaming42136 ай бұрын
Great khan sb king of music❤❤❤❤
@shaya65542 жыл бұрын
1 secend k v skip krne ka mn nhi kiya😥😥 my fvrt nfak
@HussainAli-x7vАй бұрын
Ni aya app jasa phir koi ustad g 😢
@villagelife10983 жыл бұрын
May his soul rest in piece
@ArbazKhan-qm2vc3 жыл бұрын
Peace*
@thepawanlohar22983 жыл бұрын
What was the last line ... Please provide last line if anybody know 🥺🥺🥺