Subhanallah beautiful concept of muqarrabin mashallah
@rachnapointАй бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب ۔بہت سادے انداز میں مشکل سوال جو ہم مسلمانوں نے بنایا ہوا ہے اسے آسانی سے بیان کر دیا ۔مالک سلامت رکھے عدیم ہاشمی کے گھرانے کو
@Unique-u3v2 жыл бұрын
Kamaaaaal, Maa Shaa ALLAH
@hafsabano22082 жыл бұрын
Allah app ki aur sahil adeem ki app ky khandaan ki hifazat karay aur app ka hami o nasir ho ameen
@Wisdom_seeker313 Жыл бұрын
Ameen sum Ameen 🌸
@suriyabano6774 ай бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ وبرکاتہ آپکے بیان سے ایمان بڑھتا ھے اور اللہ سےپر پیار آنے لگتا ہے جزاک اللہ خیرا
@monanaheed13338 ай бұрын
I feel like I belongs to Adeem brothers mean souls together from Aleme Arwah. Well done Adeem brothers God bless u both
@Zainab72983 ай бұрын
I also feel that .❤❤
@3b7pa3 күн бұрын
Ye Kuch zyada nhi hogya?
@Wisdom_seeker313 Жыл бұрын
May ALLAH protect Sir Sahil Adeem and Sir Xaryab Haschmi Ameen sum Ameen
@naseerwarsi3491Ай бұрын
❤❤
@hafsabano22082 жыл бұрын
Wah firoon ky ghar main moosa ky palny ki tawaqu It explains all!!!!!
@userMohsinali Жыл бұрын
Is ka matlab samajh nai aya
@hafsabano2208 Жыл бұрын
@Mohsin Ali it means that Allah has power to make a person raise his own enemy in his own house despite his unwillingness
@shehlamalik68395 ай бұрын
MashaAllah very informative and briefly explained
@nasirinfinixsmart41902 ай бұрын
Allah protect u sir and ur family Ameen Always prays for u❤❤❤
@Muhammadd-y7l5 ай бұрын
May Allah swt bless you , Ghamidi sahb, Engineer Muhammad Ali, and Ishaq and Israr sahb Ameen.
@anjumshahid58824 ай бұрын
Jeetey rho....
@syedaamirrajannaqvi68052 ай бұрын
سابقون سبقت لے جانے والے. . آگے والے . . .
@summennawaz43973 ай бұрын
Allah bless your whole family
@musabiber13355 ай бұрын
Jzakallah hu khair ameen inshallah
@rabitariq29615 ай бұрын
I do believe in their is earth that isn’t flat or glob. It’s something else
@azadarehussaina.s79562 ай бұрын
he is very humble
@Al-NABIL-ISLAM.Ай бұрын
Even non believers can not get wht they want without ..
@portals47812 жыл бұрын
Asalam o Alaikum Allah app sb Sy Razi ho Ameen.
@iqbalansari944 ай бұрын
ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت خوب ❤❤❤❤❤❤
@ARTethicsStringArt5 ай бұрын
nice personality xaryab
@hopeever7865 ай бұрын
He is so right.I read the comments and so hateful and personal attacks is like they have right.
@summennawazАй бұрын
Some times yes
@afshanzar59857 ай бұрын
Sahil sir ke zabaan mein taseer hai Allah gifted ek alag swag ek alag aser hai unki baat mein jo yahan mujhey missing lag raha hai
@Zainab72983 ай бұрын
Every one has its own flavor don't expect everyone to be some nor compare btw two gems.❤
@KiranFaheem-e9c4 ай бұрын
❤
@sha2zadi3 ай бұрын
HAQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQQ
@AfanmalikMalik-jl5yrАй бұрын
music والی حدیث مل سکتی
@amirwaqar82873 ай бұрын
Ma Sha Allah aap ney acha define kya lekin please music ki baat ko define karein details mey aap ney shayed duff per baat ki jub Piyarey Nabi Pak madina hijrat ki thi to waha ki bachion ney duff dy they
@biloRani-WB4 ай бұрын
Music K bary main..yeh b Suna ha K ap saw my bansuri Ki awaz py Kano py hath rkh Lia Tha ?????
@rabitariq29615 ай бұрын
JazakAllah!! I am also a researcher of occult science to search what you have been looking for. Which book did you write I want to read so I don’t need to dig in anymore for what I am Looking for
@TheUltimateTruth3815 ай бұрын
"Out of the Time" I'm not sure if his book is published yet
@Muhammadd-y7l5 ай бұрын
I disagree with tasawuff
@AliRaza-gw7lu2 ай бұрын
Occult science is mostly misunderstood when one read books about it
@Muhammadd-y7l2 ай бұрын
@@AliRaza-gw7lu right
@Muhammadd-y7l2 ай бұрын
@@AliRaza-gw7lu each occult experience it differently.
@mobeenakhan36302 жыл бұрын
Kon sa music halal ha😮
@Wisdom_seeker313 Жыл бұрын
Ap music k bare mei Ahadees research kren sb to find the Truth
@roseofbagdadhaq2665 ай бұрын
What about kabla mix with physics?
@greatpixel4388Ай бұрын
اگر دنیا چپٹی ہوتی تو اللہ تعالیٰ نے پہاڑوں کو کیوں دنیا میں لگایا اس سے صاف ظاہر ہے کہ دنیا گول ہے
@LovELy-rq5he3 ай бұрын
AJ KY Alma karm namz bhi sahe nai bataty agur batty to hum Muslim KO samjh ata kasa namz bahaye sy rukti h kasa ek momin ki Maraj h namaz
@hanidailyvloger29 күн бұрын
Hzor pak sws sahaba Karam jnnat me Jain gy ya muqreeben bula shuba mukerbeen hn lkin khuch Hadith Jo nazer se guzrin like hzt Bilal ...k qadmo. Ki awaz jnnat me dunsi deti dosry J's NY do baitioun k Sahi perwarish ki eo jnnat me hazor k pass huga jsy fo ungliyan aik don't k qareeb
@DawoodKhan-en5hc5 ай бұрын
Hazrat Abu heraira RA ny fermaya ,Aik ilm e shariet hy jo mein tum ko sikhata hoon,aur aik BATNI ilm hy,ager mein tum sy vo bayaan ker doon tum maira "" Gula kaat daalo. ( jee nahi aisa hee hy ky aulia allha ki batni perwaaz bohet taiz hy ,vo aik lehza mein aik mooqaam sy doosray mooqaam tk pohanch sctay hein,mairay sheikh jo karachi mein thay,silsila e malamti akhtiyaar fermatay thay, oon ko janunay walay haji jub huj say wapis aatay, oon ky paas hazir hotay,aur ajeeb jazbati andaaz mein kehtay ky aap mujh say sirf 2 suf aagay aagay khana kaa'ba ky tawaaf ferma rahay thay,haalaan ky vo kabhee zahri taur sy hajj kernay saudi arab nahi gaey hotay thay. Kabhee koi naik namazi shakas aata,kehta aap ko khuwaab mein bukriyaan chiraatay huway daikha, ajeeb baat yeh ky jub vo🎉 shakas yeh baat keh raha hota t u oos per lerza taari hota, sheikh oss shakas ko khamosh rehnay ka fermatay, aur bura jaantay,kabhee kabhee aisay shakas ko apnay hujray sy bahir nikal jaanay ka kehtay. YEH tu bohet choti baat hy,ager mein vo batien buta doon jo iss sy bhee bohet buland roohani waardaat hein,koi yaqeen na karay ,kyun ky pakistani fori taur sy nafi ky liay ready bhaithay hotay hein. (Aam muslim ky liay sirf shariet e mutahira ko follow kerna hy asal raasta hy" ammal kernay sy phir vo khud apni apni manzil ky mutabiq huq jaan jaiey ga. Inshallha ) Allha hum sub ki muded fermaiey,Ameen.
@Muhammadd-y7l5 ай бұрын
abay, unhe ne kaha tha mere pass 2 ilam hain aik may bata rha hun , oor dusra nhi bataunga warna tum loog mujhe maar do ge. batni ka kahin b zikr nhi Kiya. woh b bata diya tha Woh ilam ye tha Ummayad k bachon ne Jo gustakhi krni thee Islam k khilaaf
@Muhammadd-y7l5 ай бұрын
koi khaas nhi, Khaas Sirf mere Nabi saw oor Sahaba thay
@DawoodKhan-en5hc5 ай бұрын
Sheikh jee mein ny hoo bahoo vohi likhay jo hadees ky ander jis tarteeb sy thay,
@Muhammadd-y7l5 ай бұрын
@@DawoodKhan-en5hc Quran may ye likha hy "ae nabi tujhe Jo bhi taleem di hy, isse loogon tak poncha do, oor kuch b baki na rhe, agar tum aesa nhi kroge tab hum tumse hisaab lein, oor tumhe b halaak krdein gy"
@deebaparveen60105 ай бұрын
ہر لڑکا لڑکی جاگ جائے پلیز 😢
@AhmadRaza-tk2cy5 ай бұрын
Jazak Allah, Allah apki hifazat farmae, mulla ne deen ki thekedari uthaie hoi he bado badi or is me wo buri trha flop ho rahe hein from last three centuries.
@DawoodKhan-en5hc5 ай бұрын
Kisi bhee baat per apna reaction,fatwa dainay ki koshish bohet nuqsaan dah ,aur kum ilmi ki nishani hy,Murd baniay kahiay yeh cheez mairi nazar sy nahi guzri, yeh maamla tehqeeq tulub hy, ( yeh baat mein ny khud aik buzurag age 113 saal,malir ,saudabad mein thay oon sy seekhi, Alhumdullilha. Aaj vo nahi hein Allha oon ky derjaat mein her roz izafa fermaiey, Ameen
@fizaehsan95822 ай бұрын
Aura pe b bat krein
@muslimalhamdulillah373921 күн бұрын
Mirza does not work under the clan of molana ishaq..mirza never talks about aqamat e Deen
@cyclone787Ай бұрын
Ulema ne namaz ke sawab / farz ke alawa koi discussion nahi karte.
@roseofbagdadhaq2665 ай бұрын
Flat theory also exist in west....
@d2zinc2 ай бұрын
زریاب صاحب مرزا علی کی بات مت کرو وہ نفرتیں پھیلا رھا ھے
@AkramKhan-mz4jx5 ай бұрын
اولیا کے بارے کیا بیان کریں کوئی شخص اس انسان کے بارے کیا بات کر سکتا ھے جیسے اللّٰہ اپنا قرب دے اب قرب تو آ پ خود فرما رھے ھیں قرآن سے ثا بت ھے تو جس کو قرب ملا اس کے بارے حدیث بھی بیان کریں نا کہ حدیث میں کیا آ یا ھے اور خود حضور اپنے بارے کیا فرماتے ھیں مجھے آنے فقر پہ فخر ھے جب تصوف بیان ھوگا تو فقر کے بغیر کیسے بیان ھو گا