jarur try kijiye aur eski new recipe bhi a chuki hai wo bhi dekhiye. thank you 😊
@ghanshamtolani Жыл бұрын
The best ideas
@FoodzLife Жыл бұрын
Thank you.
@prasannalatajayant3123 Жыл бұрын
Good to share....will try
@FoodzLife Жыл бұрын
Sure..Thank you
@kalyanfree4otc452 жыл бұрын
Good work God bless you
@FoodzLife2 жыл бұрын
Thank you
@cookingwithanubhav1614 Жыл бұрын
Wow super nice sister 🙏
@FoodzLife Жыл бұрын
Thank you very much
@shabanafaizan17143 жыл бұрын
Thnk uh so much mam for this recipe..mene bhi try ki nd bhot ache papad bane...thank u so much...
@FoodzLife3 жыл бұрын
😊💕💕
@madhujain82524 жыл бұрын
Bhut achchi tarah se banaya he nice
@FoodzLife4 жыл бұрын
Dhanywad
@BhajanCulture3 жыл бұрын
बहुत अच्छा लगा 👌
@swapna2503 жыл бұрын
Good idea👌👌👌
@FoodzLife3 жыл бұрын
Thankyou
@aksharavishwakarma60133 жыл бұрын
Thank you .....mam super easy and tasty recipe 🥰🤩🤩
@FoodzLife3 жыл бұрын
welcome 👍😊
@pathanafzal69203 жыл бұрын
Uttar
@lifegoeson15244 жыл бұрын
Owsm mem.. Mein ehi process se bnaungi avi.. 😍😍😍
@FoodzLife4 жыл бұрын
Ji try kariye, aur feedback jaroor share kariyega
@lifegoeson15244 жыл бұрын
@@FoodzLife OK mem 😊
@afsanamallick58574 жыл бұрын
Maine banaya lekin papad fat gaya
@FoodzLife4 жыл бұрын
Don't know why, anywas...a new video of rice papad comming soon... please keep watching.
@anushkasingh67623 жыл бұрын
Papad bahut ache lag rhe hai 🤤🤤🤤🤤🤤
@FoodzLife3 жыл бұрын
Dhanywad
@coolboyishan80624 жыл бұрын
Sabse achha or simple tarika..... good 👌👌
@FoodzLife4 жыл бұрын
thanks for watching. Easy way me papad banane ke liye aap ye recipe bhi dekh sakte hai.
@FoodzLife4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/pnmZinmBaLh9p8U
@AmmaKiRasoiNew4 жыл бұрын
Bahot achhe
@FoodzLife4 жыл бұрын
Dhanyawad
@roashanzameer48234 жыл бұрын
Mam bahut acche Lagrahe hai papad bahut tasty😋😋😍
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thanks dear.
@Crazykhushi7713 жыл бұрын
Wow very nice
@FoodzLife3 жыл бұрын
Thanks
@FoodzLife3 жыл бұрын
don't waste your time here and there.. do work hard.
@Crazykhushi7713 жыл бұрын
Sorry sorry sorry sorry sorry sorry sorry sorry mam
@godhanrawat73073 жыл бұрын
Thanks man nice papad recipe 🤤🤤
@FoodzLife3 жыл бұрын
welcome😊 aap humari new recipe bhi dekh sakte hain summers special kzbin.info/www/bejne/iaaYgaN3qbuYesk thank-you.
@baburamkanaulia90332 жыл бұрын
Excellent
@FoodzLife2 жыл бұрын
Thank you
@rambeersingh94753 жыл бұрын
I am speechless to say how yummy😋your papad recipe is! THANK YOU SO MUCH foodzlife
@FoodzLife3 жыл бұрын
Thanks for watching 🙏🙏 God bless you.
@JayashriJanvekar Жыл бұрын
@@FoodzLife😊😊😊😅😮😢❤
@Crazykhushi7713 жыл бұрын
Aap ke Papad Mein magic hai aur aur bahut Sundar bhi hain aapki awaaz bhi Bahut Khoobsurat Hai
@FoodzLife3 жыл бұрын
Thankyou
@sanaakber13383 жыл бұрын
Very nice ⚘⚘⚘
@subodhkhandelwal41232 жыл бұрын
Super
@FoodzLife2 жыл бұрын
Thank you
@falakfaizan85432 жыл бұрын
Nice 🌹🌹🌹😍👍💕💕💕
@FoodzLife2 жыл бұрын
shukria
@rounyrawat40464 жыл бұрын
Wow😲😲🧐 very crunchy...
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thank-you
@salc3484 жыл бұрын
Thank you for sharing.🙏I’m looking forward to trying your method.
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thanks a lot.
@sureshkhotre93414 жыл бұрын
@@FoodzLife nl .nd6. ..6 dr .
@shikhasinghrajput37323 жыл бұрын
Thank you sister God bless you🥰🥰🥰🥰🥰
@FoodzLife3 жыл бұрын
thanks a lot.
@mrsansari71964 жыл бұрын
Perfect I m gonna do it today
@FoodzLife4 жыл бұрын
sure, try kijiye. ye recipe bhi dekhiye, super easy hai. thankyou kzbin.info/www/bejne/pnmZinmBaLh9p8U
@Yadavji-rj2mz4 жыл бұрын
Have u tried ? If yes then how was it??? Pls share Ur experience
@FoodzLife4 жыл бұрын
You can try this recipe too kzbin.info/www/bejne/pnmZinmBaLh9p8U
@mrsansari71964 жыл бұрын
@@FoodzLife nt yet dear I will let you know
@yousufayeshamoin3764 жыл бұрын
Wow,bohot accha papad bana,thanks mam😊👍
@FoodzLife4 жыл бұрын
Shukriya😊
@shrutikirtimishra51043 жыл бұрын
आपके पापड़ एवं तरीका बहुत ही अच्छा है।
@FoodzLife3 жыл бұрын
धन्यवाद।
@ASHOK-ou4qn4 жыл бұрын
आप के पापड़ो में मेजिक है। बहुत सुन्दर लगते है। साथ ही आप की आवाज और भाषा बहुत ही सुन्दर है।
@FoodzLife4 жыл бұрын
बहुत शुक्रिया आपका😊
@dollyyadav65443 жыл бұрын
5
@dollyyadav65443 жыл бұрын
@@FoodzLife rŕ
@zanabparveen15983 жыл бұрын
@@FoodzLife you Free
@shikhasinghrajput37323 жыл бұрын
Right
@roashanzameer48234 жыл бұрын
Mam aap daily new recipe share Kar rahe ho thank you so much mam ,Kal konsi recipe hogi😋😋😜
@FoodzLife4 жыл бұрын
Hello dear! Aap log kis time free hote hain, hum try karenge usi time video upload kare.. Kal ka video shoot ho raha hai, dekhte hain pahuncha pate hain ya nahi kal.. kal nahi to parso a hi jayega☺️
@Vandanasvlogsncreations4 жыл бұрын
Queen of achaar and papad😘😘
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thanks dear.
@AnitaSharma-le7tk3 жыл бұрын
Verynice
@FoodzLife3 жыл бұрын
thank-you
@artichilana32983 жыл бұрын
Asan tarika btao
@FoodzLife3 жыл бұрын
rice papad kzbin.info/www/bejne/pnmZinmBaLh9p8U
@Crazykhushi7713 жыл бұрын
Aapki awaaz bahut Sundar hai
@FoodzLife3 жыл бұрын
Dhanyawad
@daddyskitchen4 жыл бұрын
Wow this are so tasty and crunchy rice papad...I love it
@ajayparalikar44734 жыл бұрын
Daddy's Kitchen
@Crazykhushi7713 жыл бұрын
Very very thanks you
@FoodzLife3 жыл бұрын
Thank you
@kkkarkhanis11493 жыл бұрын
Nice papad I will try it. Thank you
@FoodzLife3 жыл бұрын
sure, thank you
@nishasnishas6284 жыл бұрын
Nice 👌
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thank you
@upabhishek364 жыл бұрын
I am waiting
@FoodzLife4 жыл бұрын
😊👍
@pintusah63443 жыл бұрын
@@FoodzLife opyttrwwaaifg hi LG
@rudradevelopment90984 жыл бұрын
Good
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thankyou
@shahidshahid4364 жыл бұрын
शुक्रिया
@FoodzLife4 жыл бұрын
😊
@kirankitricks14464 жыл бұрын
Beautiful
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thank-you
@naseemsultana6104 жыл бұрын
Uma ji god bleas you mai banai papad thaks
@FoodzLife4 жыл бұрын
😊👍
@hargovind58014 жыл бұрын
Wow very nice🤗
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thanks a lot😊
@yogendrasahu33344 жыл бұрын
very nice
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thank-you
@poojajain38512 жыл бұрын
Mam, baking powder ya baking soda, please reply
@FoodzLife2 жыл бұрын
Baking soda
@manavgundal22944 жыл бұрын
Dee gulaab ki ptti sy rooafja bnana sikhaye plz
@FoodzLife4 жыл бұрын
Achhaa ji! Flowers dekhti hoon agar mil jate hain to jarur bna denge... Tc.
@manavgundal22944 жыл бұрын
me wait kru gi di app bhut asan trika btate ho thanks dee
@FoodzLife4 жыл бұрын
Ok😊👍
@raginisonar44942 жыл бұрын
Yh
@arshkhan94624 жыл бұрын
Mam abhi lockdawn he to ,kachche chawal ko miksar me piskar aata bana sakte he kya plz tell me .. Chawal ko dhokar sukhane ke baad pisna jaroori he tabhi ese papad banege kya plzz reply me ..kyu ki mene kachche chawal ko piskar papad banaye mere fat gye 😔 kya isi vajah se. Reply me
@FoodzLife4 жыл бұрын
Aap ye recipe dekhiye kzbin.info/www/bejne/h3-lY6B_e9uZn5I
@arshkhan94624 жыл бұрын
Mam mere papad phir se fat gye 😔
@Khushi_thakur_1113 жыл бұрын
🙏Thanks🙏
@FoodzLife3 жыл бұрын
welcome 😊
@rinkisingh35153 жыл бұрын
Thanks
@FoodzLife3 жыл бұрын
welcome 😊
@Crazykhushi7713 жыл бұрын
Thanks you
@FoodzLife3 жыл бұрын
welcome
@I_am_cute_ishu4 жыл бұрын
Nice
@FoodzLife4 жыл бұрын
Thank-you
@rosey1845 Жыл бұрын
Mam mai kal banarahi hu chawal ku soaked kari grind karke 4glass Pani dalna na mam?
@shashibhushanvinit51894 жыл бұрын
Mam aap bhut mast bolti ho...
@FoodzLife4 жыл бұрын
Dhanywad.
@priteegautam45162 жыл бұрын
Mam mai bnayi thi fat jata hai papad
@FoodzLife2 жыл бұрын
der tk km anch me achhe se pakana bahut jaruri hota hai.
@priteegautam45162 жыл бұрын
Thanks mam
@harshitaupadhayay28014 жыл бұрын
Mam aap pake huye chawal ke papad bhi banaana sikhaa dijiye please
@FoodzLife4 жыл бұрын
Hello dear! ye recipe dekh sakte hain aap bache hue chawal ki kachari or fryams. kzbin.info/www/bejne/r53VZIKmmdSFb8U
@Crazykhushi7713 жыл бұрын
Mam aap Hamen kele ki chips ki video bhej do
@FoodzLife3 жыл бұрын
Banana chips Video abhi channel pe nahi hai. Jaldi hi upload karne ki koshish karenge.
@shahzadansari42004 жыл бұрын
Thanks mam
@FoodzLife4 жыл бұрын
Shukriya😊
@aslamkhan78824 жыл бұрын
Bohut bohut acha tarika h...Kya ham maida k papad same isi process se bana sakte hein?????
@FoodzLife4 жыл бұрын
hanji jarur bna sakte hain aur maide ke papad steam yaniki bhaf me bhi bnane ka tareeka hai humare channel pe. link diya hai aap dekh sakte hain... kzbin.info/www/bejne/lYSygHqMrN6Va7c
@aslamkhan78824 жыл бұрын
Okay toh m Kal jarur banaungi...
@FoodzLife4 жыл бұрын
ji..shukriya
@aslamkhan78824 жыл бұрын
Yaar but maida thoda chipchipa hota h cooking k time par bigdega toh nahi na????
@FoodzLife4 жыл бұрын
Bhap wali recipe try kro aap
@jaymalaupadhyay77822 жыл бұрын
यह प्लास्टिक कहां मिलेगा इसका लिंक डाल दीजिए
@FoodzLife2 жыл бұрын
वीडियो के नीचे डिस्क्रिप्शन बॉक्स में चेक कीजिये वहाँ लिंक दिया हुआ है। ऑनलाइन मिल जाएगी ये।
@jaymalaupadhyay77822 жыл бұрын
@@FoodzLife वहां मुझे लिंक नहीं मिला तभी तो मैसेज डाला
@FoodzLife2 жыл бұрын
आप दोबारा से चेक कीजिये, हमने अभी अभी अपडेट किया है।
@jaymalaupadhyay77822 жыл бұрын
@@FoodzLife thanks
@rafiansari77493 жыл бұрын
Didi hamare papad bahut phat rahe hai😭😭sab tarike se bana liya hai
@FoodzLife3 жыл бұрын
ye wala papad banaiye but chawal ka ata ghar ka ready kijiyega aur batter ko achha thick hone tk pakaiyega.
@naveedn.s.r.a61484 жыл бұрын
Ye papad first day nikalne k bad kaise bante hai dikhaye please
@manjumb8284 жыл бұрын
Baking powder nai dale toh nai chalega kya
@FoodzLife4 жыл бұрын
mat daliye, bina baking powder ke bhi banenge.. bna lijiye.
@sapnakarmakar48644 жыл бұрын
Thx mam
@sarusingh_20042 жыл бұрын
Pani kitna dalna he
@FoodzLife2 жыл бұрын
recipe me starting me hi measurements diye gaye hain
@jyotsnachouksey60653 жыл бұрын
1 cup aate me.kitne papad bann jate h
@FoodzLife3 жыл бұрын
lagbhag 40 to 50. size agar bahut chhota rakha to warna 30 to 35 banenge.
@jyotsnachouksey60653 жыл бұрын
Ok tq
@vandnagupta59923 жыл бұрын
mam isme colour mila skte h?
@FoodzLife3 жыл бұрын
yes
@aartikamble71463 жыл бұрын
लेकीन कलर अच्छा नई खाणे mein
@shortyanimerider37703 жыл бұрын
Pankha ma sukha sakta h kya
@FoodzLife3 жыл бұрын
yes
@vijayalakshmisundaresan5554 Жыл бұрын
What is that blue sheet
@FoodzLife Жыл бұрын
Fridge mat
@manjusoyam15394 жыл бұрын
Ha
@FoodzLife4 жыл бұрын
thankyou
@pushpendrasharma61943 жыл бұрын
Chawal ke papad fatte kiyo hai kis karn eska upaye kay hai
@FoodzLife3 жыл бұрын
chawal ka ata ghar pe bna kar papad banaiye aur koshish kijiye ki papad ka ghol tb tk achhe se pakaiye jb tk ki uska excess pani na khatm ho jaye, plate pe batter dalkar check karen agar batter ke aas paas liquid na dikhe aur batter beh kar na jaye to samajh lijiye batter pak gaya hai aur ab halka batter ko thanda kren chhune layak uske baad aloo ke papad ke jese polysheet se dabate hue papad banaiye. papad nahi fatenge.
@pushpendrasharma61943 жыл бұрын
@@FoodzLife think you ,,,,
@pushpendrasharma61943 жыл бұрын
@@FoodzLife okk...
@pushpendrasharma61943 жыл бұрын
@@FoodzLife aap,,, ese hindi me lekh kar bta skte ho kuch samj nahi aarha hai mammi ko ,,, jese ki 1kilo ya fir 2 kilo pani kitna dalna bo bi bta dena ,,, hindi me reply karna okk..
@FoodzLife3 жыл бұрын
चावल के आटे के पापड़ हमे बिल्कुल आलू के पापड़ की तरह पॉलिथीन से दबा दबा कर बनाने होंगे तभी अच्छे बन पाएंगे। जिस भी कटोरी या ग्लास से चावल का आटा नापेंगे उसी से हमको 6 कप पानी मिलाकर आटा का घोल पका लेना है। आंच को मध्यम से तेज़ रखकर लगातार चलाते हुए पकाइये और आखिर में जब घोल में नमक जीरा मिलाना हो तब आंच को बिल्कुल कम कर देना। 12 से 15 मिनट पकाइयेगा। घोल पका है या नही इसकी भी दो से तीन पहचान होती हैं वो आप इस वीडियो को देख कर सीख लीजिये। kzbin.info/www/bejne/p2eqZXaBZr94pK8
@mahendragabel99824 жыл бұрын
यही पापड़ को हमारे घर मे दूसरे तरीके से बनाते हैं और एक बार बनना शुरू होता हैं तो करीब 400-500 बनता है, ये सही तरीका नही है 🙄
@FoodzLife4 жыл бұрын
Hmare channel par papad ki bahut si recipe hain sabhi alag alag vidhi se bnayi gyi hai jo aapko pasand ho waise bnayiye,
@rekhaluthra39434 жыл бұрын
Mem chawal ka aata kaise bnau.. apne video me btaya but thik se smjh nhi aya ki chawal ko wash krke sukha ke pees le ... Plz clear kro aur mujhe thik se btao ki 1 cup cahawal ke aate ke liye kitne chawal lene hain aur isko kuchh tym paani me bhigona hai ya nhi ... Plz rply jaldi dijiye mujhe papad bnane hain.. and thnxx for this video
@FoodzLife4 жыл бұрын
2 katori Chawal ko achhe se wash kijiye aur saf pani me soak kijiye, teen dino tk same process kijiye, pani change karte rahiye aur bhigne de chawal ko. Third ya fourth day chawal ko again wash kijiye aur ek saaf cotton ke kapde pe fan ki hawa me faila kar sukha len lagbhag unki nami dur hone tk. Jb chawal sukh jayen tb unhe pees lijiye. Aur fir estemal kijiye. Bs chawal ko dhoop me nahi sukhana hai aur bahut jyada dry bhi nahi karna hai. Ab jitna bhi jarurat ho chawal ke ate ka utna estemal kijiye, baki ka store kijiye.
@rekhaluthra39434 жыл бұрын
@@FoodzLife thnxx ji
@kamaljitreen6273 жыл бұрын
To make without oil
@FoodzLife3 жыл бұрын
zero oil papad recipes: kzbin.info/aero/PLlLIyLzGCOu5TCNp5-pTxLn93pX4yB_vH
@tranquil_tasneem4 жыл бұрын
Chawal ka aata pak chuka hai ya nahi ye kaise pata chalega
@FoodzLife4 жыл бұрын
20 se 25 minute lagta hai batter pakne me aur bartan ki thickness aur kitna ata le rahe hain aap espe bhi depend karta hai. Ata taiyar hone ke baad uska ek do boond jitna hissa thande pani ke bowl me daliye, agar ungli se hilane se batter pani me ghul jaye to eska matlab abhi aur pakaiye aur agar hilane pe wo apni shape na badle pani me ghule nahi to eska matlab hai ki apke chawal ka ata pak chuka hai.
@sureshkhotre93414 жыл бұрын
Hu hu
@MeenaKumari-wn6nn4 жыл бұрын
kya hum kapde bichha kar Sukha sakte hai papad please reply
@FoodzLife4 жыл бұрын
patli sari jesa koi kapda hai to jarur faila sakte hain. do se teen ghante baad papad palatne layak jb ho jaye tb palat dijiye.
@sapnasingh40763 жыл бұрын
Pure papad ft gye pure atta barbad ho gye
@FoodzLife3 жыл бұрын
papad ke liye bazar ka ata bilkul nahi lena hai. aur papad ka batter achhe se agar nahi pakaya jb tk ki uska liquid na khatam ho to papad sukhne ke baad fat jate hain. aap ye video dekho~ kzbin.info/www/bejne/oWOZfZ9qnNFknNE
@ritudhiman77794 жыл бұрын
Ese Green cooker me sit lga de to bhi to bna skte h
@FoodzLife4 жыл бұрын
Yes
@shikhashukla44393 жыл бұрын
Nahi bante hai mere 😭😭😭
@FoodzLife3 жыл бұрын
aap ye video dekh lijiye kzbin.info/www/bejne/oWOZfZ9qnNFknNE
@zameerabbas37373 жыл бұрын
Same to u
@rishabhchaudhary40734 жыл бұрын
Hmare papad ka better shi nhi bna apne jesa btaya vese hi bnaya fir bhi shi nhi hua .. Boh toh kdai se chhuta hi nhi ....
@FoodzLife4 жыл бұрын
Aesa do teen reasons se ho sakta hai, ya to chulhe ki anch ka dhyan na rakha jAye ya pani kam liya ya ata ki quantity zyada hui ho tabhi problem ati hai. aur lagatar chalate rehna hota kam anch pe.
@lifegoeson15244 жыл бұрын
Men kaise papad tut gay sb sukhne K bd..! 😟😟😟
@FoodzLife4 жыл бұрын
Papad tabhi tootenge jb ata pakane me ratti bhar bhi kami reh gayi to. bahut detail me bataya hai video me ki dhak dhsk kar chalate jao and 20 se 25 minute pakao and then bahut achhe se mash karo..papad bilkul nahi tootenge puri gaurantee hai. chawal ka ata taza bna ho kafi dino ka na rakha ho.
@lifegoeson15244 жыл бұрын
@@FoodzLife thk hai mein firse try krtihun..
@ranjansagar33312 жыл бұрын
Mam mai 2bar banaya fat gaya
@FoodzLife2 жыл бұрын
achhe se nahi pakane aur pani kam rakhne par hi fatenge papad. Dont know aapse kya galati hui hai..
@shivamrathore67363 жыл бұрын
Aap log itna jhuth kyo bolti ki chaval ke papad fatte nahi hum bnate hai sab fat jate hai
@FoodzLife3 жыл бұрын
Bhai saab ye jhoot nahi demo apke samne hai. video me bataye gaye method se banaiye, papad nahi fatenge. Ek aur important baat chawal ka ata yadi bazar ka late hain to gluten free ata mat laiyega warna papad fatenge. ghar pe chawal ka ata banane ki vidhi humne channel pe upload ki hai aap dekh sakte hain.
@satyanarayantalla63104 жыл бұрын
Aapke recipe se banae papad Sare ke sare fat Gaye kya vajah ho sakti hai
@FoodzLife4 жыл бұрын
Papad fatne ke sirf do reason ho sakte hain, pehla...agar batter ko achhe se pakaya nahi kam se kam 20 se 25 minute to fatenge aur second thing is agar ata new chawal ka hai to usme stickiness kam hoti hai. tb b fatenge. ata new bhi chalega but achhe se pakana jaruri hota, teen se char hours me ek baar palat dena chahiye.
@arushisambyal91453 жыл бұрын
ccp
@hemantsoni84893 жыл бұрын
मेरे तो सारे पापड़ फट गए है
@FoodzLife3 жыл бұрын
papad ke liye bazar ka ata bilkul nahi lena hai. aur papad ka batter achhe se agar nahi pakaya jb tk ki uska liquid na khatam ho to papad sukhne ke baad fat jate hain. aap ye video dekho~ kzbin.info/www/bejne/oWOZfZ9qnNFknNE
@BhawanShokal8 ай бұрын
Mere papad fat gye😢
@FoodzLife8 ай бұрын
Oh..So sorry.
@BhawanShokal8 ай бұрын
@@FoodzLife ab ak bar dobar se fir bnati hu kya pta na fate
@harivanshsen39414 жыл бұрын
Mam baking powder ya baking soda add krna h?
@FoodzLife4 жыл бұрын
No
@harivanshsen39414 жыл бұрын
@@FoodzLife apne to add kia h or subtitle main english main baking powder or hindi main सोडा likha hai.. btaiye clearly kya add krna h
@harivanshsen39414 жыл бұрын
@@FoodzLife 1:19 par video dekho
@FoodzLife4 жыл бұрын
Esme soda dalne ki aawshyakta nhi hai, apne aap papad fool jate hai but aap esme dal sakte ho, soda ya powder nhi add krege to papad bilkul white bnte hai, soda add krne se papad ka colour off white ho jata hai, Soda ya baking powder kuch bhi dal sakte hain ya na dale ye optional hai
@FoodzLife4 жыл бұрын
aap ye new video dekhiye sabse best hai, kzbin.info/www/bejne/pnmZinmBaLh9p8U
@ImranKhan-on7lb4 жыл бұрын
Mam oil la Zara sa b use karo to sukane k bad papad me smell ane lagti he iske liye kya kare
@FoodzLife4 жыл бұрын
pani lagaiye hathon me...uske baad balls bnaiye. ek baar tel lagaiye jisse papad press karenge uske baad mat lagaiye, easily bn jayenge. aur zyada papad banayenge to har ek do months me dhoop dikha lijiye bs.
@makejokevideoonchannel79074 жыл бұрын
No mam, mane try kiya tha 2 baar per papad fat gaye esa 2 baar huwa pata nahi kyu.
@FoodzLife4 жыл бұрын
Kabhi kabhi ata mota pisa hua hota hai jisse papad fat jate hain. ya fir dusra reason ki batter ko kam aanch me achhe se pakaya na gaya ho. Aap sabut chawal wali recipe try karo bina tel ke, pani se papad, achha result milega apko. Thank-you
@DEVANSH_FTW4 жыл бұрын
Mam ata pak Gaya he kese pata chalega
@FoodzLife4 жыл бұрын
Batter thick to turant ho jata hai pakate waqt but usko sim flame pe 20 se 25 minute tk pakaiye dhak dhak kar, pan chhorne tk. aap taste kar ke dekhna agar taste ekdam pake chawal sa lage to its done, aur agar thoda pani ka taste bhi aye to abhi kachcha hai. halka fulka agar niche se brown b hone lage to bhi koi bat nahi bs thoda chalate rahiyega 2 ...2 minute par.
@FoodzLife4 жыл бұрын
Batter me pakne ke baad chamak bhi a jati hai aur chipchipa bhi zyada nahi rahega.
@agyakaur18534 жыл бұрын
.
@mitleshgiri35903 жыл бұрын
Please batao
@FoodzLife3 жыл бұрын
Chawal ka aata ghar ka tha ha bahar ka?
@aartikamble71463 жыл бұрын
@@FoodzLife chawal dho kar fan ki hawa ke niche sukha ke grind kr lo
@sudhaparimala55044 жыл бұрын
Where can I get thick plastc sheet,
@FoodzLife4 жыл бұрын
You can buy fridge mat role from any local store or buy online. I have used here fridge mat sheets.
@salc3484 жыл бұрын
You can use plastic cover that you use for covering school books. I learnt that from another subscriber on another channel.
@jitendratiwari11952 жыл бұрын
Nahi karunga subscribe
@lifegoeson15244 жыл бұрын
Ky krun kuch tips batae.... Na!
@mitleshgiri35903 жыл бұрын
Aapke jese papad banaya o pura kharab ho gya fat gya