Winter bird or summer bird? Vedio bnaye in k temperature ki ku k yeh winter bird hai naturally,
@atmahar9752Ай бұрын
Bahi AP Quetta me kaha par rahta ho
@foryoupageofficial9643 ай бұрын
Yr meri wali canaru hawai andy deti hy bachy ni nikalti
@jameeltareen59034 жыл бұрын
Aik male ka ready to breed ka kaisay pata chalta hai by age k age breed ka ya adult hai hai kaisy pata lagta hai plz kuch information dy or aik video is py ap agar bnai k aik male k aduld honay ka kaisay pata laga sakty hai
@birdsmentor22174 жыл бұрын
please check this video. kzbin.info/www/bejne/pGavlJyIq7OgqJY
@alikhanadoon8359 Жыл бұрын
Great
@tradinginurdu2 жыл бұрын
assalam o alaikum sir merey canary ki leg broke ho gaya hai kya karo pleaseeee answer??????
@IrfanHassani-q7c16 күн бұрын
Bahi meri pass 1 chora hai pehli eggs deyi te o eggs kharab o ye abi 20 din o rahi hai cross b nhi kerti hai or nahi eggs any reason bhi
@extraorchidinary63474 жыл бұрын
Good MashaAllah Bhai meri canary pair ne 4 eggs die 2 bache nikle or 1 margaya. Ek MashaAllah sahi hai aur 25 din ka he. Female ne doosra nest banaya. Mating bhi ho rahi hai laikin abhi eggs nahi aai. Second round me. Second round ka egg kub aata hai. Nest banane ke baad.
@chelseasupporter80243 жыл бұрын
Bhae mere pass single kaneri hai. Should I keep it in busy area or in a quiet place to make him sing..?
@birdsmentor22173 жыл бұрын
No problem. Canary agr male ho to jahan bhe rakho singing kary ga
@aamirbaloch48002 жыл бұрын
Busy area may canari ziyada singing kartay hay aur shour pasand kartay hay
@fawadahmed81639 ай бұрын
kitna din ma chicks niklta ha
@hsedits1013 жыл бұрын
Canary birds ka male whistling krta ha chahe koe bhi breed ho?
@birdsmentor22173 жыл бұрын
Har ek nahi karta. Koi koi aesy bhe hoty hain jo singing nahi karty. Canary ki 3 main types hoti hain. Singing canaries k bachy whistling karty hain
@raheelimtiaz99342 жыл бұрын
Bhai pair Kis Tarah Lagate Hain Is per bhi Jara video banana
@hammadraisani74954 жыл бұрын
Bahi Jan pair lagaye kesy mtlb cages kub pas rakhy kub male ko female k sath chory taky lary na aur achi breed kary kindly bata dein
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Pehle to inhen achhi khorak do, pair masti main aa jaaen gy. Abhi wesy bhe breeding ka season Hai. Male masti main aa jaaye to singing start krta hai, air female jab masti main aa jaaye to wo nesting material uthaati hai, nest main ja or rakhi hai.
@bilalkhan34982 жыл бұрын
Bhai is ny kitny time me ang dia hy
@birdsmentor22172 жыл бұрын
har maheeny
@kashifali-rm2zvАй бұрын
Bhai in ke bachon ko Kiya khilate hen mere pas 2 aaey the bache mar gae 6.7 din me
@canaryphaeochannel2 жыл бұрын
Very nice👍👍👍
@birdsmentor22172 жыл бұрын
Thank you dear
@syedsaad85394 жыл бұрын
Good. 👍keep it up
@birdsmentor22174 жыл бұрын
syed saad thank you
@meerainbaloch65484 жыл бұрын
Brother male ko masti k liay kia food waghaira dain taaky wo breed jldi start kry
@birdsmentor22174 жыл бұрын
First, kzbin.info/www/bejne/pXqqdWmsmp6ZpKM
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Second. kzbin.info/www/bejne/rZ2shX9mprelgNE
@IrfanHassani-q7c16 күн бұрын
Good question bro
@Nasirkhan-du2un4 жыл бұрын
Bhai mere pass canary ki female hi 1 saal ki lekeen nesting nahi ker rahi male ko saat chor ta ho male ko Marti hi koi ideas please
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Dana mix do aur us main ek bara dana aata hai, wo km do, q k us sy female heat pe aa jati hai. aur male change karo, q k wo masti main nahi ya phir wo bhe female hai, isi liye maarti hai usy
Colony main bhe rakh sakty hain, mgr alag alag rakhen to ziada behtar hai.
@MuhammadAli-tc1ki4 жыл бұрын
Nesting may hamm cannery ke leyee kya rakey
@birdsmentor22174 жыл бұрын
ye video dekhen, is main nesting material ka bataya gaya hai. kzbin.info/www/bejne/pGavlJyIq7OgqJY
@shairmuhammadkhan13723 жыл бұрын
Sir canary ka best breeding month ya season kis month sy start hota hai plz guid kry gae
@birdsmentor22173 жыл бұрын
start hai season
@shairmuhammadkhan13723 жыл бұрын
Or bhai ak baaat or pohchni the k meri canary choti hai mgr singing nh krhe 3 months ki hai male hai kafi logo ko dekhaye hai is k liye koi formula?
@saleemwarrior88214 жыл бұрын
Bhai jan plz ek request hn ap say kay Goldfinch with X Canary say kaisy breed lay awr pairing kaisy ki jai tu isi topic pr ek video banao chuti si plz plz
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Gold finch ki Canary sy breed nahi li ja sakti. Wo alag nasal Hai, aur ye alag
@muawianoor3 жыл бұрын
Wonderful video
@birdsmentor22172 жыл бұрын
Thank you
@jameeltareen59032 жыл бұрын
Mere pass female canary k eggs fertile nai hoty aik do sirf frtile hoty hai Q kia waja hai male b change kia hai pir b 1 2 fertile hotyh or kuch eggs to penk dyti hai female
@birdsmentor22172 жыл бұрын
Is video ko last tak dekho aap. is main jo Multivitamin bataye hain wo use karo,aur isi tareeqy sy jis tarha video main bataya hai
@saleemwarrior88213 жыл бұрын
Bhai mera pas canary pair hn male female say thora umar may chota hn likn male female ko feed krta hn tora tora tu osko alag alag raka hn pairing kaisy kro plz
@birdsmentor22172 жыл бұрын
Kuchh arsa yoonhi alag alag rakhen aap. aur female k cage main ek nest rakh den, aur akhbaar, news papar ya koi nesting material. jab female wo utha kr nest main rakhny lagy to tab dono ko aik he cage main rakh den.
@FahadKhan-np4xt2 жыл бұрын
BHI ap NY American singer KY pathy lyny Hain
@birdsmentor22172 жыл бұрын
Jee nahi bhai
@samghourighouri44933 жыл бұрын
Bhai mri cannry chonch be milati hn phir bi alg alg beth rhi hn or mataing normal kr rhy koi ilaj
@birdsmentor22173 жыл бұрын
Aap kuchh arsy k liye dono ko alag alag cages main rakh do. ho sakta hai dono females hon. agr aik singing kary aur doosri na kary to tab theek hai. aur agr dono he singing karen to phir dono Male hain.
@IqbalKhan-ot5ur4 жыл бұрын
Good
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Thank you
@alamkhanniazi99204 жыл бұрын
Taimng brideng kia hi
@hafizbabbarshaikh74754 жыл бұрын
Or breed ka time konse mahine se shuru hota h or konse mahine tk rakhna chaye,or kb tk chlta h
@birdsmentor22174 жыл бұрын
ویسے تو 12 مہینے بچے دیتے رہتے ہیں۔ مگر سردیوں میں سیزن ہے
@sajidiqbal55253 жыл бұрын
Mane ek dost se female canary leya our wo os k pas jab te tu apne bacho ko ache feed krwate te jab mane ose Le tu an wo apne chicks ko feed nhi krwa rahe plzz koi help kre
@birdsmentor22173 жыл бұрын
Aap ny un ki jaga change kr di hai, aur agr chicks ko hath bhe lagaya hai to wo is liye feed nahi karwa rahy.
@birdsmentor22173 жыл бұрын
Lekin phir bhe aap ek kaam karo un k cage main abhi abhi ek ubla hua egg rakh do. Apple k do tukray kr k rakh lo. Insha,Allah khilen gy
@sunnyali70233 жыл бұрын
AOA BHAI ME NE CANNERY KA PAIR BANAYA HAI LEKIN PATA NAHI CROS KIYA HAI YA NAHI LEKIN ANDAY DIYE HAI FEMALE NE CROSS K BAGHAIR FEMALE EGG DETI HAI?
@birdsmentor22173 жыл бұрын
Is video ko last tak dekhen. isi tarha aap aik aik egg ko check karen
@birdsmentor22173 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/epSwlnmahbWiprs
@fakherjan28203 жыл бұрын
Bahi canary meeting k kitny din Baad aag deti hai
@birdsmentor22173 жыл бұрын
within 10 days
@raheelimtiaz99342 жыл бұрын
Bhai pair Kis Tarah banaa Lagate Hain yah iska Tarika to bata do yaar
@arslanhyder43844 жыл бұрын
Kia price hai ap k canaries k? Mujhe b canary kharidna hai ta k andaza ho jaye kia rate chal rahe hai
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Quality pe depend karta hai. Canary ki aik kism 5 khaany main singing karti hai, doosri, 7 say 8 aur aik kism 15 khaano main. Mazeed ye k Canary height main bari ho gi to price bhe ziada hogi.
@qadirbabllo88834 жыл бұрын
I m new subscriber
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Thanks and welcome
@sunnyali70233 жыл бұрын
AOA BHAI CROSS K BAGHAIR FEMALE EGGS DETI HAI?
@birdsmentor22173 жыл бұрын
w.salam. jee deti hai but wo fertile nahi hoty
@sunnyali70233 жыл бұрын
@@birdsmentor2217 thanks
@mosanjan29034 жыл бұрын
sir canary ka chik kasa pata chalta a ya mail a ya femail a
@birdsmentor22174 жыл бұрын
mosan jan Male aur female ka shuru main bamushkil pata chalta hai, 3 month guzar jaaen to tab Male canary k singing halka phulka start kr leta hai, baaqi female canary singing nahi karti
@mosanjan29034 жыл бұрын
Tnx sir g
@SoorKhan-p9x3 ай бұрын
Bahi mere canary ka kuriz he khatam nhi ho raha hai
@zaibjan9359 Жыл бұрын
Ma na 1 canary lia wo 25din ka ta abi 9mahene ka kureez b kia ha lekin abi tak start nai ha
@fakherjan28203 жыл бұрын
Kitny din Baad eggs par bet ti hai
@birdsmentor22172 жыл бұрын
Pehly egg k baad he
@speenhoti-2732 Жыл бұрын
For sale hai??
@wariskhan75272 жыл бұрын
breeding ma eating ka video please
@atmahar9752Ай бұрын
Bahi Mera kanari singing nahi karta ha or masti bhi nahi kar ta ha
@NoorIslam-zx2ou4 жыл бұрын
Sair mara canire brid nahi karta as ko konsa food do
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Meri egg food waali video dekho, aur canary ko singing kesy karwai jati hai us ki bhe video hai
@syedmuhammadaliniaz50702 жыл бұрын
Male Female ka kesay pata chalay ga
@birdsmentor22172 жыл бұрын
Kisi achhy shopkeeper sy lay lo, k zimewaari sy den aap ko. sab sy bari nishaani ye hai k Male singing karta hai aur female singing nahi karti
@wariskhan75272 жыл бұрын
july ma as ko egg into breeding eating tocanary
@fawadkhan74194 жыл бұрын
Male canari ko tayar karna ka Lea Kia kara
@birdsmentor22174 жыл бұрын
please check this video. kzbin.info/www/bejne/pXqqdWmsmp6ZpKM
@syedsaad85394 жыл бұрын
Canary k chicks ki price kiya hai? I am from quetta.
@birdsmentor22174 жыл бұрын
syed saad Filhal bechny waly nahi hain. Breeding lay raha hoon. Jab huye to insha,Allah bata doon ga
@sajidiqbal55253 жыл бұрын
AoA bhi jan ek help krna
@birdsmentor22172 жыл бұрын
w.salm. jee bataen
@hafizbabbarshaikh74754 жыл бұрын
Cage size kitni hona bhai,,
@birdsmentor22174 жыл бұрын
ایک جوڑے کے لیے، 3*3 کا
@birdsmentor22174 жыл бұрын
زیادہ ہو تو اور بھی بہتر ہے
@maleewarsi4 жыл бұрын
gold finch and canery can be crossed
@birdsmentor22174 жыл бұрын
No never
@saleemshezad56443 жыл бұрын
yes can be crossed
@raheelimtiaz99342 жыл бұрын
Bhai pair lagane ka tarika
@harislatif37794 жыл бұрын
Apka numbr mill skta hai.. For purchase canary or other singing birds
@raheelimtiaz99342 жыл бұрын
Bhai
@jameeltareen59034 жыл бұрын
Yakshar baby sale karengy app
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Sale kr diye sab
@jameeltareen59034 жыл бұрын
Ap apna whatsapp number share kary plz
@alamkhanniazi99204 жыл бұрын
Number kia hi
@nktv21294 жыл бұрын
یا اس واٹسپ نمبر پر مجھ سے رابطہ کرلیں اپ سے مشورہ لینا تھا
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Sorry brother meri tabyat kuchh theek nahi thi, is liye reply nahi kr saka. main abhi Whatsapp pe rabta karta hun aap sy
@abdulLatif-yu2ws4 жыл бұрын
Sair mara canire brid nahi karta as ko konsa food do
@birdsmentor22174 жыл бұрын
Ye videos dekho aakhir tak, in main sab kuchh bataya hai main ny, insha,Allah is pe amal karo gy to breed aa jaye gi. 1. kzbin.info/www/bejne/pXqqdWmsmp6ZpKM 2. kzbin.info/www/bejne/rZ2shX9mprelgNE