Mast informative video bhaiya... Mene eon ka battery dala may end me... 6 saal hogaya gaadi ko.. ek baar bhi maintenance nhi kiya tha.. aage se maintenance karunga.. Mera dosto ko bhi boloonga.. thank you bhaiya.. koi nhi bolthe he aap ke jaisa information... Thank you once again..
@syedlatif1325 Жыл бұрын
Hi
@anupamtheboss4536 Жыл бұрын
Mera Hundai Eon ke saath Jo battery Company fitted aaya tha wo 8 Years Chala Meine ek baar bhi paani naahi dala tha Amaron is the Best👍👍
@googleaccount-fm4no Жыл бұрын
Me aapki gala femi dur krta hu, humare paas bhi omni thi usme bhi humne sf sonic ki battery dali thi wo bhi 5+ saay chali , its because small engine requires less cranking amps to start( kam takat lagti hai ) engine start krne ke liye aur small gaadi matlab small lights small Ac small electric equipment, isliye battery pe load kam ata hai or jyada chalti hai. Battery ke brand se koi farak ni padta , sab battery brands ek hi technology use kari hai or 1% ka max farak hoga baaki sab same to same hota hai. Brand se kuch farak ni padta battery ke model or keemat se padta hai. All brands are good exide and amaron at top then sf sonic, and many many more brands doesn't make a difference
@AS_Vlogs122 ай бұрын
Bhai jb service centre gaadi bhejtey ho toh wahan bhi paani dal dete h agar kam ho toh…. Apko btatey ni h …
@Rahul.patel4811 күн бұрын
@@googleaccount-fm4nobhai badi requirements ke liye battery bhi to jyada Ah ki hoti hai..😅 aisa thodi na hai ki alto ki battery fortuner me dal de. Sidhi bat hai ki battery ko jitna jyada load bar bar doge vo utni hi jaldi kharab hoti jayegi. For example aapki car/bike me problem kuchh or ho jisse start jaldi nahi ho rahi ho or aap ek ki jagah roj 5-8 self bina ruke mare ja rahe ho to battery jaldi khatam hogi.. sath hi unnecessary load ho jese self marte waqt bhi head light on ho Ac vagera on ho to battery ko extra energy deni padegi jisse vo kharab hogi.and aap care karte ho ya nahi us par bhi battery life depend hoti hai jese water kam ho tab bhi top up na karo battery terminal kabhi saf na kare corrosion ho rakkha ho to battery life drastically decrease hogi. Ha jyada Ah mtlb long life ye sahi hai par us case me load bhi to jyada hoga to baat wahi aa jayegi.
@shakeelahmedkhan6300 Жыл бұрын
Sab se pahle like mera hai, abhijeet bhau
@ASK-vp8ll Жыл бұрын
Your Honesty is unquestionabl Abhijeet sir.
@royfern100 Жыл бұрын
You give us Informative videos 👍
@sunilshetty5032 Жыл бұрын
❤ good work hamesha ki tarah❤
@vedantpotdar5022 Жыл бұрын
Ek no. Bhava 💯💯🔥🔥👌👌🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
@Harshk25016 күн бұрын
Very good and informative. Thank you 🙏😊
@kiranmore7877 Жыл бұрын
Great 👍 very useful information
@Nikhil.jain2 Жыл бұрын
Vaibhav Jain, indore liqui moly mos2 aur ceratec dono ko ek sath use kar sakte h kya Alto 800 2017 maim
@abhishekgabel4149 Жыл бұрын
Maine ye jo red green water check karne wala filler diya hai usi ko khol ke pani dal diya kuch din pahle mujhe pata nahi tha ki dhakkan khulta hai krke kuch hoga kya sir😥
@gyandeepchauhan7411 Жыл бұрын
Sentro k suspention ko update kar sakte hain kya bhaiya g
@karuneshkaushal Жыл бұрын
Hi Abhijeet ❤
@MasterMindTech Жыл бұрын
Hi karunesh bhai , Kaise ho
@vibhavtembe-gn7ds Жыл бұрын
खूप छान माहिती.👍
@rajeshadhikari1024 Жыл бұрын
Aapka video bahut achcha laga, Mera question hai ki kar ki battery bhi mobile ki battery ki taraf phool jaati hai kya?
@aakudev4 ай бұрын
Haan kai baar phool jaati hai, meri car ki sides se halki phool gayi hai. Ye over under charging se hota hai
@hreem1008Ай бұрын
I dont use my fathers car.. Minimum how much to drive it in a month ? To charge the battery?
@narmadaskinclinic6750 Жыл бұрын
Thanque great helping video🙏👍👍👍
@manikantachowdary45864 ай бұрын
Battery charging mechine ka naam keya hai.? Kaha se Kharid ne ko milega.?
@sumanmia893 Жыл бұрын
Dry cell bettary mantiance karne ka kuch tarika hain kya..?
@digambarsonawane2136 Жыл бұрын
Very good and informative video. Thanks
@tinkoovirdi3384 Жыл бұрын
Nice वीडियो Thanks 🙏
@soumikkrroy Жыл бұрын
Very informative video
@ramavijaya148Ай бұрын
great viedeo sir for a lay man like me. . where can i get the battery charger- I think you can change the amphere ,&voltage. i have only a car battery , ups battery of 12 volts. pl message sir.
@जागृती-ध8झ Жыл бұрын
Battery konse company ki achhi hoti hai comparatively
@shakeelahmedkhan6300 Жыл бұрын
Mast video hai bhai
@taimurbugti652 Жыл бұрын
Good information 👍, mairi battery bhi maintenance free hai but uska cover mai remove nai kar sakta kioun k wo sealed hai to uska water level kaisay top up karain. Thanks
@deepeshkhatri Жыл бұрын
Dry battery ho sakti he wo, do tarah ki battery aati he
@gurindersingh1606 Жыл бұрын
Charging voltage 15 volt say up ho jaye to koi problem to ni hai 15 volt 3 amp 10 hour charging time
@RajChouhan-sc1dl11 ай бұрын
Nai bhai me vi charge kar raha hu abhi Pata nai charger hoga iya nai
@jec_ecart5 күн бұрын
11:23 you're overcharging the battery at 16v😮
@Piyushthakur1 Жыл бұрын
Hello bro meri car mei 90ah ki battery dalti hai kya mai uske 100ah ki battery dal sakta hun ??
@VikrantSingh388 ай бұрын
Nhi charge hone m jayada time legee ....tumhare car utna lod nhi uta payege mt daloo
@tanujrawat02552 ай бұрын
bhai meri car battery ki reading 12.2 volts aa rahi jab car start nahi hai, December 2019 ki battery hai, kya charge krke theek ho sakti hai?
@Rahul.patel4811 күн бұрын
12.2 v hai mtlb battery abhi achhi condition me hai.
@Xyz-g3u4 ай бұрын
Jaldi jaldi battery ka pani khatam ho jata hai kya kare
@ptpn75 Жыл бұрын
नमस्कार, वाटर प्यूरीफायर (एक्वागार्ड) का पानी बैटरी में डाल सकते है क्या?
@AjayKumar-to7cc Жыл бұрын
Nahi sirjee
@amitnariya2863 Жыл бұрын
Thank you so mnch sir
@KanishkRana14 Жыл бұрын
Dear meri car ki battery ke + terminal par greese a jati hai Or phir car start nhi hoti hai. Pehle usko remove karna padta hai.. Iska kya reason kaaran hai pl tell me❤. I have alto 10 car
@ShivamKumar-e6x5b3 ай бұрын
Use oil on terminal
@umarmagray4530Ай бұрын
Best vdo
@frankeltecnical2143 Жыл бұрын
Bhai mujhe charger kahase milegi
@जागृती-ध8झ Жыл бұрын
Oes part mtlb
@likhandasbansod8965 Жыл бұрын
Mast video
@yashpalsinhzala4345 Жыл бұрын
good 👍
@veeshalshinde51119 ай бұрын
Sir aapka location do na
@yogeshpatel1003 Жыл бұрын
Jab barish ho tub barish ka Pani bottal me bhar lo,vo distill woter ka bap hota he vo dalo
@sanjaylipare16042 ай бұрын
Boodmo doesn't good packing. Product damaged in transit. Not taking responsibility. Material not replaced. So don't promote BOODMO.
@Jaipurforme9 ай бұрын
.आप जैसे ईमानदार कम होते हैं।
@tolibasar1234 Жыл бұрын
Mera gari left side ka sound nikalta hai Dangal wagon r
@RohitKhune-w8b5 ай бұрын
❤❤❤
@parasantaparui96122 ай бұрын
It is dry battery.it has no distil water.
@sudarshanroy60318 ай бұрын
Like it
@chhatrapati2286 Жыл бұрын
बॕटरी वाॕटर लेवल सें.मी.नाही तर अर्धा इंच खाली.
@rajagarwal66211 ай бұрын
Goodyear battery best
@rajendrajadhav732 Жыл бұрын
Boodmo मे ऑटोरिक्षा का स्पेअर पार्ट
@rajendrajadhav732 Жыл бұрын
स्पेअर पार्ट मिल जायेगा क्या
@djvdufubcd5932 Жыл бұрын
Amaron is the best exide is the worst
@jec_ecart7 күн бұрын
Very bad design in modern designs. Caps are hidden so people think they're sealed batteries. 😡