Hello bhai class 12th science me maths, chemistry, physics ke liye kon si Book kharide navbodh ya prabodh ya NCERT Book kharid ke taiyari kare please is par complete ek video banao bhai 😢
@teachandlearnindia19 күн бұрын
Ok
@komeshlahare18 күн бұрын
@@teachandlearnindia Jaldi banao na bhai please
@AS._.SURAJ2016 күн бұрын
@@komeshlahare pariksha saar lele
@samirkhunte1319 күн бұрын
Aur video lav jaldi jaldi pre board ke liye
@Punam....2319 күн бұрын
❤
@gauravpandey673619 күн бұрын
❤❤❤❤
@AS._.SURAJ2016 күн бұрын
Bhaiya mujhe ye doubt hai ki practical exam hoga bhi ya nhi kyuki 14 January tak mock test chalega fir 20 se pre board hai 19 ko sunday hai 😅
@Amul546 күн бұрын
English prabodh model ka pdf plz send kar do bhaiii agar tumhare pass h to
@vikramyadav604614 күн бұрын
Sir practical se related question bhej dijiye n viva ke liye
@teachandlearnindia14 күн бұрын
Ok Telegram join kar lo
@addie.corze2718 күн бұрын
Sar PDF provide kara dijiy question key
@omkartiwari646517 күн бұрын
Sir please upload class 10 viva question Thankyou sir to see my comment ❤❤❤❤
@teachandlearnindia17 күн бұрын
As soon as possible we will try join Telegram group
@Shubham-v3x10 күн бұрын
Areee kya keshaw bhaiya
@HarishKurrey-wf9wx18 күн бұрын
Hello Bhaiya mai Chemistry me score kaise karu 😢😢
@teachandlearnindia18 күн бұрын
Apne syllabus ke jo jo imp concepts h like VBT THEORY, MOT in sabhi ko achhe tarike se apne mind me clear kar lo aur model paper ko solve karke apni तैयारी check kar lo all the best ❤️💐
@HarishKurrey-wf9wx18 күн бұрын
Tq Bhaiya But Mera 12th Class Hai Aur is bar blue print ke hisab se question nhi Aa raha Hai to kaise Score Karunga 🙏😞💯
@teachandlearnindia18 күн бұрын
@@HarishKurrey-wf9wx concept clear hoga to Blueprint ka utna dikkat nhi hoga fir bhi aisa nhi hota ki pura Blueprint unfollow ho kuch Q. Me hi Blueprint follow nhi hota h