Mjhe biryani bnani nhi ati thi apki recipe dkh k bnani shuru ki aj hr koi tareef krta h meri buryani ki iska asal credit apko jata h thanks
@mohammednayeem5576Ай бұрын
Mashallah mashallah superb very very tasty recipe ❤❤❤❤❤
@salmamh9211Ай бұрын
ماشاءاللہ ماشاءاللہ 😋👌🏻 بہترین 😋😋😋
@AlizayFatima112 күн бұрын
Boht alaa biryani perfect recipe
@abdulfaizan8293Ай бұрын
Masha Allah buht zabardus recipe bataya ap ny or bataney ka tareeqa bi buht aala hy very nice 😊
@robinarehan4723Ай бұрын
ماشاءاللہ بہت عمدہ طریقہ ہے سلامت رہو آمین ثم آمین 🎉۔
@anisaarshadarshad3517Ай бұрын
you r king of Biryanis
@sameenchaudhry3731Ай бұрын
Very Very yummy. Best recipe ever.
@AsanKhany786Ай бұрын
MashaAllah bro video full wath vvv delectable and tasty biryani waqi aesy hi bnti hy Karachi Biryani 😊
@MidraAslam-uk6bhАй бұрын
Masha Allah Boht zabar das ❤🎉
@RijhvanRathod-bo4xuАй бұрын
❤❤❤❤❤
@musharrafhassan3571Ай бұрын
السلام علیکم ماشاءاللہ بہت زبردست ریسپی ہوتی ہے اپ کی
@Shahnaazkitchen600Ай бұрын
Walaikum assalam mashallah very nice recipe 😋😋
@laraibtariq234020 күн бұрын
Assalam o Alaikum Chef Afzal ... Aaj mene apki ye Biryani banai ... bht bht bht delicious bani ... Allah apko kamiyabi day ameen summ ameen❤
@amjadkhaskheli668222 күн бұрын
Zabardat Bhai jaan zindabad ❤
@mahiramalik7410Ай бұрын
buhat zabardast recipe sikhaty hain ap, main try krti rehti hun. pls daighi channa chawal bhi banana sikha dein
@eshaalgamer1220 күн бұрын
MashaAllah Allah barkat de
@robinarehan4723Ай бұрын
Mashaallah bohaat lajawab hai 🎉🎉🎉🎉.
@mahmoodahamd8268Ай бұрын
I watched full video Amazing recipe I must try this method JazakAllah
@chefmafzalАй бұрын
Thanks for liking
@Littlecharm909Ай бұрын
Apki recipes Bhot Achi Hoti hain
@YesssBosss-l7gАй бұрын
Masha Allah bht pyari bht zabardast bht Khushboo wali biryani bni h Khush rahen hamesha aameen
@ahtishamshami8378Ай бұрын
I tried it first time and the result was amazing. All credit goes to you
@shabanariaz6597Ай бұрын
Masha Allah ❤❤❤
@ansarhaque4536Ай бұрын
Mujhe bohat pasand aya bro
@technecalhamzapirzada-gk8vcАй бұрын
Aapke khane bahut acche Hain
@anabiyakhan-lm5muАй бұрын
Mashallah aapane bahut khush Duniya Se Hamen recipe bataya Hai Raza Allah Hu Akbar
@quratulainazeem4107Ай бұрын
Me is recipe or steps c banati biryani bohat mazay ki banti hai Degh jesi
@KitchensvaadishtАй бұрын
Mashallah bhut testy recipe hai ❤❤
@yasmeenowais3271Ай бұрын
Assalamualaikm chaif Jazakzllah Khair 🤲🎉❤🎉 Duaa mea zaroor yaad rahaye ga inshallah 🙏😭🤲❤️
@CookwiththaseenАй бұрын
Very tasty and Yammy recipe 👍👍👍👍
@mahirakhan5953Ай бұрын
Maine biryani apse sekhi hai allhumduilah ab itna parfect banti h k sub diwane h mare biryani k 😅❤
@FasalMamoАй бұрын
Same
@Quran_tliwateАй бұрын
Bohat he ache recipe hy
@ambreenfaisal5495Ай бұрын
Mashallah ❤❤❤
@erumnaz9177Ай бұрын
Nice recipe of masala and biryani looks yummy 😋
@PakistaniTraditionalKhaneАй бұрын
MASHALLA 👍
@rukhsarfood9057Ай бұрын
Sir many AJ biryani try kie Thi bhhhhhhhhhhhhht zadya achi Bani sbko bht psnd AI JazakAllah ❤
@IlyasKhan-lw7ovАй бұрын
❤❤❤ yummy ❤❤❤
@hecker2899Ай бұрын
Allah khush abaad rakhey Ameen
@hamzakhan9337Ай бұрын
Very yummy 😋😋 recipes ❤
@Rashda5284Ай бұрын
Apki biryani lajawab Hoti he me ne biryani banani AP se hi sikhi he Meri biryani sab ko Pasand ati he
@chefmafzalАй бұрын
🥰🥰🥰🥰
@Nishi09128 күн бұрын
Yummy 😋
@mrdaddyff7573Ай бұрын
Mai nai apki kafi saray style ki biryani try ki hen un sab mai sab se ziada famous tikka biryani hoi jisnai bhi Khai bohat tareef ki alhamdulillah ❤️ Allah apko hamesha khosh rakhe Ameen ❤️
@abidsultan3006Ай бұрын
Plz chief racili biryani ki recipe Bata den
@ibnhabib7588Ай бұрын
Masha allah from oman
@raozeeshan-m6uАй бұрын
👍👍🌹🌹
@ratikachawla5451Ай бұрын
Perfect soooo devious ❤
@jawedmjawed770Ай бұрын
❤❤❤❤❤ very nice
@aishabegum6378Ай бұрын
Amazinggg👍👍👍
@KhadijaArif-oo9gbАй бұрын
❤
@rukhsanasamee63Ай бұрын
🎉🎉🎉tasty🎉🎉
@imtkitchenАй бұрын
Mashallah bahoot zeberdust .#@imtkitchen
@rukhsarfood9057Ай бұрын
Excellent 👌❤
@chefmafzalАй бұрын
Thanks ✌️
@memesofindia8155Ай бұрын
Ap ne boht achi biryani banai laikin mujhay lagta hai k dahi dalney kay baad km bhuna ap ne
@SaimaAbid-w7wАй бұрын
Ap SE achi biryani koi nhe bna skta
@tasneemabid4302Ай бұрын
ماشاء اللہ
@arshesehar3037Ай бұрын
Assalamualaikum bhai Mashallah appki batai hui Sari recipes bohat achi hoti Hain ... Alhumdulillah appka batay tareeqoon sa mayna Jo recipe bi banai sabsa tareef paii ..Allah tala appko Jaza da aur appka rizq ma izafa karay ameen .appki biryani recipes ko try karta huwa yahan US ma mayna appna biryani ka choota sa karobaar shurru Kiya ha jissa sab na yahan kafi pasand Kiya ha Appsa sawaal ya ha ka Jo masala appna khushbo ka liya bataya ha ussay Tikka biryani ma bi istamaal kia ja sakta ha? Biryani essence aur kewra essence dono alag hain ya same aur ya ka biryani essence ka istamaal kis stage pr kiya jata ha? Aik bar phir ma appki tamaam koshishoon pr Jo app is channel ka zarya humaray liya kar Raha Hain appki shukker guzar Hoon.
@hamrakhan3646Ай бұрын
Next Friday banaun g insha Allah taal'a
@UzairKhan-f1bАй бұрын
Mashallah
@Ahmedubaid-f1rАй бұрын
You are best shafe
@junadansari2447Ай бұрын
India se hoon
@ChsaimSaim-id9jfАй бұрын
best recipe
@uzmaalmas3827Ай бұрын
AsA.Mashallah beta yehe recipe beef m bataen
@farahsultan1327Ай бұрын
👍
@Soundlibrary-NocopyrightmusicАй бұрын
Biryani Essence aur Kewra Essence alag alag hoty hain aik nahi aur donon ki khushboo main bhi bohat farq hota hai
@vjasad7561Ай бұрын
Mashallaha
@AbdullahIrfaanАй бұрын
Sir ap sy request ki thi plzzz degi haleem Jo Langron wali Hoti ha uski recepie bhi sikhsin😢😢
@sobiaqudrat9516Ай бұрын
Amazing recipe 😊
@miniaturecookingfantasy3279Ай бұрын
Zaberdast
@offbeatmotivation5171Ай бұрын
Zabardast
@saleharabbani9652Ай бұрын
گڈ ماشاءاللہ
@AneesFatima-x5vАй бұрын
1 kg gur walay Chawal ki recipe bana dein please
@umfarissiddiqui8632Ай бұрын
Aap gram k bajaye spoon sy measurements btaya krain
@mahanazperveen9939Ай бұрын
Chinese salt ki jaga Kia use karsakte hain
@farmanqureshi1198Ай бұрын
Sir pekit k masala spice hote he kushbo ni hoti
@aliehtasham30Ай бұрын
Zahid nihari bhi bohat famous hai Karachi ki us par Bhi video bana dein... Apko ghousia nalli biryani ki recipe ka kaha tha kindly next wo bhi share kar dein. thanks.❤
@chefmafzalАй бұрын
Ok bro
@Queen14628Ай бұрын
Karachi mai jo Chinese soup milta hai uski recipe den or uske sath Jo red chatni type jo wo dety hen wo b btaen please
@imtkitchenАй бұрын
Beta ap fermaysh karain main banaoon gi. #@imtkitchen
@neelofursheikh6051Ай бұрын
Delicious
@ahsanrehman3322Ай бұрын
Chawl kon sa h
@samm927Ай бұрын
ap recipe description me likha bhi karen ya ingredients mention kr dia karen
@AwaisNazir-e4hАй бұрын
Good
@TribalChief-w9fАй бұрын
Bina aalu bukhare ke biryani ban sakta hai
@imtkitchenАй бұрын
Bilkul ban sakta hai. #@imtkitchen
@chefmafzalАй бұрын
G
@ChsaimSaim-id9jfАй бұрын
main ak cook cook hoon pr ham dono ki recipe same ha ap wazan b hi batatain han mere massage ka jawab zaroor Dena Allah ap ko.salamat rankhe
@hirasaleem6884Ай бұрын
Its good.. but jo masala hy usko just 1 kg k liye banana hotu usmay kitni quantity lyni hoge .. hari elaji tu mehngi hy boht
@chefmafzalАй бұрын
Masale ki quantity video mein batai hai
@hirasaleem6884Ай бұрын
@chefmafzal wo zaida miqdar may banya hy apny .. mujhy just 1 kg may 1 spoon daly ga us k hisab say cheezy batie
@KhurramMahmood-xn1kkАй бұрын
nice
@chefmafzalАй бұрын
Thanks
@Aisha-fc9suАй бұрын
Chicken kofta sekhai ap
@imtkitchenАй бұрын
chicken kofta.#@imtkitchen
@MehreenFaisal-sb5fgАй бұрын
Zbrdsssssst
@SA-xy4pp28 күн бұрын
Mujhsay biryani k chawal sahih damm nahin hotay ya to geelay hojatay hain ya kachay reh jatay hain aur neechay se to hamesha hi lag jatay hain
@SohailAhmed-kg8wfАй бұрын
Bhai ye ilaichi to bohat ziada hai....🙄😮
@sarwariqbal578217 күн бұрын
😂😂😂poor😂😂😂cooking😂😂😂😂😮😮😅😊😢😂
@imtkitchenАй бұрын
Aap bilkul theek kehtay hain .#@imtkitchen
@shaziarana7548Ай бұрын
Thanks for 1700 subscribers complete ✅ please keep supporting me 10000 subscribers chaiy mujy