Chicken Weight Gain Tips | How to Increase Body Weight of Hens | Dr. Arshad

  Рет қаралды 146,221

Dr. ARSHAD Veterinary Clinic

Dr. ARSHAD Veterinary Clinic

3 жыл бұрын

In this Video dr Arshad will tell you how to Increase weight of Chicks / Chicken / Hens or Roosters. This is the Second Video related to Chicken Weight gain Practices, earlier i have uploaded this One ( Weight Gain Tricks for Small Chicks ) • Weight Gain Tricks for...
This Time i will include Adult Chickens along with Chicks regarding Weight Gain. If you're rearing Chickens and Failed to achieve Target Body Weights every Week then you're not going well because Chickens not Achieving target body weights will delay Eggs Production & Body Muscles deposition. Use of Dry Milk, Vegetable Oil, Fat, Chicken Exercise, Liver Tonics, Vinegar, Alfalfa, Carminative Mixture, Extra Space, Accurate Light Duration, Comfortable Housing & Bedding, Temperature and Humidity maintenance, Well ventilated Coop & Balanced diet along with Optimal Managemental Practices Gives you required results. Aseel Chicks, Golden Misri Chicks, Desi Hen Chicks, Australorp Chicks and RIR Chicks need some special effort to gain target body weights. That's why i have described all about Chicken Weight gain Tricks and Tips. Do Sub if you like the Content.
Murgi ka weight kaise badhaye
Aseel Murga ka Wazan barhana
Aseel Murga ka wazan kam karna
Murge ka weight kaise badhaye
Aseel Murgi ka weight kaise badhaye
Broiler Murgi ka weight kaise badhaye
Aseel Murga ka weight kaise badhaye
Murgiyon ka weight kaise badhaye
#ChickenWeightGainTips #HowtoIncreaseHenWeight #ChickenFarming #DrArshad
Desi Murgi Palan
Backyard Desi Murgi Palan

Пікірлер: 316
@latestdevelopment2543
@latestdevelopment2543 3 жыл бұрын
In the history of Pakistan Alhamdolillah koi aisa channel KZbin par aya jis say wakie he Banda educate ho raha... Baki tau bas KZbin par SB apni videos sale jisay daikh Kar Banda Kuch b learn ni... Dr shb Allah apko es Ka ajar dy ap ko aisay he himmat dy ap aisay he logn ko educate karty rahen.... Once again sir hat's off you 👍
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Alhamdullilah Sir Alhamdullilah Ap jesay Bhaion ki Duayen saath han to In sha ALLAH issi trha Poultry ka Pure Practical knowledge Share karty rahain gy. ALLAH apko khush rakhy Ameen. Bohat Shukriya 🌹
@latestdevelopment2543
@latestdevelopment2543 3 жыл бұрын
@@DrARSHADVeterinaryClinic InshaAllah sir duian aur Puri support apka sath aur apka practical knowledge bht worth rakhta InshaAllah in future ya bht aagy janay wala q k aisa aik b channel ni Jo aisay logn ko itni detail ma ja Kar guide... Dil say dua nikalti Allah apko es Ka ajar dy...apke videos har os gareb ameer k leay Jo KZbin par daikha daikhe kaam tau start but jab birds ma problems osay samaj ni ab InshaAllah bht say log nuksan say Bach jian gy.... Bas sir ap say request aisya he sachy Dil say khidmat karty rahen... Allah apko es Ka zarur ajar. .. InshaAllah.
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
In sha ALLAH mujhay b poori umeed h k bohat sy log Nuksan sy bach jayen gy aur yahi mera asal mawsad h. In sha ALLAH esay hi Dil sy Duaon ki Gharaz sy Videos bnata rahun ga 👍. Thanks for your Precious & Encouraging Complements Sir 🌹
@europeanunion8115
@europeanunion8115 3 жыл бұрын
Beshak thek farmaya apny
@habibahmed3424
@habibahmed3424 2 жыл бұрын
ماشاءاللہ جی ڈاکٹر صاحب بہت خوب جناب۔ کچھ لوگ اللّٰہ پاک کی طرف سے ملک و قوم کے لئے انعام یافتہ ہوتے ہیں۔
@amirzaidi1960
@amirzaidi1960 3 жыл бұрын
ڈاکٹر صاحب، برائے مہربانی اگر آپ supplement کی مقدار کو percentage % میں بتائیں تو زیادہ آسان ہو گا
@ansarijamal3237
@ansarijamal3237 2 жыл бұрын
Carminative/liver tonic/Alfa Alfa syrup chicks ko kya ratio rahe ge
@KashifKhan-bx8of
@KashifKhan-bx8of 3 жыл бұрын
Dr. saab ap legend ho yaar. Kamaaal ki informations hoti hsin fully professionally
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Bohat Shukriya Bhaijaan Ji Bhai ye mera Passion h aur issi kaam m Sara din guzrta h Alhamdullilah 9 saal ho gy Bohat Shukriya
@Bahawalpur370
@Bahawalpur370 3 жыл бұрын
جزاک اللہ ڈاکٹر صاحب۔ آپ بہت اچھا گائیڈکرتے ہیں۔ اللہ تعالیٰ آپ کو ترقی اور خوشحالی عطا فرمائے۔ آمین
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
آمین ۔ بہت شکریہ بھائی ۔ خوش رہیں
@MuhammadFaisal-yf2ok
@MuhammadFaisal-yf2ok 3 жыл бұрын
Ma sha ALLAH ALLAH ap zindgi day Docter Sahab ❤️❤️❤️❤️
@muhammadwaqasdogar4232
@muhammadwaqasdogar4232 3 жыл бұрын
Dctr shb apki videos bht e informative hoti hn geniun smj ajati hai. Baqi loog to apki videos ko dekh bna rhy hoty hn
@Flameonhaiwithmehwish
@Flameonhaiwithmehwish 3 жыл бұрын
MASHAALLAH ZABARDAST VERY INFORMATIVE VIDEO CARRY ON JAZAK ALLAH KHAIR
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Bohat Shukriya, Ameen. Stay Blessed
@zeeshan2730
@zeeshan2730 2 жыл бұрын
Nice video Mr Arshad
@Hardestchallange6952
@Hardestchallange6952 3 жыл бұрын
Excellent DR sb your knowledge, communication skill is outstanding very helpful information, Allah bless you
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
I'm Grateful Dear Sir AMEEN Jazak ALLAH Stay Blessed
@MuhammadFaisal-yf2ok
@MuhammadFaisal-yf2ok Жыл бұрын
Pyari batti ko ALLAH pak zindgi day jo apne baba ke help kar rahi ha
@MuhammadBilal-xn9hc
@MuhammadBilal-xn9hc 3 жыл бұрын
Great information dr shb Allah Pak ap ko khush rakhe
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Thanks Brother AMEEN jazak ALLAH
@hasanat8670
@hasanat8670 3 жыл бұрын
Wow bohot hi acha Allah hi apko.iska ajar dy bohot hi acha kaam karahy hai aap MashaAllah
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
AMEEN Sum Ameen Jazak ALLAH Bhaijaan bohat Shukriya
@naeembutt3548
@naeembutt3548 Жыл бұрын
بہت خوب👍
@KashifAli-os1bd
@KashifAli-os1bd 3 жыл бұрын
JazakAllah mara Arshad Bhai
@shahzadraza7631
@shahzadraza7631 3 жыл бұрын
you are a best dr sb god belss you
@pakistanzindabad8431
@pakistanzindabad8431 3 жыл бұрын
Thank you doctor , 1st vet related channel in Pakistan
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
You're Welcome & Thanks Alot Sir
@atifaslam5524
@atifaslam5524 3 жыл бұрын
@@DrARSHADVeterinaryClinic bro me apni murgi murga ko milk desakta hon liquid or cerelak desakta hon
@junaidyousaf7721
@junaidyousaf7721 2 жыл бұрын
Dr sab it's unique info 👌 very very good. My question is turkey birds 🦃 k lie b same formulas can be used?
@chaudharybawa8206
@chaudharybawa8206 3 жыл бұрын
Wonderful effort dr sb
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Thanks Sir 🌹
@sugalmala0179
@sugalmala0179 3 жыл бұрын
AsLam o alaikum Dr sahb Allah Pak kamyab kry ameen Allah app ko sahat vali lambi zindgi aata kry ameen
@AneesREHMAM
@AneesREHMAM 3 жыл бұрын
بہت ہی اچھی وڈیو سر۔سلامت رہیں
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
آمین ثم آمین جزاک اللّہ بھائی جان بہت شکریہ
@ranafarooq928
@ranafarooq928 3 жыл бұрын
Thanks for this info
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Welcome Dear
@inayaturrehman5965
@inayaturrehman5965 3 жыл бұрын
Very nice info. Agr 5, 10 birds hn to unki doze kis ratio se bnaen ge.
@trendsandthings807
@trendsandthings807 2 жыл бұрын
Bohat bohat shukria apki tips se mainly apni murgio ka laqwa thek ker lia.
@racingpigeonskpkpeshawar6163
@racingpigeonskpkpeshawar6163 3 жыл бұрын
جزاكم الله خيرا
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
شکریہ ارشد بھائی۔ آمین۔ خوش رھیں 🌹
@AttockonianClub
@AttockonianClub 2 жыл бұрын
bulb ke zareeay light kitny or kese dein
@muzamilahmad2766
@muzamilahmad2766 2 жыл бұрын
Asalamualikum. Dr sb can we give some natural feed instead of ready made, to birds of 5 week...if yes then plz suggest
@thahamaricar9442
@thahamaricar9442 3 жыл бұрын
Masha Allah.
@vbscp
@vbscp Жыл бұрын
Dr. Can I purchase R-Tone in the USA please?
@ibneadamcom4771
@ibneadamcom4771 Жыл бұрын
Lever tonic kea kam krna jo ap pics m dikhayaa
@abdulwahab4020
@abdulwahab4020 3 жыл бұрын
Sir very good sir ek aur vidoe banay coxi pr mara murgi sa coxi nahi jati bar bar coxi ati ha please help me
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Facebook Page facebook.com/DrArshadVeterinaryClinic/
@muhammadfarooqtts
@muhammadfarooqtts 3 жыл бұрын
Assalamualaikum dr sb bazar se dry milk Jo milta hay jaisay nestle us par tea whitener likha hay,kia wo theek hay?
@muhammadajmal6561
@muhammadajmal6561 2 жыл бұрын
Sir hamare morgheo ke anken harab hai black colour waly hai.ankh ke ander sufaid rang waly dane nekalty hai.sir is ke sath kia karo.thanks
@shafiqsheikh9052
@shafiqsheikh9052 Жыл бұрын
nice sir agar kisi ne ghar 10 se 20/ 30 chicks rkhe ho tu wo kitni feed mei dry milk use kr or agar 1/2 kg fd mei dry mlk use Kiya 1/2 mei se kuch Bach Jaye tu wo stor kr k dobara de skte hei ya new bnaye gy
@jibranhashmi1892
@jibranhashmi1892 3 жыл бұрын
good job Dr shb
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Thank you so much Sir
@abdulshakoor8
@abdulshakoor8 Жыл бұрын
Dr.Saheb mere pass 2 murgia the ab bemari wajha se mergae.lakin mere pass 13 choose Hain o badte nahi chote he hai unku Kya Giza dalana hai pl batain
@punjabfarming8089
@punjabfarming8089 3 жыл бұрын
Doctor sab you are very good person ALLAH ap ko jzay khair day bohat information dety ho ap .hmary bohat msail hal hoty hen ki videos say Sir ek baig kitny wzan ka hota hai???
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Thank you so much Amir Bhai, Aik Bag 50 kilo ka hota h
@uhbijnokm5984
@uhbijnokm5984 11 ай бұрын
Assalamualaikum sir. Ye ap ne jo tareeqy btaye ha. Ye sb aik sath use krna ha ya 1 time me aik hi cheez istemal krni ha??
@zainmughal3445
@zainmughal3445 3 жыл бұрын
Jazakallah sir.
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Thanks
@rafiahmed-wu4lp
@rafiahmed-wu4lp 2 жыл бұрын
Desi ghee bhi feed mein mila ke desakte hai kya please batayeh allahafeez
@sayedamirkazmi3482
@sayedamirkazmi3482 3 жыл бұрын
Sir Andy ka vecceen k Sath koi link hy
@rajamz1461
@rajamz1461 2 жыл бұрын
Dr sahib meray shed main golden misri murgay or murgiyan mix hain on ki age ha 70 days ha main on ko week main do bar gosht yani chechday charbi wgera khela sakta hon
@riazkazim
@riazkazim 3 жыл бұрын
Nice Dr sahib
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Thanks Dear
@saadikhan101
@saadikhan101 3 жыл бұрын
Aslamalikum Dr sahib kindly influenza per video banahain
@shefastar6486
@shefastar6486 3 жыл бұрын
Nice video Sir 👍
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Thanks Brother
@mkhurram79
@mkhurram79 3 жыл бұрын
Dr Sahb Hamari Hamesha se ye khawahish rahi hay kay breeders ka size wo Karen jo professionals Kay paas hota hy. Lakin bohat achi khorak denay kay bawajud aisa nhi hota. Aap rahnumai farmain gy.
@humzamirza9663
@humzamirza9663 2 жыл бұрын
Jazakallah♥️
@lifeline4168
@lifeline4168 3 жыл бұрын
Salam. Sir agr chozo ko nd ki bemari hu Jaye aur us ma chozo ko laqwa hu Jaye ya 1 tang sa disable hu Jaye kya wo recover hu skty hy ya nai? Mery kch Chozo ko laqwa howa hy aur un ki qardan mor Gai hy us ka koi Hal bta dain plz.
@OAN20721
@OAN20721 2 жыл бұрын
sir hamaray pass 4 mah kay phaty ha or oun ka weight 1kg ha or weight increase nahi ho raha.(2) hum nai in ko 3mah feed khilay or ous kay bad chawl,mingi or gundam khi larahy ha.(3) or oun sab ak dosaray ki puchal say saray par kha leya ha. or bari murgiya anday nahi day rahe.3 mah say. or umar 1year ha.Kindly guid me.
@MuhammadFaisal-yf2ok
@MuhammadFaisal-yf2ok 3 жыл бұрын
Ma sha ALLAH
@samadabdul726
@samadabdul726 3 жыл бұрын
Bhai me Bangladesh ka ho .mera fram ke morgue sota bara or 6 Maine hogia. mene oil se habar banana Sataho. 100 kg habar oil kitna kg denaprega
@fathahaider6594
@fathahaider6594 2 жыл бұрын
Aoa hamar chicks waite gain bahut sloli kr rahy koi tip batain r ayk dosry ko nochty hain r eis tarha un ki deth ho jati hy chonchin bhi cut krai hoi hain namak wala pani veta sol r vitaman cbhi pani main dia hy
@aroosabutt1407
@aroosabutt1407 3 жыл бұрын
Salam sir alfalfa syrup hen ko Dai sakty Hai aur agr Dai slaty Hai to kitni quantity Mai aur month Mai kitni br
@Nizam-cs1wo
@Nizam-cs1wo 3 жыл бұрын
Assalam alaikum sir broiler ka weight badan kay liya milk powder to pani mai use karsaktay hain kya agar yes to quantity kitna dena hai batao plz mera 25000 boiler farm hai
@rajaawais5254
@rajaawais5254 3 жыл бұрын
Sir coking oil Mazin wala dl saktay hia or 1 kilo horak m kitna dala or sirka 1 kilo horak m 20 ml kitna dn tk istamal kiray
@murtazaajhandirr7687
@murtazaajhandirr7687 Жыл бұрын
Sir inko makhan de sakte hen broiler feed ma mix kar ke bchon ko in garmion ma
@MuhammadFaisal-yf2ok
@MuhammadFaisal-yf2ok 3 жыл бұрын
Kamal bhai
@Muhammadimran-lq5uc
@Muhammadimran-lq5uc 2 жыл бұрын
Colic drops b milty hain agar uska istmaal kesa hy?
@mharis202k
@mharis202k Жыл бұрын
Asalaamwalykum Wrb Sir last mae ko Suyrp ka name batta daen Thank you ❤
@imranbhi3085
@imranbhi3085 2 жыл бұрын
Assallam o alacum doc sb mer murgiyan 3 mah ki hain ab kon c feed istamal karo our vaccine ka bhi bataye plz
@shahzadiqbal3335
@shahzadiqbal3335 3 жыл бұрын
Doctor sb ye batein k choker murghion k liye kaisa hai agar kuch miqdaar feed mein mix kr k dein mein already 13 number mein bajra gandum or makae mix kr k de raha hoon.
@9xm977
@9xm977 3 жыл бұрын
Asslamoalaikum sir apky hath mein Jo murghiyoun ki feed Hy is Ka kya name Hy me 13 or 14 number feed mangwati hn to wo same mix Dana hee hota Hy ye Jo ap k hath mein feed Hy mein dukandar sy kesy khareed skti hn
@hennatabassum3239
@hennatabassum3239 2 жыл бұрын
👍👍👍👍👍👍👍
@khalidmzd
@khalidmzd 3 жыл бұрын
Shukria bro
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Always Welcome Bro 🌹
@arshidkhan3958
@arshidkhan3958 2 жыл бұрын
Sir g khoshk duod pani mai daisakty our agr daisakty tu 1 liter mai kitna gram milk mili reply plz
@mumer4604
@mumer4604 4 ай бұрын
Assalamualaikum doctor sahab main ny gher per hurgiya rakhi hui hain un ki growth sahi tarha sy nahi ho rahi un ka wazan b kafi kam hye to is ka ilaj bata dy shukriya
@awaisljan356
@awaisljan356 Жыл бұрын
Sir mere choose ka wazen boht kam kon sa feed kilao 1month hy
@fazalmehmood7325
@fazalmehmood7325 3 жыл бұрын
Can we give Flygel syrup to hen??
@europeanunion8115
@europeanunion8115 3 жыл бұрын
Boht khoob
@naheed3399
@naheed3399 3 жыл бұрын
Assalam o alaikum! dr sb kia milk powder pani m mila k de sakte hn 1 ltre pani m 1 spoon mix kr k de sakte hn ?
@umerazam4794
@umerazam4794 2 жыл бұрын
Meray chozay. Baray mi ho ray fred b da ra ho moty b ni ho ray koi treka bato kia aa unko bhok zada lagay
@shameemaziz2705
@shameemaziz2705 2 жыл бұрын
Aslamalikum dr arshad mare murgee eak dosree ko khate hai sab nea eak dosree ki dum kha le zakhmi ker deyea hai keya kero
@infoinfo544
@infoinfo544 3 жыл бұрын
Mohtaram bhai sahab. Assalamu alaikum. Mery pas 3 australop murgian aur 3 murghy 2 rir cross murgian aur 2 rir cross murghay 1 aseel murghi 1 desi murghi aur 1 desi murgha he. total 7 murgian aur 6 murghy hen. Ghar ki chat per 13 x 15 ka shed he. Eske andar 3 x 4 ke ooper neechy 8 cages hen. Ooper ke 3 cages men 2 australop merghy aur 1 desi murgha alag alag rakhy hen. Neechy Waly 1 cage men 1 aseel murghi andoon per bethi he. Baqi 4 cages khali hen aur open hen. Unmen andon ke leyey baskets rakhi hen. Shed ke ander 3 australop murghion, 2 rir cross murghion ke sath 1 australop murgha aur 1 rir cross murgy ke sath 1 desi murghi apny 4 chicks ke sath he Jo 1 mah ke hen. Har chand haftey baad murghon ko change karta hoon. Kia yeh theek he ya ghalat he. Shed men maujood 1 australop murghi weight kam kar rahi he. Jabkeh 1 rir murghi ko baqi murghian marti hen jabkeh donon murghy usko bar bar cross karty hen jiski wajah se woh aksar unsy bachny ke leyey ooper lakri pe bethi rahti he aur jab bhi feed dalta hoon woh dar ke mary neechy nahi utarti aur khoorak nahi khati. Detail deny ka maqsad yeh he keh mujhey kia karna chahye. Jawab ka muntazi rahoon ga.
@ummhamm4990
@ummhamm4990 3 жыл бұрын
Salam doctr sb birds ko mo pe aj kal bht dany nekal rhy hain oska koi treatment bta dy pls
@sadiabibi3272
@sadiabibi3272 3 жыл бұрын
Bhai mayray pas RIR ki hen hay 90 days ki uska kitna weight honi chahyay
@naziaghouri6009
@naziaghouri6009 2 жыл бұрын
My chick is a 6 moth old but it do a yellow beat i doo every tootka of you but it is not feeling well and do a yellow beat can you please tell me what should i doo
@Abdulwahab-bc2xl
@Abdulwahab-bc2xl 2 жыл бұрын
Asalam O Alaikum! 2 months old australorp ka weight kitna hona chahye?
@veelamanavlogs8877
@veelamanavlogs8877 3 жыл бұрын
JazakALLAH
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Ameen Thanks Sir
@muhammadtehseen7696
@muhammadtehseen7696 3 жыл бұрын
Sir chozon ko saans ka problem hai.....un ko b ye sab de skty hain
@punjabikissantariqdhillon654
@punjabikissantariqdhillon654 2 жыл бұрын
ڈاکٹر صاحب مہربانی دوسرے برڈز کبوتروں اور فینسی پرندوں میں بھی استعمال کر سکتے ہیں
@naheed3399
@naheed3399 3 жыл бұрын
milk powder ko pani m mila k de sakte hn ?
@hafizafzal1183
@hafizafzal1183 2 жыл бұрын
Dr sb Mare aseel murghi ka ando pa chilka buhat kamzor hota ha anda daita e anda damage ho jata ha plz is pa koi video banay ya kun hota ha aur is ka elag kiya ha
@mydreams5048
@mydreams5048 3 жыл бұрын
Aoa, sir pls ak video egg yoke ko zaida yellow banay ke b bunahay, kasay sauce egg ke hotel hy
@mohammedtaha4070
@mohammedtaha4070 2 жыл бұрын
Height ka Liye bi bta dain thanks
@asifbutt5667
@asifbutt5667 7 ай бұрын
Bro cooking oil ki jaga desi ghee dy skty hai
@user-nk6vz5qn9k
@user-nk6vz5qn9k 3 жыл бұрын
Aslam alikum sir me ap ka naia subscriber ho ,sir mere zehan me balkul ye bat bet gai he k hen farming zaroor karni he .ab kia australop achi he ya Golden misri as sardi ki moosam me pure australop pakistan me ka ha per he
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Walaikum Aslaam Shukriya Bhaijaan Donu achi han. Donu ka chuza agr ap A1 lain, 2 Number Chuza na lain, Achi dekh bhaal krain, har hafty matlooba wazan poora karain, achi khurak aur Behtreen mahol dain to kabhi b Nuqsaan bhi hota lakhoon bhai behnain iss Karobaar sy munslik han. Aur Pure Australorp khareedn k liye apny hi ilaaqy m Hatchery ya Australorp Breeder Farm py jaa k Unhain Order likhwaye lekin sb sy zaroori cheez ye k CHUZA ACHI QUALITY ka Hona chahiye usk maa Baap m kisi qism ki Bemaari nhi honi chahiye
@SAIFALI-hp9es
@SAIFALI-hp9es 3 жыл бұрын
Asalam o alaikm! Sir mri 1 aseel murgi hai uss ki jholli mai bht charbi a gai hai jis ki wajja sa woh anday b nhi dai rhi plz koi solution bta da
@jawadsohail8130
@jawadsohail8130 Жыл бұрын
Meri murgion ko zukam ho gya tha doctor sy tylofosin leny gya lekin us ny kha k nuksan ho jy ga in ki rtubat jam jy gi or goli ban jy gi sans ki nali mn goli banny sy sans ruk jay ga or motelity ho gi . Us ny mukhtlif dwaein dein lekin nazla thek ni hua muga bhi ek mah sy bimar hu or khar kgar bhi thek ni hui us ki. Ab tyloforcin lya hun . Ab tylocin dun ya na?
@sarimkhan2147
@sarimkhan2147 3 жыл бұрын
Salam sir. I have a Question Sir this things like a dry milk, yogurt, gee etc is that good for Broiler or not. Please reply Sir. Thanks
@DrARSHADVeterinaryClinic
@DrARSHADVeterinaryClinic 3 жыл бұрын
Walaikum Aslaam Yes Dear These are also Good for Broilers. Always Welcome
@raziullahqadir8498
@raziullahqadir8498 2 жыл бұрын
agar murgay ki dum gur jaye to kia krren .sokra bhi hai usko
@trendsandthings807
@trendsandthings807 2 жыл бұрын
Doc I have two golden buff.Wo ghar Kay khanay pay bari hui hy.age under 6 months hy.unka weight kitna hona chy?
@malikabid4832
@malikabid4832 2 жыл бұрын
jazakala
@mehmoodbutt1781
@mehmoodbutt1781 3 жыл бұрын
Sir murgon ny 1 dm sy khana pena chor dia ha, or weight bht loss kr dia ha, Smj ni ari kia kru
@ahchgaming7555
@ahchgaming7555 2 жыл бұрын
Asslam o alaikum . Sir main ny new business start kia hy desi chicken ka. 50 murgiaan lii hain. Or abi srif main unko 14 number feed dy rha hoo. 900 gram k round about wait hy . So kindly mujy guide karin k unka wait kasy increase karon. Unki kon kon si vaccine kron sardioo sy phly. Thank you ☺️
@atifaslam5524
@atifaslam5524 3 жыл бұрын
Yr me apni murgi murga ko milk desakta hon liquid or cerelak desakta hon
@pentagon6304
@pentagon6304 2 жыл бұрын
AoA sir Mera issue yeh hai ky mery aseel birds jb 5 month sy uper jaty hain to in ki growth ruk jati hai r is sy pehlay bht achi growth rehti un ki lekin hmsha mujy yehi problem ata hai growth ka after 5 months...lekin un ki jgah change kro..agr ksi r environment main to bilkul sahi grow krty..
@starubaid55
@starubaid55 3 жыл бұрын
Aoa dr sab mery kuch chuzy bary ni ho rye growth achi ni ho rhi un ki us ka koi elaj bta dy
@TayyabAli-mz3ly
@TayyabAli-mz3ly 3 жыл бұрын
Choty chozy Kam khatay han or sensy ke Hadi nikal ati ha elaj bta do plz
7 Free Chicken Feed Ideas | Save Money Profit More  | Urdu Hindi Punjabi
12:37
Spot The Fake Animal For $10,000
00:40
MrBeast
Рет қаралды 169 МЛН
Amazing weight loss transformation !! 😱😱
00:24
Tibo InShape
Рет қаралды 59 МЛН
Electrolytes for Chickens | Poultry Summer Management with Dr. ARSHAD
10:01
Dr. ARSHAD Veterinary Clinic
Рет қаралды 57 М.
Penyuntikan vitamin pada sapi, lembu coklat
0:18
Mantri Hewan Togos
Рет қаралды 13 МЛН
Animal Transformation. Before & After! ✨😎 #shorts #animals
0:10
Он решил проверить свои силы💪🏾
0:28
FilmBytes
Рет қаралды 1,6 МЛН
A Top-notch Fish Joke #shorts #fish
0:34
Humor and nothing more - Юмор и ничего лишнего
Рет қаралды 7 МЛН