پچھلے سال میں نے دو ماہ جھریوں اور گھٹنوں کےلیے استعمال کیا۔جب آپ نے پہلے بتایا تھا۔لیکن ذرا سا بھی فائدہ نہیں ہؤا
@mumtazakhter220218 күн бұрын
saath koie bad prahaizi tu nhn huie ???
@mumtazakhter220212 күн бұрын
@@mrs.imranaaslam6736 aapney reply nhn diyya
@alialihaider92306 күн бұрын
Yaqeen SE kro zaroor nafa ho ga azmooda h mera
@zainmalik-hl4yf3 күн бұрын
@@alialihaider9230 apky kis ly use kia
@saimqureshi842322 күн бұрын
یورک ایسڈ کے لیے کچھ بتا دیں
@Battagram.Ай бұрын
Ik chatank krna hota hy
@KhanAyyan-ny8un29 күн бұрын
Hakeem shab mujai mahday ka masla ha ap k duva khany say do sal Dubai Kahi joe farq nai hova plz koe Dubai Mary leya be bata Dan h pylori h 6sal say
@amnashakir3886Ай бұрын
Face bazoo pe brown kale till go gaey duaen
@ayeshabegum9276Ай бұрын
🧕🧔👩❤️👨🌍🌜🌞🤲👍🌈🕌🎉🎊 ameen summa ameen summa ameen summa ameen summa ameen summa
@nuzhutfatima2392Ай бұрын
Assalm alaikum.hazrat ji period ke liye bata de .jinko period na hota ho aur phir hota h to bhot iske liye koi nuska bata de .Jazak Allah .😊
@SheikhWazaifAcademyАй бұрын
Wa Alaikum Assalam. Period ke maslay ke liye sab se pehle kisi achi doctor se mashwara lena zaroori hai, taki asal masla samajh mein aaye. Lekin kuch general tips hain jo madadgar ho sakti hain: Diet aur Ghiza: Apne diet mein iron, calcium aur vitamins zyada shamil karein. Hari sabziyan, fruits aur nuts ka istemal barhayein. Garam pani mein shahad mila ke peena ya saunf ka pani ubal ke peena bhi faydemand ho sakta hai. Herbal Nuskhay: Methi ke beej: 1 chammach methi ke beej pani mein ubal kar rozana do dafa peena periods ko munazzam karne mein madad de sakta hai. Darchini (Cinnamon): Darchini ka powder garam doodh ya pani mein mila kar peene se bhi periods ko control karne mein madad milti hai. Regular Exercise: Halka exercise karna madadgar ho sakta hai, lekin over-exertion se bachna chahiye. Stress kam karein: Tension aur stress hormones ko affect karte hain, is liye prayer, dhikr, aur light physical activity se stress ko kam karne ki koshish karein. Doctor ka Mashwara: Kisi specialist doctor se zaroor mashwara karein taake koi underlying health issue ho to pata chal sake. Hamesha Allah se dua karte rahein aur sehat ke liye madad mangte rahein. Allah aapko sehat de, Ameen. Jazak Allah Khair!
@nuzhutfatima2392Ай бұрын
@@SheikhWazaifAcademy ji Saari bhot illaj kiya h .kuch nhi nikla .aap Hazrat ji se poch ke bata de .mera bas itna hi masla h .saari reports normal h
@allahdittanadeem2500Ай бұрын
Choti elachi aur mathray hamwazan 1chtank safoof 1/2chamch subah sham pani ya doodh k sath kabaz jhurian camr dard shogar blood prasur k lia hai
@SheikhWazaifAcademyАй бұрын
Choti elaichi aur mathray hamwazan 1 chittank safoof, aadha chamach subah sham pani ya doodh ke sath istemal karein. Yeh nuskha kabz, jhuriyan, kamar dard, sugar, aur blood pressure ke liye faidemand hai.
@Rainsound86Ай бұрын
M nay test kia bhot fahida mand ha
@nuzhutfatima2392Ай бұрын
Assalm alaikum .aur choti elaichi methi dana beauladi ke liye h meri abhi shadi nhi hui h .ham bhi le sakte h .aur padhne ko shaitani mamla bhi h .uske liye bhi bata de .apki call india se nhi milti h .shadi ke liye bhi bbata de kya padhe .mera masla hal ho jaye mera name Nuzhat h aur waalda ka name shakira h
@javedaslam4133Ай бұрын
may nay ya totka 1 sal istamal kia 2 ka faida nahi huwa