Madam aap galat Pan Laga rahi hain main Banaras se hun chuna bahut jyada aapane Laga Diya yah Pan munh kat lega chune mein Keval dudh milaya jata hai jisse munh nahin katata aap Sahi recipe nahin dikha rahi hain
@hamaadshah7574 Жыл бұрын
Bhai ap dkhao recepi har tarha k paa. Ki m ne shope kholno ha patti k name b
@arjunmore2839 Жыл бұрын
Sir can you send recipe
@AshmasKitchen Жыл бұрын
ji aap bhi sahi honge lekin mere yahan ese hi paan lagaya jata hai aur ham sab yehi khate hain
@mdhaji4181 Жыл бұрын
Bhai kea app bata sakta ho ki kaisa banata hy please
@pinkpistol2789 Жыл бұрын
Ye wo Chuna hy Jo log dewaar per colour krny k liye b use hota hy? Safaidi wali dukan se milta hy?
@omiyadav47782 жыл бұрын
जब चुने को पानी मे भिगाते है तब चुने में देशी घी डालना होता है जिससे चूना मुंह कम काटता है घी मिलाने से चूना ज्यादा मुलायम और कम तेज होता है मतलब पान के ऊपर ज्यादा चूना खा सकते है नॉर्मल चूना बहुत तेज होता मुंह काट देता है
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
ji bahut shukriya
@vijayprakashsingh8056 Жыл бұрын
1 kg chuna me kitana ghi dala jata hai
@gulamepanjtan78354 ай бұрын
Bilkul sahi kaha aap ne...ghee ya makhan dono daal sakte hai
@pathanhisalesalam950711 ай бұрын
Excellent thareeka Madam
@AshmasKitchen10 ай бұрын
Thank you for the kind words! I appreciate your support.
@Balenfanworld3 ай бұрын
@@AshmasKitchen mam surti ka andar ka chuna kha sakte kya iski expiry date kya hoti hai
@dhaaniprajapatiprajapati2 ай бұрын
Ha kha sakte h koi expiry date Nahin Hoti@@Balenfanworld
@apsarabeauty119 Жыл бұрын
Chuna powder jo Amazon se milta hai. Uska istemal kar sakte hai kya?
@Sajied_ Жыл бұрын
Use lime stone. That’s better
@AshmasKitchen10 ай бұрын
ji chuna powder khane wala hona chahiye
@rakeshsharmamixvideoadda74065 ай бұрын
Konsi shop sa milegi
@makhdoomzaman12972 жыл бұрын
wow & plz paan ki chatni ki bataen & chaman bahar kiyaa cheez hai ?
@abdulbabushaik31232 жыл бұрын
Salam walekum china named bye
@Ahmedshah-oy9vi Жыл бұрын
isyyy hartal wrki me use kr sakty hqin skin jaly gi to ni
@arbazahmad5752 Жыл бұрын
Aslam o Alikum jnaab kesy hain aap please itna bta dein dodh wale tyar kthe mein dukanon wale kya mix krte hein costomr zyada hon
@AshmasKitchen10 ай бұрын
sorry kattha toh ase hi tayyar hota hai lekin dokandar kiya aur milte hain ye jankari mujhe nahin hai
@vinodgupta16542 жыл бұрын
Thank you
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
You're welcome
@radheyshyamkapoor89912 жыл бұрын
Paan me lgane wali chatni ki recipe battay
@yummykashmirifoods59622 жыл бұрын
@@AshmasKitchen mam ka rang wala Chuna pan ka chuna aak he hota ha
@technoshop5842 Жыл бұрын
Yeh whitewash wala chuna hai kya joh raw form mai use kiya hai ??
@AshmasKitchen11 ай бұрын
ji vahi hai achchi qulity wala
@syedamohammedi22682 жыл бұрын
Super super super thanks a lot
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
thanks
@ammarahkhan85889 ай бұрын
meri dost bachpan main sirff chaliya khaya krti thi wo bhi bohtt kam aur ab uske moun main oral smf hogaya hai jisse cancer hojata hai aur ab uska moun bhi poori trha sy nhi khul pata islea kuch waqt ke mazy ke liye apni zindagi khrab mat kejie.. koi achi cheez khalen..
@waqarsayyednisarsayyed68552 жыл бұрын
Awesome
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
thanks
@hemantentertainments25093 ай бұрын
Ek bar purify kardiya phir kab karr puriffy ki nahi kare ek bar se hi hogaya
@AshmasKitchen2 ай бұрын
han ek bar kafi hai
@noobartiestvlogs38928 ай бұрын
Yeh 150 gm full chuna mae ak din just asehi kha sakti hu I mean pan patte ki bina.. cause i want to swallow this this full 150 gm chuna..❤ kya akdin itna tak swallow karnw se tabiyat khrap ho sakta hae???
@mohdsayeed16537 ай бұрын
Mam khata main kousa garam masala dalte hai
@lakshchhabra6894 Жыл бұрын
कत्था रेसिपी ।धन्यवाद ।
@AshmasKitchen11 ай бұрын
sukriya
@Gamingwatch06 Жыл бұрын
Konsa wala.chuna khane chahie powdar chuna ya pan ki chuna
@AshmasKitchen Жыл бұрын
pani wala chuna
@SujeetMaurya-ej1ui7 ай бұрын
Grisilin ya glycerine
@kaluramdhotre8982 жыл бұрын
Thank you ma'am..Meetha Paan ki bhi recipe bataiye
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
ok . thanks
@gouravverma7782 Жыл бұрын
mam joined pain me yehi chuna khate hain dahi me or bna ke kitne rakh sakte hai plzzzzzz rpy kre
@AshmasKitchen11 ай бұрын
isjke bare main jankari nahin ai
@gillgarry1442 Жыл бұрын
Madan yahi chuna zarde (tambakoo) me khate ha. ? Tnx
@AshmasKitchen Жыл бұрын
ji haan
@Govind.7066 Жыл бұрын
Redimade chuna achha ya ,ghar pe banaya huva achha hai sharir ke liye
@AshmasKitchen Жыл бұрын
chuna toh koi bhi le sakte hain kiyon ki ismain milabat ke chance nahin hain . phir bhi ghar ki bani cheez achchi hoti hai
@pinkipanda83125 ай бұрын
Mere pass packet wala 2 rupaye ka h...wsme chuna pani wala h ... Usko direct use karsakte h..KY...
@ramdevjadeja24902 жыл бұрын
Mean ye glisrin konsi brand ka hona shahiye
@AshmasKitchen Жыл бұрын
medical store se le lo jo bhi ho
@ramdevjadeja2490 Жыл бұрын
Tnx meam
@dhaneshrawat267710 ай бұрын
Kathhaa me kya kya use hota h or kese Banta h pura detail s me samjao
@AshmasKitchen10 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/p6WXfJpnar-XfJo
@swati7802 жыл бұрын
Mam jo panwale dukan pe pkt wala chuna milta he kya wo sudh hota he ya nehi
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
chuna main toh kuch aur hota nahin bas chuna hi rehta hai
@noobartiestvlogs3892 Жыл бұрын
Yeh jo chuna hae yeh .. white school chalk ki paste jesha hae and taste vhi same...to mae yeah white school chalk...chuna samj kar pan pe lagake kha sakti hu na??
@AshmasKitchen11 ай бұрын
nahin chalk main kuch aur bhi milsaya jata hi esliye aap chouna hi lagain
@GKfitness9 Жыл бұрын
Ye chuna kitne dino tak bahar raksakte hain?
@AshmasKitchen11 ай бұрын
kafi baqt tak rakh sakte hain
@AbdulSaleem-kc2gv2 жыл бұрын
ya kon sa Chona hy dewar par lagany la chona lyna hoga ?
@srinamandal98772 жыл бұрын
Nahi khane wala chuna
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
ji deewar per lagne wala achch kism ka chona le sakte hain jismain patther nas ho
@agiepatrick55122 жыл бұрын
Kya ye paint wala choona hai
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
usi main ki achchi quality hai jismain kankar pathther nahin rehte
@vishwanathkolage97202 жыл бұрын
What ingredients to be add in this recipe for getting chuna long lasting wet ?
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
Will upload soon
@yummykashmirifoods59622 жыл бұрын
@@AshmasKitchen ya Chuna kis shop pa Milta ha
@rehanfun19452 жыл бұрын
Pan banai
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
thanks
@mubeenkhans31632 жыл бұрын
Pan ka chunne ka test Ritesh Pandey
@mohammadrazaq27849 ай бұрын
Assalam Walekum chunna Mein glycerine se test change Nahin Hota aur maja Ke Liye chunna Mein aur kya kya Mila sakte hain
@samirtalukdar8276 ай бұрын
Humne Naya dukan Diya he humko pan banane ka tarika sikhaye
@Shivanithakur1425-et5ewАй бұрын
Greslean kya hota hai
@HONEST__REVIEW2 ай бұрын
Mam मेने घर पर चूना गलाया था, लेकिन गलाने पर वो बोहोत तेज़ गरम हो गया था, तो क्या कुछ दिन बाद उसे खाया जा सकता है। मुझे ये भी समझ नही आ रहा कि यह खाने वाला चूना है या कलई है। Plz help 🙏
@AshmasKitchen2 ай бұрын
han pehle bahut garam hota hai use 02 din baad uska pani nikal kar istemal kar sakte hain
@rajendrasinhchudasama2099 Жыл бұрын
કત્થા રેસિપી
@AshmasKitchen11 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/p6WXfJpnar-XfJo
@Arjun_Pra5 ай бұрын
miraj me kya milaya jata hai
@ramdevjadeja24902 жыл бұрын
1kilo sune me kitna glisrin dal na shahiye?
@AshmasKitchen Жыл бұрын
aik choti shishi
@jaswinderkaurr55608 ай бұрын
choona kahan sai lai?
@allahwalokebayanat19302 жыл бұрын
Mem chuna mein kuch dal te ho kiya test bada ne ke liye
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
glesreen ke alawa kuch nahin dala
@PankajKumar-xn4rk2 жыл бұрын
Mam glycerine key hota hai ????
@mingle782 жыл бұрын
Thank you Didi. Bane hue chune ko kis bartan mein store karna chahiye
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
kisi bhi dabba/bottle main rakh sakte hain lekin agar kanch ki bottle main rakhein toh achcha
@ramdevjadeja24902 жыл бұрын
Ye grilling he ki coconut tel? Bottel to coconut oil ky lgti he🙄
@AshmasKitchen Жыл бұрын
ji glycerine hai
@RavindraSharma-s5g Жыл бұрын
Katha ki recipe
@AshmasKitchen Жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/p6WXfJpnar-XfJo
@shivakumarh1686 ай бұрын
Grees lim photo
@ranahadi38352 жыл бұрын
Kya choona or katha aik hi cheez h?? Or agr choona mahendi Me mil lain to koi side effects to ni
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
choona aur kattha dono a;g alg hain choona mehndi main milate huye kabhi suna nahin esliye na milayen
@devmehta45282 жыл бұрын
Nhi ji ....bilkul nhi
@shalusoomro4660 Жыл бұрын
How make pan katha
@AshmasKitchen11 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/eWqnemeCgKh_ntE
@NaushadAli-qu4uj Жыл бұрын
Mam ye patthar wala chuna online milta hai kaya
@AshmasKitchen10 ай бұрын
han milta hai
@muhammadtanveer7196 Жыл бұрын
Paan ka katha ma kia kia dalty hai
@AshmasKitchen Жыл бұрын
ye kattha recepi paan ke liye hi hai
@muhammadtanveer719611 ай бұрын
@@AshmasKitchen thanks
@malikshahzad16312 жыл бұрын
Katha Ki mikdar kitni mix karain
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
katha alag aur chuna alag banakar pan main chuna kam aur katha jiyada lagate hain kuch log sirf chuna lagate hain katha nain lagate
@zarinakhatun65122 жыл бұрын
Safed Katha Kaisa hota hai Safed Katha ki jarurat hai kaise Hasil Karen
Madam ye glucerine kaha milta hai mere bagal me jo paan wala hai uske choone me meethapan rahta hai to mam plz ye batayye choone me kya milaye ki meethapan aa jaye reply zaroor karna plz
@AshmasKitchen11 ай бұрын
glisreen medical store per milta hai
@sirajmp85611 ай бұрын
@@AshmasKitchen 1kg choone me kitna glycerine daalu
@सत्यमेवजयते-फ6थ2 жыл бұрын
मैडम, ग्लिसरीन डालने से चुने की तेजी कम होती है क्या? यह चुना खैनी में भी चलेगा क्या?
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
teji kam nahin hogi aur ye kheni main bhi istemal kar sakte hai
@devendrasawant34272 жыл бұрын
Esame kya dala hai tai
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
chuna banane main sirf glesreen dali hai 1.5 chamach
@sarfarazmirza93912 жыл бұрын
aap mujhe kattha banane ki aur tarike bhi bataiye
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
ji inshaallah
@CfaWriter6 ай бұрын
Mam at least make a detailed and complete recipe with all ingredients,time and as minimum as 500grams choona and katha
@mohammedsaleemuddin75595 ай бұрын
Greaclin ka Nam batman please
@robinjaat4170 Жыл бұрын
ye kaha se milta hai..cecium wala chuna
@AshmasKitchen11 ай бұрын
jahan ghar ki putai ke liye chuna milta hai usi ke yahan milta hai
@bhumipandey3002 жыл бұрын
Chune ki teji kaise Kam kare
@AshmasKitchen2 жыл бұрын
Ashma's Kitchen • 1 second ago 112K subscribers phir se pani main dalkar achche se hilakar mix karke 24 hrs ke liye rakh dain dosre din pani hata dain . tejpan kam ho jaiga