Hello mem sabhi sizes collar kurti me sholder armhole or neck width or deep kese le iska vdo bnake explain krona mem.
@kausarjaffer98123 ай бұрын
Nice video
@AyeshaBegam-sf5is3 ай бұрын
❤Very nice mashalla
@NazrahKhan-d4b3 ай бұрын
Beautiful 🎉
@NazrahKhan-d4b3 ай бұрын
Congratulations for 200k subscribers 🎉
@kausarjaffer98123 ай бұрын
Masha allah
@anwarjahan94063 ай бұрын
Alhamdulillaah nice stitching
@ashusewingarts46013 ай бұрын
Shukriya bahan 😊
@SabihaNaaz-kw6gg3 ай бұрын
Congratulations
@uniquestitching1233 ай бұрын
Nice shari!g❤❤
@kausarjaffer9812Ай бұрын
Asslm oalikum sister nice stitching
@ashusewingarts4601Ай бұрын
Thank you 😊
@safiaahmed31113 ай бұрын
Hello Ashujee, I’m plus size (X-Large) hoon and I’m a beginner. Aap zara fast explain karti hain aur kuch kuch points bhi skip bhi kar jahti hain. It’s a humble request ka aap tafseel sa samjatiya kareey. Aap ne glue ka saath lining ko kasay attached kiya? Aap ne bilkul bataya hi nehi aur believe karey mein ne aaj-tak kisi tailor sa na suna aur na hi dakha. Anyway, #1: kiya ye kurti design X-Large size mein bana sakhtay hain? #2: kiya galay ki width increase up to 3.5 inches kar sakhtay hain? #3: kameez ki length agar 42/43 inches ho, tou 6 inches hi extra rakhna hoga?? #4: yeh pir ye design lambi length wali kameez ka liye nehi hai? I’ll be very grateful if you could answer to my questions. Thank you 🙏 Allah Hafiz! 🎉Safia from Canada 🇨🇦
@ashusewingarts46013 ай бұрын
Hello. Sister apke sare question ke answer deti hun .mainne fabric glue se hi lining pest ki h is se pahle kisi video men dikhai hun . Instagram par kisi video men main ne glue pasting ki video banai h aur neck ki width aap le sakti hn 3.5" keunki apke liye yahi size perfect hogi aur neeche wala portion 6ke jagah 7 bhi krr r sakti hn