Very important topic. This lack of consistency has always made me confused about my own child
@paddyh5478Ай бұрын
My son 3y,4 m ka hai. 9 month tak neck hold nahi kar raha tha, fir dr ko dikhaya, ct scan kia, Dr bole birth ke time brain ko blood supply kam mila hai, fir traitment shuru ki. After 2nd birthday usne stand hona shuru kiya hai, lekin abhi tak sirf plain surphase par chal pata hai, aur balance poor hai. 3rd birthday ke bad o dinbhar gharme idhar udhar daudata rahta tha, Dr ne hyperactivity Kam karne ki tablet shuru ki hai. lekin last 2 month se o pahle Jo chije point karata tha, like body part, ab o nahi karata. pahle hamare sath poems bolata tha, ab o bhi nahi karata, uske man me aaya tab o poem or abcd bolata hai, lekin puchne par nahi batata, eye contact bhi karana chod diya hai, kabhi karat hai kabhi nahi, pahle name ko response karta tha, lekin ab 10 out of 2 time hi kar pata hai, jamin par letkar hand and foot ko hawa me flapping karta hai, same year ke baccho se milwaya to unko marata hai, girls ke bal khichta hai, 2 sal se hamesha jamin par letkar done foot ko floor pe jor jor se marata tha, abhi bhi karata hai, jab se hyperactivity ki tablet shuru ki hai tabse flapping activity, go gol ghumana, meaning less self talking , and self smiling shuru hui hai. Mam Kaunsi therapy shuru karni chahiye.
@shivangisingh1235Ай бұрын
Mam mera bacha bolta nhi hai hum kuch sikhate hai to vo bhi nhi sikhta 2.2 month ka hai vo aapne aap kuch kuch bolta rehta hai lakin papa ko papa nhi bolta eye contact to karta hai hume dekh kuch kuch aapni language mai bolega jaise Aya gaiya daa paa. Aise bolega lakin theek sai nhi bolta samjh nhi aa raha kya karu vo apni jarurt ki chije bhi nhi batata ki usse milk chahiye ya kuch bhi
@jyotinegi3965Ай бұрын
apne bacche ki 3 month occupational therapy karvai aur ab abhi use per Kafi improvement hai ab thoda Shant bhi ho gaya hai name calling bhi hai thoda eye contact poor hai to maine use Play group mein School Dal Diya Hai school mein acche se bacchon Ke Sath khelta Hai vah Sare command follow karta hai Tumhen iske sath uski speech therapy bhi start kar do ab Thoda Thoda bolata Hai alphabets a e i to speech therapy aur personal therapy donon hi chalani hai sath mein
@kauserjahan4819Ай бұрын
mam me apne bete ko dikhana chahti hu aap dehli ka address bhej do or aap ki fees kitni hai please mam me bahut zyada fareshan hun apne bete ko lekar 🥺
@barkha_indiaАй бұрын
Visit their website
@ujairshahaАй бұрын
26salke umar me autism thik ho sakta hai kya
@ujairshahaАй бұрын
Reply
@anjanverma2793Ай бұрын
Sir mera son 24 month ka Hai dede aao sabko mama bolta Hai name response kerta hai baccho ke sath khelta hai
@BirmatiPuniaАй бұрын
Mera nati mitti khata h autism h
@SachinparvatАй бұрын
नहीं
@rahulsagar2963Ай бұрын
Iron deficiency he usko Syp Softeron Gold 5ml twice
@sirijahan9038Ай бұрын
Autism bacho ko medicine de sakte h
@pari.singh.123Ай бұрын
Yes Dr, ketan patel ko aap dikhae
@sirijahan9038Ай бұрын
@pari.singh.123 main delhi se hu
@pari.singh.123Ай бұрын
@@sirijahan9038 Delhi me hi dr. Aate hai, ek baar aap google pr search krke dekh lo, kaphi achhe dr. Hai, meri beti ko bhut inprovment hai
@spirits9296Ай бұрын
@@pari.singh.123: hi, Ketan patel ahmedabad wale? Abhi google p review dekhe lekin mixed reviews hain..pls tell agar aapne medicine li ho n asar hua ho to
@pari.singh.123Ай бұрын
@sirijahan9038 Dr v Delhi me aate hai, unka clinic hai, rajouri garden