Benazir anuty aapki her ek recipe bhut acchi hoti he Mummy aapki her ek recipe banati he Is hi tarah aap recipe ke video upload kare hum aapke video ka intazar karte he Agar ye such he to sab is comment ko like kare
@fatimagawkhadkar486110 ай бұрын
Mashallah bari pyari recipe hai inshallah zarur banyehge
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
Jazakallah
@mumtazbafaqi50410 ай бұрын
Masha Allah outstanding recipe 👌👌👌👌👋
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
Thanks
@amreensonde729310 ай бұрын
Muje b boht psnd ati h mai to aapki he recipe dekti hu inshallah zrur ramzan me try krege ye
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
In sha Allah
@farahkitchensecrets139410 ай бұрын
Masahallah bohat zabardast ❤🎉😊
@Barahajari_festival_78610 ай бұрын
Ye recipe bhi mummy ne aaj bani bhut hi testy he mashallah 💗❤️❤️
@passioncookingandlifestyle10 ай бұрын
Ma sha Allah AAP Ki recipe's outstanding rehti h Thanks for sharing delicious recipe ❤
@SwalihaFeroz10 ай бұрын
Assalamualaikum Aap ki recipe bahut acche rehte hai mashallah mai apki hi receipt banati hu..ye bhi jarur try karenge.. inshallah.Apke hatme jadu hai😊
@memunapathan127410 ай бұрын
MasaAllah Nice aap ki sab resipi acchi hi hoti h aap ke haat me jadu h❤
Amazing recipe 👌 Will add some boiled shredded chicken to the mixture.Only vegetables won't go down my children's throat😊
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
Hehe yeah can do that
@atikbhaipatel428810 ай бұрын
❤🎉❤🎉
@sanabaqsh903310 ай бұрын
Mashallah
@asmaafzal837210 ай бұрын
Mashallah thx mamm
@shabistanfatimafatmafatma10759 ай бұрын
Mam if we ar ading almonds so we have to soak it over night and peel the skin Aur we just add like it is?
@huda.tajani10 ай бұрын
Asslamu alikum kese hein aap...aap ki sab recipe best best hein masha ALLAH...
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
Wassalam Huda bohot dino ke baad aapka comment padha
@nabilagazi620610 ай бұрын
Awesome 🎉
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
Thanks 🤗
@danielgandhi350210 ай бұрын
So nice ❤ ben
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
Thank you! 😃
@PathanAlfiya-y9w10 ай бұрын
Assalamualaikum hamare Frozen snacks andar se kaccha reh jata hai or oil absorb kar leta he kya kare? Aap accha suggest karti he❤❤❤❤❤
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
Walaikumasalaam Oil ke temperature ki wajeh se oil absorb hota hai Ek waqt pe 2 se 3 dale oil me aur oil acha garam kare kyuki oil ka temperature kam hojata hai chilled cutlet dalne se
@PathanAlfiya-y9w10 ай бұрын
Thank you so much
@Zaraok10 ай бұрын
Ye cutlets kitne days tak freeze karsakte hain..mam.???
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
1 month
@Zaraok10 ай бұрын
Jazakallah@@cookingwithbenazir
@anaspatel515710 ай бұрын
Mam aap k shahi riwayat wale masale k packet lati hu. Ye jo banate ho sab recipe wo masale bhi lounch karo plz
@cookingwithbenazir10 ай бұрын
In Sha Allah
@MdAsif-u5t10 ай бұрын
Hi
@nafisakachwala845610 ай бұрын
Didi aapki her receipes ek se badhakar ek hoti her tarif karu kiyaa apki jishne aapko banaya hey sorry didi thank you
@shabistanfatimafatmafatma10759 ай бұрын
Mam if we ar ading almonds so we have to soak it over night and peel the skin Aur we just add like it is?