Khay circuit co bypass karke tv co chala sakte hai 🙏💖
@MkelectronicsTechnicalguru2 жыл бұрын
Ji namaskar ji maine kaha kaun se section ka bypass karvana Chahte Hain Ham Agar power supply ka module Lagate Hain usko bypass hi to Kaha jata hai ISI Tarah aap Chahe to vartical Section ka bhi alag se module Banakar ke Laga sakte hain EHT section ka bhi kar sakte hain ,,, vaise aap kaun se section ki baat kar rahe hain🥰
@joshielectronicsoundsarwar30842 жыл бұрын
Abl l section ko bypass karne ke liye kera tha
@MkelectronicsTechnicalguru2 жыл бұрын
@@joshielectronicsoundsarwar3084 Sir dekhiye ABL jo section hai wo apne aap me singel section hai jo EHT ke bagair kuchh nhi hai to ham agar chahen bhi to iska bypas nahi kar sakte, kiyonki ABL ka matlab hai sistem ic ko anumanit rup se nigetiv bhejna or ye tabhi sambhav hai jab hamara EHT reguleting kare, so ye EHT ke bagair asambhab hai, Dhanywad, banki agar aapke taraf se koi salah ho to hame swikar hai🙏
@desaijogabhai24552 жыл бұрын
Diod 4148 ko aap zinar kyo bolate ho ye to figicale se zinar jaisa dikhata he lekin ye bhi ek semi condctar diod he Aur ha ABL ka full fom naam kya he aur ye coluar t.v me es ki kya jarurat he
@MkelectronicsTechnicalguru2 жыл бұрын
Han ji Sir namaskar kya hal hai, Aapane Hamen do Sawal kiye Jis Sawal ka Uttar main aapko short mein bataunga, SIR pahla to Aapka question yah tha ki Ham diode ko Jenner Kyon Kahate Hain, To Main Bataun ki ya To Ham zinar diode kah den ya sirf zinar kah ke aap Sabhi Ke bich jankari pahunchayen , so hamne kiya, aur jo dusra aapka question tha vah yah tha ki ABL ka ful form kya hai CRT TV mein, To Main Bataun aap note karke rakh Lijiye, (Swachalit Chamak Astar ) Jo jarurat ke hisab se screen per Chamak Ke Liye IC ke peen number 27 per EHT Transformer ke dwara jarurat ke mutabik negative bhejkar sambodhit karta hai use ham abl Kahate Hain agar aap ABL ka English ful form Janna Chahte Hain To Kuchh is Prakar hai, {Automatic Brightness Level} Dhanywad 🥰
@desaijogabhai24552 жыл бұрын
Ok bahot khub
@kailashexperiment2 жыл бұрын
Sir aap ne galat bataya hai 47 namber pin 27, namber hai 27 namber pin 47 namber hai
@MkelectronicsTechnicalguru2 жыл бұрын
Aap thik se dekhiye video,,,,,,main bhi 27 no pin hi kaha hai ji 😃