Calc m calculations kaise krte hai css m ispe video bnao plz
@NoTimeWaste1 Жыл бұрын
Thank you sir.
@asadbukhari84 жыл бұрын
Bro mobile view ky liye kon sa font shi rehta hai koi mil hi nhi rha ap suggest krdo
@khemchand68535 жыл бұрын
Sir class , id or local varible ma kaya difference hooga
@piytube12 жыл бұрын
Nice
@techshab90606 жыл бұрын
great work bro
@navneetsingh9232 жыл бұрын
Sir, suppose hame red color 2 jaga hi change kerna hai aur baki kahin change nhi kerna, toh uss case mei variable function kaise use karenge?
@YahooBaba2 жыл бұрын
Toh uske liye aapko ek new variable create karna padega.
@priyankabhaurjar4 жыл бұрын
Sir variable Ka nam ham APNI marzi se kch b de sakte h kya Jaise Apne --main-color dia waise HM kch ar nam de sakte h kya.. pls reply sir
@YahooBaba4 жыл бұрын
Yes aap ko bhi Naam Le sakte hain
@kingdom_ji4 жыл бұрын
How to use variable on html file?
@ArjunKiLife193 жыл бұрын
Kya hum font size ka bhi variable bana skte h kya
@tayyabhassan60182 жыл бұрын
thnks sir
@YahooBaba2 жыл бұрын
Most welcome
@riyazfency3 ай бұрын
Variable padding margin ya aur property me use nahi hota
@bansilal88734 жыл бұрын
nice sir
@YahooBaba4 жыл бұрын
Thanks Bansi :)
@mdhasiburrahmannafiz99844 жыл бұрын
Thank you sir
@YahooBaba4 жыл бұрын
Welcome
@anishkumar2214 жыл бұрын
Hlo sir, Is using variable increase loading time ?
@YahooBaba4 жыл бұрын
No
@amitSharma-rm3dw4 жыл бұрын
Sir agr ham bar bar @media screen and (max-widht )bar bar likhte hai variable k help se shortcut use krr skte hai ??
@YahooBaba4 жыл бұрын
No we can't. Variable ki help se sirf value set hoti hai.
@amitSharma-rm3dw4 жыл бұрын
@@YahooBaba achha thank uh sir bhul gya tha 😅
@MuhammadSaeed-ee3wr3 жыл бұрын
Sir ye kam tou hum selector se b kr sakty han tou itna long likhne ki kia zarorat.
@YahooBaba3 жыл бұрын
Yeh kaam aap selector se kaise kar sakte ho ? Please write that code
@MuhammadSaeed-ee3wr3 жыл бұрын
.classA{ background-color: crimson; color:white; } .classB{ background-color: pink; color:brown; } h1{ font-family: impect; } header Yahoo baba is my best web teacher................ Sidebar footer Sir agr hum header footer sidebar ka color change krna chahen ya koi or CSS property add krna chahen tou serf .classA me change kr k sab ka directly change ho jay ga.
@YahooBaba3 жыл бұрын
Dear jab bhi hum website banate hain toh usmein sirf 2 to 3 colors ka he use hota hai. Aap humare free templates bhi dekh sakte hain : www.yahoobaba.net/free-templates Jaise humne templates banaye hai aise he templates ke andar hum CSS Variables ka use karte hai aur Jha par kafi sare colors hote hai wha variables ka use nahi kernege colors ke liye.
@MuhammadSaeed-ee3wr3 жыл бұрын
Right. Thank you Sir❤
@MuhammadSaeed-ee3wr3 жыл бұрын
Wow amazing tamplets👌
@DanishManzoor-q1n11 ай бұрын
Sir ma sb videos dekhta hon apki nice sir but sir us video ki smjh ni arhi kai dafa deih chuka hon pta ni q sir iski smjh ni arhi
@YahooBaba11 ай бұрын
Kis video ki baat aap kar rahe hai ?
@riyazfency3 ай бұрын
Aap ne color hi property hi batayi hai
@mindfreshnr95416 жыл бұрын
Hi MUJHE APNI WEBSITE BANWANI HAI KIYA KOI HAI JO ACHCHE SE DESIGN DE SAKE MAIN JAISA KAHUN WAISA HTML USE KAR SAKE
@mickr-b9p8 күн бұрын
sir i want source code of this video
@YahooBaba7 күн бұрын
Get it from our website : www.yahoobaba.net
@ayushdehru79224 жыл бұрын
Sur this doesn't work with border.
@YahooBaba4 жыл бұрын
Paste ur code here
@webdevelopement68875 жыл бұрын
Bhai safari bi support nahi kar rha
@YahooBaba5 жыл бұрын
Safari support karta hai. Aap check kar sakte hai : caniuse.com/#feat=css-variables May be aapka safari old version hoga.
@bhavyamarwah54785 жыл бұрын
I don't know why but your video is not working it is not playing
@YahooBaba5 жыл бұрын
Hello Bhavya, I have just checked but all videos are working fine. May be your internet connection have some problem.